I switched after 3.6 years joined a new organisation 45 days ego as a frontend developer but here i am struggling Dont know what to do Can anyone advice any?
Kai baar company me 2-3 saal vale employee ko jab vo same kaam se bore ho jate hai aur upr unko growth ni milti to switch krna hi padega qki company khud chahti hai ki ye nikl jaye aur new employee hire kre jo ache se kaam krega
Mera problem hai ki ak hi company me 10 sal se work kar raha hu change nahi Kiya to interview me puchta hai change q nahi kiya job iska kaya ans de bataye please 😊😊😊😊
Agar ye first job hai to sahi nahi rahega, par agar bhot hiache options milte hain aur security bhi dikhai deti hai job ki to kar sakte hain bas kisi bhi tarah ka compromise jasie salary, timing ya post, sahi nahi rahega
Sir 6 mahine switch karna best hain Kya waha par reh kar achha hain Par ek hi jagah rehkar 5 5 sal tak sallary hike nahi hoti na aapne comfuse kiya 1 hi kuch batayiye na sir ji
Change is necessary for life
I switched after 3.6 years joined a new organisation 45 days ego as a frontend developer but here i am struggling
Dont know what to do
Can anyone advice any?
Kai baar company me 2-3 saal vale employee ko jab vo same kaam se bore ho jate hai aur upr unko growth ni milti to switch krna hi padega qki company khud chahti hai ki ye nikl jaye aur new employee hire kre jo ache se kaam krega
Job stability is more important than switching jobs
Sometimes stability become comfort zone, and people stop updating their tech skills..
@@devk6739right bro
Mera problem hai ki ak hi company me 10 sal se work kar raha hu change nahi Kiya to interview me puchta hai change q nahi kiya job iska kaya ans de bataye please 😊😊😊😊
Sir m abhi join kya h bank m lekin location bhauut dur h tho 6 mahine m switch krna thik rahega kya
Agar ye first job hai to sahi nahi rahega, par agar bhot hiache options milte hain aur security bhi dikhai deti hai job ki to kar sakte hain bas kisi bhi tarah ka compromise jasie salary, timing ya post, sahi nahi rahega
6 years me hmne 5 company change kr diya hun ab job change krna achha rahega
Sir merko location bhaut dur h
Salary jyada nhi de lekin same jo mil rhi utni de tho krna chaiye ya nhi or meri first job h @@YourGrowthIndia
time ke sath technology aur khud ko bhi change kro ek jagah pr kaam krke bor hojaoge nye logo se milo nya exp hoga life change hogi
Fresher ko kitne months me switch karna sahi rhega
job achi hai to jarurat hi nahi hai switch karne ki
Sir 6 mahine switch karna best hain
Kya waha par reh kar achha hain
Par ek hi jagah rehkar 5 5 sal tak sallary hike nahi hoti na aapne comfuse kiya 1 hi kuch batayiye na sir ji
Ye dekhiye: th-cam.com/users/shortsOGK_offfuW0?si=HYtx7etS9YmGsodU
Hike hoti h brdr depends karta h tum kitna pressure leke kam krte ho ya wha pe time pass krte ho sirf Sara din
Aapki baatein sunkar aisa lag rha jaise ki aap bhi humare sath confused ho 🤣🤣
Aap clear hi nhi kr parhe switch krna hai ya nhi
Sir me bhi last 4 years se company me working hu
Abhi kya me job switch kar sakta hu sir?
Bilkul kar sakte ho, but jaruri nahi hai ki switch hi karo
My friend works 7 year than a company. You should regisn the Job this is a jio😅😅 company
Agar company bande ko native Place se 2 hazar kilometre dur transfer kar de to banda kya kare switch ke siwa bande ke paas aur kya rasta hai