कठिनाइयां" जब आती हैं तो "कष्ट" देती हैं पर जब जाती हैं तो "आत्मबल" का ऐसा उत्तम उपहार दे जाती है जो उन "कष्टों" "दुःखों" की तुलना में "हजारों" गुना "मूल्यवान" होता है।
All the best 👍 Don't loose hope.. 7 years ago, I got 74% in 12th Standard. But I cracked neet successfully. Now am a doctor and practicing successfully.
@@JaiswalHarish school is doesn't matter, ur hardwork matters always!. It's not about school ..., It's all about your study. Whichever school, study hard, ...
@@JaiswalHarish read kalam stories, he's not Cambridge student. Read about ambedkar, .... Then you'll realise, it's al about your dedication and hardwork.
U told about dummy school knw, In 1st Pu, i got 7 marks in biology in first internal, 37 marks in final exam But in 2nd pu , I got 97 marks in final exm. It's all about hard work, marks 7- 97.
mere coaching me 550 lakar ek bacha padhne aaya tha sir ne socha tha ise thoda sa push ki jaruart h but use lagbhar hr chap me basics aur bhut chize clear nhi thi pura 2years use sir ne padhya phir bhi 596 score kiya 2020 me aur use sbse last seat government me mil gyi thi state quota ke through .
Phy aur organic, physical chem khud se to mere liye possible nhi lagbhag sb ke liye Aur sbse importantly aapko aise teacher se padhna hoga jo aapko indivisual padha ske jo sirf aapke liye dhyan de rha hoga. Mere teacher ne mereko jaise padhya mera total 30 copies notes ka sirf physics me h .
Keep up the great work buddy 🌈🙃 you are way so much awesome than those who tries to fake till they make it . Loved your vlogs 😊 .. it just bring back my senses whenever I feel low 🤠 thank you so so much 😃 for filming and for being the real you. May God bless you abundantly with good health, happiness 😊 and may u achieve good medical College in neet 2023 hi-five🙋♀️
Aap hindi medium se neet kar rahe h age mbbs ki pdhai to English medium se hi karni hogi n kuch samjh nahi aa raha h Hindi medium se karu ya English medium se 😔 pls help
Maine phys aur chem me faltu ke notes nhi banaye mere teacher ne theory utna hi padhya jitni jarurat thi result lane me aur Total hr question Neet ka mere notes me h meri phy bhut hi strong mai even Jee advance aur mains bhi solve kr leta h bs mere teacher ke wajah se.
Jo pw ya other coaching se online preparation kr rhe hai unko gr pr pdhai thik se nhi hoti hogi to unko ye btana hai pg.. Are stable to study in daily life
Bro I am your junior plz reply kar Dena Aap pura pahle notes nikalke usko yaad karte ho fir revision bata dijiye bhaiya I am in 10th class mujhe top 10 me aana hai plz reply
Mai 11th class me Hu vroh mujhe bhi onlineee padhna h mujhe abhi present pw PE koun SA batch Lena chahiye vroh plz🙂can u advise now i don't know anything about pw
Hello bhaiya .. me abhi 12 Hindi medium se parh raha hu .. or mujhe 12 ke baad neet clear karna ha .. kya me abhi se neet ki tayari Karu ya .. 12 clear karke ..
Pg me room chota hota hai boht saare kaam khud se karna padta hai but in hostel it's different hostel me sab hostel waale hi provide kar dete hain jaisa khaana kapda dhona waigara room bhi badhiya hota hai
Bhaiya app ekbar bataiye ki biology neet, and aur exam o k liye ncert hi padhe ya essential biology(1200 pages) padhe, kyuki hamar area me jo biology sir's rehete hai wo sab kehte rahe ki sirf ncert padne se kuch nhi hoga, neet k sath sath aur exam (eg WBJEE,DMT) k liye humme essential biology wala book padhne k liye kahe rahe hai. Please bhaiya app ekbar bataiye aur if possible ek videos bana dijiye 🥺.
Dekho bhai mujhe kuch jada to pata nahi lekin ek baat kahta hun ki ncert ko line by line padhne ki aadat jarur rakhna bahle hi extra koi aur book padho ya na padho aur teacher bol rahe hai to jarur wo book padho wo agar bol rahe hai to kuch samajh ke hi aur koi teacher jaldi aapko ncert nahi padhaiyega kyuki ncert padhna aur padhana itna aasan nahi hota hai isiliye aap ncert par full focus karo
Hi bhaiya aapko pg me kitna per month rent dena pdta hai or kitne rupees me 1 month niklta hai please reply bhaiya ji please please is pr 1 video bnaiyega or
Bhaiya aap bord bhi hindi medium se kiye ho or aapko bord mein kitna marks aaya hai Bhaiya me bhi hindi medium bio se hu or online couching karti hu But sab bolta hai hindi medium se kuch nhi ho sakta hai so es baat se me bhut dismotivate ho jati hu Please aap Kuch es pe motivation dijiye Mera exam bhi hai 1feb.se
Bhaiya mai ashish singh lecture se physics or chemistry class leti hu Or the online couching app se bio class leti hu kyuki bio class es sir se hame acche se smajh aata hai And bhaiya mai abhi exam ki tyaari mein lgi hui esliye aapka vlog nahi dekh pati hai exam ke baad dekhungi kyuki neet ki tyaari mein aapka vlog bhut spport milta hai mujhe reading karne me
Aap neet ka kio book bhi liye ho kiya kio ki mene bhi PW ka batch liye huye h but sir bolte h jitna h kaphi h extra book ki jarurat nahi h aapne book kio liye h kiya plzz reply
New video th-cam.com/video/4xc5iqxYrAY/w-d-xo.html
कठिनाइयां" जब आती हैं
तो "कष्ट" देती हैं
पर जब जाती हैं
तो "आत्मबल" का ऐसा उत्तम उपहार दे जाती है
जो उन "कष्टों" "दुःखों" की तुलना में "हजारों" गुना "मूल्यवान" होता है।
Wow
All the best 👍
Don't loose hope..
7 years ago, I got 74% in 12th Standard.
But I cracked neet successfully.
Now am a doctor and practicing successfully.
@@JaiswalHarish wt..?
@@JaiswalHarish school is doesn't matter, ur hardwork matters always!.
It's not about school ...,
It's all about your study.
Whichever school, study hard, ...
@@JaiswalHarish read kalam stories, he's not Cambridge student.
Read about ambedkar, ....
Then you'll realise, it's al about your dedication and hardwork.
@@JaiswalHarish u knw, I haven't gone for any neet coaching classes, but I cracked neet with good rank and got Govt seat in govt medical College.
U told about dummy school knw,
In 1st Pu, i got 7 marks in biology in first internal, 37 marks in final exam
But in 2nd pu , I got 97 marks in final exm.
It's all about hard work, marks 7- 97.
I Full support you .I guarantee you will be cracking NEET in 2023. 🔥🔥🔥👍👍👍. I just love your videos and really get motivated
☺️
@@medicoinfo bhaiyya to aor kitna time h abhi appke neet exam m
keep it up bro👍
mere coaching me 550 lakar ek bacha padhne aaya tha sir ne socha tha ise thoda sa push ki jaruart h but use lagbhar hr chap me basics aur bhut chize clear nhi thi pura 2years use sir ne padhya phir bhi 596 score kiya 2020 me aur use sbse last seat government me mil gyi thi state quota ke through .
Health is wealth ...
Same Batch 😊
I am full support you....best of luck 🤷💕🙂
Best of luck to you too
Pls mera vlog bhi dekh hi lo
bhai mujhe v bahut hard work krna hota h best of luck bhaiya
All the best for your exams bro✌️✌️
All the best to you too
Mera vlog bhi dekh lo bhaut mehnat kari hai
Nice video bro 😍♥️
Phy aur organic, physical chem khud se to mere liye possible nhi lagbhag sb ke liye Aur sbse importantly aapko aise teacher se padhna hoga jo aapko indivisual padha ske jo sirf aapke liye dhyan de rha hoga. Mere teacher ne mereko jaise padhya mera total 30 copies notes ka sirf physics me h .
Dear very good
Keep up the great work buddy 🌈🙃 you are way so much awesome than those who tries to fake till they make it . Loved your vlogs 😊 .. it just bring back my senses whenever I feel low 🤠 thank you so so much 😃 for filming and for being the real you. May God bless you abundantly with good health, happiness 😊 and may u achieve good medical College in neet 2023 hi-five🙋♀️
Thanku thanku thanku so much ☺️
@@medicoinfo no need for your thank you we need to thank you for making such vlogs during your prep you have no need to thank us
Bhaiya agar aap yeh padho ge toh mere vlog pls dekh lena
sar bio ki taiyari kaise karen
Please answer.. U will never get demotivated or feel stress, lazy 😞😶
Wao nice bhai
Aap hindi medium se neet kar rahe h age mbbs ki pdhai to English medium se hi karni hogi n kuch samjh nahi aa raha h Hindi medium se karu ya English medium se 😔 pls help
Maine phys aur chem me faltu ke notes nhi banaye mere teacher ne theory utna hi padhya jitni jarurat thi result lane me aur Total hr question Neet ka mere notes me h meri phy bhut hi strong mai even Jee advance aur mains bhi solve kr leta h bs mere teacher ke wajah se.
Ñice
Which laptop model????
Battery backup
Will u send me Phy, Chem notes.. plz
Bhai Big Fan yrr
Live wali video banao padhte hue
Bhiya aap ncert ke numerical kaha se Karte ho may neet 2024 ki tayari kar raha huun plese bhaiya replay me
Shii bola bro... Mai v gile slippers use ni krti 🤦♀️ek baar pair pochh lu fir toh dusro ka slippers hi phnti hu..
Muskuraye hai hamesha chupay hai gam tumhe to vakt batayega kon hai ham
Bhaiya ncert fingertips books ka new addition konsi h or new bali kharide ya purani bali pls bta do 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Merko bi night me pdna acha lgta hai
Apke yakeen 2023 Hindi medium k test 27 November ko exam m kitne number aaye the
Attend nahi kr paya
Bhaiya pls batao na 2024 neet exam ke liye kon sb batch batter h😢PW me aur batch ko buy kaise kre pls batao
Bhaiya ham ko JEE ka tayare karna hai pw se hindi medium me hota hai ka online
Sir hindi se neet ki taiyari hoti hai please reply me
Bhaiya Ncert book ke alawa our kon sa book padhe kuchh samjh me nhi aa raha hai please kuchh advice de dijiye
Ho gya apka slection bhai
Abhi nahi
Mera to ho gya filhal
Bhaiya laptop seh online parte hoya download karke parte ho
Bhai mera 11 th 12 th kharab ho gaya acche say humne nhi padha to mai kya neet hindi midium ka batch le lu ya 11th 12 th ncrt complet karu
Jo pw ya other coaching se online preparation kr rhe hai unko gr pr pdhai thik se nhi hoti hogi to unko ye btana hai pg..
Are stable to study in daily life
Bhai please batao ki apke 10 me kitne partisat bne he raplai jarur dena
Thanku bhiya
Bhai 12th
iit jee ka Kon sa batch PW se lelu jo Hindi medium se ho or usme
Aap sath me notes bante ho apko kitna time lgta hai
❤❤❤❤❤
Bhaiya me padhayi pr concentrate nhi kr pa rha hu kya karu bade bhaiya please bataoge 🙏🙏🙏
hello bhaya aap hindi medium se ho ya english medium se please ek bar reply kr dena please please 🙏🙏🙏
Bro mai bi hindi medium ka hu mai bi neet ka taiyari kar ra hu physics whalla se 😇
So you is a pg rent per month and 1 month minium kitne rupees me nikal jata hai ? Please a explain your experience in a video
Bro I am your junior plz reply kar Dena
Aap pura pahle notes nikalke usko yaad karte ho fir revision bata dijiye bhaiya I am in 10th class mujhe top 10 me aana hai plz reply
Bhai aap mobile kitne time tak use karte ho? And kitne time padhte ho?? Please reply bro
Pichle Vlog dekho usme sb explain hai
Same table lamp mera pass bhi h....... Same pinch...
Mai Hindi medium ka hoo to mujhe maine vidya peeth Hindi+English medium ki batch me admission liya hai kya mujhe samajh aayega
Bhai aapko nind nahi aati kya rat ko, nind aa aane ke liye aap. Kya karte ho please share kre
Bhiya apne offline test series join nhi ki ha???? M
Yan abhi apko krni hai konsi krni hai plz share kr do.,.
bhaiya apne kya koi offline test series bhi join kiya hai? ys sirf PW online se karte ho?
PW
Bhai ye study table kha se li aur kitne ki h ??
❤🔥
Bhaiya coaching ke saath kaise schedule bnaya plzz btaye plzz I neet it badly 🥹🙏🏻
Sir me bahut mahenat karta hu you tube par videos par subscribe nahi badh rahi hai😔🙏
Main byju's ke class join kiye hai acche hey ki
Bhaiii please reply jaroor dena yr Mai up board se hu or neet ki tayyari Krna chahata hu to yr mere liye koi advice hai bhaii please reply
Mai 11th class me Hu vroh mujhe bhi onlineee padhna h mujhe abhi present pw PE koun SA batch Lena chahiye vroh plz🙂can u advise now i don't know anything about pw
Sir ap mobile ka kitna data recharge karte ho .
Hello bhaiya .. me abhi 12 Hindi medium se parh raha hu .. or mujhe 12 ke baad neet clear karna ha .. kya me abhi se neet ki tayari Karu ya .. 12 clear karke ..
Bhai PW website me class karne me kitna net lagta hai please🙏
Bhai meh class 10 me huu.neet ki preparation kaise start karu?????
Ha
Neet ke paper mein 11th 12th ke science ke question aaenge please reply jarur dena
Which class do you study
13th class
Apka Asus ka laptop h... Kon sa model h plzz btaiye 🙂
11th generation
@@medicoinfo Sound kesa h?
Ek dam mast
@@medicoinfo hmne v kl order kiya h same 🙂
bhai practice ke liye fingertip shi h
Bhai physics or chemistry ki tiyari kasa karta ho bta do plz🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Video:-th-cam.com/video/sxJQD_Z-Xy8/w-d-xo.html
Bhiya online class kon saa app ma free hota ha
Bhaiya aap yakeen Hindi or you tube pe kon kon se teachers se padte ho iska ek detailed video bannana nahi to please reply kar dena please please
Video:- 👉🏻 th-cam.com/video/8DQOfg_FCOQ/w-d-xo.html
@@medicoinfo bhaiya yakeen Hindi me kon kon se teachers hai app 2023 batch se padte ho ya 2022 Vali please reply
Well dome
A a it was well done sorry haha
Bhai lai kai gaya tha red bottle or laya hai yellow bottle
Ha bhaiya need ka form kab tak hai
Bhai u r a Hindi medium students???
Mobile se ksise base
What is difference between pg and hostel
Pg main tum ek tarah se foster child ho aur hostel khuli jail
Mera vlog bhi dekh lo guru
Pg me room chota hota hai boht saare kaam khud se karna padta hai but in hostel it's different hostel me sab hostel waale hi provide kar dete hain jaisa khaana kapda dhona waigara room bhi badhiya hota hai
bhai kon sa laptop h link dena bro plz🙏🙏
Asus ka
Bhaiya app ekbar bataiye ki biology neet, and aur exam o k liye ncert hi padhe ya essential biology(1200 pages) padhe, kyuki hamar area me jo biology sir's rehete hai wo sab kehte rahe ki sirf ncert padne se kuch nhi hoga, neet k sath sath aur exam (eg WBJEE,DMT) k liye humme essential biology wala book padhne k liye kahe rahe hai. Please bhaiya app ekbar bataiye aur if possible ek videos bana dijiye 🥺.
Dekho bhai mujhe kuch jada to pata nahi lekin ek baat kahta hun ki ncert ko line by line padhne ki aadat jarur rakhna bahle hi extra koi aur book padho ya na padho aur teacher bol rahe hai to jarur wo book padho wo agar bol rahe hai to kuch samajh ke hi aur koi teacher jaldi aapko ncert nahi padhaiyega kyuki ncert padhna aur padhana itna aasan nahi hota hai isiliye aap ncert par full focus karo
Bhai biology physics chemistry ke neet ke paper OMR sheet mein aaega
🫡👍
Bhaiya neet ke kon si book best h
Hi bhaiya aapko pg me kitna per month rent dena pdta hai or kitne rupees me 1 month niklta hai please reply bhaiya ji please please is pr 1 video bnaiyega or
Bhai aapne kitne saal neet ki preparation ki hai
Bhaiya aap bord bhi hindi medium se kiye ho or aapko bord mein kitna marks aaya hai
Bhaiya me bhi hindi medium bio se hu or online couching karti hu
But sab bolta hai hindi medium se kuch nhi ho sakta hai so es baat se me bhut dismotivate ho jati hu
Please aap Kuch es pe motivation dijiye
Mera exam bhi hai 1feb.se
Aap kis aap se class leti ho
@@kabitakumari1233 doutnut app se
Mera board mai 78% tha
Ok, I'll try to make video on this topic
Bhaiya mai ashish singh lecture se physics or chemistry class leti hu
Or the online couching app se bio class leti hu kyuki bio class es sir se hame acche se smajh aata hai
And bhaiya mai abhi exam ki tyaari mein lgi hui esliye aapka vlog nahi dekh pati hai exam ke baad dekhungi kyuki neet ki tyaari mein aapka vlog bhut spport milta hai mujhe reading karne me
Bhai Aap to lecture attend krne ki hi baat krte ho question practice kb krte ho.....
Bhai ap coaching liyata kiya
Bro app hindi mai coaching le rhe h
Plz reply
Bhai ji
3:25 bro it's breakfast not dinner...
Learn proper English
Plzz aapka schedule bataiye
Bhai aap pw pe kon sa course join kiye hain ?
Bro ap self study kr rhe ho
Kya mai apse kuch question puch skta hu privately
Pls bro reply dena
Obously
@@medicoinfo to mai 11th se neet k loye prep start kr du or kya wothout coaching ho jaega mughse?
Where are you now?
Aap neet ka kio book bhi liye ho kiya kio ki mene bhi PW ka batch liye huye h but sir bolte h jitna h kaphi h extra book ki jarurat nahi h aapne book kio liye h kiya plzz reply
Books I use :- th-cam.com/video/XRfBAVnIJeI/w-d-xo.html
Bhayya physics ki questions practice ke liye error less physics book kaisi hai for Hindi medium
Maine vo book abhi dekha nahi mere pass to mtg fingertips hai
Aabe khfi raat 5:44 am ko hoti hai Kya
Laptop stand link