Aisa nae hai bhai maine fz v3 2019 mein lia tha aur aaj tak meri fz mein koii problem nae aayi. Tank problem toh ek baar v nae aayi. Quality down hoti toh mujhe v problem aati but koi issue nae aayi pichle 2 saal mein
@@ja3nnamdev404 may be wo log aache se maintain nae krte honge aur bhai bike ki engine main important part hoti hai. Aur bike ki engine jada matter krti hai, bike ki body mein problem aaye wo koi badi baat nae hai. Harr bike mein kuch na kuch body se problem hoti hi hai. Atleast itna toh tension free raho ki bike ki engine mein koi fault nae hai because engine se problem hoti toh wo jada tension wali baat hoti but yaha aisa nae hai Yamaha ki engine sbse jada best hoti hai.
@@ja3nnamdev404 baaki log tank pe pressure de rhe honge ya trippling krte honga that's why tank problem aa rhi hogi. Aur bhai mere kaafi frnds ke pass fz hai aur unko v koi issue nae aayi tank problem ki. Aur youTube pe sbko content post krna hai isliye fake video v banate hai.
Mere fzs v3 2021 deluxe edition.... Same problem hai... Mera right side ka panel toot gaya.... Plastic quality bahot bekar de rakhi hai...better to buy pulsar or apache 2v
bakwas bike hai, jab khud hi karwana tha to company kya jhak marne ke liye product bana rhi hai aur 1.3 lak le rhi hai , mene koi 100 rupay ka guldasta liya hai kya jo feviquick se baad me jod ta firunga🤙🏾👎🏽
Bhai please reply Mera favourite bike hai ye Mai isike liye mera 1year purana mt-15 ko bech diya ab doubt mai pad gaya Isko kharide ya na kharide Please reply bro
Bro bike acha hai but tank ki problem to hai isme jo ki tank ko replace karne me hi theek hoti hai, vese me ek vedio leker a rha hu jisme me btaunga ki tank ki problem kyu ati hai
@@GaadiStart Samjha but I'm from BD aur yaha pe ye 3000-4000 rs ka parta hai aur firse nahi kholega iska bhi koi gurantee nahi hai ishiliye main naya tank cover nahi khareed na chahta hun.
3:00 Video starts 🤩
I filed a case on this in consumer forum. Whoever has purchased it please file a case.
Good work bro
I am planning to file. But will there be any progress considering our country?
@I m Haha any update from consumer forum ?
Update?
Every fzs v3 user should take fevikewik with him
Yahi ek reason he jis wajah se ye bike nhi le rh feel nhi aarhi 1.20lakh deke quality average se bhi bekar he
Aisa nae hai bhai maine fz v3 2019 mein lia tha aur aaj tak meri fz mein koii problem nae aayi. Tank problem toh ek baar v nae aayi. Quality down hoti toh mujhe v problem aati but koi issue nae aayi pichle 2 saal mein
@@shubh3834 baki logo kyu aarhi yr ek do nhi bhot logo ko he internet pe reviews bhi pade he
@@ja3nnamdev404 may be wo log aache se maintain nae krte honge aur bhai bike ki engine main important part hoti hai. Aur bike ki engine jada matter krti hai, bike ki body mein problem aaye wo koi badi baat nae hai. Harr bike mein kuch na kuch body se problem hoti hi hai. Atleast itna toh tension free raho ki bike ki engine mein koi fault nae hai because engine se problem hoti toh wo jada tension wali baat hoti but yaha aisa nae hai Yamaha ki engine sbse jada best hoti hai.
@@ja3nnamdev404 baaki log tank pe pressure de rhe honge ya trippling krte honga that's why tank problem aa rhi hogi. Aur bhai mere kaafi frnds ke pass fz hai aur unko v koi issue nae aayi tank problem ki. Aur youTube pe sbko content post krna hai isliye fake video v banate hai.
Maine 15 th April ko fzs li hai bs6 ,
Abhi 1st service bhi nhi krwai hai
And tank problem aa chuki hai😶
Thanks you bro you solved my problem
Thankyou so much 🙏
My pleasure bro
Mere fzs v3 2021 deluxe edition.... Same problem hai... Mera right side ka panel toot gaya.... Plastic quality bahot bekar de rakhi hai...better to buy pulsar or apache 2v
bakwas bike hai, jab khud hi karwana tha to company kya jhak marne ke liye product bana rhi hai aur 1.3 lak le rhi hai , mene koi 100 rupay ka guldasta liya hai kya jo feviquick se baad me jod ta firunga🤙🏾👎🏽
true sbko ye problem aa rhi h aur jinko nhi lgta to tank problem wali videos pr views dekh lena bhai
FZ 2.0 had a similar problem, this fix probably wont last long in my experience, but there isnt any other easy fix that comes to mind neither
Thanku bro.🙏🙏🙏🙏
IT WORKED BRO!
what is the name of the hinch and where i buy
You will get from service centre
Sir yamaha ki fz s f1 deluxe me ye problem h kya
Bhai please reply
Mera favourite bike hai ye
Mai isike liye mera 1year purana mt-15 ko bech diya ab doubt mai pad gaya Isko kharide ya na kharide
Please reply bro
Bro bike acha hai but tank ki problem to hai isme jo ki tank ko replace karne me hi theek hoti hai, vese me ek vedio leker a rha hu jisme me btaunga ki tank ki problem kyu ati hai
@@GaadiStart please bro vedio jaldi lao mera ye bike kharide ne liye control nehi ho raha hai
Ok bro
@@chiranjeebmahapatra khridi Bhai or problem aa rhi kya
Bhaiya tumhare pass chipkane k liye lock hai, pr jiska lock toot kr kho gya hai, uske liye suggestion kya hai...
Yeah same problem with me
Fevikwik se rukhegi ye bracket??
Sirji is this problem with 2021 models also? I have also same blue variant, purchased in Feb
Yes bro , pure bike me plastic ki body hai or joint bhi plastic ke hai toot jatte hai
Sab model ke ander hai bro
Yes
Yea i bought in this July and started havng gaps already in the tank in just one month 800km and it's keep widening 🤦🏻♂️
@@KD-on7gk buy or not🤔
Don't use soil. Use eating soda. It is better to give strength.
Good
Vai fuel lid mein waise gap normal hai kya.? Barish mein pani to andar nahi jata.?? Mera bhi aisa hai bs6 model
Na bhai pura ceiling hai us jgah per to
Shai jugaad tha boss
Are bhai tumare paas to r15 hai to batao na rs best rahegi ya v3 batao
V3 is batter than rs200
Guru iska kaun sa part upar rakho kuchhu samjh nehi ayi ..please explain me
Burr wala part niche or plain wala upper
Burr wala part niche or plain wala upper
Bhai bilkul sahi baat btayi apne
Hmm bro
Bhai Bolt Nikalte Vakt niche ka tuta hua part pakdne ke liye jaga thi kya vaha par..?
Hath dalke pakdha tha bro or isse meri problem solve ho gyi
@@GaadiStart ok Bhai Thank you..Mera dost ke sath Same prob he try karke dekhenge
@@kameshsarode4187 my pleasure bro😊
Firse toot jata hai bhai isse acha holl ke bazu me 1 tanki pe 1 holl maro dono side aur tie se bandh do maine bhi aise hi kara
Sahi bola bhai me to abb tank hibnew install karwa rha hu
Then it becomes modified FX 😄
Will this be covered under warranty
No
Yes, depending on the showroom. I got it changed 3 times lol.
Bhai ye baccho wala techniques mat batao kuch accha batao wo Tut hi jata hai
What is the name of that glue?
Feviquick
Its FeviQuick..
bhai es problem mera v hai seko new oder kesa karte h
fzs v3 ki build quality ghatiya hai v2 theek thi
Bhai agar tank cover ka dant kahi par gir gaya or kho gaya toh uska kya jugar hoga?
Bro uska jugad yea hai ki mseal lga lo , tha new tank pad le lo rs1550 ka hai
@@GaadiStart Samjha but I'm from BD aur yaha pe ye 3000-4000 rs ka parta hai aur firse nahi kholega iska bhi koi gurantee nahi hai ishiliye main naya tank cover nahi khareed na chahta hun.
Ye bhi tut hi jayga sir ji ye 6 mahine phle try kar liya he mene last me new lagvana pada 1350 Rs me one side ka 🤦🏻🤦🏻🤦🏻
Ok bro dhekte hai abhi to sahi chal rha hai kam baad me iske upper m seal bhi lga dunga
Bhai, naya wala replace karne ke baad bhi ye prblm ho sakta hai ya nahi ?
How Yahama not want to focus in
This Major issue👎
They are busy in making new init 😂😂😂😂
@@GaadiStart 😄😁
Bro..the . boult is available...I loss my.. boult..and it's was broken..bro
Try plastic welding bro
great bike but plastics😮
jyada time nahi chalta. mera 2 mahine baad fir tut gaya. Quality bahut kharab hai yamaha ki.
3 MAHENA BAD FIR NIKAL GAYA YR OR AAJ NEW PANEL HE LAGANA PADEGA
Mera bhi same bro
@@GaadiStart dobara kya kiya
same problem in my bike feb 2020 bs6
Hmmm bro
Tank cover milega kiya
Worst bike in whole bikes history
2 din🤣🤣🤣
Worst bike forever don't buy
how many days it lasted that super glue power
Bro 45 days approx
is this problem solved in latest released fzs is there any upadte ?? u know nee customers feed backk
Bro I have made latest vedio on this tank problem vo check karo permanent solution hai
L.. lg gye
Pulsar is best bro no such problems
Annoying sound, chain loosed, feels light and shaky in highway
☺️
❤️