Aapne bilkul sahi kaha sardarji.Aksar mechanic leakage ki baat sunte hai to condenser change kar dete hain par lohe ki condenser sealed hai usme leak kaise aayegi jabki andar koi joint nahi hota sari openings niche hoti hai
Sr voltas ac me outdoor me 60psi hi dono pipe thanda normar hi candensr v shaf hai outdoor sahi chal raha hai or Indoor ka candensar shaf karne ke baad midil candensar cool nahi hota hi. Please sr bataye. Thanks.
Sir gass 134a charging kay bad refrigeration compressor load zayda lay raha hay gas bilkul weight kay hissab say dalli hay or compressor binna gas kay bilkul silent voice kr raha hay kya problem ho sakti hay
Ji sir... Ek problum mujhe bhi arhi hai. L. G. Singal door me. New compresur lga diya new Fireeger lga diya fir bhi 2.din me ges nikal jati hai doo bar sempoo ke jhage se bhi check krliya fir bhi.. Ab kiya krna hoga.. Kuchh smajme nhi aarha hai... Please help me......
Freeze chaku lagayatha us freezko banane Diya for banke Aaya leki 7;8 din ke bad ga khatam ho Gaya le for banaya lekin ice banaya Nahi thanda HOTA he or lagatar🎉 compressr chal ra he compress bahut garamho jata he keu sir
Hamari gas exact teen mahine Mein leak Ho Jaati Hai please bataen kya Karan hai fridge wala Banakar बार-बार paise Le jata hai bahut pareshan hai kya Ham fridge Badal den
Sir ek 190 litar videocon ka frig hai 4 sall purana use lg ka nya compressor lagaya tha sir 2 din chalne ke bad heat hone ke Baad start nahi hora aur direct start karne par 2.3 amp lera kya waja ho sakti hai aur kya karna chahiye sir
Aapne bilkul sahi kaha sardarji.Aksar mechanic leakage ki baat sunte hai to condenser change kar dete hain par lohe ki condenser sealed hai usme leak kaise aayegi jabki andar koi joint nahi hota sari openings niche hoti hai
Ur absolutely right. Yesterday I got the same problem. Thanx a lot sir.
Sahi kaha sir apne mene 2 times gas dalwa li or abi bhi problem aa rhi hai but technician call ni utha rha hai
Bhai apne sahi kaha lekin ajkal sb Paisa Lena janta hai chahe Kam sahi ho ya na ho ek karta hai badnaam sb hota hai
Intro gajab Ka hey
Good veer ji binder ajnala to Amritsar
Very important information thank you sir
Good useful information
Thank you
Joint par M seel laga do kabhi gas nahi nikalegha Maine lagaya hai
Leakage me konsa oil aayega mustard oil ,palm oil,soyabean oil, sunflower oil,rice bran oil konsa oil aayega
Sir ji purana fridge lena chahiye kya jis main se gas likag ho rhi ho to
Superb quality videos
Thank you so much
Sir internel condenser me choking ka problem q ata ha
Iske upar video banaw
Bahot badiya paji
Thank you 🙏
Very nice video sar
Thanks bhai ji
Good
Thanks
Sr voltas ac me outdoor me 60psi hi dono pipe thanda normar hi candensr v shaf hai outdoor sahi chal raha hai or Indoor ka candensar shaf karne ke baad midil candensar cool nahi hota hi.
Please sr bataye.
Thanks.
Good sir ji
Goods video sir
Bhai new godrej ka fridge liya niche cooling kyu nahe kar raha hai
Thank you sir this information mai ek technician hu mere saath bhi kuch esa hi ho rha tha
Sir deep phrizzer main sabase best frizzer kaunsa hai life ghada hai
very nice video.
Thank you
Thanks you bhai kitna pyar samjate ho
Sar aap jada se jada se jada video banao please sar
Yes mein jyada Se Jyada video Jarur Banaunga thank you
Sahi kaha
Good bhai
Great sir
thank you
Weldon
good bhai
Nice video sir
Sir wirlfool 3door fridge me konsa jaali lagan hy
Sir double door me do bar gas dal chakki hai fir bhi gas nikal gayi technician kah raha hai ki ab jal change karna padega kya ye sahi hai
Sir ji hamare lg k fridge me compressor bhi compny ne change kiya lekin ab bol rahe hai k internal leackge hai jo kabhi repair nahi hita
Good video
Mere fridge me 3 mahine me gas kam ho jata hai kya problem hoga sir.
Ab tak maine 3 bottle khatam kiya fault nahi mil raha
H samaj me aa gya h
Your rite sir
सर जी फ्रिज में कोन सा फिल्टर इस्तमाल करना चाहिए बताए
Top load washing slow work ruk ruk कर चलता batay ji
Bai ji bringing se acha LOKRING use kar sakta hai na time bi bache ga tenksan bi nahi hai give me replay
Sir frezer main gas top kiya par cooling nai kar fir be or leakage nai kis be jag
Gud
Chocking ho sakti h
Frezeer main oil aanese compressure change karna jaruri hai kya ???
Nice sir
Namaskar sir mera samsang ka phirig hia jisme 2 manth pahle gas dala tha phir se likez ho gaya hai kya kre
Sir ji ek video gas charging karne ke baad pinch karne ka video banaye
Sir Godrej ka compressor me likha nai h konsi gas h to 134 dal sakte h kya sir
Aroora ji .aapka jodidar kahaa h .
Guru ho
Thank you very much ❣️
Recently I got this problem thanks🙏 to you
Thank u Arora g freeze ke repair ke bare bhi poora video banaye plz
Thank you
You're welcome
Sir jo gas leaking detector market mein mil Rahe hai Kya we gas leakige detect Kar bhi Pate hai
Nahi proper tarike se detect nahin karta iska hum ne ek video banaya hai
Nahi proper tarike se detect nahin karta iska hum ne ek video banaya hai
Sir je service valve pinch karna sai ha
Nice Sir ji
Thak you
Hi bhai
Samsung fridge ka internal condensor jadatar leak hota h. Mene khud kai condensor badle but ajtak mera nrv valve leak nahi mila.
Bhai Mujhe refrigerator ka kam karna ha indoor me koi ha key pelis halp me
Sir kya hum petrol se frizzer or condenser ki fleshing kar sakte hai
Ha
Hello sir.. gass leak hoke refill Karne ke liye kitna cost lagta gai plz batayiye..hamara LG fridg ka gass Fu ll leak hua hai
Sir gass 134a charging kay bad refrigeration compressor load zayda lay raha hay gas bilkul weight kay hissab say dalli hay or compressor binna gas kay bilkul silent voice kr raha hay kya problem ho sakti hay
Sir mere pele d freezer ko on krte hi compresor on ho jata tha lekin ab chalu kr rha hu 5-10min bad chali ho ra h compresor
Sir mera.voltas ka 500 lit.ka D phriz usaka cooling khuch ghate bad cooling chod deta hai to Kya Karna chahiye
Usmein Laga thermostat change karo
I love u bhai
❤❤❤❤🙏
Sir thermostat kaise check kare sir please help me ek video thermostat par bana do please
Inverter model fridge dubool doar ku normal compresar sat hota bhai
Mere pass LG ka fridge hai uska compreser bahut hit ho ja Raha hai aur fridge band ho ja Raha hai, iska karan bataiye
Usmein gas choking ho rahi hai ya fir compresser oil Utha Raha Hai Is vajah Se Bhi dikkat Aati Hai
Tq Sir 💕
🙏🙏🙏🙏
D fridge mein do bar Jatt Da Munda fridge nahin ho raha hai tehsil Bilaspur jila Rampur
Aur ek sawal sir agar fridge low voltage par work na kare aur other fridge kar rahe hon lagbhag 190 ya 200 voltage par to kya kiya jaye
Stublizer
Sir g fridge thanda to kr rha h lekin barf ni jam rha h or light bahagne k baad turant kolling bhag jati h
Sar. Gas. Voraka. Sikha digia
Thank you sir ji
Welcome
Thanks sir
Sasri Kaal Paan G Paan my Question Is Double Door Fridge Me Wiring kese kare agar Chuhe Wiring kha Gye Heto Puri taraha se
Sir mujhe bhe banbana hai gaish ka problam hai
Ji sir... Ek problum mujhe bhi arhi hai. L. G. Singal door me. New compresur lga diya new Fireeger lga diya fir bhi 2.din me ges nikal jati hai doo bar sempoo ke jhage se bhi check krliya fir bhi.. Ab kiya krna hoga.. Kuchh smajme nhi aarha hai... Please help me......
NRV balb ne mujhe bhi pareshan kiya h,ye dekhane me to leak nahi lagta par hota h
Aibi wyrl compesha my dalneka bath seise nikalna hee please please bartayaga
Compressor oil packet to kya use Ham fridge Mein Laga sakte hain
Freeze chaku lagayatha us freezko banane Diya for banke Aaya leki 7;8 din ke bad ga khatam ho Gaya le for banaya lekin ice banaya Nahi thanda HOTA he or lagatar🎉 compressr chal ra he compress bahut garamho jata he keu sir
Agar dawlance he to internal condoncer zaroor change kar dia karain
Make a video on best brazing torch 💥
Recharge pin tut geya hai kya kare
Hamari gas exact teen mahine Mein leak Ho Jaati Hai please bataen kya Karan hai fridge wala Banakar बार-बार paise Le jata hai bahut pareshan hai kya Ham fridge Badal den
Guru ji mere sath bi yesa ho raha hai
सर सिंगल डौर फ्रिज में मैं गैस चार्ज करता हूँ तो कम्पाउंड मीटर का कांटा एकदम ऊपर जा कर मायनेस बीस पर आ जाता है
Maine apne fridge me 5000 hazaar dhire dhire laga diye lekin gas nhi ruk pa rahi pata nhi kaise tachnition hain
Sir ek 190 litar videocon ka frig hai 4 sall purana use lg ka nya compressor lagaya tha sir 2 din chalne ke bad heat hone ke Baad start nahi hora aur direct start karne par 2.3 amp lera kya waja ho sakti hai aur kya karna chahiye sir
दोनो कंप्रेसर मैं गैस 1ही होनी चाहिए अलग अलग नहीं होनी चाहिए
अगर pcb लगी है तो वो चैक करो
r 600a gas h fridger me knife lag gaya h kya kre
Deep freezer ka cindentior KO kaise change kare
Freeze chal ra he kam Ka ra he lekin compressor garam jyada he ovi 1 ghanta ke bad keu
Rait sir mere sar bhi yahi hua tha baho barik lekeg hoti hai sir
kai bar esa ku hota h ges dalne k kug din bad frizer me oil ku aa jata h
Sardar ji ye bhi to hosakta he ki ded kep jada taite kas de to
mai pressure dalta hu to pressure nahi nikalta or gase dalta hu to gase leak ho jaata hai guru ji.kya problem hoga
1)jha se oil aayega