Sir meri choti se request h apse ki ap compressor PR ek video bnaye jisme y bateye ki agr compressor change krne pade or uske upar se sticker mit Jaye ya ho hi nhi to litter ke hisaab s konsa compressor lga skte hai pls sir is topic PR full video bna dijiye pls sir @Technical arora ji
Jo oil utha raha hai us compressor ko work shop compressor banaya hua hai to kya us la oil jis fridge me gas dalni ho ya compressor hi change karna ho us me oil ki vajah se problem nahi karega?
Sr mera compressor khrab ho gya tha to under guranty m tha compressor lg wale naya lga k gaye...fr 15din baad pichhe se oil arha h jhan compressure hota h....compny se poochga to bole thermo ki bhi problem ho skti h
Sir meri choti se request h apse ki ap compressor PR ek video bnaye jisme y bateye ki agr compressor change krne pade or uske upar se sticker mit Jaye ya ho hi nhi to litter ke hisaab s konsa compressor lga skte hai pls sir is topic PR full video bna dijiye pls sir
To sir jii kia oil nikalne vale compressor ko ac mai pressures dalne ke kaam mai le sakte hai...matlab esme koii risk to nahi hoga...ki humara compressor oil chhohd Raha hai to ac ki line Mai to vo oil nahi jayega Jo hum pressure daal rahe hai fridge ke compressor se
Es compressor ko ac ke kaam mai leaking chek karne ke liye air daal sakte hai kia oil chhohdne vale compressor se...ye mtlb h mra kehne ka koi samasya to nh hoga asa karne se humare ac mai
@@technicalaroraji sir ji oil nikal raha hai compressor Mera pressure dalne vala to Mai esse ac mai pressure daal sakta hu matlab eske oil se koii nikalne se koii dikkat to nh hogi matlb ess compressor ka oil mre ac ke pipes vgera ya cooling coil or condensers m to nahi phuchega na bas yehi bta di jye ap sir..mra compressor Varna west ho rh h pade pade
D Fridge ko Sub Ziro Controller wiring sikhaye sir ji kyonki Thamrostat kbhi work nhi karta to controller laga sake, Please sir is pe ek video banao...
One daut aapse puchnaaye, compressor nahi chalrahey trip bi nahi horahey capacitor change kiya power supply sahiye , fan motor bi chalrahey fir bi nahi start horahey nahi trip horaye ,kyaa reason hosakthaye please thoda bathayiye
Sar ji Jis tarike se aapane bhi for u ka prachar kara tha use tarike se aur Sabhi technician Ko Bata Denge fraud companiyan salary Nahin Deti Hai mahine mein
Mere pass compresser hai usne agar mein 600 gas dalen aur fir Mumbai sahi ho gaya work karta hai ya nahin karta hai vah mein aapko comment kar ke bataunga
sir mere paas ek deep freezer (320 kg) hai jisme ek problam hai usko chalu karane par uska compressor har 5 ya 10 min. me chalu ho rha hai 2 se 5 second ke liye aur band ho ja tha hai jisase cooling nhi ho rha hai baki sb thik tarike se kam kar rha hai koi upaye ho to bataya please sir
Jab compresser oil uthata Hai Tab usmein Se smoke nikalta hai aur yadi body short ho jata hai tab bhi aisa hota hai winding Jalne ki vajah se is condition mein aapko naya compresser Lagana Padega
Upar Se saaf karna hai to aap Kisi bhi chij se saaf kar sakte ho Agar internal pipe saaf karne hain to CTC chemical Dal Ke flush karo Andar Se clean ho jayega usse pahle compresser ke connection hatake Phir flush karna
Walhekar Hanumant. 👌👌👌👍Hi

Sir single door frize h uska frizer change Kiya h filter bhi lagaya lakin internal condenser se oil bhut aa Raha h
Thank s bhai bohot achha salha diyehain
Jo oil utha raha hai us compressor ko work shop compressor banaya hua hai to kya us la oil jis fridge me gas dalni ho ya compressor hi change karna ho us me oil ki vajah se problem nahi karega?
Sr mera compressor khrab ho gya tha to under guranty m tha compressor lg wale naya lga k gaye...fr 15din baad pichhe se oil arha h jhan compressure hota h....compny se poochga to bole thermo ki bhi problem ho skti h
Nice video sir ji
Sir meri choti se request h apse ki ap compressor PR ek video bnaye jisme y bateye ki agr compressor change krne pade or uske upar se sticker mit Jaye ya ho hi nhi to litter ke hisaab s konsa compressor lga skte hai pls sir is topic PR full video bna dijiye pls sir
ok 👍
Hm to sir agar oil fek raha h to phir kya mana jaye usko aur kese theek kare usko reply sir plzz
Sir mini fridge compressor me kitna oil dalta hai
Good morning paaji
Mujhko wah coupling chahiye tha
Video ke discription box Mein link diya hai aap Hamari website se le sakte hain
Compreser ma oil ka sat Pani ana isa kyasa solf kara
Bhai g yeh coupler send kardain
Sir aap kaha se ho
Lg ke 42 no campracer me kitna oil dale
To sir jii kia oil nikalne vale compressor ko ac mai pressures dalne ke kaam mai le sakte hai...matlab esme koii risk to nahi hoga...ki humara compressor oil chhohd Raha hai to ac ki line Mai to vo oil nahi jayega Jo hum pressure daal rahe hai fridge ke compressor se
Bhae ssab aapke pass konsa comressar h
R600 compressor oil uthata hai usko laga site hai ya nahi
GST 4 kya hota hai sir
compressor kafi time le rha hai cut lene Mai gas flas kr ke dali thi
Sir clam miter se kaise cheque kare compressor ki sahi Hain ki kharap hain
Sir comperessur me Suck back kya hai kaise thik kare
Paaji kya lg ka 1 ton ka dual inverter ac 2022 model bina vaccum kiye install kr skte hai?
Sal vaccum krlo bs
Kha sa ho app sir
Es compressor ko ac ke kaam mai leaking chek karne ke liye air daal sakte hai kia oil chhohdne vale compressor se...ye mtlb h mra kehne ka koi samasya to nh hoga asa karne se humare ac mai
Han ji Le sakte hain koi problem Nahin Hogi
@@technicalaroraji sir ji oil nikal raha hai compressor Mera pressure dalne vala to Mai esse ac mai pressure daal sakta hu matlab eske oil se koii nikalne se koii dikkat to nh hogi matlb ess compressor ka oil mre ac ke pipes vgera ya cooling coil or condensers m to nahi phuchega na bas yehi bta di jye ap sir..mra compressor Varna west ho rh h pade pade
R404 m 134 gas dal sakti h sir ji
Sr.hamara.frege.gaes.dalne.kae.
Baad.2. Ghante cooling karta hai
Normal ho jata hai gas Bhi khatm Ho Jaati Hai kya problem
Leakage h khi na khi
Bhina pipe cut ke pamping check karsakthahi
Pasressor oil ko movement katna hota hai refrigerator me
Good morning sir nice video
D Fridge ko Sub Ziro Controller wiring sikhaye sir ji kyonki Thamrostat kbhi work nhi karta to controller laga sake, Please sir is pe ek video banao...
Mujhe dono copula chahiye kese milega sir
आप का एड्रेस क्या है में जयपुर से हु बाय हैंड कई टूल खरीदने है
compressor oil Utha raha hai kaise theek Karen sir ji
Same problem
Thank you❤❤❤
Good morning sir 😊R12 ke jgah pe konsi gas charge kru
R600
Good morning sir ji🙏🙏
Thak hoga ya nhi
fridge ke evaporater ke leak ho Jane se usme se pani compressor ke andr chla jaye to kya problem hogi
Gas block Hogi cooling Nahin Karega aur compresser kharab hone ke chance Hote Hain
One daut aapse puchnaaye, compressor nahi chalrahey trip bi nahi horahey capacitor change kiya power supply sahiye , fan motor bi chalrahey fir bi nahi start horahey nahi trip horaye ,kyaa reason hosakthaye please thoda bathayiye
Chal Raha hai ab kya ja fir nahi problem ka pata chal gaya k nahi
Sar ji Jis tarike se aapane bhi for u ka prachar kara tha use tarike se aur Sabhi technician Ko Bata Denge fraud companiyan salary Nahin Deti Hai mahine mein
1∆27
28
इस तरह का रीडिंग आ रहा है सही है या नही।
Aap kaam karthey hai tuh kayaa aap ko call kar key bulaa sakthey hai
Agar compressor oil utta Raha hai to compressor ko change karna hoga kya?
Yes
Bijali ka bill Jada aata hai to kid karan eska video banavo
Good sir ji
Sir pumping kaise pahachanege
Freezer me adhi site burf jamri h kya problem h
Cooling coil ko acche se clean Karke Dobara se gas Bharni padegi
Need workshop compressor what is rate?
Compressor Bana hua carrent Jada khata hai
Please meri help karde sir
Very good y❤😊
Compressor kitne ka ata h
Sir ek refrigrator ka compressor baar baar khrab kyu ho jaata h
Mere pass compresser hai usne agar mein 600 gas dalen aur fir Mumbai sahi ho gaya work karta hai ya nahin karta hai vah mein aapko comment kar ke bataunga
1.2 ampere
sir mere paas ek deep freezer (320 kg) hai jisme ek problam hai usko chalu karane par uska compressor har 5 ya 10 min. me chalu ho rha hai 2 se 5 second ke liye aur band ho ja tha hai jisase cooling nhi ho rha hai baki sb thik tarike se kam kar rha hai koi upaye ho to bataya please sir
Ya to ovrlod Cheng kro ya fir relle ka falt h
Charging vall se oil kyo aaraha hai
Sir please reply me ...mera deep freezer ka compressor smoke Nikal raha he kiya problem he Or iska solution kia he 😢😢😢😢
Jab compresser oil uthata Hai Tab usmein Se smoke nikalta hai aur yadi body short ho jata hai tab bhi aisa hota hai winding Jalne ki vajah se is condition mein aapko naya compresser Lagana Padega
Aap ne jawab nahi Diya sir
bhai fridge ke compressor me gass bharne ke baad bhi cooling kam ho rahi h jese new fridge me cooling hoti thi wesi nahi ho rahi h solution bataiye
Hamara compressor bahut garm ho raha hai naya dalvaye hai aur fridge bhi Thanda nahin ho raha kya
Great
Very good. Video
Thank you so much 🙏
Mere pas do compressor hai or uske tino terminal per phase dikha raha hai or compressor bhi start nahi ho raha hai
खाली कंप्रेसर कितने एंपियर लेगा सरजी
0.6 se 0.7 tak
M42 compressor me konsa gas lagega
R134a gas ya hydrocarbon ine donon mein se koi bhi Dal sakte ho
Aur Gas ka naam compresser ke upar bhi likha hota hai lable per check karo
Iss compressor uper srif yellow color ka sticker hai aour jal ne wala mark hai pls sir
@@MahaboobpashaMunnaEsme r 600 dal do
Samsung double door fridge timer sahi hai,fan bhi chalta hai phir bhi heater kam nahi kar ta hai waja kya ho sakta hai Sir
Biometric check karo
@@technicalaroraji Thermostat kharab tha,badli kiya thik ho gaya Thank you Sir
2 ton ka oil otha raha hai Kiya kare
Thanks sir ji 🙏🙏🙏
Bhai visi cooler me bar bar compressor jal Raha hai 3 bar niw compressor laga diye
Bda compressor lggo
Kinds of compraser 180 to 220 liter
I b fki inverter a c me e o foult kiss kihi
जिस कंप्रेसर की पंपिंग डाउन है उसे कंप्रेसर से वैक्यूम कर सकते हैं
सर हमको टियुब कर चाहीए ऐसा ही
Nice 👍 information video 😊
Maa service center Mujeeb refirethoar Kapalua shaye aapka nabar bhejo
क्वायल रिले 3 pin ka start कैपेसिटर रन कैपेसिटर के साथ वायरिंग कनेक्शन bta दी जिए sir.
Mara compraser oil utha raha h
Compressor oil Utha raha hai to vah change karna padega vah repair Nahin Hota
Frost-free 265 litre refrigerator mein tecumseh 9414 compressor Laga sakte hain
arora ji aap aajkal fanny video nhi bnaa rahe ho
Han ji time hi Nahin Mil pata hai isliye
Aapko pata hi nahi h whirlpool ke compressor ko BPL ka compressor bol rahe ho
Frizer ko kesse saaf kre
Upar Se saaf karna hai to aap Kisi bhi chij se saaf kar sakte ho Agar internal pipe saaf karne hain to CTC chemical Dal Ke flush karo Andar Se clean ho jayega usse pahle compresser ke connection hatake Phir flush karna
Apaka nambar kya hai
Video nice ph no vejo
Sir apna nomber send kre
Sir Aap ke whatsApp nbr pls
Sar inverter refrigerator check kaise kare pcb work kar raha hai ya nhi
Sir mujhe apka number chahiye please sair karsakte hai
sir apna number dijiye
, Sar Aap Hamare Guru Ho Hamen aap group mein add karo Koi samasya Aaye To aapse Jankari Le sake
chat.whatsapp.com/KzZIXYaflYw35NECrsulbO
Yah group ki link hai
Sir apki what's app number Keya he
Compressor me pressure dalane ke baad agar pressure back ho raha hai to compressor kaam karega ki nahi