Thanks Akshat bhai.. Mera list badha diya aapne 😅 ab to Script me bhi kuchh aur change karna padega lag raha hai. Ab puri Film table par kaise banti hai ye janna hai.
Request you to please reply. Agar kisi ka likha screenplay production waalo ko pasand aa gaya aur pass ho gaya. Aur production waalo ko uske vision par bharosa hai. Toh kya usey uss film ke liye Director select kiya Jaa sakta hai? (even agar usey pichla koi experience nahi hai?).
Director's Responsibility/Skills
● Vision/ Imagination 3:03
● Budgeting 3:45
● Team 5:17
● Taking Decision 6:05
Thanks fr this
@@YEfilmschool aapko thank you. aapke videos dekhkar sikh raha hoo.
Super
Guruji local line Production kaise karein uske baarein mein details mein bataye
Thanks Akshat bhai.. Mera list badha diya aapne 😅 ab to Script me bhi kuchh aur change karna padega lag raha hai. Ab puri Film table par kaise banti hai ye janna hai.
Request you to please reply.
Agar kisi ka likha screenplay production waalo ko pasand aa gaya aur pass ho gaya. Aur production waalo ko uske vision par bharosa hai. Toh kya usey uss film ke liye Director select kiya Jaa sakta hai? (even agar usey pichla koi experience nahi hai?).
Aisa Kai bari hua hai ki agar production house ko trust ho Jaye apke vison and technical aspects pe toh apko kaam mil jaata hai
@@YEfilmschool Thank you for the answer.
Dil khus ho Gaya Bhai gazab me bhi yehi schota tha
Script likh raha hu...Synopsis kaise beche ?? Story nehi ikha direct screenplay likha..
Sir any film direction course and any opportunities to work with your team??? Pls suggest any course or any opportunities
Thanks