क्या आपका बच्चा तुतलाकर बात करता है ? क्या आपका misarticulation है ?

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 22 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 15

  • @SUMANMATTU-r8c
    @SUMANMATTU-r8c 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mene bahut video dekhi mam Misarticulation ko lekr but aapne ek ek step ache se clear kiya hai thank you mam for this informative video 👏

  • @jotkaur7263
    @jotkaur7263 3 หลายเดือนก่อน +1

    Bahut hi badhiya tarike se aapne mis articulation ko explain Kiya hai ab tak ki sabse jyada detailed video hai yah iss topic per mujhe yah video bahut pasand aaya aur yah Jo video hai yah bahut sare logon Ko help Karega is problem problem ko samajhne ke liye...

  • @kd_Queen_11
    @kd_Queen_11 3 หลายเดือนก่อน +2

    Mam Misarticulation ko bahut acche se explain Kiya hai Jaise mis ka matlab kya hota hai articulation ka matlab kya hota hai articulation mein kaun kaun se part hai jo bolane mein help karte Hain mis articulation se parents ko kaun kaun se problems face karne padte hain aur jo baccha hota hai mis articulation wala vah kin-kin level per galat bolata hai words ko jaise ki aapane hamen bataya SODA ismein bacche char level per galat bolate Hain baccha 3 level per aur galat bolata hai ek hi word ko primary level secondary level or tersory level pr jaise ki parents ko bahut question hote hain ki mera baccha kab theek hoga usmein improvement kab aaega to aapane bahut acche se explain Kiya hai ki har baccha Jo hai apna time leta hai kyunki yah sab cover karne mein baccha time leta hai aur process mein time lagta hai baccha dheere dheere Jo hai pahle word bolna sikhega FIR sentence banaega FIR vah story Tail Bolega miss articulation wala baccha theek kaise hoga uske solution aapane bahut acche se bataye hain aur bacche ko agar treatment Na Diya jaaye to vah kin problem se face karta hai aapki video bahut hi helpful hai mam hamen bahut hi inspirations milta hai aur bahut hi knowledge milti hai thank you for this video.......

  • @simranKanwar-gc8bq
    @simranKanwar-gc8bq 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mam aapni bhut ache se misarticulation k bare mai btaya hai .... Jase ki SODA k bare mai orr primary, secondary, and tertiary levels k bare mai... Esme thik hone ka procedure lmba hota hai... Esme thik ka minimum tym 3 months or maximum 7 months lgg jatte hai. . Eske lyi kuj exercises v hotti hai.. Jise esko thik kiya ja sakhta hai.. 3 to 4 times exercise krni se results atte hai... Misarticulation k bare mai bacha anxiety, nd depression mai b ja sakhta hai... Thankyou mam apni ess problem k bare mai etni detail mai, apni video k dwara ham parents k sath share kiya hai.

  • @NavjotsandhuNavjotsandhu
    @NavjotsandhuNavjotsandhu 3 หลายเดือนก่อน +1

    Very good explained video mam.very nice video .misarticulation ki problem bhut sare bacho ko aa rahi hai baccho ke parents ko lagada hai mera bacha abi chota hai es lyi yeh ese bol ta hai jado bacha 6,7saal ka ho jata hai to parents ko lagada hai unke bache ko speech problem hai time rete bache ki therapy start karwa do . parents ke liye yeh video bhut helpful bani hai.thank you mam.

  • @Trannum-fb6hr
    @Trannum-fb6hr 3 หลายเดือนก่อน +2

    Well explained mam
    Apne bahut ache se explain Kiya hai misarticulation ke bare me bahut sare parents ko is problem ka pta nhi hota agar unka baccha tutla ke bolta hai to sochte bacche chote hote hai tab bolte hi hai khud hi bda hokar sahi bolne lag jata hai parents serious nhi lete
    Par parents ko samjhana chahiye
    Apne sahi kha hai agar parents ko bacche ki problem ka pta chal jata hai to vo time se apne bacche ki therapy start karwa de kyunki agar time rehte therapy nhi karwayi to bacche ke psychology effect bahut padta hai baccha agr sahi nhi bolta to uske friends uska mazak udate hai Thanks mam for sharing this wonderful information

  • @radhikabains931
    @radhikabains931 3 หลายเดือนก่อน +2

    Very good explain mam 👍apne etne clearly samjaya hai . Misarticulation ki problem bhut aa rahi hai baccho mai kyi baar tu parents ku lagta hai humra bacha chota hai es layi vo tutala kar bol raha hai par bache thore badde ho kar vi ehse hii bolte hai . Par parents jadda dhayan nai de pate hai jab vo 5, 6 saal ki age mai vi ehse hii bolta hai tab unko lagta hai Hume bache ki speech mai problem hai .parents ku vi paisionly therapy karvni chahiye kyu ki mam ne ache se Expain kiya hai thora time tu bache ku centre aur therapist ke sath comfortably hune mai time lag jata hai . Ayush centre mai yeh 4 level bhuut hii dhyan dekar karveye jate hai thaki baccha samje fir sentence banye . Very good job ayush team .

  • @divyasomani9440
    @divyasomani9440 3 หลายเดือนก่อน +1

    Very nice and informative video thank you so much mam for this wonderful video you explain very well in easy language about misarticulation and help the parents whose child have this type of problem and what to do and where to go to correct this mistake you explain four types of different angles for Misarticulation by giving different example for each angle you explain about the letters which the children used to speak wrong and than you explain the four levels which has to be correct in children in easy manner and what to do at home with children you explain about the different therapies which will help the children to grow and perform the exercises which are necessary for the children like tongue movement , balloon and candle blow it will benefit for children and you guide not to waste time and take action and help the children on correct time if not take action on time than child may be depression and anxiety which is not a good thing so go and take therapies for your children on time and you can come at any age so come and take assessment for your children and its free of cost thank you so mch for this knowledgeable video really great video good work keep making like these types of videos for the parents.

  • @GoluMolu-px8vd
    @GoluMolu-px8vd 3 หลายเดือนก่อน +1

    Mis articulation ki prblm jyadatar bacchoo m payi ja re h mostly bacche tutla kr bol rhe h . Lekin parents ko lgta h ki age bdhne k sath sath ye prblm thek ho jayegi lekin aisa ni hota vo smjh ni pate or speech delay krva dete h bacche ki jis vjh se uski age bdhti hi jati h or mis articulation ki prblm or jyada bdh jati h baccha sentence m to gdbdh krta hu h uske sath sath vo ak ak words tk ko bhi glt bolne lgta h . Parents k liye ye janna bhttt jruri h isliye unko tym pr hi bacche ko therapy centre bhej dena chahiye taki matriculation ki prblm thek ho jaye
    Thnxx mam for making this typ of video

  • @riyasadhukhan9393
    @riyasadhukhan9393 3 หลายเดือนก่อน

    Speech problem ba misarticulation pray ekhn onk increase koreche jeta choto boro sobar moddhe dekha Jay.choto theke dekha gele egulo solve krle improve possible,boroder problem gulo o solve hoy .khub meaningful video.mam onk kichu explain krechen .onk information pelam.pt jokhn nijer problem er karon r solution janbe seta tar sustho hoe othar jnno khub valo bisoy

  • @KanikaThakur-x8i
    @KanikaThakur-x8i 2 หลายเดือนก่อน

    Thank you mam aapane misarticulation topic ko bahut acche se explain Kiya jisse ki mis ka kya matlab hota hai articulation ka kya matlab hota hai baccha kin shabdon ko bolane mein problem Karta hai baccha kin shabdon ko mis Karta hai . Yes ma'am thank you very much ji topic hamare sath share karne ke liye aapane speech ka ek bahut hi important part hamare sath share Kiya hai hamen bataya ki jo bacche tutlatr hain unko kaise ham unki speech mein improvement la sakte hain to aapane ismein bataya (soda substitution omission distortion and addition) . Jaise ki aapane bataya ki baccha kuchh words ko miss kar deta hai ya kisi words ko add kar deta hai kahin per words ko tutla kar bolata . Jaise ki ma'am apne bataya ki pahle parents yah mante hi nahin Ki hamare bacche ko speech problem hai hamara baccha misarticulation karta hai but jab bacche ki vah assessment karvate hain aur unhen pata chalta hai Ki hamare bacche mein problem hai to parents ka mostly sabse pahle question rahata hai ki hamara baccha kab tak theek ho jaega to Apne Jaise video mein bataya ki isko theek karne mein kam se kam threese four munths ya seven se eight month bhi lg skte hai . Kuch parents hote hain unmen patience level bilkul nahin hota parents ka kahana hota hai ki aap hamare bacche ko one munth mein speech karva do but jaise ki aapane bataya ki yah possible nahin hai iske liye time lagta hai. Apne ye bhi explain Kiya ki usko theek karne ka process Lamba kyon hota hai jaise ki baccha pahle three sentences mein theek bolata hai FIR vah complex sentences mein jata hai . Jaise baccha pahle syllable level clear Karta hai fir uske bad word ko clear Karta hai fir bacha simple sentences ki taraf jata hai fir baccha dhire dhire complex sentences ko clear karke bolna shuru kar deta hai. Thank u so Much mam hamare parents ko iske bare mein clear karne ke liye😊😊😊

  • @RanjnaDevi-cb7po
    @RanjnaDevi-cb7po 3 หลายเดือนก่อน

    Main Mere Bhai Ki Beti bhi tahut tutla kar bolati hai aur Hamen samajh Nahin a raha tha ki iske shabdo ko kaise Sahi karna hai thank u mam yah video banane ke liye isase Hamen bahut help Mili.

  • @PreetiSaini-gl8ow
    @PreetiSaini-gl8ow 3 หลายเดือนก่อน

    Nicely explained mam...meri friend ki beti ko bhi yehi problem hai pehle toh acha lagta tha jab choti thi jab aise bolti thi. dheere dheere jaise jaise badi hoti gye uske friends bhi usko chidane lage uska koi bhi friend bun na pasand nhi krta jaise ki apne bataya assessment free of cost hoti hai main apni friend ki beti ko apko dekhna chahti hu ta ki aap uski assessment krke humko solution bataye or jaldi se jaldi hum jo bhi aap solution bataye us pr work kr sake

  • @Pari-t4s
    @Pari-t4s 3 หลายเดือนก่อน

    Generally parents think that their child misarticulate due to their small age and they pay no attention to this problem but this problem become serious when their child misarticulate even at the age of five - six years .your video will guide parents not to ignore misarticulation symptoms of their child in early age.

  • @sarjeetyadav754
    @sarjeetyadav754 3 หลายเดือนก่อน

    Very nice video mam Mera bhanje ko bhi diktt hai vo kafi tutlakar bolta hai lekin hme smjh nhi aata hum kya kre toh mne aise hi video dekhta tha lekin apki video dekhi mne ki speech therapy bhi hoti hai mere bhanje ko थ m dikt hai toh mere bete ko m speech therapy dilauga pls tell me your address mam