Sir Ji, Eske liye apko Pass option par jakar my issued wale option par Jana hai waha par apko ek -ek pass download karke dekhna padega..... Jis pass me 2nd Class 'A' likha milega wo pass apka 3rd AC ka hai.. Or jis pass me 2nd Class (Second Class) likha milega wo Sleeper class ka pass hai....
Sir, Pass Clark ke pass manually pass entry Ka option Hota hai uske under upgraded pass Ka option Hota hai.... Es option ke niche availed pass Ka option Hota hai yadi Apne 3rd AC Ka pass Nahi liya hai to waha par 0 hona Chahiye....... tabhi apko upgraded pass Ka option milega.... Yadi pass Clark ke pass manually entry me upgraded pass Ka option Nahi milta hai to usko Jo Apke division level par HRMS ko deal karte hai usse ye problem batani hogi.......tabhi eska solution ho payega..... Ya fir aap ya Apke pass clerk HRMS helpline number (CRIS) par contact Kar sakte hai...es problem ke liye...wo bhi eska solution bta denge....
Ma'am.... Full Set pass ka matalab hota hai... Aane v jane dono side ka pass... Half Set ka matalab hota hai.. Ek side ka pass...chahe aap aane ka Lelo ya fir Jane ka.....
Sir, Yadi Apne half set AC Ka pass liya tha or us par Apne sleeper Ka reservation Kar liya to, wo pass apka used mana jayega....fir us pass par aap AC me reservation Nahi Kar sakte............. Or ha yadi Apne us par reservation Nahi Kiya hai to aap AC me reservation Kar sakte ho.....
Very helpful thanks
🙏🙏🙏🙏
Thanku... very much bro
🙏🙏🙏
Hame kaise pata chalega ki kon sa pass AC liye hai ya NON AC iska statas kaha se HRMS me dekh sakte hai
Sir Ji,
Eske liye apko Pass option par jakar my issued wale option par Jana hai waha par apko ek -ek pass download karke dekhna padega.....
Jis pass me 2nd Class 'A' likha milega wo pass apka 3rd AC ka hai..
Or jis pass me 2nd Class (Second Class) likha milega wo Sleeper class ka pass hai....
Upgrade pass ka option nhi aa rha hai
Gp1900 hai 5 years service but upgraded pass ka option nhi aa rha hai
Sir,
Fir to apko Pass Clark se ye problem batani hogi.........Eska solution pass clerk/dealing clerk ke pas Hota hai......
@@technicalravi__ pass DC se baat kiya unhe bhi nhi pata hai
Sir,
Pass Clark ke pass manually pass entry Ka option Hota hai uske under upgraded pass Ka option Hota hai.... Es option ke niche availed pass Ka option Hota hai yadi Apne 3rd AC Ka pass Nahi liya hai to waha par 0 hona Chahiye.......
tabhi apko upgraded pass Ka option milega....
Yadi pass Clark ke pass manually entry me upgraded pass Ka option Nahi milta hai to usko Jo Apke division level par HRMS ko deal karte hai usse ye problem batani hogi.......tabhi eska solution ho payega.....
Ya fir aap ya Apke pass clerk HRMS helpline number (CRIS) par contact Kar sakte hai...es problem ke liye...wo bhi eska solution bta denge....
@@technicalravi__ 🙏🙏🙏
Thank you🙏
Full set or half set kya hota hai
Ma'am....
Full Set pass ka matalab hota hai...
Aane v jane dono side ka pass...
Half Set ka matalab hota hai..
Ek side ka pass...chahe aap aane ka Lelo ya fir Jane ka.....
E pass Kitna bar cancel HOTA hai
Sir,
02 Baar pass ko cancel Karke aap fir se reservation Kar sakte ho....
Tin
सर् अगर मैने हाफ सेट पास A/C का ले लिया तो क्या मेरा हाफ सेट और बचेगा ac या फिर स्लीपर का लेना पड़ेगा।
Sir,
Bilkul bachega apka half set...AC ka.....usko aap dobara se Kabhi bhi le sakte ho.......
Nice
Sir me half pass pr AC ka pass issue krwa diya tha
AC me ticket book nhi kiye tha kya mera AC ka reservation bacha hoga
Sir,
Yadi Apne half set AC Ka pass liya tha or us par Apne sleeper Ka reservation Kar liya to, wo pass apka used mana jayega....fir us pass par aap AC me reservation Nahi Kar sakte.............
Or ha yadi Apne us par reservation Nahi Kiya hai to aap AC me reservation Kar sakte ho.....
🎉