Sir pass print nikal kr usper photo lga ke office se signature aur stamp lga ke sath me rakhna padta hai kya travel ke waqt, camplsari hi ya nhi ye bataye sir
Sir Ji, Koi jarurat nahi hai print nikalne ki.... Apne mobile me pass ko download karke rakh lo bus ....... Ticket check karte time koi nahi dekhta hai Pass/pto ko...
Sir Ji, Aap Sleeper class ke intitle ho.... Esliye PTO par only sleeper class me 1/3 kiraya bharna padega.... Yadi aap PTO se 3rd AC me reservation karoge...to.. For example Sleeper class ka kiraya 600/- Rs hai to to pto se sleeper class me reservation karne par apko 200/- Pay karne honge..or Yadi aap 3rd AC ka kiraya 1000/- Rs hai to apko 400/- ki Chhut milegi tab apko 600/- Rs pay karna padega... Ye maine example ke hisab se bataya hai... Ese aap apne route ka calculation nikal sakte ho..
Sir Ji, For example Delhi to Mumbai ka 3AC ka kiraya hai 1500 Rs or 2nd AC ka kiraya hai 2500/- to Esme 1000/- difference bharna padega ....3rd AC pass par 2nd AC me reservation karne par....... Es hisab se aap calculate kar skte ho ..apke route ka Wo depend karega....
Sir Ji, Ab apko counter par Jane ki koi jarurat nahi hai... Aap irctc se khud hi difference bharke reservation kar sakte ho... Eske liye maine already video upload kar rakha hai....
Sir Ji, Difference bharke aap Sleeper se 3rd AC me kar sakte ho....... For Example Mumbai se new Delhi ka sleeper class ka kiraya hai 600/- Rs or 3rd AC ka hai 1200/- Rs ..... To 600/- difference bharke aap Sleeper class se 3rd AC me reservation kar sakte ho..... Aap kaise reservation karoge sleeper se 3rd AC me ....Eske liye maine already video upload kar rakha hai... Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
जो रेलवे कर्मचारी सेकण्ड क्लास एसी पास का इन्टाइटल क्या अपने पास पर सेकण्ड क्लास में मिलने वाले एटेंडेंट को डिफरेंस देकर सेकण्ड क्लास एसी में रिजर्वेशन करवा सकता है।
Ma'am/Sir, For example... Mumbai se Delhi ka 2nd AC ka kiraya hai..1200/- Rs or 3rd AC ka hai 600/- Rs ...to... Jab aap 3rd AC pass se 2nd AC me reservation karoge to apko according to example 600/- Rs difference bharna padega..... Ab aap example ke hisab se Ganit lga lijiye....
Sir Ji, Appointment se 5 year tak to 1 pass hi milta hai wo bhi 3rd AC ka...or 4 PTO milte hai sleeper class k... 5 year pure ho jane ke bad 3 pass milte hai .. jisme ek 3rd AC ka v 2 sleeper class ke milte hai.......or 4 PTO milte hai sleeper class k....
Maine pto se ticket book karne k baad cancel Kiya uske baad dubara ticket book kar raha hu tu likh kar aa raha hai "Pass ****753" has bn mrkd as used from Koaa -ndls
@jitendra yadav Sir Ji, 1) Apka konsi date ka reservation tha...?? 2) Apne kab ticket cancel Kiya hai.... 3)Apne ticket cancel karke kitni der bad fir se reservation k liye try Kiya tha ?? Dono ka reply point wise hi dena sir Ji......
Sir Ji, Wo depend karta hai pass entitlement par..... Yadi apko sare pass/PTO 3rd AC ke milte hai to 2nd AC me reservation ho payega difference bharkar.....
Mai 3rd ac pass ka entiteled hu par mujhe 2 nd ac ka ticket lena hai par IRCTC online par koi eisa option n dikha raha jaha se extra paise dekar 2 nd ac ka ticket kaat saku
Sir Ji, Eske liye alg se option nahi hota hai.......Esme same process hai .. Jaise apne kaha se kaha tak ka reservation karna hai wo select kar lena hai niche pass wale option par tick karke search kar lena hai sab traino ki details waha par aa jayegi Bus apko jis train me reservation karna hai uske 2nd AC par click karna hai fir apko UPN No. Pass booking OTP apka name, age dalkar aage ki process karni hai fir aage jo difference apka banega wo waha par show ho jayega....wo apko Pay kar dena hai....ho jayega 2nd AC me reservation.....
Bhai Maine PRCP Par 5 Baar Ticket Cancel Kiya But Abhi Book Kar Raha Hu To Vo Dikha Raha Hai Ki Pass Has Been Marked As Used, Bhai Please Help Please Please Please Please
@@technicalravi__ PRCP = POST RETIREMENT COMPLEMENTORY PASS, Please Bhai Batao Ki Pass Return Milega Ya Nhi 24 Hrs Ho Gye Fir Bhi Same Dikha Raha Hai..??
Sir Ji, Jaha tak mujhe knowledge hai.... 5 baar cancel karne ke bad me fir se reservation nahi hoga..... Fir bhi aap ek baar HRMS Helpline number (CRIS) se baat kar lijiye Helpline number HRMS website par zonewise diye gaye hai...
Sir Ji, Esa to nahi ho sakta..... Ki apne chart banne se pahle ticket ko cancel kar diya ho...or us pass par fir se reservation nahi ho raha ho.... Aap ek baar se fir try karke dekhiye.......or yadi nahi hota hai to jo error show kar raha hai wo bta dijiyega...
2nd ac ka pass se 1st ac mein kaise ticket book karna hai
Sleeper class ka pass se ac 3 mai reservation kaise kare
1800 Gradepay walo ka Free sleeper pass ko kya Ac me Diffrence pay karke book kar sakte hai kya
Sir kya level 5 (2800 grade pay) ka employee privilege pass or pto se 2nd ac me ticket book kar sakta hai extra fare dekar
Sir Ji,
Bilkul 2nd AC me book kar sakte ho.....
Level 4 sir
Sir Ji,
Level 4 wala nahi kar sakta
3rd ac pass entitled hun, special train me sleeper allow hai, kya difference pay krke 3rd ac me booking hogi special train me
Sir Ji,
Mere khyal se to nahi hoga....
Fir bhi aap try kar lijiye......
PTO se difference pay krk Ac me resevation hota hai kya
Sir Ji,
Kar sakte ho...
Sir pass print nikal kr usper photo lga ke office se signature aur stamp lga ke sath me rakhna padta hai kya travel ke waqt, camplsari hi ya nhi ye bataye sir
Sir Ji,
Koi jarurat nahi hai print nikalne ki....
Apne mobile me pass ko download karke rakh lo bus .......
Ticket check karte time koi nahi dekhta hai Pass/pto ko...
Mera PTO full khul Nahi raha haha pnr hota vahe hissa dikhai Nahi de raha hai aadha hi dikhai deta hai
Sir Ji,
apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai.....
1800 grade pay wale ka Pass pto jisme ki 1/3 paise dena hota hai 3rd ac me ho sacta hai ki nhi sirph 1/3 de ke ?
Sir Ji,
Aap Sleeper class ke intitle ho....
Esliye PTO par only sleeper class me 1/3 kiraya bharna padega....
Yadi aap PTO se 3rd AC me reservation karoge...to..
For example Sleeper class ka kiraya 600/- Rs hai to to pto se sleeper class me reservation karne par apko 200/- Pay karne honge..or
Yadi aap 3rd AC ka kiraya 1000/- Rs hai to apko 400/- ki Chhut milegi tab apko 600/- Rs pay karna padega...
Ye maine example ke hisab se bataya hai...
Ese aap apne route ka calculation nikal sakte ho..
Can we get 2nd AC berths with 3rd AC privilege pass? What is the difference amount to be paid if any
Sir Ji,
For example Delhi to Mumbai ka 3AC ka kiraya hai 1500 Rs or 2nd AC ka kiraya hai 2500/- to Esme 1000/- difference bharna padega ....3rd AC pass par 2nd AC me reservation karne par.......
Es hisab se aap calculate kar skte ho ..apke route ka
Wo depend karega....
@@technicalravi__ Thank you for information
Kya online defference ticket hota hai IRCTC se karana chate hai.
Sir Ji,
Ab apko counter par Jane ki koi jarurat nahi hai...
Aap irctc se khud hi difference bharke reservation kar sakte ho...
Eske liye maine already video upload kar rakha hai....
कैसा स्लीपर से 3ac में टिकट करेंगे बताये सर आईआरसीटीसी से
Sir Ji,
Difference bharke aap Sleeper se 3rd AC me kar sakte ho.......
For Example Mumbai se new Delhi ka sleeper class ka kiraya hai 600/- Rs or 3rd AC ka hai 1200/- Rs .....
To 600/- difference bharke aap Sleeper class se 3rd AC me reservation kar sakte ho.....
Aap kaise reservation karoge sleeper se 3rd AC me ....Eske liye maine already video upload kar rakha hai...
Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega....
1800 grade walo ko ek pass 3rd AC ka bhi milta bhai ji kya us 3rd AC pass par 2nd AC ka ticket difference de kar le sakte h
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai...
Pay level 4 tak 3AC pass par 2nd AC me reservation nahi hoga...
na irctc me or na hi counter me deta hai.
Sir Ji,
Nahi hota hai ab...
जो रेलवे कर्मचारी सेकण्ड क्लास एसी पास का इन्टाइटल क्या अपने पास पर सेकण्ड क्लास में मिलने वाले एटेंडेंट को डिफरेंस देकर सेकण्ड क्लास एसी में रिजर्वेशन करवा सकता है।
Sir Ji,
2nd AC me nahi hoga...
3rd AC ka 2nd ac ke liye kitna difference bhrna hoga
Ma'am/Sir,
For example...
Mumbai se Delhi ka 2nd AC ka kiraya hai..1200/- Rs or 3rd AC ka hai 600/- Rs ...to...
Jab aap 3rd AC pass se 2nd AC me reservation karoge to apko according to example 600/- Rs difference bharna padega.....
Ab aap example ke hisab se Ganit lga lijiye....
Sir ji,,,3rd AC pass s 2nd AC m reservation nhi ho pta h kya.... difference dekr? Abhi m nhi kr pa rha hu
Sir Ji,
1) Konsi Train me reservation karne k liye Try kiya hai....??
2) reservation karte time kya error show ho raha hai.....??
3 rd Ac pass se 2 Ac tickict ho sakta kya
2400 grade par pto pass sleeper milta h ya third ac milta
Sir Ji,
Appointment se 5 year tak to 1 pass hi milta hai wo bhi 3rd AC ka...or 4 PTO milte hai sleeper class k...
5 year pure ho jane ke bad 3 pass milte hai .. jisme ek 3rd AC ka v 2 sleeper class ke milte hai.......or 4 PTO milte hai sleeper class k....
Maine pto se ticket book karne k baad cancel Kiya uske baad dubara ticket book kar raha hu tu likh kar aa raha hai "Pass ****753" has bn mrkd as used from Koaa -ndls
Koyi solution batayiye please
@jitendra yadav Sir Ji,
1) Apka konsi date ka reservation tha...??
2) Apne kab ticket cancel Kiya hai....
3)Apne ticket cancel karke kitni der bad fir se reservation k liye try Kiya tha ??
Dono ka reply point wise hi dena sir Ji......
24june2022 ka
20june ko ticket cancelled kiya
23june ko phir se try kiya tha
3rd ac pass se 2nd me ho jayega ticket diffrence pay krke
Sir Ji,
Yadi apka pay Level -5 hai to ho jayega difference bharkar...
Or yadi pay Level 5 se kam hai to 2nd AC me nahi hoga difference bharkar..
Sir SL entitle hone par 2AC me difference dekar ticket Kara sakte hai kya
Sir Ji,
2nd AC me Nahi hoga....
Pto me maximum Kitna break journey daal skte hai
Sir Ji,
Apke comment ka reply maine aaj ke video me bta diya hai....
kya 3rd ac ke pass se 2nd ac me ticket milega
Sir Ji,
Wo depend karta hai pass entitlement par.....
Yadi apko sare pass/PTO 3rd AC ke milte hai to 2nd AC me reservation ho payega difference bharkar.....
1800 level employee ka pass me 2'A' class pass milta hai to 2 AC class me reservation hoga kya ?
Sir Ji,
Apke comment ka reply maine aaj ke video me bta diya hai....
Mai 3rd ac pass ka entiteled hu par mujhe 2 nd ac ka ticket lena hai par IRCTC online par koi eisa option n dikha raha jaha se extra paise dekar 2 nd ac ka ticket kaat saku
Sir Ji,
Eske liye alg se option nahi hota hai.......Esme same process hai ..
Jaise apne kaha se kaha tak ka reservation karna hai wo select kar lena hai niche pass wale option par tick karke search kar lena hai sab traino ki details waha par aa jayegi
Bus apko jis train me reservation karna hai uske 2nd AC par click karna hai fir apko UPN No. Pass booking OTP apka name, age dalkar aage ki process karni hai fir aage jo difference apka banega wo waha par show ho jayega....wo apko Pay kar dena hai....ho jayega 2nd AC me reservation.....
Attended pass par diffrence dekar 3 ac mai reservation kar sakte hai kya?
Sir Ji,
Apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai...
sir pto me break journey hote huye reservation nhi h kya
Sir Ji,
Apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai...
Maine kiya tha sleeper se 3rd Ac ka tict nhi hua
Sir Ji,
Aap kuchh galti Kiya hoga.....ya fir apne Rajdhani, Duranto, Shatabdi, Special train me try Kiya hoga ....
Esliye nahi ho raha hoga...
Itna muje pta h ji Mail ME hoti h other train ME nhi
Lakin nhi hua
Fir se try kijiye...
Pto se 3Ac me ticket book kar sakte h kya aur kitna paisa lagega
Sir Ji,
apke comment ka reply maine aaj ke video me de diya hai.....
kiske ac pass milte he
Sir Ji,
3 Pass milte hai.....Jis grade pay/pay level par aap hai uske anusar pass ki class decide hoti hai....
Sir
Agar mere pass 3AC ka pass hai aur mai 1st AC me ticket book krna chahta hu ho sakta hai
Please sir reply me
Sir Ji,
Nahi ho sakta....
Ac ke pass par sleeper me ticket bana sakte hai
Sir Ji,
Bilkul bna sakte ho....
Bhai Maine PRCP Par 5 Baar Ticket Cancel Kiya But Abhi Book Kar Raha Hu To Vo Dikha Raha Hai Ki Pass Has Been Marked As Used,
Bhai Please Help
Please
Please
Please
Please
Sir Ji,
PRCP , ye konsa pass hai...??
Jis par 5 baar ticket bhi cancel kar liya....😳😳😳
@@technicalravi__ PRCP =
POST RETIREMENT COMPLEMENTORY PASS,
Please Bhai Batao Ki Pass Return Milega Ya Nhi 24 Hrs Ho Gye Fir Bhi Same Dikha Raha Hai..??
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai....
5 baar cancel karne ke bad me fir se reservation nahi hoga.....
Fir bhi aap ek baar HRMS Helpline number (CRIS) se baat kar lijiye
Helpline number HRMS website par zonewise diye gaye hai...
@@technicalravi__ Okk Thanks Bhai
Mai pass se ticket banaya or use chart banane se pahle cancel kar diya phir bhi mera ticket us pass se nahi ban Raha hai
Sir Ji,
Esa to nahi ho sakta.....
Ki apne chart banne se pahle ticket ko cancel kar diya ho...or us pass par fir se reservation nahi ho raha ho....
Aap ek baar se fir try karke dekhiye.......or yadi nahi hota hai to jo error show kar raha hai wo bta dijiyega...
@@technicalravi__ ho gya thanks 🙏👍
Pass me Kitna maximum break journey daal skte hai