How to cancel Issued Pass in HRMS || HRMS me issued pass ko kaise cancel kare || e pass module

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 143

  • @pankajsharma-sl3tv
    @pankajsharma-sl3tv 10 หลายเดือนก่อน

    Railway pass generate hone ke baad destination station change kar sakte hai kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  10 หลายเดือนก่อน +1

      Sir Ji,
      Pass issue hone ke baad aap kuchh bhi change nahi kar sakte...

  • @scienceandgkhub5923
    @scienceandgkhub5923 ปีที่แล้ว

    Resign karne ke baad bhi pass ka use kar sakte hai kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Nahi kar sakte.....
      ye rule ke khilaf hai...tatha 420 case me bhi aata hai....

  • @pawankumarnayak3781
    @pawankumarnayak3781 ปีที่แล้ว

    Aapke vedio smoothly समझ aata h

  • @WIGautamKumarDas
    @WIGautamKumarDas ปีที่แล้ว

    Pass cancel mere incharge karenge ya fir division se hoga?

  • @helpingbyheart
    @helpingbyheart 11 หลายเดือนก่อน

    Sir ek family member ki age 21 horhi hai next month aur uska abbi bonafide nhi laga jis wajah se pass srif 1 mahine ka issue hua hai toh woh cancel ho skta hai ya nhi aur kese please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Cancel ki process to maine es video me batai hai wahi hai.....
      Es bare me aap pass Clark or PIA se discuss kar lijiye yadi wo bolte ki aap cancel ki request dal dijiye hmm kar denge to aap cancel ki request dal dena.....jaise Maine video me bataya hai.....
      Or yadi wo mna kar dete hai cancel karne ke liye to fir Mt daliye.. cancel request Mt daliye....
      Jab tak aap bonafide certificate upload nahi karte ho tab tak us member ka pas Mt lijiye..

  • @cktcrazy3274
    @cktcrazy3274 ปีที่แล้ว

    Sir agar me privilege pass cancel Krta hu to wo automatic add ho jayega wapas?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Yadi apki cancel karne ki request accept kar Li jati hai to wo automatic add ho jayega.....

  • @nafisahmadkhan7335
    @nafisahmadkhan7335 2 ปีที่แล้ว

    Sir
    Kya pass cancell kiye bina nikala gaya ticket return karke doosre route ka ticket nikal sakte hain

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Phle aap ye bataiye ki..
      1) Apne pass kaha se kaha tak k liya h or break journey kya Dali h ??
      2) aap konse dusre route ki ticket nikalna chahte hai ??
      Dono point ka reply point waise hi btaye sir....

  • @lightyear4169
    @lightyear4169 ปีที่แล้ว

    Bhai maine pp pass ke liye apply kiya tha raipur to snsi tak maine ticket book kiya hai par muze uss date main travel nahi karna chahat tho kya main uss cancle karke dusre date agge bada sakte hai ussi upn se ticket book kar sakta hu

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Aap ticket ko cancel karke us pass par fir se reservation kar sakte ho...
      M apko jankari ke liye bta du...
      Pass par 2 baar ticket cancel karke tisri baar reservation kar sakte ho...

  • @hiteshmeena7718
    @hiteshmeena7718 2 ปีที่แล้ว

    Sir,Mera pas issue ho gya h ab isme break journey add kr sakte h kya,

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apke Comment ka Reply aaj ke Video me de diya hai.......

  • @bikashbhagat8866
    @bikashbhagat8866 ปีที่แล้ว

    Sir , maine गलती se route galat select kr diya hai kya mera pass cancel ho sakta hai.
    Pass clerk ke pass जाने se..??

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apne jo karan bataya hai....
      Mujhe nahi lagta ki pass Clark apke pass ko cancel karne ki request accept karega.......

    • @bikashbhagat8866
      @bikashbhagat8866 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir , kya office me जाकर face to face bolne pr karegga

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass ko cancel karne ki conditions di gai hai....
      Pass Clark ko lgega ki apne conditions follow ki hai to wo request ko accept kar lega....
      Nahi to reject kar dega........
      Apne jo karan bataya hai wo us condition ko follow nahi karti hai....
      Pass ko cancel karne ke liye kaise request dal sakte hai eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega...

  • @avin2680
    @avin2680 2 ปีที่แล้ว

    Very helpfull vedio..thank u sriman

  • @hritikchoudhary989
    @hritikchoudhary989 11 หลายเดือนก่อน

    Agar train cancel ho gayi toh konsa document lgana hota hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Train cancel ho gai hai...to us pass par dobara se reservation ho jayega....

    • @hritikchoudhary989
      @hritikchoudhary989 11 หลายเดือนก่อน

      @@technicalravi__ but use route pe koi train nhi h aise Jo reservation krya jaye aur ab pass m yeh bhi issue hai ki break journey change nhi hogi na

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Document aap train cancellation letter+ issued pass lga sakte hai

  • @shubhamdevvanshi6557
    @shubhamdevvanshi6557 ปีที่แล้ว

    Bhai Maine cancellation submit kr diya h bt ab mai use fr se use Krna chahta hu. To kya Krna pdega mjhe?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass Clark ko bol dijiye ki wo apki pass cancel karne ki request ko reject kar de.....
      Jaise hi wo request ko reject kar dega fir aap us pass ko use kar pavoge...

  • @EvergreenTime
    @EvergreenTime ปีที่แล้ว +1

    Cancel hone ke baad usko return le sakte hai kya sir?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Yadi apka pass cancel ho jata hai....to wo automatically pass list me add ho jata hai.....

  • @SabirKhan-sn2cn
    @SabirKhan-sn2cn 2 ปีที่แล้ว

    Sir issued hone ke pehle agar cancel k liye apply krte h to

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jab aap pass/pto ke liye apply kar dete ho ...to jab tak pass Clark apke aavedan ko Pass Issuing Authority ke pas forward nahi karta h tab tak aap us aavedan ko delete ya fir modify kar sakte ho.......
      Jab pass issue ho jata h to fir apko cancel ke liye apply karna padega...

  • @rakesh_kumar111
    @rakesh_kumar111 2 ปีที่แล้ว

    Pass se tatkal ticket book kr sakte ha kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว +1

      Sir,
      Maine to abhi tak pass par tatkal ticket ticket book nahi ki h.........
      Waise maine suna hai ki pass par tatkal ticket book kar sakte h.....

    • @rakesh_kumar111
      @rakesh_kumar111 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ nhi banti mene try kiya hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Aap ek baar HRMS Helpline number par baat karke confirm kar lijiye ki wo kya bolte hai ??
      HMRS Helpline number HRMS website par zone wise diye gaye hai..aap ek baar jarur se contact kijiye....fir wo jo bolte h ..... comment me bta dena......

    • @rakesh_kumar111
      @rakesh_kumar111 2 ปีที่แล้ว

      पता किया है अभी ये सुविधा उपलब्ध नहीं है जल्दी ही इसमे अपडेट आने वाला है जिसमें ततकाल चार्ज देना पड़ेगा मेम्बर वाइज

  • @anujoseph6102
    @anujoseph6102 2 ปีที่แล้ว

    cancel request accept karne ka bad pass reuse hoga kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Yadi pass Clark or PIA apki cancel pass request ko accept kar lete h to..apka pass reissue ho jayega..

  • @studywithaadil2717
    @studywithaadil2717 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai purane pass se ticket nhi kiya to
    Usko 3 month se jyada ho gya
    Renew kaise krenge usko

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Apka pass 5 month ke liye valid hota h......usko aap renew nahi kar sakte ho chahe apne reservation Kiya ho ya nahi kiya ho....

    • @studywithaadil2717
      @studywithaadil2717 3 ปีที่แล้ว +1

      @@technicalravi__ thanks to reply

  • @g.k.nirala3188
    @g.k.nirala3188 3 ปีที่แล้ว

    Dost maine to aapka old vidio dekh kar pass cancel kar diya ye bala vidio pahle nhi dekhe the ab kya hoga mere pass ka please fast reply me

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Pass ko cancel Karne ki condition ko aap Bina follow kiye request bhejte ho to ....pass Clark apki request ko reject Kar dega............
      Esliye to sir Mai sabhi video me bolta Hun ki aap chennal ko subscribe Kar lijiye taki Jo aage naye update aayenge unki jankari apko time par milti rahegi ...

  • @kanishkabokephoderailaviat6977
    @kanishkabokephoderailaviat6977 2 ปีที่แล้ว

    Can we just edit break journey stations on pass?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Ma'am,
      Yadi apka pass issue nahi huaa h to aap break journey change Kar sakte ho.......
      Yadi apka pass issue ho chuka h to aap break journey change nahi kar pavogo kyuki pass ko cancelled Karne ki condition follow nahi hota h...

    • @apk7712
      @apk7712 ปีที่แล้ว

      Bekar services HRMS online platform PE lane ki jarurat kya h jo edit or modify na ho sakta.👎

  • @baijnathprasad7663
    @baijnathprasad7663 ปีที่แล้ว

    Sir, Maine condition read kiye bina reason write kar pass cancel karnae ke liye submit kar diya status submitted likha aa Raha hai.lekin view issued pass me cancel pass colum me APPLIED dikha Raha hai.kya iska koi solution hai, sir Ab pass use kaise karenge

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass Clark apki cancel karne ki request ko reject kar dega to apka pass vapis issue pass me show ho jayega......

    • @baijnathprasad7663
      @baijnathprasad7663 ปีที่แล้ว

      Thanks sir

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      🙏🙏🙏🙏

  • @tanveeralam3852
    @tanveeralam3852 2 ปีที่แล้ว

    Bhai railway holiday home kaise book hoga online please bataiye?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Railway holiday home 🏡🏡 ???

    • @tanveeralam3852
      @tanveeralam3852 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ ha bhai railway ka jo holiday home ya rest house hota hai woh kaise book kare?

    • @butterflie455
      @butterflie455 ปีที่แล้ว

      Online booking temporarily stopped

  • @बंटी-ठ7ठ
    @बंटी-ठ7ठ 3 ปีที่แล้ว

    सर जी मेरे पास में valid date last November 2021 लेकिन मुझे December 2021 मे टिकट की जरूरत है क्या cancle कर दुबारा बनाने से Date आगे बढ सकता है ।

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว +1

      Sir Ji,
      Ese Nahi Hota hai ........
      Apne pass ko cancel Karne ki condition padhi hai......??
      Kya aap un conditions ko follow Kar rahe ho..............
      Yadi aap conditions ko Bina follow kiye pass ko cancelled Karne ki request dalte ho to pass clerk or PIA apki request ko reject Kar denge....

    • @vishalpandey2510
      @vishalpandey2510 2 ปีที่แล้ว

      Otp generate ho Jane k bad k v ..kya pass cancel ho skta h kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      OTP generate hone ke bad bhi pass cancel ho sakta h..,.lekin...pass ko cancelled Karne ki condition Di gai h yadi aap un conditions ko follow karte hai to apka pass cancelled hone ke chance ho sakta h....
      Ab wo kon kon si conditions h esliye Maine 29 August ko video upload Kiya hai. Pahle aap wo video dekhiye yadi aap video me batai hai conditions ko follow karte hai to aap cancel Karne ki request kar sakte ho....
      Aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko btai gai date me video mil jayega

    • @baijnathprasad7663
      @baijnathprasad7663 ปีที่แล้ว

      ​@@technicalravi__reject nahi kar raha hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Dealing Clark se aap contact kijiye usko boliye ki aap reject kar dijiye or yadi wo nahi sun Raha hai to supervisor se baat kar lijiye...

  • @mkumarsingh9531
    @mkumarsingh9531 2 ปีที่แล้ว

    Sir e- pass se ticket book kiya hu pr ticket waiting hai lekin hmko ticket cancel krne pr e-pass pr fir se dusre date me ticket usi e-pass se hoga ki nhi btaye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Aap 02 bar ticket cancel Karke usi pass se fir se reservation Kar sakte ho......

    • @mkumarsingh9531
      @mkumarsingh9531 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir mai aap ke kahe anusar ticket cancel kr rha hu mujhe usi e- pass se fir se dubara dusre date me ticket book ho jayega n please btaye 🙏

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Pahle aap ye btao apne konsi date ki ticket kar rakhi h ??

    • @mkumarsingh9531
      @mkumarsingh9531 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ 28 Nov 2021

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Aap ticket ko cancel karke usi pass par fir se reservation Kar sakte ho....apko koi dikkat nahi hogi..aap tension mt lijiye..

  • @premshankergond2303
    @premshankergond2303 3 ปีที่แล้ว

    Kitne PASS Aur PTO One years m cancel kar sakte hai????

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Abhi Kahi par bhi ESA Kuch Nahi Diya hai.....jisse ye pta LG ske ki 01 year me kitne Pass/PTO cancel Kar sakte hai .....

  • @chitralekharandive7744
    @chitralekharandive7744 11 หลายเดือนก่อน

    ID aur password kahase banaye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Eske liye maine already video upload kar rakha hai aap mere chennal par jaiye waha par apko HRMS ki playlist milegi usme apko video mil jayega..

  • @skumar2897
    @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

    Sir mera friend pass cancel kar diya hai aur pass clerk pass application ko reject kar diya hai uska pass wapas aa gaya hai pe otp genrated ka option nhi aa raha hai please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Pass clerk dwara apki pass cancelled request ko reject kar diya jata h to...apka pass issued pass wale option me show karega or pass booking code bhi aap generate Kar sakte ho......
      Yadi apke pass Clark dwara apki Pass cancel Karne ki request ko reject nahi kiya jata h to apke pas, pass Booking Code generate karne ka option nahi milega.....mtlb aap pass booking code generate nahi kar pavoge ..

  • @skumar2897
    @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

    Sir mera pass clerk pass ko accept kar liya hai ab aag kya kare please reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Aapne pass cancelled ke liye apply Kiya tha or Apke pass Clark ne apki request accept Kar li hai....to apki wo request PIA ke pass chali gai h .........
      Yadi PIA apki request ko accept Kar leta h to....apka pass cancelled ho jayega....

    • @skumar2897
      @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

      Sir agar pia pass application accept nahi karta hai to old pass wapas aa jayega kya

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Jab tak apka PIA apki request ko reject nahi karta h....tab tak apka pass vapis nahi aayega ...

    • @skumar2897
      @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

      Sir pia reject kar dega to pass wapas aa jayega lekin otp genrated karne ka option aayega ki nahi
      Kyoki mere friend ko aap ne bola otp genrated nahi hoga

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Jaise hi apka PIA apki request ko reject kar dega ....apka pass vapis aa jayega or app pass Booking Code bhi generate Kar pavoge ......

  • @narveermaster4911
    @narveermaster4911 3 ปีที่แล้ว

    Sir mene bina padhe hi usme resion galat dal diya h or apply ho gaya h par cancel nahi ho raha h kya use vapas le sakte h last date 11 November thi

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Jab tak apka pass clerk apke pass cancelled request ko reject nahi karega tab tak aap us pass ko cancel ya use nahi kar sakte ho...

  • @nareshkumarnagar7215
    @nareshkumarnagar7215 2 ปีที่แล้ว

    Dear when I applied my pass by mistake miss my wife name so i apeel to cancel with reason wife name missing in issued pass so cancelled.and Sumit.and PC remarks ok.but only so debit please help to recradit my cancelled pass

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pahle apki request Pass clerk ke pass jati h.....jab pass Clark usko ok kar deta h to wo request Pass Issuing Authority (PIA) ke pass chali jati h.....PIA jaise hi apki request ko accept kar lega to..apka pass wapis credit ho jayega......

    • @abhishekpani4409
      @abhishekpani4409 11 หลายเดือนก่อน

      ​@@technicalravi__Pass Clerk aur PIA Ek hi insan ho sakta hai kya. Mera pass clerk mera SM hai par HRMS me uski ka naam PIA dikha ra hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      Ho sakta hai...

  • @uskar77
    @uskar77 2 ปีที่แล้ว

    How many times a privilege pass can be cancelled?

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Esi to koi guidelines nahi di gai ki privilege pass ko kitni baar cancel kar sakte h.....

    • @uskar77
      @uskar77 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir I case of reservation (PRS)

  • @viveknaikwade5776
    @viveknaikwade5776 ปีที่แล้ว

    Sir,
    Mere papa ke pass me Mera name nahi tha to wo mene edit karke dal diya aur wo accept bhi ho gaya lekin pass jab me apply kar rha ho tho Mera nam nahi aa rha he plzz help me
    Plz reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      1) kya pahle se hi apka name pass me nahi aata tha ya fir pahle aata tha lekin abhi nahi aa raha tha...
      2) Apne kaise edit karke name dala hai...??

    • @viveknaikwade5776
      @viveknaikwade5776 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ hii

    • @viveknaikwade5776
      @viveknaikwade5776 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir
      Mene pass ke liye apply kar diya Kya sir Mera name aayega

  • @belamodi9475
    @belamodi9475 3 ปีที่แล้ว

    HRMS SE ESS MAI VIEW MY EDIT SHOW NAHI KARNE KA KARAN KYA HAI , PLEASE VIDEO

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Abhi Maine bhi check Kiya hai..
      ESS Module me Edit my details option ko hta Diya Gaya hai.....ho sakta hai kuchh update Kar rahe ho......Maine CRIS helpline number par call Kiya tha lekin wo receive Nahi Kar rahe hai......Jaise hi meri unse baat ho jayegi ...Mai apko reply Kar dunga....tab tak aap wait kijiye...

  • @pankajsen9420
    @pankajsen9420 2 ปีที่แล้ว +1

    रेलवे में नए आये हो क्या PTO कभी कैंसल नही किया जा सकता है।

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Pahle to PTO par kiye gaye reservation me only date change kar sakte the .....
      Lekin ab ticket cancelled karke fir reservation kar sakte h......wo bhi pass ki tarah.......
      Ye to apko mlum hoga Sir.....

    • @aartisehgal1112
      @aartisehgal1112 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir mere yha to Lucknow me madam mna kr rhi h aese ticket cancil krke usi pto p tickt ni ho sky

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am....
      Hmm IRCTC se online karte hai to waha par to mostly case me ho jata hai..... kuchh ese case bhi dekhe gaye jinme nahi huaa hai...
      Esliye aap IRCTC par try kar sakte ho...
      Counter wale nahi karte hai wo hmesha yahi bolte hai ki PTO par ticket cancel karenge to us PTO par dobara reservation nahi hoga...wo esa Esliye bolte hai ki 100% sure nahi hota hai ki us PTO par dobara reservation ho hi jayega.......

  • @binodyadav9156
    @binodyadav9156 2 ปีที่แล้ว

    Document Ka PDF kaise banaya jata hai and use kaise uploaded kare is par video banaye thanks

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji....
      Video to hmm bna denge....
      Lekin m apko fir bhi bta deta hun...
      Aap Google me JPG ya Fir JPEG to Pdf converter search kijiye usme apko bhut sari website mil jayegi...aap jo bhi top me website aaye us par click karke ..fir choose file par click karna h usme apko Jin Jin document ki pdf banani unko select kar do fir convert par click kardo, jab process puri ho jaye tab download par click kar do...wo apke mobile me download ho jayega.............or mobile me download ke folder me pdf mil jayegi...

  • @gurmitkaur6318
    @gurmitkaur6318 ปีที่แล้ว

    Issue pass ko kaise editing kare

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Ma'am....
      Pass issue ho jane ke bad aap usko edit nahi kar sakte.....
      Jab tak apki pass application Pass Clark ke pass rahti hai tab tak hi aap usko edit/delete kar sakte ho

  • @sadanandyadav3768
    @sadanandyadav3768 3 ปีที่แล้ว

    बहुत सुन्दर भाई.

  • @chandreshkumar-ei9rx
    @chandreshkumar-ei9rx 2 ปีที่แล้ว

    I want to cancel my issued E PTO .But cancelled option is not visible. Plz help

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apne us PTO par ticket book kiya tha kya ??

    • @K.T7232
      @K.T7232 2 ปีที่แล้ว

      Same problem
      Ticket book nagi kia tha

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Mujhe samjh nahi aaya aap kya puchhna chahte ho....
      Question ko Achchi tarh se bataiye...

    • @K.T7232
      @K.T7232 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ mene pto issue kia tha ndls se sml ka nut koi direct train n hai .or beech k station k liye book nahi ho ri .or pto cancle bh n ho ri.

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Jis route par direct train nahi hoti hai to us case me ....
      Jab hmm PTO ke liye apply karte hai to waha par ek option aata hai ki yadi es route par direct train nahi hai to es option par click kijiye....jab hmm us option par click karte hai to hme break journey ka option mil jata hai.....to waha par hmm break journey dal sakte hai..to esa karke hmm multiple train me pto par reservation kar sakte hai..

  • @murarinaik8020
    @murarinaik8020 ปีที่แล้ว

    Pass cancle kon karega pass cleark

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Pass Clark or Pass issuing authority...dono ka rol hota hai..

    • @abhishekpani4409
      @abhishekpani4409 11 หลายเดือนก่อน

      ​@@technicalravi__Ye Dono Same admi ho sakte hain kya

  • @ANKITKUMAR-le7br
    @ANKITKUMAR-le7br 2 ปีที่แล้ว

    Mara cancel option ma ×ka sign nahi aaraha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Apne us pass/pto par reservation kar liya hoga....

  • @gauravrathore7132
    @gauravrathore7132 ปีที่แล้ว

    Asa option hi nhi a rha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      HRMS App me jakar try kijiye...
      Apko usme option mil jayega...

  • @Traveler.vlogging
    @Traveler.vlogging 2 ปีที่แล้ว

    Ab cancel karne ka option nhi de raha h

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว +1

      Sir,
      Mere pass to bhi bhi aa raha hai...
      Cancel ka option....

  • @skumar2897
    @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

    Sir main pass cancel kar diya hai phir us pass ko wapas kaise liye please🙏🙏🙏🙏🙏 reply

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Pass cancel Karne ki Jo condition Maine batai hai unko follow Karke Apne pass cancel Karne ki request ki hai..........???
      Ya fir Apne Bina conditions follow kiye pass cancel Karne ki request bheji hai...???

    • @skumar2897
      @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ apki purni video dekh kar

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Yadi pass cancelled Karne ki request pass cancelled Karne ki Policy ko follow Nahi Karti hai to pass clerk apki request ko reject Kar dega........ reject hote hi apka pass vapas aa jayega............

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  3 ปีที่แล้ว

      Sir,
      Mera ye comment apko pahle wale video me Karna hai.......jaisa Mai niche likunga........
      "Dosto ye video bhut pahle banaya gaya tha jis time pass ko cancelled Karne ki policy alg thi...lekin ab pass ko cancelled Karne ki policy change Kar di gai hai..Eske liye 29 aug ko fir se video banakar upload Kiya hai..aap pass ko cancelled Karne se pahle wo video jarur dekhiye.....
      Aap channel par jaiye waha par apko HRMS name ki playlist milegi usme apko video mil jayega..."
      Jo Maine comma's me band Kiya hai wahi apko lena hai bus ..
      Esse kya Hoga ki Mai Apke comment ki pinned Kar dunga to wo comment sabse top me rahega...taki us comment ko dekhke wo nya wala video Dekh le ..

    • @skumar2897
      @skumar2897 3 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ sir pasa clerk pass ko accept kar liya hai to aage kya karna hoga

  • @Enjoyeverytime481
    @Enjoyeverytime481 2 ปีที่แล้ว

    Cancel ka option hi nehi hai

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Yadi apne us pass/pto par reservation kar liya hai to apke pass cancel ka option nahi aayega......

    • @Enjoyeverytime481
      @Enjoyeverytime481 2 ปีที่แล้ว

      @@technicalravi__ nhi sir ji , hum ne bas applied kiya tha aur pto issued ho gaya tha ,but tkt nhi kiye the

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  2 ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Fir to Cancel ka option hta diya hoga...
      kyunki HRMS me kuchh na kuchh update hota rahta hai....

  • @chitralekharandive7744
    @chitralekharandive7744 11 หลายเดือนก่อน

    Pls mera pass cancel karke dijiye

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  11 หลายเดือนก่อน

      Sir Ji,
      M kaise kar sakta hu....
      Wo to apka pass Clark karega...

  • @upendranarayan4045
    @upendranarayan4045 2 ปีที่แล้ว

    See

  • @riteshsingh4880
    @riteshsingh4880 ปีที่แล้ว

    Agar seat available nahi hai aur maine tickets book nahi kiya us condition me pass automatic cancel hoga ya nahi . Agar pass cancel nahi ho raha hai to phir ye chutiya wala niyam hai .

    • @technicalravi__
      @technicalravi__  ปีที่แล้ว

      Sir Ji,
      Automatic Cancel ho jayega...
      Fir aap us pass par dobara se reservation kar sakte ho..