zaheen bhai ek point ha , App jaun elia ki shyari ko bol rahe ho achi nahi ha , pehli baat woh aapka pehla apna opinion ha , lekin mujhe lagta ha jo ek aam insaan ko shayri se judata ha woh jaun elia ha , Har younster padha shuru hi jaun se karta ha , aapne shyad jaun ko ache se nahi padha ha , jaun ki toh bhot farzi ghazlein chal rahi ha market ma jo unhone likhi hi nahi ha. Aur jaun ki Ghazlein sirf asaan urdu nahi ha , bhot si ghazlein logon ko smajne me waqt lag jaata ha . Woh toh khud kehte haina jaun , ki ma jo bhi hu jaun elia hu , iska behad lehaaz rakhiye . Aur aapka apna opinion ha lekin please unke ache se padhayi phir kuch bolen, aur shyad aap jaisa intellect sabka nahi ha jo Meer jaise shyad ko padhe .
aur haan bhai ma aapka kaam insta pe aksar dekhta ha jaise aap logon ko aware karte ha woh cheez bhot achi ha , but Jaun elia ek bridge ban gaye ha naye readers aur shayri me woh cheez bhi aap smajayi
36:55 bhaii zaheen bhai ko koi batao ki tahjeeb hafiz sahab bhi jaun se hi mutashir hoke shayari suru kiye the... Aur bhi na Jane kitne log ko unhone inspire kiya. Ha unhone thoda alag likha shayri k rule k hisaab se par bhaii unhone imagination me nhi likha jaun ke gam hi unke likhe me h aadmi unhe feel krta h relate krta h ab tum likh to bahut urdu use krke kr rhe ho but koi samajh nhi raha to kya fayda
Jaun jaun jaun Tere 90s ki Dada se poochh Kaun Jaun yeh Tera Aashiq friend Jiski shayariyan sunkar RO De vah Jaun Sharab ki Botal hai jo kar de Khali jisse shayariyan na Rah Jaaye Baki Jisko copy Karke log Khud Ko samajhte shayar Jiski shayariyan copy Karke Tala Khud Ko samajhti fire Jinke shorts Dal Ke Kuchh memers ke chal rahe Ghar vo jaun jaun the breakable
36:55 Jaun Elia par Jawwad Sahab (Jawwad Sahab rocked 💀Zaheen Bhai Shocked🤡)
Ajeeb falsafi hein jaheen bhai har kisi pr apna falsafa thopte hein, bhai apke napasand karne se Jaun elia kharab shayar thodi ho jayenge
بلکل درست فرمایا جواد بھائی
abbbas qamar from indai is best poet ever jis ko wo hijat nahi mili ju usay milni chahiy
Ammar Iqbal ke saath bhi aik session kijiye....
now umair najmi aur ali zaryoun
Bhai mujhe bataiye kuch achi ghazlen me koshish karta hun compose karke unhe record karwaane ka
Bhai kabhi Ghalib ki mushkil shayri par thoda decode ho jaye😊
zaheen bhai ek point ha , App jaun elia ki shyari ko bol rahe ho achi nahi ha , pehli baat woh aapka pehla apna opinion ha , lekin mujhe lagta ha jo ek aam insaan ko shayri se judata ha woh jaun elia ha , Har younster padha shuru hi jaun se karta ha , aapne shyad jaun ko ache se nahi padha ha , jaun ki toh bhot farzi ghazlein chal rahi ha market ma jo unhone likhi hi nahi ha. Aur jaun ki Ghazlein sirf asaan urdu nahi ha , bhot si ghazlein logon ko smajne me waqt lag jaata ha . Woh toh khud kehte haina jaun , ki ma jo bhi hu jaun elia hu , iska behad lehaaz rakhiye . Aur aapka apna opinion ha lekin please unke ache se padhayi phir kuch bolen, aur shyad aap jaisa intellect sabka nahi ha jo Meer jaise shyad ko padhe .
aur haan bhai ma aapka kaam insta pe aksar dekhta ha jaise aap logon ko aware karte ha woh cheez bhot achi ha , but Jaun elia ek bridge ban gaye ha naye readers aur shayri me woh cheez bhi aap smajayi
Hn bhai jaun pr hogi na
36:55 bhaii zaheen bhai ko koi batao ki tahjeeb hafiz sahab bhi jaun se hi mutashir hoke shayari suru kiye the... Aur bhi na Jane kitne log ko unhone inspire kiya. Ha unhone thoda alag likha shayri k rule k hisaab se par bhaii unhone imagination me nhi likha jaun ke gam hi unke likhe me h aadmi unhe feel krta h relate krta h ab tum likh to bahut urdu use krke kr rhe ho but koi samajh nhi raha to kya fayda
Umair nazmi ko bhi Laiae bhai aesi discussion ke liye
main jo hoon jaun-eliya hoon janab
is ka behad lihaaz keejiega
Please guide me poetry sikhne ke liye start kaha se kare
Pta chale to btana
Live kab ane Bala hai ??
Bhai uska laptop kharab ho gaya hai toh iska matlab hai khallas
😂😂😂"my own beautiful hands"
Me jo hun Jaun elia hun janab, is ka behad lihaaz kijiyega
Bahut din ho gaya aapke beautiful hands ka zaayka chake hue😂
Shayari ka maeyaar gir gaya hai india mein tbhi to manhar seth jaise famous hain.
Kaun elia
Kaun elia
Kaun elia
Kaun Elia
Jaun Elia
Rap talha to anjum elia
Jaun jaun jaun Tere 90s ki Dada se poochh Kaun Jaun yeh Tera Aashiq friend Jiski shayariyan sunkar RO De vah Jaun Sharab ki Botal hai jo kar de Khali jisse shayariyan na Rah Jaaye Baki Jisko copy Karke log Khud Ko samajhte shayar Jiski shayariyan copy Karke Tala Khud Ko samajhti fire Jinke shorts Dal Ke Kuchh memers ke chal rahe Ghar vo jaun jaun the breakable
Aur padh len bhai pehle jaun ko.....
Shayad Nida Fazli sahab ne kaha hai, Shayari ke sabse kamzor kandhe Falsafe ke bojh tale dabe hote hain!
Isko sunke mujhe yhi lagta hai!
Thumbnail Credit ????
Description dekho bhai
Papon iss daur ka singer hai jo ghazalon ko ga saktey hai..
बातचीत का और हिस्सा?
Will be released soon
Bhai jaun ki ghazlein?😂