Point 1 - doctors ko bhi ye baat pta h ki emergency ki Koi definition nhi hoti Kyonki treatment ke baad hi pta Chalta h ki wo emergency h ya nhi to jb Koi definition hi nhi bta payega to bill pass hi nhi hoga doctors yehi chahte h 2: jb tk patient thik nhi ho jata tb tk ka time period h kon thik hone ke baad bhi hospital me pada rehna chahega tum apni imandaari se apna kaam kro patient jaldi theek Ho jayega or ghar chala jayega Point 3 sabhi hospital me me RTH bill lagu hona chahiye Usme to Koi shak hi nhi hona chahiye 4 Har ek field me prashashnik seva sabse upper hota h chahe wo army ho shikhsa vibhag ho vany vibhag Ho Sab ke uppar prashashnik seva hoti h doctor Koi aasman se aaye h jo inke disigan wo khush lenge prashashnik log nhi lenge or Rahi baat corruption ki to uski tension aapko kyo Ho rhi h wo to aam public ki Dikkat h wo hum dekh lenge aapko Humare baare me chinta krne ki Koi jarurat nhi h thik h jabki sahi Baat to ye h ki aapko aam public se Koi matlab nhi h jo lootkhori private hospital's me machi hui h wo band Ho jayegi
#NOTORTH
#RollBackRTH
Good one
Oohhhkkk
मेडिसिन के बारे में बताइए खून की कमी महिला रोग के बारे में इसलिए गांव के डॉक्टर को पता नहीं रहता
Point 1 - doctors ko bhi ye baat pta h ki emergency ki Koi definition nhi hoti Kyonki treatment ke baad hi pta Chalta h ki wo emergency h ya nhi to jb Koi definition hi nhi bta payega to bill pass hi nhi hoga doctors yehi chahte h
2: jb tk patient thik nhi ho jata tb tk ka time period h kon thik hone ke baad bhi hospital me pada rehna chahega tum apni imandaari se apna kaam kro patient jaldi theek Ho jayega or ghar chala jayega
Point 3 sabhi hospital me me RTH bill lagu hona chahiye Usme to Koi shak hi nhi hona chahiye
4 Har ek field me prashashnik seva sabse upper hota h chahe wo army ho shikhsa vibhag ho vany vibhag Ho Sab ke uppar prashashnik seva hoti h doctor Koi aasman se aaye h jo inke disigan wo khush lenge prashashnik log nhi lenge or Rahi baat corruption ki to uski tension aapko kyo Ho rhi h wo to aam public ki Dikkat h wo hum dekh lenge aapko Humare baare me chinta krne ki Koi jarurat nhi h thik h jabki sahi Baat to ye h ki aapko aam public se Koi matlab nhi h jo lootkhori private hospital's me machi hui h wo band Ho jayegi