Thanx for information bhai mujhse bhi 7000 bole the ek bande ne is kit k liye Lekin aapne problem solve kar di hamari Me bhi lagata hu apni bike me Thanx again
Electronic aur point me strock ka bahot farak hai point pr strock ruk ruk kar ate hai aur electronic me strock fast ate hai i like point strock brother
Bhai sahab ek baat mujhe personally bataaye please, aapne mechanical engineering kr rkhi hai. Lekin aap batate nhi ho, Kyuki Mere ko log bata rhe ki rauf bhai Kam padhe likhe hai Lekin aapka Kam dekhkar kisi ko vishvas nhi hota hai ki aap Kam padhe likhe ho Kam padha insaan itna dimaag kaha se lataa h. Please bura Mt manana. Thanks for New inovation, keep it up
@@oldsmokepiston bhai mne tunhare kaam ko kharab bataya h kya mne to lagaya h tbhi bta rha hu or ek gadi me nhi bahut gadiyo me lgaya h humara bhi yhi kaam h jawa yezdi bulleet ka
Bhai sahab rajdoot ko bhi points se electronic kit laga Diya hai par night me headlight ke problem hai blub ke rosni kam hai is yazdi wali video ke tarah hi video banao aapka bahut dhanyawad ho hoga please send video you tube video
Yezdi me Magnet ki taraf crank kewal 1 bearing par balance Rahti hai isliye Heavy magnet crank par nahi Lagana chahiye isliye electronic banane par kuchh Dino me cranck me play aa jata hai aur gadi Dikkat karne lagti hai ainsa 1 mistry ne mujhe bataya Kripya aap batae ki Yezdi ko electronic banae ya point starting hi Rahne de
Bhai mere paas Jawa 1968 model hai. Starting ke liye kick bahut jyada leti hai bike. Kya problem ho sakti hai. Kya point se CDI mein convert karna theek rahega? CDI ke nuksaan hote hain kya kuch?
Vai cdi cael konse gade ke lagenge jes my pelak led lage hy bake sab magnet kuil pelak funny sab ho gya hy cdi 4bayr bale 1lal 2kale Lal 3pela 4kala art
Bhai mene bechna hi hota to me video kyu banata Mujhe iska business nahi katna h khali information deni hai Koi bhi leath work wala bana dega connector ko
Amazing idea brother it's a very tight slap persons sale this kit in 8000
Salute to u
Rufhbhai veri nice good ideya supup Salute aapko
Thanx for information bhai mujhse bhi 7000 bole the ek bande ne is kit k liye
Lekin aapne problem solve kar di hamari
Me bhi lagata hu apni bike me
Thanx again
Laga Diya kya?
Nahi laga pao gay
Kya baat hai.bahut jabardast..love from MH.
Bahut axa vedio bnaty ho aap bhai
Bhai aap bhut acci video banate ho
Nice video and nice technology 👍sir g
Bhai m ye video 10 bar dekh chuka hu maza aa raha h
Thanx
Really nice and new expriement
Nice work Aapko salam
Plz subscribe the chenal
Electronic aur point me strock ka bahot farak hai point pr strock ruk ruk kar ate hai aur electronic me strock fast ate hai i like point strock brother
Ye bahut acchai bat kahi aapne
Mujhe Apke video coffee Achha Laga me Zaroor Banaunga Mary help Khana
Sure
Sir connector or crank extension pin leathe machine mein banane ka ek video banaiye. Bahat helpful hoga
Bahut badiya
Badiya experiment!
Ideal beat slow kro bhai eski or sab bahut accha hai
Nice
Again some thing different keep it up ☺️
Thanx for comment
Great job Bhai 👍
bhai video dekh ke hila dala na gajab ki jankari god bless u
Thanx for comment brother
Amazing innovation
Bahut Badhiya
Thanx for comment plz subscribe the chenal
@@oldsmokepiston kar diya
brother Rajdoot ko bhi convert karke video banao, plz
Good job bhaii.. cdi powercoil ka connection k baare me b batadjiye
Thx you are a real mechanic......
Welcome brother
Bhai sahab ek baat mujhe personally bataaye please, aapne mechanical engineering kr rkhi hai. Lekin aap batate nhi ho, Kyuki Mere ko log bata rhe ki rauf bhai Kam padhe likhe hai Lekin aapka Kam dekhkar kisi ko vishvas nhi hota hai ki aap Kam padhe likhe ho Kam padha insaan itna dimaag kaha se lataa h. Please bura Mt manana. Thanks for New inovation, keep it up
Sir theories or practical me bahut Farq hota hai
Haa Engineer apni jagah or mechanic apni jagah
Good Wark 👍 sir
Good a bhai 👍🔥
Bht bht dhanywaad💐♥
Very nice
Best mind bro
Bhai tanki k niche ki video daal samaj nhi AA rha h
Nice video
Bhai ji R.p.m ki vajah se sound nhi aarha orginal vala. ..
Yezdi Classic bhi
Yezdi Rodking bhi h
Yezdi Deluxe bhi h
1978 . 80 .& 86 modle 🤝
Have you installed CDI & Ignition coil
have you installed RR on this
Bahot badhiya kam kar diya aapne.Thank you for the information , but CDI Coil kounse gadi ka lagaya hai.please bata dena. Thank you.
C.d.i. or Bottle coil suzuki max 100 ka hi lagaya hai
Chenal jo subscribe karna mat bhulna sir
Cdi ki jgha tci or cruntt coil ye dono bulleet 350 ki lgao jyda behtar rahega
@@bhagatsingh4061 bhai aap.laga k dekh lo jo mujhe sahi laga wo mene lagaya h
@@oldsmokepiston bhai mne tunhare kaam ko kharab bataya h kya mne to lagaya h tbhi bta rha hu or ek gadi me nhi bahut gadiyo me lgaya h humara bhi yhi kaam h jawa yezdi bulleet ka
@@oldsmokepiston cdi bhi Lena padega Max 100 ka?
Asslamu alikum bhai
Please full deteld video banayiye fitting ki
Ye poora hi video h
Samjhdar aadmi ko sab samjh me aa jayega
@@oldsmokepiston shukriya
Bhai essi cundishan ki gaddi mil jaye to dil khush ho jayega
Dada, Kya Rajdoot 175 me Herohonda ya kisi Dusre Motorcycles ki Megnat Coil Lagaya Ja sakta he?
Bhai sahab rajdoot ko bhi points se electronic kit laga Diya hai par night me headlight ke problem hai blub ke rosni kam hai is yazdi wali video ke tarah hi video banao aapka bahut dhanyawad ho hoga please send video you tube video
12v 35/35 ka bulb use karo
Chenal ko bhi subscribe karo
Bhai suzuki samurai aur suzuki max 100 dono ka coil same hota hai kya?
Bhaya gadi ka sound missing type ka jisa lagta hai?
Yezdi me Magnet ki taraf crank kewal 1 bearing par balance Rahti hai isliye Heavy magnet crank par nahi Lagana chahiye isliye electronic banane par kuchh Dino me cranck me play aa jata hai aur gadi Dikkat karne lagti hai ainsa 1 mistry ne mujhe bataya
Kripya aap batae ki Yezdi ko electronic banae ya point starting hi Rahne de
Aap k mekenik ki bat mano aap
Hum to electronic pe hi chala rahe h 3 mahine to ho gaye without any single problem
Ok Dhanyavad
Bhai mere paas Jawa 1968 model hai. Starting ke liye kick bahut jyada leti hai bike. Kya problem ho sakti hai. Kya point se CDI mein convert karna theek rahega? CDI ke nuksaan hote hain kya kuch?
❣️❣️❣️❣️
Vai cdi cael konse gade ke lagenge jes my pelak led lage hy bake sab magnet kuil pelak funny sab ho gya hy cdi 4bayr bale 1lal 2kale Lal 3pela 4kala art
Bahot achhi I formation sir ji, lekin meri gadi point pe bhi ek kick mein start ho jati hai.
Haa bhai aapki motor sahi h
Lekin light or starting improved karne k liye ye video banaya h is kit se gadi 12v ho gai or starring trouble chala gaya h
@@oldsmokepiston ha ye to sahi bat hai...Muze 6v ke bulb nahi mil rahe tail lamp/speedo meter ke liye agar kahi mile to batana.
@@RedGreenSilver Bhai mene 12v kar liya hai ab 6v k bulb nahi milte h
Chenal ko subscribe karna mat bhulna bhai
@@oldsmokepiston ha pahle hi subscribe kar diya hai
Sir meri gaadi me ganretor short ho gaya tha maine dosra ganretor daal diya wo bhi ab short ho gaya hai kya wajah ho sakti hai ? Please bataiye
Sir after installation of CDI electronic battery kounsa install kare? 4 lb ya 5 lb?
4lb
Gadi cdi achha hai ki point
Point is better
Yezdi me Bhai sahab suzaki Max 100 ka maignet coil dono chal sakata hai ya nahi
2 months ho gaye Updated video kab ayega sir
Adha video
Sir y kit muj chaya please sand me
Proper video cahiye tha sir plz sir daliye proper installation
Bhai is me kuch sudhar karna h us k bad proper video upload hoga
Sir mere yhan ye coil plate magnet ni mil raha. Ap provide kr sakte hain kya please?
Nahi sir meme sale ke liye Nahi banaya hai
भाई जो मैकेनिक हो यह सब पार्ट्स ढूंढ कर जुगाड कर सकते है पर कॉमन आदमी कहा से पार्ट्स अरेंज करता रहेगा
Maxx 100 suzuki ka hai bhai mil jayega shop or kabaadi ke yha se .
Bhai rajdoot ke liye bhi aisi hi koi jugad batao
Rajdoot k liye bhi banate h bhai jaldi hi
@@oldsmokepiston ok bhai
Kya hum metal plate use kar sakte hain in packing,coil base plate ke pichhe
Haa use kar sakte h packing k liye
Thanx a lot for your response
Bhai agar kinetic ka megnet na mile to konsa lagana h
Suzuki max 100
Bhai mujhe carburettor cover chaiye kaha pr milega
Konsa wala chahiye cl2 ya classic wala
@@oldsmokepiston bhai classic wala
Bhai mera bhi same hai kit.... But current bohut Kam araha hai...? Wt to do
Check starting coil and change it
I did... Bt sm issue
Bt the coil plate position is reverse to yr position
Aisa hi kit main Apne bike mein install Kiya hai Lekin current bahut jyada a raha iska solution bataiye na
Current jyada hi aata h bhai
Problem he kuch
Jawa 1972 me same lag jayega
Haa lag jayega Bhai
Bhai mujhe woh connector chaiye,kya aap bhej sakte hain
Bhai mene leathmachine pe banwaya h mujhe iska business nahi karna
Agar business karna hota to me ye video banata hi nahi
Bhai sahab mughe ek canecter chahiye aap de sakte hai please
Bhai mene bechna hi hota to me video kyu banata
Mujhe iska business nahi katna h khali information deni hai
Koi bhi leath work wala bana dega connector ko
भाई सब कुछ मिल गया पर कनेक्टर नही मिला plz बताओ कैसे बनाऊं
Leath machine wala banayega connector
Bhai Main Bhi Suji ka minut Lagaya Tha lekin gadi ulti start hoti hai
Aapki timing galat thi bhai isliye bike ulti start ho gai
Bhai plz ye kit aap bhej sakte h
Mujhe iska business nahi karna h sir
Agar business hi karna hota to me youtube pe upload nahi karta
@@oldsmokepiston bhai sirf help mang raha hu kyoki ye sab mujhe nahi mila meri market se baki Jo aap thik samjhe tnx for reply
Bhai sahab ek complaint hai ki aajkal aapke Videos bahut km aate hai
Time nahi milta h shreeman work load zyada h
बहुत अच्छा सरजी
मेरी गाडी बनाने का है सर
@@sachinsonawane5936 gadi ban jayegi kota bhej do
Maine Ek Bande say 7000 me, CDI Kit Mary Gaadi me Kaam Nahin Kar payi
Bhai humne 800 me banai h or proper kam kar rahi h
हमें बिल्कुल पसंद नहीं यह हमारे
Bekar hai stork nahi
Bhai itni mehnat aap kar k dekh lo
Shayad aapse achcha stroke aa jaye bike me
Kripaya Apna pata Likhe and mob Number
भाई साहब आप कहां से हो मेरे भी बनानी है आपके नंबर भेजना सा
Lagta h aapne video poora nahi dekha h
Number description me likha h
भाई आपका फोन नंबर मिलेगा
8114477461
Please aap apna number dijiye sir
Great Job Bro Rauf , very transperant and honest can you please share your number
Thanx for comment sir
Call and whatsapp me at 8114477461