@@DAYALTATTOOz sir I'm not going against yuh ..i like ya work the way yuh explain but all i wanna say is my machine works well with 5.85 voltage and the outcome was great...!!
Kisi ka bhi face digain karne K liye Sab se phale kiya kiya Karna cahiye or Kon Kon see Nidal yous Karna cahiye or kase karna cahiye pls. Mujhe btao ge pls sir
sabse pahle portrait tattoo ka stencil kaise ready karna hota hai ye aapko pata hona chahiye, iske liye main video bana rakha hai.... link main de deta haoon.. th-cam.com/video/ydFc2EQ9Iw0/w-d-xo.html uske baad grey wash ka set hona chahiye, iske liye main video banaya hai aap jarror dekein th-cam.com/video/VjIvURxXs3Q/w-d-xo.html next.... niddle size ke uper depend karta hai..jaise line work ke liye RL05/07/09 aur shading and filling ke liye RS05/07/09 ya Magnum 05/09/15 use kar sakte hai
Thank you sir... Sir online par Dynamic tripple black sarch karte hi Dynamic ke bahat sara black ink dikha raha hai... TBK. BLK. konsa sahi confused ho rha hu.... Sahi konsa hai
intenze ke sabhi colors best hai... Black me.... filling ke liye Intenze True Black bahut accha hai .... aur Dot work and Line work ke liye Intenze ka Farmula 23 best hai......ye mera experience hai......
Machine ki coils aur armature bar ko check kare ki shai work kar rahe hai ki nahi, uske baad tension spring or armature bar ke bich me lage rubber ko change karke dekhein....
Bhai best video am starting new work my volting my confuse tha shader k lea ap k video sy clear ho jya
Thank you very much 🙏🏻❤️ respect from punjab
Very nice bhai
Aagar tattoo shik na heto in ke video follow Karie . good. main v Sikha hun.or follow Kar..t. Ar.. Hun Thank you sir
Tysm bhai is video ke liye
Thank you so much sir🥰
Verry nice sir I like your all video
gud bhai
Dil Se salam Sir 😋😋
Thanku sir ji
Sir coil mashine koun sa aap use krte h
I use Roatry machine
Thank you sir 🙏
Bhai aap 9 volt pe lining karoge toh skin pura damage ho sakta hai...
5.65 or 6.45 it's good for the line work..
Aaj tak to skin damage nahi hui..I think future me bhi nahi hoga... but thanks for your guidance
@@DAYALTATTOOz sir I'm not going against yuh ..i like ya work the way yuh explain but all i wanna say is my machine works well with 5.85 voltage and the outcome was great...!!
No need to apologise bro... its my pleasure to talk with you... anybody have right to give me best suggestions
Which is the best machine to take training
Sir men tattoo michine lena chata hun
Ghar pe sikhne keliye kiya kiya lun sir
Plzz riply me
Rotary machine ya pen machine
Pratise keliye konsa beheter he sir
Sir black tatto ke upper white desine kr sakte he
90% skin par 10-15 days ke liye dikhega... baad me invisible ho jayega
Hi sir please meri help kijiye.
Mere tattoo power supply hang hora he. Kyu hora he
Sir mujhe tattoo remove krwana hai to kya remove ho skta h ...4 letter ka naam h... Or remove krwane ka kitna charge lgega
Ho jata hai...but mere pass ye service nahi hai
Nice video
The best part of this video is agar koi kami lagti hai to comment karna m sahi karne ki koshish karuga. Its truly nice nature
Thank you so much...
Rotary machine voltage ka video bhi bnaiye
Good 👍 👍 👍 👍 👍 👍 👍
Sir mai tattoo machine magaya the par do din Chala uske bad machine chal hi nahiraha hai kaya uska kayal kharab ho gaya pls bataye pls rpl
Machine ki winding check karni hogi.... ya connections me problem hogi
Thanks you..sir an how to tattoo after care an what oilment should use to tattoo..
Already video upload ho rakhi hai mere channel par
What voltage is used for tattoo filling , and color packing?
Depends on machine...7-9 voltages
Witch machine use for filling?
Tattoo Lagann k like Kitna volt hona chahiye
Voltage jyada Mein tatto Kiya Toh Kya Problem Hota hai Sir?
Voltage machine ki capacity ke according set karma hota hata....nahi to machine kharab ho sakti hai
Grip khonsa hai apkaa aluminium
Steel
@@DAYALTATTOOz black aluminium aapka
Black wala aluminium hai... but wo main use nahi karta...
Sir kya ak tatoo agar thik se nehni aya to kya uske upar tatoo bana saktehe,?
next video tattoo fading pe hai...this thursday upload hogi
@@DAYALTATTOOz thank u sir
Sir!15000tak me best rotary machine??
Deutschland Steed Rotary Machine
Sir ye power supply konsa company hai
Hum lenge to kahase le sir plz bataye
Kisi supplier se hi milega... 2000 ke karib hai
Thank you sir ❤️
Sir company konsa..
Very useful
Sir mujhe aap se sikhna hai
Kya mai apka sisya ban sakta hu
Plzz 🙏 sir ji
Aap kuchh to bolo sir
Plzz
Thik hai... call me 7289999555, 12am to 8 pm, avoid Wednesday
Bhiya ap ki shop kha hsi
Sir is power supply k piche ka voltage btana kitna rhega 110v ya 210 v
India me 99% AC appliance 220v pe operate hota hai bhai.....
@@DAYALTATTOOz tnx for reply sir
@@DAYALTATTOOz are sir is power supply m voltage 19.99 se kam nhi ho rha h aur kabhi kabhi 00.00 ho jta h aur bdta nhi h problem kya h sir bta do
Sir tettoo bnaate tim kitna hona chaiye boltge
Har machine ka alag alag hota hai...
Sir RL & RS ka kya alag alag machine hota ha na koi v machine sa hum RL & RS kar saktha ha plz jaldi reply dijiyaga
Liner aur shader machine alag alag hoti hai....but aap is line me purane ho gaye hai to aap liner se bhi shading kar sakte hai
Thank you sir
Sir face par color Kon Kon sa yous Karna cahiye or kha kha par pls..
Sir ye DC kya h power supply me
Direct current
Sir ek h machine se line or shading ni kr skte kya
Agar machine pe control accha hai to kar sakte hai
Sir rotary machine pe voltage kitna rakhana batavo na plz
5-7
agr suply se sped kam krty hai to vo nai kam krti machine 8. ke upr kam krti haiii
Liner and shader machine price
wah
Dono me se achha machine kun he pls mujhe batao
Sry sir teen me se
dono hi best hai, ek liner ke liye dusra shading aur filling ke liye, dono hi jarrori hai
Kisi ka bhi face digain karne K liye Sab se phale kiya kiya Karna cahiye or Kon Kon see Nidal yous Karna cahiye or kase karna cahiye pls. Mujhe btao ge pls sir
sabse pahle portrait tattoo ka stencil kaise ready karna hota hai ye aapko pata hona chahiye, iske liye main video bana rakha hai.... link main de deta haoon..
th-cam.com/video/ydFc2EQ9Iw0/w-d-xo.html
uske baad grey wash ka set hona chahiye, iske liye main video banaya hai aap jarror dekein
th-cam.com/video/VjIvURxXs3Q/w-d-xo.html
next.... niddle size ke uper depend karta hai..jaise line work ke liye RL05/07/09 aur shading and filling ke liye RS05/07/09 ya Magnum 05/09/15 use kar sakte hai
@@DAYALTATTOOz Thanku thanku Thanku thanku Thanku thanku Thanku thanku Thanku thanku Thanku sir I impress you sir
I like it video
my pleasure
Or iska kya role hota hai coil maschine(liner) me
Sabhi tattoo machines low voltage DC currunt par chalti hai
Nice bhai
Sir,
Rotary machine ki lining, filing aur shading voltage bataiye..
Depends on machine... sabhi apne hisab se use karte hai
Ye pen machine aur dusri machine ek hi kaam karta hai ?
sabhi pen machine ek hi kaam karti hai, bus quality ka fark aur smoothness ka fark hai
Vai apka pas maching hoga muje lagega full set vai hone se kahiya 🙏🙏
🙏🙏🙏
Bhai aap ki shop Kaha Hy 🙏🙏
New Delhi near Dadadev Hospital palam road
sir coil machine ko 6 to 7 ke bech kaise use kre
Tuning karke dekho... nahi to ho sakta hai aapki machine 8 volt par hi kaam karti hogi
Supwrb
thanks sir
👍
Sir aapko en machine ki rate bhi batani chahiyai
I want to work with you
Sir me tattoo banatahu Hu to ink side me jyada sprey karti he to iskaa koi solution batavo please sir me heran Ho gaya hu
Machine ki speed over hone par aisa hota hai, Tip ko saaf karke use kare, ink kam le
@@DAYALTATTOOz thanks sir
Sir mai tattoo machine ko 11 vol me chalata hu tb chalta h
Aur usi se hi line sadd sab kr deta hu. 3 RL se
Coil machine hogi.... tunning sahi karne ki jarroorat hai
@@sk_--_tattoos3048 aap kaha se ho
Sir black color kona use karu... Plz bolia...
Dynamic tripple black
Thank you sir...
Sir online par Dynamic tripple black sarch karte hi Dynamic ke bahat sara black ink dikha raha hai... TBK. BLK. konsa sahi confused ho rha hu.... Sahi konsa hai
Sir keya amazon ya flipcart se order kar sakta hu......
uspe TBL likha hoga
haan likin suppplier tattoo gizmo ya mumbai tattoo hona chahiye
Sar pen mashin ka video banaye thanks
already upload hai
Agar freelancing kaam karna h to bahut problem hoti h ye chiz ka video banasqktey h
Shading or liner machine alag alag hoti hai
Coil me alag alag hota hai
Intenze
4.8 out of 5 stars 4Reviews
Intenze Professional Tattoo Ink Suluape Black. Ye achha hoga
intenze ke sabhi colors best hai... Black me.... filling ke liye Intenze True Black bahut accha hai .... aur Dot work and Line work ke liye Intenze ka Farmula 23 best hai......ye mera experience hai......
Pen machine kitne ki h or kaise mil sakti hi apse
Mere pass nahi hai bhai... aapko tattoo supplier se lena hoga
thank you
Rotary machine line and filling voltage
My machine only work if i set meter voltage above 11... Why please help
Machine ki coils aur armature bar ko check kare ki shai work kar rahe hai ki nahi, uske baad tension spring or armature bar ke bich me lage rubber ko change karke dekhein....
Bhai muja yha machine chai h
Parfect lining kaise kare?
just wait for new videos....
Aap ka no. Mila sakata hai kay bhay
A1
6 to 7 may Mera shading machine chaltae nai
Tunning sahi se kijiye....phir bhi na ho to iska matlab coil machine jyada voltage ki aadat ho gai hai..
@@DAYALTATTOOz aab horae
Sir apka Instagram id pls share karen like to see your work.
Pura kam sikha do plz
aap mere sabhi video ko dekhiye....jaroor sikh jayenge
Machine ko control kaise kare?
Aane wale videos me bataunga...
ROTARY MACHINE MEIN SHADING KAISEE SET KARNEE HAI
Ky sa
@@chandanpaswan5217 I M FROM MUMBAI
Hii
Hi
Prise bra sakta ho
google par tattoo gizmo search karo contact no. mil jayega
Plz Sir tell me
Sir ap ka num bar chia hum ko
Bhai muje tattoo banana sikhna be
aap kahan rahte hai... agar delhi me hai to aapka swagat hai
@@DAYALTATTOOz Sir Delhi pe kahna ....apka studio
Sir mujhe aapka whatsapp no chaiye plz
Way to fast that speed will do nothing but rip out skin for fuck sake
Sir apka ph.no chahiye
Bhai nabar to g
lol what are you saying tattoo man
sir call me plz mujay aap Kai saath bhaat Karne hai
kya baat karni hai... aap mujhe mail kar sakte hai
Hai sir big fan of yours
I am from Hyderabad please make a video all types of needles and suitable tips please
Sure....
Sir kya ak tatoo agar thik se nehni aya to kya uske upar tatoo bana saktehe,?
tattoo ko retouch karna padega, but after 45 days....
Nice video
Thanks u Amal ji