Thanks Sir. You are the 1st teacher in youtube to prepare a lesson on this song. I think you are the only teacher in youtube who give full notation of song along with prelude and interlude music along with chords.
Nothing to beat you here.Even a lay man can become a good artist under your expertise. Thank you sir . Hope you will bring more and more such lessions for us. All the best sir.
Aap ne bahut hi badhiya sikhaya he especially intro aur intra music. Kya ye original scale he gaane ka. Aap se request he ke aap ek musafir ek Hasina ke song Aap yu hi agar hum se milte rahe ka tutorial bhi banaye. Us song me intra music bahut hi achcha he.
Ess gane ka music play karana beginners ke liye bahut kathin hai. Etna tezi se teach kiya ki samajhne mei dikkat ho rahi hai mujhe. Pahale to samajh nahi paya ki SA GA PA ni key ek sath dabaya gaya ki one by one. Halaki kayee baar dekhne par yah lagata hai ki tezi se one by one hai. Halaki confirm nahi hue. Dusari baat C7th ka kya matlab hota hai. Khair jitni bhi dikkat ho beginners ko fayda hi hoga. Kyoki sangeet riyaz, mehnat aur lagan se hi sikha jata hai. Aur jitna kathin hota hai sangeet premi ko utna hi maza aur sangeet ke nashe mei dubo deta hai. Aapki mehnat ko mahashus kar ke mai aapke videio dwara sikh raha hue. Gane ka sthayee aur antara asan hai par music part sahi se bajana behad jaruri hai. Mera erada hai ki aapke dwara banaye sare video ke gane ko achchhi tarah baja saku. Dhanyabad. Kahana nahi hoga. Subscribe pahale hi kar rakkha hue. Like tutorial sunane ke pahale hi kar deta hue kyuoki unlike ka sawal hi nahi paida hota hai. C7th ka matalab hota hai jarur batane ka kast karenge.
Good question। C7 ka matlab hai 4 note dabana one by one pura chord banega. C E G A# C. 7TH NOTE ni hai Komal. To SA GA PA ni dabane se C7 hoga. Bhaut simple music hai aaram se bajega thoda samay lagega.
Sir , Please play song Film : Teen Deviyan Song : Likha hai teri Aankhon mein Kiska Afsana ... Agar kise Samaj sakho Mujhe bhi Samjhana....Likha hai teri Ankhon mein Actor Dev Anand & Nanda....
Thanks Sir. You are the 1st teacher in youtube to prepare a lesson on this song. I think you are the only teacher in youtube who give full notation of song along with prelude and interlude music along with chords.
Thnx। Actually difficult for one man play as timings are difficult। Guitar n accordian playing at a moment is infact difficult on harmonium।
सर,कठिन music को आपने बहुत आसान बनाया. Thanks.
बहुत अच्छा श्रीमान जी सुन के मजा आ गया
Sir, Namaste. Bees saal mein jo seekh nahin paya aaj seekha. God Bless you.
Bahut khub guru ji. bahut shandaar lession
बहुत-बहुत धन्यवाद इतनी प्यारी जानकारी देने के लिए🙏
Style of teaching is very unique.
Guruji Pranam. Excellent
Thanku guru ji mai aap ki class se bahot khush hu mujhe thoda thoda harmoniyam bhana aa rha h mai apki video se dekhti hu🙏
आप सच्चे मायने में संगीत गुरू जी हो
Bht mehnat se sikhate h sir aap... thanks
Brilliant rendition. Very educative and very useful. Thank you.
Adwitiya Sir. Pranam.
बहुत सुंदर सिखाया सर
Tks, Sir... Bahot hi sundar
Sir, Dil garden garden ho gya. 👍👌
Very nicely played, and a perfect tutorial !
this is the first song that you have prepared with accurate music lesson.
What does it mean. I tried to teach all songs in a correct way.
Pranam guru ji
You are a great teacher - make music clear and simple! Thanks.
*बहोतही सुंदर !! Difficult song simple कर दिया आपने! Only genius can do it....प्रणाम और धन्यवाद सरजी*
SUPER CLASS JI
EXCELLENT...
THANKS JI
NAMASIVAYA
Ati sundar🎹
Thanks for notations... It helps a lot to understand the song...
Thanks Sir for beautiful notation.
Dhanya hain aap Sir.
Super class ji
I have no words Master ji...Excellent class ji
Sudhira.SR
Good one Hello sir ek rasta hai zindgi par tutorial banaye na please
Sir great notation 100% accurate. Kindly mera pronam lijiye ji chahata hai agar ap pass hote to apke payer ko chu kar pronam karta.
Khush rahein.
Very nice played .
Nothing to beat you here.Even a lay man can become a good artist under your expertise. Thank you sir . Hope you will bring more and more such lessions for us. All the best sir.
Please subscribe channel, u will get more videos in video section of my channel. Regards
Bahut accha
Excellent sir
Aap ne bahut hi badhiya sikhaya he especially intro aur intra music. Kya ye original scale he gaane ka.
Aap se request he ke aap ek musafir ek Hasina ke song Aap yu hi agar hum se milte rahe ka tutorial bhi banaye. Us song me intra music bahut hi achcha he.
I mostly use original scale. Thnx. I will try but will take little more time. Please stay tuned with channel. Regards
Very nice sir thank you 🙏
Nice explain...... Thanks
Great sir
Koti naman
Sada khush rahein. Ishwar parivaar mein khushiyan de. Mera aashirwaad Hai.
very fine, sir.
Very-2 nice...
Thank you sir ji, Now I have no words to praise you ( I am speechless) 🙏🙏🙏🙏🙏
Bahutt sundar 🙏🙏
आपका ह्रदय से धन्यवाद। आप चैनल सब्सक्राइब कर जुडे़ रहें।
#BrijeshMelodies - very nice
Too good
Awesome tutorial. Thanks
Nice & butifu.
Sir , hum kale hai to kya hua dil wale hai song ko bta do plz
Amazing ❤
Grrrrreat
Ultimate
Nice
Nyc sir
Thank you sir ⚘🎹
Thanks!
Sir you have Great knowledge.
Wish you happy & healthy life.
Regards
Vinay Jha 🙏
Sir ji please hum banjaro ki baat mat pusho ji film Dharm veer ka song sikhao
Sir very very nice but what scale used
It is in C MAJOR scale. Tabular form has a little typographical mistake. As in table C 7th scale written.
Ess gane ka music play karana beginners ke liye bahut kathin hai. Etna tezi se teach kiya ki samajhne mei dikkat ho rahi hai mujhe. Pahale to samajh nahi paya ki SA GA PA ni key ek sath dabaya gaya ki one by one. Halaki kayee baar dekhne par yah lagata hai ki tezi se one by one hai. Halaki confirm nahi hue. Dusari baat C7th ka kya matlab hota hai. Khair jitni bhi dikkat ho beginners ko fayda hi hoga. Kyoki sangeet riyaz, mehnat aur lagan se hi sikha jata hai. Aur jitna kathin hota hai sangeet premi ko utna hi maza aur sangeet ke nashe mei dubo deta hai. Aapki mehnat ko mahashus kar ke mai aapke videio dwara sikh raha hue. Gane ka sthayee aur antara asan hai par music part sahi se bajana behad jaruri hai. Mera erada hai ki aapke dwara banaye sare video ke gane ko achchhi tarah baja saku. Dhanyabad. Kahana nahi hoga. Subscribe pahale hi kar rakkha hue. Like tutorial sunane ke pahale hi kar deta hue kyuoki unlike ka sawal hi nahi paida hota hai.
C7th ka matalab hota hai jarur batane ka kast karenge.
Good question। C7 ka matlab hai 4 note dabana one by one pura chord banega. C E G A# C. 7TH NOTE ni hai Komal. To SA GA PA ni dabane se C7 hoga. Bhaut simple music hai aaram se bajega thoda samay lagega.
@@HarmoniumClasses
Reply ke liye dhanyabad.
🙏🙏🙏
Sir , Please play song Film : Teen Deviyan Song : Likha hai teri Aankhon mein Kiska Afsana ...
Agar kise Samaj sakho Mujhe bhi Samjhana....Likha hai teri Ankhon mein
Actor Dev Anand & Nanda....
Samay milne par
🙏
👍🙏
🙏💟🕊️🕊️🕊️
Like
Sir please Watt sab no
9811585343
🙏💜🕊️🕊️🕊️