Hyderabadi Mutton dum biryani pakki akhni ki quick and easy recipe
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 5 ก.พ. 2025
- Mutton 1 1/2
Salt 3 tsp
Haldi 1 tsp
Ginger garlic paste 2 tbsp
Red chilli powder 3 tsp
Clove 10-12
Cumin seeds 2 tsp cinnamon 2
Cardamom pods 11-12
Garam masla powder 2 tsp
Mint 1 bunch
Coriander 1 bunch
Green chillies 5
Lemon 2 medium size
Curd 400 grams
rice 1 1/2 kg
Mashaallah sach me bht tasty Banai Maine try ki Aaj boht boht tasty bani😋😋😋😋😋 thank you so much
Thanks for trying my recipe jazakallah khair
@@mykitchentastydishes ek sawaal hai mera podina apne nhi daala hai...ap boliye daalna ya nhi
Mutton dum biryani bahuth pasand aaye
Pls like share and subscribe to my channel and kindly support me
Mashallah sister looks yummy, Shahi Zeera ( Caraway seeds) mere khayal se aap edit kardijiye Cumin seeds ke bajaye. Please bura mat maniye correction batane ke liye.
Mutton dum biryani bahuth tasty hai
Zabardast mutton biryani... dekhnay main hi bohot mazay dar laag rahi hy. Zarror try krain gaye. Akheer tak dekha enjoy kia.. phir lik kia. Sath rahain aur sath dain. Khosh rahain aur khoshyan batain.
Assalamualaikum , ma sha allah bohut tasty, delicious receipe hai apki,,,2 days back ( Friday) try kare apki receipe ma sha allah bohut zabardast bani , taste superb sabko bohut pasand aii jazakallah khair for sharing yummmy receipe . May ALLAh bless u with happiness. …
Walaikumasalam jazakallah khair recipe try karne ki leye
Ma sha Allah tabarak Allah ❤
Mashallah bohat achche receipies hae aapke . Mae aaj try kari aapke style ki zabardast bani .jazakallah khair .I appreciate your work and dedication keep it up.👍
Thanks a lot
very good n good effort tomake vedios keep it up mam
Aasalam walikum mam aap bohat teasty recipes baytha I'm a big fan you
Ingrdiants ka andaza bathein ki kitna bhi chwak ho n kitha na bhi gosth ho...n dono chawal n gosth ka ratio baraber na bhi ho..tab bhi birayani tasty bane...I waiting 4ur reply...zaroor reply karein..
Aj my 1/2kg gosth ko 1kg chawal se bani....andaza sahi nahi mila ingrdiants..ka garamsala zyada hogya..
Reply zaroor karein....Allah aap ko khush rakhe...ham aap see bahoth seekh rahe hai....Allah aap ko is neki ka ajar dee..
Zabardast Biryani 👌👌👌
backuas
Gohd ammi apne itne saare biryani k recipes post kar rkhi h mai hmesha confuse hojati hu which one should go with bolke 😂😂❤❤❤
Your new subscriber from goa-india (saudi-madina) presnt love ur cooking style.
Masallah very tawty
Very nice biryani😚
Aunty..my aap k rcps bahoth dekhthi hu..n try bhi karthi..n mashallah..har rcpe achibsnthi hai..ghar me sab ko pasand athi hai..mujhe ek doubt hai...k..biryni banetje wath ingrdiants rice k hisab se lena ya gosth k hisab se...jaise ab bol rahe hai k 1kg rice ko 250 grm curd n piyaz...1kg rice , n 1kg chel k rcp easy hai...magar logo n waqth k hisab se gosth zyada raha n chawal kam ya kabhi cheak zyada gosth kam..tho andaza nahi milrahi...taste kharab horaha...aisa hisam bathein ingrdiants k gdhth n chwak kithni bhi quantity. Me ho Biryani ka zaeqa change na ho..mazedar ho..
Assalamu alaikum.. Alhamdulillah today I tried this recipe and it turns out very well... Jazak Allah khair aunty.. May Allah bless you.. Ameen
Walaikumasalam shukriya
Mashallah acha ji hai 😍🥰🥰😘😗😗🙃😁😄😃🤣😍😘😘😗😙😚😉😂😅😁😄😃😀
Main ab banane wali hu
Mashallah... yummy .kya chicken ki pakki briyani isi tarike se banaie jati hai...plz bataye..
Ji haan
Aap dahi dalne k pehle onion dal diye.. kuch difference h kya taste mein
Mashallah very tasty lag rahi hai
I will try today
Mam how to know the yakhni water dry or not
I mean how to cheque
Please answer my doubt
10 mint dum hone ke baad spone ka barek side biryani me daalker check karijiye spone ager oil laga to dum hogae ager pani hai to nhi aur thoda time rakhe
1st
Assalamualaikum bajii.. please cooker mein kaise banana please bataoo naa
Walaikumasalam preshure cooker biryani ke link hai check karijiye
th-cam.com/video/wiWcShuh8wc/w-d-xo.html
Acha bajii.. mein deklatiyun.... shukriya..😘
👍👍👍
Kaccue chawal daaldskte baji shayedh starting mein.
Assalamalikum
Just love to see ur dishes ....
You explain in such a simple n easy way .... mashallah tabarkallah ..... Ammi ki yaad aajati .... Allah SWT bless you !!
Walaikumasalam jazakallah khair aap ka
Askm Aunty
Khairiyath se Hy ?
Mashallah mashallah 👍
Walaikumasalam alhamdulliah
Assalaamualekum mam briyani me masala kam hojata mai jab b banae waqt☹ plzz batae kitna dalna
Walaikumasalam app mere biryani ke recipe dekhker banaye
@@mykitchentastydishes ji hn mai kuch mistake hori plz boliye na
Mei 1kg ka measurement bolti hu ap banaiye isse ap kitne b kg ka banasakte 5kg ya 3kg
Mutton 500gms or 1kg b lesakte
Onion 250gms
Curd 250gms
Oil 200ml
Namak mirchi woh sab apke taste ke hisab se daliye hara masala b acha daliye
Ek baar try kariye mei 1 kg ke liye boli ap 3 kg ka bana na hai toh 3 times lelijiye
@@mykitchentastydishes ok mam JazakAAllah khair InshaaAllah i will try... rice 1kg liyo kya mam
Assalaamualekum mam ye kitne log k liye hai plz reply
Walaikumasalam 1 1/2 kg mei 10 members khasakte hai
@@mykitchentastydishes JazakAAllah khair mam
Assalamualikum curd khata laney kya
Walaikumasalam haan lesakte
@@mykitchentastydishes OK
Abhi dopahar ko main yahi khaa raha hoon . Bas ungaliyaan se khaane kaa jo mazaa hai seedhe mitti ki handi se uskaa swaad kahan. Kuchh dost keh rahe the yaar kya kar rahe ho Handi Se Hi kha rahe ho to maine kaha ab itne Pyar Se banaya hai desi Ghee mein pyaj ka deep fry desi Ghee main kiya tha aur Bina ko Hi Rang Dala do Tukde Kesar ko dudh mein Main Ne Rakh Diya Tha mutton Nahin chicken biryani Dam wali koyle per Aanch Laga Ke. Ab Koi Kahe Hamen ki Hamara Hyderabadi dum biryani Ka Swad nawabon wala nahi...
Apke pas cooking oil ki dukan hai kya?? Etna oil to 15 admi ki biryani me lagta jitna ap 5 log ko lagadiye.. Upr se ghee.. Cholesterol ki dukan khulgyi edr puri.
Qurbani ke gosh se kachi aqni ki recipe batayi naa aunty...
Inshallaah
Dum biriyani bole lekin pakaye aisa kyom? Aunty
Ginger chicken batho nai ji please
As salamualikum baji hum log beef ki banaskte kya mutton ki jagha pe same
Ji haan zaroor mager gosh ko papaya paste lagaye
Thanku
Aunty ita pani nai dal na
Galize pakh thi😎🤓😁