Sir mere pas h61 s plus borad hai wo kabhi to sahi chalta hai aur kabhi fan spine and off and on hota rahata hai mene sari chije chek ki kuch samaj nahi aya voltage sari stage per sahi hai
Bhai mera cpu ka button push kartaa hu toh pc start hone ke liye fan 1 second start hotaa hai - phir off hotaa hai 1-2 seond ke liye fir se start hotaa hai 2-3 second ke liye phir 1-2 second ke liye fan off hotaa hai or bad 3rd time start hoke chalne lagta hai toh mother bord mai kuch problem hai???
Sir, voltege stable nhi hai..voltage 0-12 fir 0-12 ..ho rha h Ram ko remove krne se thik voltage ban rha hai ram ko lagane se fir wasi Bina ram ka voltage ban rha hai or stable bhi hai
Informative Video... Thanks for sharing your valuable knowledge...
Nice video sir kuch nay sickna mila
Bohat khoob
Sir iss course ki kon si book hoti hai study ke liye ?
Mujhe laptop & desk repairer banne ke liye kya kerna hai ? Please tell me sir !
Book nhi practical course Krna hoga aap whatsapp kr skte hai 7979720986
Avi fee 15,500 laptop ka or. 20,500 laptop desktop dono ka hai
Thanks sir .
👍👍👍👍👍👍👍👍👍😄😄😄😄
Good 👍
Give your address to send board to which same problem
WhatsApp 7979720986
super....................
Sir mere pas h61 s plus borad hai wo kabhi to sahi chalta hai aur kabhi fan spine and off and on hota rahata hai mene sari chije chek ki kuch samaj nahi aya voltage sari stage per sahi hai
Please add captions it would be nice.thanks
Sir plz help me same problem
Mere cpu me bhi yhi problem ho rhi hai
Processer or vrm section heat ho jata hai
processer ki 4 pin hta dene pr chl jata hai pc
Kya kru?
sir ji
voltage inject karte waqt Ampr kitna hona chahiye.....
kuch logical tarike se bataye
100-500mamp
Sir video course ka kitna fees hai
7,500
Bhai mera cpu ka button push kartaa hu toh pc start hone ke liye fan 1 second start hotaa hai - phir off hotaa hai 1-2 seond ke liye fir se start hotaa hai 2-3 second ke liye phir 1-2 second ke liye fan off hotaa hai or bad 3rd time start hoke chalne lagta hai toh mother bord mai kuch problem hai???
Flash bios
Sir mujhe ke baare me details chahiye !
Sir, voltege stable nhi hai..voltage 0-12 fir 0-12 ..ho rha h
Ram ko remove krne se thik voltage ban rha hai
ram ko lagane se fir wasi
Bina ram ka voltage ban rha hai or stable bhi hai
Please in details WhatsApp 7979720986
Sir location konsi hai apki
Bhagalpur Bihar
Ok sir koi new delhi mai hai repair krne wala parson
0
Thanks
If you aren't gonna speak english why put the video name in english with no captions. How do we understand what you saying?
Useless...