bahut hi shandar dhang se pure fitness plan ko bata diya tumne bhai ye 100 percent kaam karega kyunki yehi aam indian k liye ideal aur safe tarika hai apne ko fit rakhne ka mai 53y k age me bhi ye karna chahta hu kyunki ab mera pet kafi nikal gaya hai aur kapde kitne b achhe man chahe pahan lu per shishe k samne pol khul jati😂 hai .aapka samjhane ka style bahut pyara hai bhai thanks n keep it up
सच मे आपकी वीडियो से बहुत मूवटिवेशनल मिलता है सच मे भाई मे ज़ब भी अपना वेट लॉस करता हु तोह आपकी वीडियो का ही सहारा लेता हु जो मुझे बहुत हौसला देती है और मे अपना वेट बड़ी आसानी से एक महीने मे 4 से 5 kg तक लॉस कर लेता हु Love you bro 🥰
wake up early Run for 20 minutes at least or walk for atleast 30 minutes Do Exercise plank, climber and jumper Avoid junk food first Avoid High calorie foods ( oily, fatty ) Eat High protein foods Drink Plenty of Water Sleep at time Maintain your sleep cycle Stick to These routine
I love you Mere bhai... roz dekhta hu aapka video , zindagi me ek bar toh aapke sath milne aur ap jo bolo sala wahi exercise karna hai bhai 😄 best fitness coach ho aap , 😉 love from Balasore , Odisha 🥰🥰.... " " le phir aa gaye " "
Bhai ek dum sahi bole ho mene aapne jo bhi Bola wo sab such kiya bus walking and running 🏃♂️ 1 hrs karata hu 42 ki age me pet bhi Kam kiya aur 23 kg 4 mahine Kam kiya hai Sach me ye sab karne se results 100 💯 % milta hai
hi santhosh bhai youtube me jithne be health issues hai workout sabko peecha choddiya masha allah greate thankyou sir aur aapka diet plan jabardast hai
Sachhi... Confidence mera bahot low ho gaya hain belly fat ke wakah se. Ek do saal se introvert bann gaya hoon iske wajah se. 😢 Niw i promise to myself belly fat kam karna hi hain
Agar aap apna wazan 53 kg se 45 kg tak kam karna chahte hain, toh yahaan kuch effective tips aur routine hai jo aapko madad kar sakta hai: Nutrition (Khana) 1. Balanced Diet: Breakfast: Oatmeal ya multigrain toast ke saath eggs ya fruits. Lunch: Grilled chicken ya fish, saath mein mixed salad ya sabzi aur brown rice. Dinner: Dal ya chana, sabzi, aur roti. Snacks: Fruits, nuts (jaise almonds ya walnuts), aur low-fat yogurt. 2. Portion Control: Choti choti plates ka istemal karein taaki aap zyada na khaayein. 3. Hydration: Din bhar mein kam se kam 2-3 liter paani piyein. Yeh metabolism ko boost karne aur bhookh ko control karne mein madad karega. 4. Limit Sugar and Processed Foods: Sugary drinks aur processed snacks se door rahein. Exercise Routine 1. Cardio: 30-60 minutes cardio (running, cycling, swimming) hafte mein 5 baar. 2. Strength Training: Hafte mein 2-3 baar strength training karein (weights uthana ya bodyweight exercises jaise push-ups, squats, lunges). 3. Yoga aur Stretching: Yoga karna bhi stress kam karne aur flexibility badhane ke liye accha hai. Hafte mein 2 baar yoga karne ki koshish karein. Lifestyle Changes 1. Adequate Sleep: Raat ko 7-8 ghante ki achhi neend lein. Yeh metabolism aur overall health ke liye zaroori hai. 2. Regular Eating Schedule: Din bhar mein choti-choti meals lein (3 main meals aur 2-3 healthy snacks). 3. Tracking Progress: Apne wazan aur body measurements ko track karein. Isse aapko apne progress ka pata chalega. Sample Weekly Routine Monday: Cardio (Running or Cycling) Tuesday: Strength Training (Full Body) Wednesday: Cardio (Swimming or Aerobics) Thursday: Rest day or Light Yoga Friday: Cardio (HIIT) Saturday: Strength Training (Upper Body) Sunday: Active Rest (Walking or Leisure activities) Note: Aap apne goal tak pahunchne mein patience rakhein aur body ke natural processes ko samjhein. Kisi bhi diet ya exercise plan shuru karne se pehle, apne doctor ya nutritionist se salah lena zaroori hai, khas taur par aapke age aur health conditions ko dhyan mein rakhte hue.
इसे कहते हैं धांसू वीडियो।
Thanka
Bhai ka presentation ek no hai , full of energy, you will feel Highly motivated after watching it.👍👍👍👍
bahut hi shandar dhang se pure fitness plan ko bata diya tumne bhai ye 100 percent kaam karega kyunki yehi aam indian k liye ideal aur safe tarika hai apne ko fit rakhne ka mai 53y k age me bhi ye karna chahta hu kyunki ab mera pet kafi nikal gaya hai aur kapde kitne b achhe man chahe pahan lu per shishe k samne pol khul jati😂 hai .aapka samjhane ka style bahut pyara hai bhai thanks n keep it up
आप इतना मस्त बोलते है न की दिल खुश हो जाता है भईया ☺️☺️☺️
Bhai..ap real me urja bhar dete hai..ap ka video dekh ke Josh bhar jata hai..
सच मे आपकी वीडियो से बहुत मूवटिवेशनल मिलता है
सच मे भाई मे ज़ब भी अपना वेट लॉस करता हु तोह आपकी वीडियो का ही सहारा लेता हु
जो मुझे बहुत हौसला देती है
और मे अपना वेट बड़ी आसानी से एक महीने मे 4 से 5 kg तक लॉस कर लेता हु
Love you bro 🥰
कसम से आपका वीडियो देख के बहुत मोटिवेशन मिलता है भाई जी - भारतीय सेना का एक जवान 😊🙏
Mai v garhwal rifel ka ek jawan 😁❤️
@@shailunegi5862 b
Saare Jawan TH-cam me hi kyu milte hain.🌝🌝🌝
@@YourSqnType qki army k liye insta fb sb ban kiya hai😂😂😂😂
@@shailunegi5862 they are fake no one is a Jawan agr hai b to wo batate nhi
Very nice and straight forward excercise for all obese person..👍
wake up early
Run for 20 minutes at least
or walk for atleast 30 minutes
Do Exercise plank, climber and jumper
Avoid junk food first
Avoid High calorie foods ( oily, fatty )
Eat High protein foods
Drink Plenty of Water
Sleep at time
Maintain your sleep cycle
Stick to These routine
Good Tips 👍
Biscuit kurkure sab band ?
@@Commentreadingdepartment-fu4xf kurkure oily and fried things
@@abhinavbarnwal bhai kitne din me ptle ho Jayege is se
@@Commentreadingdepartment-fu4xfहओ😂
शाबाश बेटा,खुश रहो बच्चा, भाषा और भाषा शैली क्या कहने, बहुत अच्छे
आपकी वीडियो देखने के बाद मजा आ गया सर थैंक यू थैंक यू थैंक यू सो मच रियली बोलने का तरीका जो है आपका है ना दिल पर जा रहा है
Yaar bhai apki baton ne mera confidence bada dea bro mai bhi mooring se running start kr raha hu
raat ko dekh raha tha video(7:00)pm, raat mein hi bhagna shuru kr diya 🤣🤣
Bahut motivation hai aapki video main.
🤣🤣
Kam hua
Kuchh kam hua bhai 😂
@@sonurawat4472 Nahi😃😃
Abhi kuch farak parha
Super mere bhai aap ko dek ke to kasam se khud me ek himmat aa gaye
Bhai aapki sabhi video 100% working and usefule hoti hai 👍. aise hi video banate raho. ❤ hum daba ke like thokte hai aap ki video pe. 🎉🎉
Kasmse sir .main aapki bat manke ye exercise ki tho mere weight kam ho geya hai.seriously amazing ❤❤❤
Sach me bhai
Aapka baat sunkar hi energy a jata hai veri nice Santosh bhai
Zabardast ho bhai Aap 👍
Desi gym fitness
Zindabad❤❤❤
Op video bhi carry on never give up I am always with you and bhi ap ka bolna ka style bohot accha hai
Thanks Brother.. आपने बहुत simple way में exact चीज बता दी।
Super explanation😂🤣.Dil jeet liya👍.
आज पहली बार इतना अच्छा वीडियो देखा है इतना अच्छा मोटिवेशन आज पहली बार मिला
I love you Mere bhai... roz dekhta hu aapka video , zindagi me ek bar toh aapke sath milne aur ap jo bolo sala wahi exercise karna hai bhai 😄 best fitness coach ho aap , 😉 love from Balasore , Odisha 🥰🥰.... " " le phir aa gaye " "
Jai Jagannath Bhai🤓🕉️🙏
th-cam.com/video/xw-9G8sKRp4/w-d-xo.html
आपका वजन कम हुआ क्या
Best video for Lose belly fat, Thank you for this video,
APKI HAR VIDEO ME BOHUT MOTIVATION MILTA HAI SIR
th-cam.com/video/xw-9G8sKRp4/w-d-xo.html
एही चलते तो हम आपके फैन हो गए 🙏❤
किस किस का वेट 80 के ऊपर HAI 😅😅😅
92
94
82 hai
85
Bhai 77 height 5;8 inch
Mera 103.10 tha ab mera 100.8 he 7 day me Kam hua he mera
Or isi video me 7 day baad fr comment krunga mera kitna kam hua (LIKE KRDO)
Health is wealth 💪
Aapka wait loose karne ka tarika bahut badhiya hai, very nice super bawal macha Diya aapney so nice really good 😊👍👍😊
Thanku Bhai aapane jis tarike se samjhaya mujhe bahut achcha Laga thank u so Mach 😊😊
Santosh bhai you are doing a great👍 job i appreciate you
And lot of thanks🙏 for your workout🏋🚴💪 support
Sahi hai. Simple hai .. possible hai. 👌👍
Bhai ek dum sahi bole ho mene aapne jo bhi Bola wo sab such kiya bus walking and running 🏃♂️ 1 hrs karata hu 42 ki age me pet bhi Kam kiya aur 23 kg 4 mahine Kam kiya hai Sach me ye sab karne se results 100 💯 % milta hai
Bhai kaise kiya batana
Wow bhaiya asli motivation 😊😅
Bhai aapki video dekhkar alag hi energy milati hai
Right 💯👍Active important🏃 health is wealth 👍
Thenks uhh bhiyaa apkoo follow kiyaa 105 kg thaa ajj 55 kg hee love uhh bhaiya ❤
Multiple Unique languages used 😊 in this video.....osm...
hi santhosh bhai youtube me jithne be health issues hai workout sabko peecha choddiya masha allah greate thankyou sir aur aapka diet plan jabardast hai
🤨Nice Viedo for Changing your life🔥🔥
Mai roj 2km running karta hu aur kal se apki batai hui ye saari exercise krunga
Great sir
U confidence Is excellent
U english Is Excellent 😂
Maja Aa Gaya Fully Motivated Video❤❤❤❤😂😂😂😂😂😂
Mene Calories kam kar diya .....aur thoda bohut exercises bhi kar raha hoon time Milne par.....mera pet bohut Kam huwa hai pehle se.....
Maza aaya. Or yeh jo maza hain nah main har ek hindustani ko dena chahta hun… thankyou boss.
Very good advice and exercise brother
1 month fat loss 6 kg thanks sir 🙏❤❤❤😢😢😢
Bhai, thank you... good discipline and instruction.
Bhai your body/built is too good.
You are my favourite youtuber❤❤love you mere Bhai ❤️❤️
Bahut badhiya Bhai ❤️
Jabardast motivation 👌👌👌💪
Good video brother good job 👍👍👍👍👍
योग प्राणायाम संयमित वैदिक आहार
height 6 फ़ीट और weight 70 kg
last 15 years
❤❤
Love you Mitraa 😀❤️😀 very beautiful massage 🤘❤️ best of luck 👍 God bless you ❤️
Energy bahot zabatdast hai aapki,shukriya aapka❤️
Very nicely explained ❤
Kis kis ka Wight 70 kg hai wo bhi 5.7 hight par😅
80kg 5'5"
@@ssfire01legend ❤😂
70kg 5.4
Me 67kg
70kg height 5.6
Kis kis ka weight 75- 80 kg hai
85.5kg hai 😅
Mera weight 80-40 gram
Mera 75
110
Mera
Bhai aapka video bahut acha hai
बहुत बहुत धन्यवाद सर !
Very enjoyable anchoring.
Desi gym fitness 👑
मैं तो पागल हूं संतोष भाई की कोमेटरी का जोश भर देती है दिल से प्रणाम है भाई
What a explanation man❤️❤️❤️Bawal ekdum 🔥🔥
Kya bat h Bhaiyya Maja aa gya video dekh kr 🙏🏻❤🤞🏻
Great motivation sir
Very good sir aap ka video dekhkar sasura sari tensan door ho jati hai
Plz make a vid on how 2 lose overall leg fats 🙏🙏
Maine aj tak kisi ko coment nhi kiya apko kar reha hu sir bht achi legi meko vedio apki so nice sir
Good morning sir, very nice motivational video
Maa kasam bahute hi achha motivation video he
Thank you so much sir 😊❣️
Bhai daily 12000 se 13000 kadam chalta hu wo bhi subhah 6:30 se. Because mai swiggy instamart me job krta hu. Dedh saal se
Aag laga di bro ✌️❤️
Apke batane ka tarika bada majedar aor motivational h.
THANKS Bhai I will always follow you than Result is very good..🥰👍🏻
मजा आ गया भाई❤❤❤❤❤❤
Respect from pakistan 🇵🇰
Thanks sir 🙏 ☺️ji
Bawwal macha do....🔥🔥🔥
Don't stop....
Exercise motivational teacher 👌💐
Daily Plank...Kare...To
Abs ko Recover Hone Ka Time miltaa Hai !... Please Answer ❤️🧐
Yes
Apko mera Sadar Namaskar 🙏🙏,I am very inspired with you.
Great Presentation❤❤
Jabardast josh ke saath, bohot badiya bade bhai. Pranam
Bro, please make a video on how to reduce thigh fat !!
He already made it
Sachhi... Confidence mera bahot low ho gaya hain belly fat ke wakah se. Ek do saal se introvert bann gaya hoon iske wajah se. 😢
Niw i promise to myself belly fat kam karna hi hain
Thank u bhai ji aap ki ye useful advice ke liye.
You are very good trenar bro......
Sir aapki vibe💪🏻💪🏻😍
Thank you Brother 👍
फाड दिया भाई......... फुल्ल जोष......... दम है बंदे मे
Thanks a loat bro for this information 🙏
Wah kya batt hai bhai,,,,,,,Desi boy from heart 💓 love u veer
Thank you for your this advice😊
Ap ka video mila bhooth din ke baad ❤hum presan the
53 Hai weight hh 45 chahiye
8 kg loss krna hh
Agar aap apna wazan 53 kg se 45 kg tak kam karna chahte hain, toh yahaan kuch effective tips aur routine hai jo aapko madad kar sakta hai:
Nutrition (Khana)
1. Balanced Diet:
Breakfast: Oatmeal ya multigrain toast ke saath eggs ya fruits.
Lunch: Grilled chicken ya fish, saath mein mixed salad ya sabzi aur brown rice.
Dinner: Dal ya chana, sabzi, aur roti.
Snacks: Fruits, nuts (jaise almonds ya walnuts), aur low-fat yogurt.
2. Portion Control:
Choti choti plates ka istemal karein taaki aap zyada na khaayein.
3. Hydration:
Din bhar mein kam se kam 2-3 liter paani piyein. Yeh metabolism ko boost karne aur bhookh ko control karne mein madad karega.
4. Limit Sugar and Processed Foods:
Sugary drinks aur processed snacks se door rahein.
Exercise Routine
1. Cardio:
30-60 minutes cardio (running, cycling, swimming) hafte mein 5 baar.
2. Strength Training:
Hafte mein 2-3 baar strength training karein (weights uthana ya bodyweight exercises jaise push-ups, squats, lunges).
3. Yoga aur Stretching:
Yoga karna bhi stress kam karne aur flexibility badhane ke liye accha hai. Hafte mein 2 baar yoga karne ki koshish karein.
Lifestyle Changes
1. Adequate Sleep:
Raat ko 7-8 ghante ki achhi neend lein. Yeh metabolism aur overall health ke liye zaroori hai.
2. Regular Eating Schedule:
Din bhar mein choti-choti meals lein (3 main meals aur 2-3 healthy snacks).
3. Tracking Progress:
Apne wazan aur body measurements ko track karein. Isse aapko apne progress ka pata chalega.
Sample Weekly Routine
Monday:
Cardio (Running or Cycling)
Tuesday:
Strength Training (Full Body)
Wednesday:
Cardio (Swimming or Aerobics)
Thursday:
Rest day or Light Yoga
Friday:
Cardio (HIIT)
Saturday:
Strength Training (Upper Body)
Sunday:
Active Rest (Walking or Leisure activities)
Note:
Aap apne goal tak pahunchne mein patience rakhein aur body ke natural processes ko samjhein. Kisi bhi diet ya exercise plan shuru karne se pehle, apne doctor ya nutritionist se salah lena zaroori hai, khas taur par aapke age aur health conditions ko dhyan mein rakhte hue.
Ap bahut he achhi bhasha m samjhate ho. Sir ji kal se training shuru. Mission pet kum
Pet kam hua ...?? Plz experience share kare...😊
Thanks Sir Ji 🙏