Fzs V3... Currently i am go through from this problem.. Already run 7K+ kilometres.. This problem occur suddenly without any symptom.. When I keep my bike idle state and ignition off, after 5-10min. Problem automatically resolved.. I will definitely follow your opinion.. Searching for permanent solution !
Mera rear disc brake poora paddle dabab dene pe thoda sa lag raha hai Aur bohut heat ho gaya tha chalane aur front rear dono equally use karne ke baad. Is trick se heating issue jayega?
Bhaiya meri R15 v2 ki rear disk break ache se kam nhi kar rhi he ...chalti bike pr break maro to dhire dhire lagti he.... mistri bolra he master cylinder kit dalegi...kya kiya jai...?
@@Rider-uk18.prince Accha quality ka kit 300 Tak mil jata hai aap change karalo 2 - 3 years tak dekhna nahi padega. Sirf master cylinder hi change karne baki sub jo hai wahi rahane do
Iss trick se compression ajaye ga par brake jam ka problem ke lia brake assembly ko check karna hoge. Lubrication nahi rahega toh brake jam ho jata hai. Aap brake press karke check Karo ki pads tekh se in/out move ho rahe ki nahi. Pads tekh se move ho rahe hai toh, brake fluid ko change karke ke compression bana digiye brake perfect kaam karega.
Bhai maine new Yezdi Roadster li hai, rear brake se noise aa rahi h and tyre pakad raha h brake, bahut zor ki noise aa rahi h chalte waqt bhi. Showroom 3 bar visit kar chuka hu, bilkul new bike hai aur ye dikkat aa rahi h. Unhone bola ki brakes change kia h.Please suggest a solution...🙏
Hamare naya Jupiter ka bhi same problem tha showroom wale tekh nahi kiya hum ne brake fluid pura drain out karke change karaya tab problem tekh hua. Actually compression zada ban raha tha toh pistons brake ko pakad kar rakh rahe te. Brake fluid change kiya toh compression sahi ho gaya. Mene fluid kharid ke diya toh showroom wale change kiya. Aap fluid ki accha se drain out karke naya fluid dalwale problem slove ho jayega.
Bhaiya mere fzs bike ka rear brake kam nahi kar raha hai.... Service me check kravaya to bol rahe brake kit dalna padega kharab ho gaya hai jiska 5500 price bta rahe h... Koi solution hai to btayega
Brake kit repair hota par service centre Wale kabhi koi kharab parts ko repair nahi karte. Kyuki parts change karne se unko kamai hota hai. Iselia accha local mechanic ko contact kare.
Front brake mein to Aisa problem Nehi ho raha hai....rear disc brake mein hi kyu Aa raha hai problem ...My bike Tvs Apache 160 4v special Edition...please sir reply
Dekhiye a cheez common hai kyu ki hum front se zada rear brake use karte hai, iselia rear brake ka zada maintenance lagta hai. Phele aap brakes shoes check kare sahi hai, toh brake mechanism check kare wo bhi sahi hai toh brake oil change kare. Bahut simple hai aap khud kar sakte hai agar aap ke pass tools hai toh. Oil change karne ke baad iss video me Jo technique bataya hu usay aap brake tight kar sakte hai. Thanks
Brake fluid degrade hone par aisa hota hai. Brake fluid change kare a problem solve ho jata hai. Hamay 1.5 to 2 years me fluid badal lena chahiye. Aksar hum bhool jate hai jiske way se brakes me Tara Tara ke problems anay lagte hai.
@@Katore-qv8ce Braking ke time pads aur roter thoda garam hote hai. Lekin zada garam ho raha hai toh pads ya calipers jam ho gaye hai ya disc roter sahi se aligned nahi hai ya band ho gaya hoga. Agar brake oil purana ho gaya toh tabhi Aisa hot hai.
Fzs V3...
Currently i am go through from this problem.. Already run 7K+ kilometres..
This problem occur suddenly without any symptom..
When I keep my bike idle state and ignition off, after 5-10min. Problem automatically resolved..
I will definitely follow your opinion.. Searching for permanent solution !
Same problem bro
Can you explain me some solutions
Mera rear disc brake poora paddle dabab dene pe thoda sa lag raha hai
Aur bohut heat ho gaya tha chalane aur front rear dono equally use karne ke baad.
Is trick se heating issue jayega?
Same problem bro
Iss video se solve hua kya
Kaunsa bike bro?
Thanks buddy, great tip.
Thank you brother ❤❤❤
Break pad k pas Jo tube cap hota hai use khol k Bandhna hai ya phir close kar k
Usay mat kholiye, close karke hi bandhna hai
Maine brake shoe pad change karaye tb se ye problem aa rhi, abhi baandh k chhoda ha, rassi k saath, hopefully theek ho jaaye, same bike fz-s
Haa bhai mera bhi break pads change krne ke baad yeh problem aa rha hai
@@bikibarman4461bhai sahi hua kya, meri mt15 me brake pad change ke bad ho jayega ha hai, btao?
@@anshuaryan5988 haa bhai kuch din baad apne aap thik ho gya
Bro morning me break oil drain hua hya apaka mera to khali hogaya .
Verry nice job bhai yese hi trik laya karo taki logo ka fizul Paisa na jaye, agency wale edhar udhar karke 600,700 ka bill bana dete hai. Etne ka hi.
Bhaiya meri R15 v2 ki rear disk break ache se kam nhi kar rhi he ...chalti bike pr break maro to dhire dhire lagti he.... mistri bolra he master cylinder kit dalegi...kya kiya jai...?
@@Rider-uk18.prince Accha quality ka kit 300 Tak mil jata hai aap change karalo 2 - 3 years tak dekhna nahi padega. Sirf master cylinder hi change karne baki sub jo hai wahi rahane do
@@superguides ok thanks
Bhai mai toh bohot pareshan hogaya ye problem se. Aj video dekha mai. Let me try and I will update it
Is your problem solved????
Front disc brake jo ABS ke साथ आता हैं... उसमे भी क्या ये टेकनिक काम करेगा?
Yes karega
Well done bro
Front break me bhi ho jyega kya ??
Yes front brake me bhi hoga
Bhai Honda hornet Ho jai ga
@@babubhai2800 Haa hoga
Rear break jammed ho raha hai aur compression nahi aa raha hai iss trick ko use krne se problem solve hogi?
Iss trick se compression ajaye ga par brake jam ka problem ke lia brake assembly ko check karna hoge. Lubrication nahi rahega toh brake jam ho jata hai. Aap brake press karke check Karo ki pads tekh se in/out move ho rahe ki nahi. Pads tekh se move ho rahe hai toh, brake fluid ko change karke ke compression bana digiye brake perfect kaam karega.
Iss idea se front wala ABS ka v problem solve ho jayega kya ?
Yes front wala brake ka b problem solve ho jayega. Thanks for your comment
Mere fz v3 me bhi yhi problem hai
Bhai maine new Yezdi Roadster li hai, rear brake se noise aa rahi h and tyre pakad raha h brake, bahut zor ki noise aa rahi h chalte waqt bhi. Showroom 3 bar visit kar chuka hu, bilkul new bike hai aur ye dikkat aa rahi h. Unhone bola ki brakes change kia h.Please suggest a solution...🙏
Hamare naya Jupiter ka bhi same problem tha showroom wale tekh nahi kiya hum ne brake fluid pura drain out karke change karaya tab problem tekh hua. Actually compression zada ban raha tha toh pistons brake ko pakad kar rakh rahe te. Brake fluid change kiya toh compression sahi ho gaya. Mene fluid kharid ke diya toh showroom wale change kiya. Aap fluid ki accha se drain out karke naya fluid dalwale problem slove ho jayega.
Bhaiya mere fzs bike ka rear brake kam nahi kar raha hai.... Service me check kravaya to bol rahe brake kit dalna padega kharab ho gaya hai jiska 5500 price bta rahe h... Koi solution hai to btayega
Brake kit repair hota par service centre Wale kabhi koi kharab parts ko repair nahi karte. Kyuki parts change karne se unko kamai hota hai. Iselia accha local mechanic ko contact kare.
Bhai apun bhi bohat pareshan hu aj karunga try jarur
Apka problem solve ho gya hai kiya?? Mera bhi same problem hai.
Let's try this
Front brake mein to Aisa problem Nehi ho raha hai....rear disc brake mein hi kyu Aa raha hai problem ...My bike Tvs Apache 160 4v special Edition...please sir reply
Brake fluid change kare aur check kare master cylinder me air toh nahi ja raha hai. Brake system me air chale Jane se a problem hota hai.
Wah gjb
Kya aa ns 200 me kam karega
Bhai mene try Kiya tha apni fz mai uski break thodi der m lgti h or disc se awaj bhi aati h
Same mero vi yahi problem hey
Sir mere pass pulsar220f h rear brake m problem h jaise front k brake lagte h waise rear k ni lagte kyu
Dekhiye a cheez common hai kyu ki hum front se zada rear brake use karte hai, iselia rear brake ka zada maintenance lagta hai. Phele aap brakes shoes check kare sahi hai, toh brake mechanism check kare wo bhi sahi hai toh brake oil change kare. Bahut simple hai aap khud kar sakte hai agar aap ke pass tools hai toh. Oil change karne ke baad iss video me Jo technique bataya hu usay aap brake tight kar sakte hai. Thanks
Bro r15 v2 it's working
I will try with my Honda hornet waiting for results
Its working?
I am also have hornet same problem
@@maideen_md aj raat try kroonga and ho sake toh video bhi shoot krunga..
Not working 😔
@@Arvlogs7400hello brother koi or solution mila hornet ke liye
Sir break chipke to nahi na
Brakes chipkengay nahi, braking system me Jo air bubbles hote hai wo nikal jate hai. Aap ke gadi ke brakes me kya problem ho raha hai ?
Front brake ka?
Front brake pe bhi a technique karega. Actually mera back brake sahi se kaam nahi kar rahata toh me back brake ke karke bataya.
agar baar baar air ki problem aa rhi ho to kya karna chahiye
Brake fluid degrade hone par aisa hota hai. Brake fluid change kare a problem solve ho jata hai. Hamay 1.5 to 2 years me fluid badal lena chahiye. Aksar hum bhool jate hai jiske way se brakes me Tara Tara ke problems anay lagte hai.
Waaah.... Waaaah
Kaam nahi kar raha mera wala
Rs200 ma work karega kya
Yes, Sabi Bikes aur Disc brake Wale scooter me bhi kaam karega
Thanks
Kya apki rs 200 me aa nuska kam aaya bhai
Garam kiu ho raha hee
Dis pad garam ho raha hee
@@Katore-qv8ce Braking ke time pads aur roter thoda garam hote hai. Lekin zada garam ho raha hai toh pads ya calipers jam ho gaye hai ya disc roter sahi se aligned nahi hai ya band ho gaya hoga. Agar brake oil purana ho gaya toh tabhi Aisa hot hai.
@superguides kam garam hota hee
Servicing kiya he mene 24 October ko