bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.@@pkchauhan
Bro muzhe plan change krna hai kaisa hoga muzhe 4 month ka plan de diya hai jise 6 month ka krna app se try kiya but paise cut gye per change nhi huva plan help kro btao kaisa hoga change 6month ke 3000vale me
Bhai mera airtel airfiber se jab bhi internet main kuch browse karta hoon toh West Bengal ka location aata hain aur content bhi west bengal (bengali) main aata hain. Aur youtube par bhi contet jyada bengali hi aata hain. Own mobile data se browse karta hoon toh ye problem nahi hain. Kya karu bhai.
Change your device/router dns. Dono me hi option hota he.. Just search in google how to stop ads in jio airfiber same process kar lo airtel me possible he correct ho jyga.
Bahut badhiya useful information
Thanks bro ❤❤
Maine airtel customer care mai call kya tha unhone bola future mai update ayega calling ka
Hello bro! Can you please check it with the ethernet port provided in airtel xstream set top box? Just curious.
bhayia airtel airfiber me dusra router chala ke dekhiye chalta hai ki nhi
IP phone try karna, grandstream ya Cisco me work karega
bhai lan me se speed slow ata hai but wifi se exact plan jaisa speed rehta hai tumhra lan se kitna speed ata hai
Kitne meeter lan connect kiye ho
10 mbps ka Lan port hai
bhai aap airtel ke airfiber ko sirf achhe 4G network me check kr ke dikhao. Because mujhe airtel ka lgwana hai but mere chhat pe 5G network nhi aata 10 mtr. aage kisi aur ke chhat pe aata hai. 4G network achha hai so mujhe lgwana chahiye ya nhi. Jio ka 5G network aata hai. Airtel ka banda mere spot pe aakar bol gya ki aapka spot 5G tower ke 1400 mtr. pe hai & hum airfiber 500 mtr. ke andar hi lagate hai.@@pkchauhan
Bhai Mobile ko calling nhi aati kya ??? Matlb landline hi lagega kya ya mobile pe bhi hoga unlimited call
Chalu hai airtel ke 799 plan dekh lena
Bhai landline cordless phone with wifi support me airfiber se landline phone ko wifi se connect krke landline phone se calling use kr skte hain kya?
Bhai airtel airfiber pe kon sa ups lagana chahiye
If I move to another state it will work properly in roaming? or I have to inform or pay to airtel for roamimg?
Mera Air fiber Hai village Mai bhi Sahi Chal Raha Hai 40mbps h
Bro muzhe plan change krna hai kaisa hoga muzhe 4 month ka plan de diya hai jise 6 month ka krna app se try kiya but paise cut gye per change nhi huva plan help kro btao kaisa hoga change 6month ke 3000vale me
Jio join jesa app isme nhi hai kiya ?
Use IP baed landline phone it definitely work.
Landline phone price please
How to change Airtel fiber plan duration 4 month to 6 months
Im using air fiber on 4g network.. without any issue
Speed kitni aati hai Bhai downloding and uploading
@engineer_abhi.98 40 mbps download and around 20 to 30 mbps upload
Same. There's no 5G network in my area, im using on 4G. Speed is also good. 40nbps. Download upto 45Mbps and Upload speed around 30Mbps
Jio mein calling already hai
Bhai mera airtel airfiber se jab bhi internet main kuch browse karta hoon toh West Bengal ka location aata hain aur content bhi west bengal (bengali) main aata hain. Aur youtube par bhi contet jyada bengali hi aata hain. Own mobile data se browse karta hoon toh ye problem nahi hain. Kya karu bhai.
Change your device/router dns. Dono me hi option hota he..
Just search in google how to stop ads in jio airfiber same process kar lo airtel me possible he correct ho jyga.
Bhai yh port se jio me connect krke check lro
Okey bro
Kaam nahi karta bhai
Farji