@@abhaygiri4086 Yadi aapki prathmikta fm hai to donon mein se koi ek le len..yadi mw aur sw bhi achchhi chahiye to aap D-219 ke sath jaa sakte hain...👍
Sir plz sw aur mw ki bhi compare test kijiyega kyu ke mein jaha rehta hu waha fm nahi ata sirf 2 hi fm stations hi ate hai aur mein yeh D220 lena soch raha hu,mere pass D219 hai
@@nitinredkar6670 Ok sw aur mw comparison bhi aa jaayega... Parantu MW aur SW ke liye aap d-220 kyun lena chahte hain ..jab you have d-219 already..D-219 sw aur mw ke liye apne aap mein ek strong radio hai . No need to buy d-220.
@@nitinredkar6670 Maine all ready sw aur mw comparison ka video banaya hua hai..unhen is video ke description mein daal diya abhi..wahan se aap dekh sakte hain... But Mere anusar d219 is better on SW and mw...
@@nitinredkar6670 D219 is the best for sw & mw ...... Haan DSP chip based radio, battery jyada suck karte hain.. so use rechargeable batteries on it...or with any DSP based radio...
Ultimate comparison. Issey behtar nahi ho sakta. Lekin lagta hai ki apka d219 mein koi issue hai. Main dono use kar raha hoon. D219 indoors mein reception d220 se behtar hai. Koi khar khar awaz nahi hai. Outdoor mein dono same hai. D220 ki sound mein bass thoda zyada hai. Return period hai toh change kar lijiye.
Sir mera D219 main haath rakhne se reception accha hota hai bohot but hatane se thora reception weak ho jata hai kya karna chaiye sir thora guide kijiye😢😢
@@sourav6770 Don't worry my dear,,,aapke area me radio signal ka strength weak hai . Radio mein koi problem nahin hai. Bas iske antenna ki lambai badhani hogi...ya to ek 4 mm ka electric wire lijiye..iske ek sire ko chhilkar coper wire open kar lijiye..umeth dijiye ki khule nahin..ab ise antenna ke ek sire se spring ki tarah lapet dijiye..dusre sire ko uper kahin uunchi jagah nail se bandh dijiye... Dusra upaay ki ek hard copper wire(yadi mile to, nahin to kapre sukhane Wale wire ) ko le kar special modified fm antenna bana kar antenna ki lambai kam se kam 30 inch kar den... Hope ki problem samapt ho jaayega. Radio ke sthan ko badal badal kar dekhen. Har station ke signal alag dishaon se aate hain..Jahan behtar signal mile radio wahan rakh kar bajayen..
Best comparison between d220 & d219 radios.detailed and honest review.🎉🌟🌟👍👍
Thanks! 👍
Me b lene ki soch raha hu 219 ko
@@Filmycinema02 d 219 ek achchha radio hai...👍
@@anandgoswami3055 ji
Halka ki phone me radio ha par is me jada maja ha
@@Filmycinema02
Bilkul Radio par hi Radio ka aanand aata haim
भाई जी, मैने D 220 रेडियो लिया था। पर यह सैल बहुत जल्दी खत्म हो जाते है । 15 दिन ही चलते है।
@@ChamanLal-hu6tk Jee bilkul sahi kaha aapne...
Rechargeable battery ek option hai...
Dusra option hai Duracell ka ULTRA ALKALINE BATTERIES.
Sabse achha kon h dono me
@@abhaygiri4086
Yadi aapki prathmikta fm hai to donon mein se koi ek le len..yadi mw aur sw bhi achchhi chahiye to aap D-219 ke sath jaa sakte hain...👍
Sir plz sw aur mw ki bhi compare test kijiyega kyu ke mein jaha rehta hu waha fm nahi ata sirf 2 hi fm stations hi ate hai aur mein yeh D220 lena soch raha hu,mere pass D219 hai
@@nitinredkar6670
Ok sw aur mw comparison bhi aa jaayega...
Parantu MW aur SW ke liye aap d-220 kyun lena chahte hain ..jab you have d-219 already..D-219 sw aur mw ke liye apne aap mein ek strong radio hai .
No need to buy d-220.
Uska reception shayad isse jyada ho isliye soch raha tha ke D220 lene
@@nitinredkar6670
Maine all ready sw aur mw comparison ka video banaya hua hai..unhen is video ke description mein daal diya abhi..wahan se aap dekh sakte hain...
But Mere anusar d219 is better on SW and mw...
@@anandgoswami3055 ok sir thanks 😊
@@nitinredkar6670
D219 is the best for sw & mw
...... Haan DSP chip based radio, battery jyada suck karte hain.. so use rechargeable batteries on it...or with any DSP based radio...
Aapke pas defective radio d 219 hai
@@hagripadri5563
Achchha 😲...but kaise,..medium evam short waves to bahut achchhe hain iske ....
Ultimate comparison. Issey behtar nahi ho sakta. Lekin lagta hai ki apka d219 mein koi issue hai. Main dono use kar raha hoon. D219 indoors mein reception d220 se behtar hai. Koi khar khar awaz nahi hai. Outdoor mein dono same hai. D220 ki sound mein bass thoda zyada hai. Return period hai toh change kar lijiye.
@@rd6318
THANK YOU 😊 🙏
oh....but return window is closed now... 😭
@@rd6318 Ye Xhdata wale...ab kya bolun main inko....
Xhdata se direct contact kijiye. Boliye ki aap unke products ko promote karte hain. Itna toh aapka hak banta hai.
@@rd6318
Jee koshish karunga.. thank you 😊
Sir mera D219 main haath rakhne se reception accha hota hai bohot but hatane se thora reception weak ho jata hai kya karna chaiye sir thora guide kijiye😢😢
@@sourav6770 Don't worry my dear,,,aapke area me radio signal ka strength weak hai . Radio mein koi problem nahin hai.
Bas iske antenna ki lambai badhani hogi...ya to ek 4 mm ka electric wire lijiye..iske ek sire ko chhilkar coper wire open kar lijiye..umeth dijiye ki khule nahin..ab ise antenna ke ek sire se spring ki tarah lapet dijiye..dusre sire ko uper kahin uunchi jagah nail se bandh dijiye...
Dusra upaay ki ek hard copper wire(yadi mile to, nahin to kapre sukhane Wale wire ) ko le kar special modified fm antenna bana kar antenna ki lambai kam se kam 30 inch kar den...
Hope ki problem samapt ho jaayega.
Radio ke sthan ko badal badal kar dekhen. Har station ke signal alag dishaon se aate hain..Jahan behtar signal mile radio wahan rakh kar bajayen..
@@anandgoswami3055 thank you sir video aa raha hai na sir eagerly waiting for your videos
@@sourav6770
Abhi usi video ke editing par work kar raha hoon.. video jaroor aayega .👍
@@sourav6770 Video upload kar diya hai maine..😊👍🚩📻🚩
@@anandgoswami3055 thank you sir very much 🙏🙏🙏🙏🙏