One my cousin own skoda slavia 1.0 tsi mt in starting he was getting the same fuel economy but after few month when we go on a road trip and cruise on 90-100 it gives almost 20 kmpl which i think is the a very good according to car.
Nai bhai koi mode nai hai. Turbo kick hote hi iske ghode khul jate hai.offer bhai aap apne nearest dealership pe pata kar lo. Cash me loge toh kafi off kar dete hai
Bhai mh abhi sonet 1.2 na use kr rha hu . And new car leni h personal use ke liya. Sonet pata ko deduga . So wanted to know virtus gt line manual bdiya rhega, top line manual yh verna sx manual .. konsa lena chahiya. I live in Punjab kharar . Roads are little rough and a lot of traffic. Please help
AGAR AAP KA BUDGET ACHA HAI TO 1.5 TSI LENA KYO KI ISME 4 PISTON HAI & HIGHWAY PAR CRUIZE KARKE TIME 2PISTON DEACTIVATE HO JATE HAI & AVERAGE BHI ACHI AATI HAI.1.0 ME 3 PISTON HAI YEH CAR TURBO ENGINE HAI CITY DRIVE KE LIYE NAHI HAI. AGAR HIGWAY PAR JYADA DRIVE KARTE HO TO HI LENE CITY KE LIYE NAHI
ISME 2 ENGINE OPTION HAI 1.0 TSI & 1.05 TSI 1.0 BHI AAP KO BAKI CARS KE 1500 CC ENGINE SE JYADA PICKUP & POWER DETA HAI KYO KI ISME TURBO HAI. 1750 RPM KE BAAD TURBO KICK IN KARTA HAI & POWER & PICK UP DOUBLE HO JAATA HAI IS CAR ME SABSE BEST ABS & ESP HAI JIS SE 100+ SPEED PAR BHI CAR KA CONTROL COENERS PAR BEST HAI. AGAR AAP KO BUDGET KI TENSION NAHI HAI TO 1.5 HI LENA. 1.5 ME 4 PISTON HAI AUR 2 CYLENDRER DEACTIVATION FEATURE HAI ISKA MATLAB HAI KI JAB CAR KO CRUISE KARNA HO ( EXTRA POWER YA PICKUP KI JARRORAT NAHI HAI) TAB ISKE 2 PISTON DEACTIVATE HO JATE HAI & AVERAGE INCREASE HO JAATI HAI. KABI BHI OVERTAKE KARNE KE LIYE DOWN GEAR NAHI KARNE PARTA SIRF 1750 RPM KE UPPER JAANA HO HAI CAR KE PICK UP DOUBLE HO JAATA HAI.
With 5 persons and AC, this is excellent economy. See the power and performance of engine also. ❤
Yes
@@DetectiveMotobhai 5 log comfortable baith sakte hai kya ?
4ADULTS HI COMFORTABLE HAI KYO KI DOORS KI WITH JYADA HAI (5 STAR RATING) KE KARAN
Recommend to use 95 octane petrol with all VW/Skoda grp cars...
One my cousin own skoda slavia 1.0 tsi mt in starting he was getting the same fuel economy but after few month when we go on a road trip and cruise on 90-100 it gives almost 20 kmpl which i think is the a very good according to car.
Is there any sports mode in it????? Aur gt line mein kitna offer mila ?????
Nai bhai koi mode nai hai. Turbo kick hote hi iske ghode khul jate hai.offer bhai aap apne nearest dealership pe pata kar lo. Cash me loge toh kafi off kar dete hai
Bhai mh abhi sonet 1.2 na use kr rha hu . And new car leni h personal use ke liya. Sonet pata ko deduga .
So wanted to know virtus gt line manual bdiya rhega, top line manual yh verna sx manual .. konsa lena chahiya. I live in Punjab kharar . Roads are little rough and a lot of traffic. Please help
Go with Virtus GTline
AC ka performance batao
Mast hai bro. automatic climate control milta hai. Cooling achi hai
@@DetectiveMoto thank you brother... and nice videos.
Bhai on road kitna ka pada ,and aapne wo 4 saal vala service pack liya ya nhi, pls reply
15 lac on road with BH number or service pack nai liya
12,50,000/ASE MODEL LIYA. IS TIME YEAR END HAI AAP BARGAIN KARE TO HO SAKTA 11 SE 12 TAK MIL JAE. CAR LETE TIME SELTOS/BREEZA KI TAREF KARNI HAI
AGAR AAP KA BUDGET ACHA HAI TO 1.5 TSI LENA KYO KI ISME 4 PISTON HAI & HIGHWAY PAR CRUIZE KARKE TIME 2PISTON DEACTIVATE HO JATE HAI & AVERAGE BHI ACHI AATI HAI.1.0 ME 3 PISTON HAI YEH CAR TURBO ENGINE HAI CITY DRIVE KE LIYE NAHI HAI. AGAR HIGWAY PAR JYADA DRIVE KARTE HO TO HI LENE CITY KE LIYE NAHI
I have also same model almost 1 yr 1.0 tsi use 95 or extra premium fuel in fuel lead also written check it bro
Speed kya maintain ki thi trip k dauran bhai jo 15 ki mileage mili
80-90
Any discount after on road price? Please tell me my family is considering virtus next year
Cash discount, dealership discount, if u are corporate employee. Toh apko corporate discount. V mil jaiyega.
Plz visit dealership
I want to know that 1.0 gt line comes in black colour
Sorry to say, but no. No deep pearl black colour available with gtline
Grey colour aata hai. Almost black hi lagta hai. Jo ki aap video me dekh rahe
Manual??
Han
Bhai mai bhi gt line soch raha hu silver color mai, sirf AC ki effectiveness pe shak hai. Kya aap bata sakte hai k AC ki performance kaisi hai?
AC is quite good
Ac acha hai bhai koi problem nai hogi
On road price?
16.2 lac
@@DetectiveMotokoi discount nahi mila
Does GT line comes in black ?
No
Nice video. Whats the onroad price?
Brother onroad 16.2 lac plz visit nearby dealership for correct pricing
@@DetectiveMotowhich city bro?
engine power daikhni h
ISME 2 ENGINE OPTION HAI 1.0 TSI & 1.05 TSI 1.0 BHI AAP KO BAKI CARS KE 1500 CC ENGINE SE JYADA PICKUP & POWER DETA HAI KYO KI ISME TURBO HAI. 1750 RPM KE BAAD TURBO KICK IN KARTA HAI & POWER & PICK UP DOUBLE HO JAATA HAI IS CAR ME SABSE BEST ABS & ESP HAI JIS SE 100+ SPEED PAR BHI CAR KA CONTROL COENERS PAR BEST HAI. AGAR AAP KO BUDGET KI TENSION NAHI HAI TO 1.5 HI LENA. 1.5 ME 4 PISTON HAI AUR 2 CYLENDRER DEACTIVATION FEATURE HAI ISKA MATLAB HAI KI JAB CAR KO CRUISE KARNA HO ( EXTRA POWER YA PICKUP KI JARRORAT NAHI HAI) TAB ISKE 2 PISTON DEACTIVATE HO JATE HAI & AVERAGE INCREASE HO JAATI HAI. KABI BHI OVERTAKE KARNE KE LIYE DOWN GEAR NAHI KARNE PARTA SIRF 1750 RPM KE UPPER JAANA HO HAI CAR KE PICK UP DOUBLE HO JAATA HAI.
Metallic grey colour hai bhaiya
Bhai 5 log comfortable baith sakte hai kya ??
Nai bhai piche 2 adult 1 chota bacha.
It’s not black it’s grey colour
Yes it’s not black
It's not grey it's steel grey
1.5 v 15 + nikalta he
Han
too expensive fuel cost
Haan ye gaadi thode ameer logon ke liye hai. Mei kal jaa rha hu delivery ke liye
@@g0dfree291😂😂😂😂
Great bro congratulations
@@DetectiveMotoThank you! Nice video, keep uploading!
Chapri, teel nahi petrol bolte hain
@@vibhorkala5144 hahahaha na bhai teel hi hota hai.
@@DetectiveMoto kaafi pade likhe hoo yaar tum toh. Boll naa har baar teel aur phir woh puchega diesel ya petrol lol
भाई 4 सिलेंडर वाली ज्यादा माइलेज देती है।।।क्युकी उसको 2 सिलेंडर पे भी चला सकते हैं।।जरूरत के हिसाब से।।इसमें तीनों एक्टिव रहते हैं
Ji