Sir agar MCB YA Contactor kisi ak line ka pass nehi karaga yani faulty hogaya tab bhi SPPR Contactor ko on kardayga tab compressor 2 phase par chalga noice our Vibration kay saat is ka solution kaisay karangay ?
Agar Sppr se connection Kiya hua hai to Phase me kuch bhi fault hota hai ya reverse phase hota hai to sppr phase cut kar dega jisse contactor opret nahi hoga aur compressor on nhi ho ga .
Bhai isliye bolata Hun ki video ko Puri dekha Karen... Aapane Shayad video ko pura nahin dekha Maine usmein temperature controller ki wiring nahin bataiye balki Maine usmein sppr yani single phase prevental ki wiring ke bare mein baat kari hai .. agar Main temperature controller ki puri wiring batata to video bahut lambi Ho jati..
It's very helpful good job sir 🤗🤗
Thanks 😊
Thank u so much sir good knowledge ko lagi
Bahut sundar sir ji good information ❤❤❤
Baki video helpful hai aap ki 👍
Helpful video bade Bhai
New subscribe ho mein aap Ka kafi logo ki video Dekhi pr aap jis detail mein smjhate hai wo kafi Accha aur helpful lga
Bahut Shukriya bhai.. Meri video ko Jada se jada apne group me share karen..bas aap logon ka aise hi Payar chahiye.😊
Very good sir❤❤❤❤
Superb explain Bhai
Good information
Sir Apne video bahot Achi banai h
Iski ek video paracticaly banaiye sir Jo bahot helpfull rahegi
Ok
Information good 👍👍👍👍
But display righting very bad
Well done good Job Allah bless you
Shukriya bhai
Nice bhut achha se btaya ji sir
Thanks
Nice video
VPS D1 minilec phase failure relay digram full video upload bhai
Inshallah
@@KoolStarTech masaallah
Thank u sir 🤗
Khub Sam a ya
Nice explain
Video pe lyrics nhi lagna tha sir aap ko is wajah se diagram nhi dikh rha h sahi se aap ka
Air dryer machine ke sab zero miter ka demo please
Sir OLR out put me lagana chahie spp
Bina display ke operate kaise karna hai
Bina display ke LP HP par connection dena hai
Air dryer ka miter ki detail dalen please
Cold storage maintance me kya karte hai
Oil starter 3 phase me sppr ka video waring
send karo
Air dryer ki sabji m ki detail delay please
But sir induction motor par sppr off nahi hoo raha hai kya problem hoo sakte hai plz feedback kare.
Oil starter 3 phase ka single phase preventer waring sand kary
Boss cold storage calculation farmula size and temp please
mcb use nakarke run karenge to ky hoga sir
Kahin se bhi kar sakte hain koi dikkat nahin
Hp Lp switch ka upyog kaise kare
Sir agar MCB YA Contactor kisi ak line ka pass nehi karaga yani faulty hogaya tab bhi SPPR Contactor ko on kardayga tab compressor 2 phase par chalga noice our Vibration kay saat is ka solution kaisay karangay ?
Agar Sppr se connection Kiya hua hai to Phase me kuch bhi fault hota hai ya reverse phase hota hai to sppr phase cut kar dega jisse contactor opret nahi hoga aur compressor on nhi ho ga .
L, p H, p and Sppr ka connection braise sir
sir comn pe suply hi nhi diye to NO se out kaise hoga
Bhai isliye bolata Hun ki video ko Puri dekha Karen... Aapane Shayad video ko pura nahin dekha Maine usmein temperature controller ki wiring nahin bataiye balki Maine usmein sppr yani single phase prevental ki wiring ke bare mein baat kari hai .. agar Main temperature controller ki puri wiring batata to video bahut lambi Ho jati..
Sppr And scanner Me difference Kya Hota h Sir ?
Kuch nahi
@@KoolStarTech thank you sir
Panch number ke bare mein kya Dena bhej dena hai
Thri fej sppr varigdekhay
Sir whatsup no
Extremely helpless explaination, very bad
People like you were lacking.