سبحان اللہ 😊 بہترین معیار ہے جو بھی کچھ سر کہہ رہے ہیں ،،وہ میری زندگی بیان کر رہے ہیں سبحان اللہ ،، میں حیران رہ گئی ہوں ،، الحمدللہ جو بھی ہوا وہ اللہ کے حکم سے ہوا،، کوئی کبھی شکایت نہیں رہی اللہ تعالیٰ سے،، بہت وسوسے آئے ،، بہت تشدد والے حالات میں اللہ تعالیٰ نے ہمیشہ اپنی مدد میرے ساتھ رکھی،، میرے پاس الفاظ نہیں ہیں اپنے رب کا شکر ادا کرنے کیلئے ،، یہ ویڈیو ماشاءاللہ بہت اعلیٰ ہے 😊 بہت بہت شکریہ 😊 بہت سی دعائیں آپ کیلئے ❤
نا صر افتخار کے الفاظ میں اللّٰہ تعالیٰ نے تاثیر رکھی ہے ۔ لوگ سنتے ہیں اور وقت گزرنے کا پتہ ہی نہیں لگتا ۔ اللّٰہ رب العزت انہیں دنیا اور آخرت کی سلامتی عطا کرے آمین ❤
Ma sha Allah booht khubsurt boht hi pyare batain ❤❤ Jab Allah ki pehchan ho jati ha tab tasbeeh hath main nhi ati Balkay har lamha har sanse Allah ki tasbeeh ban k humain zikar ka lutf or ahsas krwati ha k wahi hamara Rabb ha ❤
Omg shukr Alhumdulillah ki mai is podcast pe ayi,ufff Allah mre sare doubts clear hogye bs Allah kare mai is par puri trh se amal kru..bht sahi chze btayi h ..acha bhala ALLAH k rste pe xhlre hote aur achnk se esi chz hoti h jo unexpcted ..now i undrstnd ki shaitan hazam nhi kr skta hmri..Allah kmse qareebi aur hm bhk jte ..bs ab ise sunne k bd hmra imaan pukhta ojye😢
Best of best part of podcast مفردون ❤ what a reality based acknowledgment of this journey How to keep ourselves firmly held in the way of Allah Subahno Talah Sach me ye bnda Nasir Iftikhar خود سے خدا تک pohnchane k bht acha guide kr rahe hn Allah Talah ap dono ko Apne Hifzomane me rakhe jis bahtreen tareeke se Nasir Iftikhar se btaya r Yasir janjua ne by parts poori podcast ko hmare Sath bullet points k Sath share kia Jazakumulahukher
I personally spoke to Nasir once he is such a gentle man and tasbeehat he told me to read changed my psychological state into a v peaceful Alkhamdulillah Allah bless Nasir iftikhar in this world and here after
Not really, these are his personal views based on his spiritual experience. Other people have had similar, but also different and more far-reaching spiritual experiences and impressions. His dogged insistence on his understanding as the final word is in no way justified. He has no academic degree in spirituality, i.e. he has no academically verified knowledge. He has not even mentioned any spiritual scripture or standard book to underpin his claims.
Assalamualaikom, Yasir sahib aap jinka interview karrahe hein wo logo ki bohot ikhlas k sath Allah Pak k raste par chalne k lie bulata hai, his words R effective and beautiful.
Nasir bhai aap ki bato say meri life change ho gai hai concepts change ho gay have learned so much and love to listen you stay blessed and keep talking about Allah 🎉🎉❤❤
Sir Nasir iftikhaar plz apni videos ka silsila band ni kriay ga. Icko continue rakhen. Men apny mulk sy boht dure Hun, apki videos men Mjy Meri zindge ki most troubling queries k jawab milty hen.... Ap ni janty k ap aj kal k Muslims k ley boht bari favour ker rahy hen.Allah apko behtareen ajar ata frmaey.ameen Hats off to u
Sir Nasir Iftikhar k sath waqat ka pta hi nhi chalta woh itna khubsurat bolty hain masha Allah aur her bat ko boht depth k sath samjhaty hain with ordinary examples Allah kareem un k ilam amal aur umar ma barkat atta karain ameeen
Yasir bhai, Pl call him as frequently as possible, May be once a month at least but this man must b called regularly; he is inspiring millions and there a answers for thousands in these podcasts Fi sabi lillah
Kia ho gaya teri zindagi main, kay itna uchal raha hay? Kon si Tasbeeh ker li, kitnay arsay, kia nataej milay? Baqi logon kay case main to Tasbeehat ulti per gain. Wo to Tasbeehat ko kos rahay hain, jab-kay tu sanbhala nahin ja raha, to kis ki bat manain?
@@AsgharALI12126 Bilkul Sahih, yea ala-tareen darja hay ibadet ka, kay bila-gharz sajda-rez huwa aur Us ki tasbeeh ki jay, jo aky kaynat ka zarra-zarra ker raha hay, laikin yea bhi haqeeqat hay, kay hamara Rizq Khuda nay apnay hath main dabaya huwa hay, takay hem majboor-o-la-char rahain aur is terhan wo log bhi Khuda ki tasbeeh main shamil ho jain, jin ka Khuda say asl main koi lena-dena nahin hay, siway maddi mamlat kay. Yea Khuda ka self-interest hay, sath hi Khuda ki shikest ka izhar bhi, kay ab Wo aisay bachgana hath-kandon per uter aya hay, kay insan say majbooran tasbeeh hasil ker raha hay. Yea hi waja hay, kay Wo Logon ki duain qabool nahin kerta, aur un ki tasbeehat main say asr utha leta hay, takay wo azurda-dil aur umeed-e-farda kay maray log Us kay darbar kay mangtay banay, aur Us ki tasbeehat kay daur chaltay rahain. Kia faeda Usay aisi jali tasbeehat ka? Bible nay kia khoob hukm dia hay: "Thou shalt love the Lord thy God with all thy heart, and with all thy soul, and with all thy mind. This is the first and great commandment. And the second is like unto it, Thou shalt love thy neighbour as thyself. On these two commandments hang all the law and the prophets." [Matthew 22:37-40, KJV]
@@AsgharALI12126 1/2: Bilkul Sahih, yea ala-tareen darja hay ibadet ka, kay bila-gharz sajda-rez huwa aur Us ki tasbeeh ki jay, jo aky kaynat ka zarra-zarra ker raha hay, laikin yea bhi haqeeqat hay, kay hamara Rizq Khuda nay apnay hath main dabaya huwa hay, takay hem majboor-o-la-char rahain aur is terhan wo log bhi Khuda ki tasbeeh main shamil ho jain, jin ka Khuda say asl main koi lena-dena nahin hay, siway maddi mamlat kay. Yea Khuda ka self-interest hay, sath hi Khuda ki shikest ka izhar bhi, kay ab Wo aisay bachgana hath-kandon per uter aya hay, kay insan say majbooran tasbeeh hasil ker raha hay. Yea hi waja hay, kay Wo Logon ki duain qabool nahin kerta, aur un ki tasbeehat main say asr utha leta hay, takay wo azurda-dil aur umeed-e-farda kay maray log Us kay darbar kay mangtay banay, aur Us ki tasbeehat kay daur chaltay rahain.
Third kalima ka sawa lakh ka wazifa jb jb maine kiya hai .. 40 se 50,000 k qareeb mere ird gird khusbu ana shuru ho jati thi .. mere se jo dur jata tha khushbu khtm.. mere ird gird kafi der ati thi us wqt main darood ayatul kursi wagera prh k dua krti thi.. aur khushbu kafi der reh k khud hi khtm ho jati thi .
Sari bat thek hey ap ki problems k liye agar bat kare ap se log to fees len lekin Allah k liye ksi se fees na len.to bht acha ho ga Allah hi behter ajar ata karne wala hy
اللّہ پاک کے در کے فقیر بن کر مانگتے رہیں ۔اپنے اعمال ٹھیک رکھیں۔اور جائز دعا مانگیں۔اور یہ ضرور کہیں کہ اگر یہ چیز ہمارے حق میں بہتر ہے تو اللہ پاک عطا کریں۔❤
Yea faisla Khuda nay kerna hay, kay kia cheeze hamary heq main behtar hay? Usay insanon ki mehnatain zaya kernay ka heq kis nay dia? Akhret main hisab-kitab nahin kerna, isi dunya ko maidan-e-hashr bana dia gaya hay?
I wanted to extend my deepest gratitude for featuring Nasir Iftikhar on your podcast. Their wisdom and insights have resonated deeply with me and have provided a new perspective on my spiritual journey Alhamdollillaah heartfelt thanks Yasir Sir❤
Beshak apki bate sch he mere sath bht brasla howa he drood pak prhti hon ab jadogro ne mujhe gher liya he 15 jadogr mujhpe jado kr rhe he Allah pak ke ahsan ke mujhe andaza ho gya ke jado he wrna to me smjh rhi thi drood pak ki wjh se ye sab howa he me bht bht mushqil me hon or meri 2 bchiya shuhr humpe bht jado ke war ho rhe he sir dua kijiye hmare liye Allah pak asania kre or sab mujhe pagl smjhte he atna jado he ke ksi ko bhi btati hon koi bhrosa nhi krta
Meri 1 dua h jiski qabooliyat k liye m tasbi b krti tahajood m b Dua kerti wazife b krti Lekin wazife ki mudad puri hone k bad m kbi b Allah s nh khti k m ne parha maqsad pura nh hua m khud ko blame deti k meri koi kotahi hogi mujhse koi galti hui hogi jo Allah ne qubool nh ki abi tk m wazife is niyat s kerti k is m b Allah k hi nam h Allah pak kb kese kis wasile s meri dua qubool krle mujhe nawaz de meri koi shart nh Allah s m to Allah k dar ki bhikaran hun dena nh dena bs Allah ki marzi h m razi krne ki har koshish krna chati bs yhi niyat h m koi galti to nh kr rhi na
Salam Sir your this podcast with Mr. Nasir bought tears in my eyes several times…! Almighty Allah is the only reality else everything is fake and illusion…!!!
Ye kia baat krdi apny ky mere nbi ny kitni tasbeehat btye h or due btye h khud quran mey Allah ny hazrat yonus ko dua sikhye ..sorah fatiha. Sura rehman bemario sey shifa h To quran to pora shifa or mushkil sey niklny ka hul h
آج کا موضوع انتہائ اہم ہے مجھے ایک سوال پوچھنا ہے جب ہمارے پاس دین مکمل اللہ کے نبی نے پہنچا دیا تو اب سورتوں کو اور وظائف کو ایک سے دوسرے تک باقائدہ پہنچایا جاتا ہے جسکی مجھے کوئ شرعی دلیل نہیں ملتی مگر آج سورہ رحمان سورہ یاسین وغیرہ وغیرہ پڑھناعلاج کیلئے اور باقی کاموں کیلئے ٹرینڈڈ ہے مجھے تو پورا قرآن ہی ہمارے لیئے ہر مسئلے کا حل ہےمطلب اسکو سمجھ کر پڑھیں تو زندگی کا حاصل ہی اسکے ذریعہ سے ہے لیکن ہم نے اسکو کیوں فکس کر لیا سورتوں کی صورت میں مجھے یہ بتائیں کیا یہ درست ہے
Logo ke kehne par na karen jo Allah ke nabi se sabit hai wo parhen, jese ek sahabi ne surah atiha kisi par dum ki or uske badle unhone 100 bakryan li thi (ya luch or) or quran to hai hi shifa .@@saminakiyani1865
اسلام وعلیکم یاسر بھائی آپ نے توکل کے بارے میں سوال کیا ہم اپنے روزمرہ مسائل میں ایک دوسرے کو تلقین کرتے ہیں صبر کی توکل کی اور ایک اور بات تسلیم اور رضا جس کے بارے میں سر ناصر نے بات کی ان تینوں ٹولز میں بنیادی فرق کیا ہے؟ اور سب سے افضل کونسا درجہ ہے؟ سر ناصر سے ہی سوال ہے اور مثال کے طور پر اگر کوئی یہ کہے اللہ پاک میں راضی ہوا تو کیا وہ صبر اور دعا کے زون میں رہے گا؟
Mujhe aisa feel hua hai ke jab hum nabi pak s.a.w se sabit azkar karty hain to aisa feel nahi hota, or agar jab kahi se bhi sunkar azkar karo to dar laga rehta hai, ke ye me galat to nahi kar raha jese bid'at.22:00
قرآن پڑھیں ترجمہ کے ساتھ خوف کے لیے ۔ لا حول ولا قوۃ الا بااللہ صبر کے لیے ۔ انا للّٰہ وانا الیہ راجعون غم کے لیے ۔ آیت کریمہ ڈیپریشن اور نروس سسٹم کے لیے ۔ یا سلام علم حاصل کرنا ہے ۔ ربی زدنی علما رزق کے لیے ۔ یا رزاق فوبیاز کے لیے ۔ مسنون دعائیں جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم
اس کو پڑھ کر ایسے لگا جیسے کوئی خزانہ مل گیا ہو الحمدللہ میں نے اس کی فوٹو کاپی کر کے اپنے پاس رکھ لیا میرے اللہ نے چاہا تو میں ضرور اس پر عمل کرنے کی کوشش کروں گی انشاء اللہ
He is right... Maine pasand ki shadi k liye wazifa kiya wazifa kiya samjho wazife kiye... Din raat ek kar k daily bases p.. 4 sal se magar kaam na hua mgr jis ne wazifa dia unho ne apne channel p bht bola hua hai apne her wazifa p ke 100 ℅ kaam ho ga Jin ka hua Jo gya Jin ka nahi un ka nahi tou wohi baat Allah chahe ga ho ga warna nahi
Us bat yaqeen kar lye ke jis bhi bat ka zikar Allah pak ki zaat se munsalik ho us mein barkat ho jati ha aur ap jit na bhi time suggest kry uper hi jay ga jese Bismillah se ha cheez mein barkat rakhi ha same Allah pak ki muhabbat ye discussion bhi barkat jo tha best nowklge mili sir aur ko uska ajar mily kafi baty to bilkul I feeling same to my life sir is rigth msg ke Allah se mage us pe hi tawaqal rakhy aur jo bhi kudh kry Allah aur taluq bany ❤dil se qu ke Allah pak sab janty hn ke mera banda kesa ha Allah hum sab hidayat de aur sabit qadam rakhy sehat salamati ke sath Ameen 🙏 ibadat tasbeeh karne ki tofeeq de Ameen ❤️
This is quite unfortunate that we are all after matter, we pray only for getting more and more to get a comfortable life, to me majority of us love matter instead of Allah SWT, which is a very bad. I agree with you on maintaining a balance in every thing.
بہت کچھ سیکھنے کو ملا اس پوڈ کاسٹ سے ناصر افتخار صاحب نے اتنا خوبصورت طریقے سے بتائی ہے ہر بات بہت سی شکوے شکایات دور ہوگی ہیں ماشاللہ
سبحان اللہ 😊
بہترین معیار ہے
جو بھی کچھ سر کہہ رہے ہیں ،،وہ میری زندگی بیان کر رہے ہیں سبحان اللہ ،، میں حیران رہ گئی ہوں ،، الحمدللہ جو بھی ہوا وہ اللہ کے حکم سے ہوا،، کوئی کبھی شکایت نہیں رہی اللہ تعالیٰ سے،، بہت وسوسے آئے ،، بہت تشدد والے حالات میں اللہ تعالیٰ نے ہمیشہ اپنی مدد میرے ساتھ رکھی،، میرے پاس الفاظ نہیں ہیں اپنے رب کا شکر ادا کرنے کیلئے ،، یہ ویڈیو ماشاءاللہ بہت اعلیٰ ہے 😊 بہت بہت شکریہ 😊 بہت سی دعائیں آپ کیلئے ❤
Mashallah
نا صر افتخار کے الفاظ میں اللّٰہ تعالیٰ نے تاثیر رکھی ہے ۔ لوگ سنتے ہیں اور وقت گزرنے کا پتہ ہی نہیں لگتا ۔ اللّٰہ رب العزت انہیں دنیا اور آخرت کی سلامتی عطا کرے آمین ❤
Ma sha Allah booht khubsurt boht hi pyare batain ❤❤
Jab Allah ki pehchan ho jati ha tab tasbeeh hath main nhi ati
Balkay har lamha har sanse Allah ki tasbeeh ban k humain zikar ka lutf or ahsas krwati ha k wahi hamara Rabb ha ❤
yeh same masla mere saath hua tasbeeh ke baad, mujhay bohot kuch samajh aa gaya jazaak Allah
Omg shukr Alhumdulillah ki mai is podcast pe ayi,ufff Allah mre sare doubts clear hogye bs Allah kare mai is par puri trh se amal kru..bht sahi chze btayi h ..acha bhala ALLAH k rste pe xhlre hote aur achnk se esi chz hoti h jo unexpcted ..now i undrstnd ki shaitan hazam nhi kr skta hmri..Allah kmse qareebi aur hm bhk jte ..bs ab ise sunne k bd hmra imaan pukhta ojye😢
Tareef k liay alfaz nahi hain itna zabardast podcast ya to 3 ghanty per bhi jay to we are ready to watch ..Allah salamat rakhy Nasir sahab ko
SubhanAllah. Quran, Namaz aur tasbeehaat... very precise and consice. Allah bless and protect Nasir bhai and Yasir bhai for all the efforts!
شکریہ سر اپ کی ویڈیو سن کر اور طاقت ملتی ہے اس راستے پر چلنے کی الحمدللہ اللہ اپ کو اس کا اجر دے اور ہمارے علم میں اضافہ کرے امین
Best of best part of podcast مفردون ❤ what a reality based acknowledgment of this journey
How to keep ourselves firmly held in the way of Allah Subahno Talah
Sach me ye bnda Nasir Iftikhar خود سے خدا تک pohnchane k bht acha guide kr rahe hn
Allah Talah ap dono ko Apne Hifzomane me rakhe jis bahtreen tareeke se Nasir Iftikhar se btaya r Yasir janjua ne by parts poori podcast ko hmare Sath bullet points k Sath share kia Jazakumulahukher
Thank you for watching
I personally spoke to Nasir once he is such a gentle man and tasbeehat he told me to read changed my psychological state into a v peaceful Alkhamdulillah Allah bless Nasir iftikhar in this world and here after
Ma sha'Allah
Please btayen wo tasbeehat konsi hain? Aur kitni dafa parhna hai plz btayen mn depresion anxiety stress mn hun😢 mn sensitive b hun
In his last video of tasbeehat he told all of them if u could nt find let me know I ll text you
@@summaiyaabid-zm2de th-cam.com/video/aLOUlRFUuM8/w-d-xo.htmlsi=s6WUq8vjXjTF5ff-
Ap kay kia masayl thay? Kon say alfaz parhay, kay ander ki tareeki door ho gai? Ab nafsyati halet kia hay?
Kya he khubsorat podcast thi
Each and every word true and reality .I learnt many for zikar and Dua. May Allah accept your struggle in the way of Allah. Ameen
Not really, these are his personal views based on his spiritual experience. Other people have had similar, but also different and more far-reaching spiritual experiences and impressions. His dogged insistence on his understanding as the final word is in no way justified. He has no academic degree in spirituality, i.e. he has no academically verified knowledge. He has not even mentioned any spiritual scripture or standard book to underpin his claims.
Mujhy boht sary jawab. Mil gaey hain Ye video mere liye he bnwai hai Allah ne❤
I'll InshAllah start tasbeeh and masnoon duayain ❤ thank you Nasir you have truly inspired me. May Allah keep Mr towards straight path
Assalamualaikom,
Yasir sahib aap jinka interview karrahe hein wo logo ki bohot ikhlas k sath Allah Pak k raste par chalne k lie bulata hai, his words R effective and beautiful.
Nasir bhai aap ki bato say meri life change ho gai hai concepts change ho gay have learned so much and love to listen you stay blessed and keep talking about Allah 🎉🎉❤❤
This man has changed my life subh shaam dil se duaa nikalti hai in k liy
Nasir bhaiiiiii❤❤❤❤
ماشاء اللہ رب نے اپ کی زندگی بدلی ہے وسیلہ سر ناصر کو بنایا ہے اپ ایسے بولیں اللہ اپ کو اور علم کی سمجھتے امین
kaise ?
Changed for better or worse?
Perfectttttt explanation ! Thank you so much Alllah pak apk drjatt dunia o akhrt Mn blund kre .
The way he expresses his thoughts is incredibly profound; each word resonates with my heart. May Allah bless him.
Kia ap ko bhi sechhay khwab nazar atay hain? Kon si Tasbehat kerti hain, kab say, ab tek kay nataej kia hain? Roohani diary murateb ker rahi hain?
Sir Nasir iftikhaar plz apni videos ka silsila band ni kriay ga. Icko continue rakhen. Men apny mulk sy boht dure Hun, apki videos men Mjy Meri zindge ki most troubling queries k jawab milty hen....
Ap ni janty k ap aj kal k Muslims k ley boht bari favour ker rahy hen.Allah apko behtareen ajar ata frmaey.ameen
Hats off to u
Mashallah nasir Bhai Allah ap ko lambi umer ata fermaye or ap hamary iman esy hi mazboot krty rahen. Amin
His discussion has colors of riyazat and sabar.
Very realistic. May Allah bless him healthy life.
Most beautiful podcast.Nasir bhai ko dil krta h sunte hi Rahen.❤
Amazing .... Esee ki talash thi ...En 2 shakhsiyaat ki waja se Es channel pe Aaye hy ...Nasir iftekhar and xaryab hashmi❤
Sir Nasir Iftikhar k sath waqat ka pta hi nhi chalta woh itna khubsurat bolty hain masha Allah aur her bat ko boht depth k sath samjhaty hain with ordinary examples
Allah kareem un k ilam amal aur umar ma barkat atta karain ameeen
Only Qur'an/Allah gives you peace of mind..❤.... you are 100%right.. صرف اللہ والے ہی سمجھ سکتے ہیں اپ کی باتیں❤ جو اس ہائی وے پے چل رہے ہیں
Call him on weekly basis, truly inspiring & worth watching, time ka pata hi nai chala.. MashaAllah.
Not possible
Sir boht knowldge ha ap k pas ma sha Allah
Yasir bhai, Pl call him as frequently as possible, May be once a month at least but this man must b called regularly; he is inspiring millions and there a answers for thousands in these podcasts
Fi sabi lillah
Will try
Maa Shaa Allah. . zabardast podcast. .Nasir Iftikhar sahab ki batein bahut bahut acchi aur logical batein hoti hai . .
Wowww, what an amazing podcast...Mashallah
Allah hu Akbar
Alhamdulillah for everything . This podcast was spell binding and very informative.
Oye Hoye Hoye Mashallah Subhanallah Alhamdulillah. kiya Hi alla qism ki podcast hy yaar great.
Thank you for watching
تسبیح ایک ایسا زبردست ہتھیار ہے ہر طرح کے غم تکلیف ڈپریشن پریشانی کے خلاف جس کو صرف وہی محسوس کر سکتا ہے جو اس کو زندگی کا حصہ بنا لے۔ ازمائش شرط ہے۔
Azmaish kese ?
Kia ho gaya teri zindagi main, kay itna uchal raha hay? Kon si Tasbeeh ker li, kitnay arsay, kia nataej milay? Baqi logon kay case main to Tasbeehat ulti per gain. Wo to Tasbeehat ko kos rahay hain, jab-kay tu sanbhala nahin ja raha, to kis ki bat manain?
@@TheQuantistJo ALLAH kee Raza ka Liye begair Matlab per Raha hai us kee chal jati hai Jo hukam dyta hai phas jata hai
@@AsgharALI12126 Bilkul Sahih, yea ala-tareen darja hay ibadet ka, kay bila-gharz sajda-rez huwa aur Us ki tasbeeh ki jay, jo aky kaynat ka zarra-zarra ker raha hay, laikin yea bhi haqeeqat hay, kay hamara Rizq Khuda nay apnay hath main dabaya huwa hay, takay hem majboor-o-la-char rahain aur is terhan wo log bhi Khuda ki tasbeeh main shamil ho jain, jin ka Khuda say asl main koi lena-dena nahin hay, siway maddi mamlat kay. Yea Khuda ka self-interest hay, sath hi Khuda ki shikest ka izhar bhi, kay ab Wo aisay bachgana hath-kandon per uter aya hay, kay insan say majbooran tasbeeh hasil ker raha hay. Yea hi waja hay, kay Wo Logon ki duain qabool nahin kerta, aur un ki tasbeehat main say asr utha leta hay, takay wo azurda-dil aur umeed-e-farda kay maray log Us kay darbar kay mangtay banay, aur Us ki tasbeehat kay daur chaltay rahain. Kia faeda Usay aisi jali tasbeehat ka?
Bible nay kia khoob hukm dia hay: "Thou shalt love the Lord thy God with all thy heart, and with all thy soul, and with all thy mind. This is the first and great commandment. And the second is like unto it, Thou shalt love thy neighbour as thyself. On these two commandments hang all the law and the prophets." [Matthew 22:37-40, KJV]
@@AsgharALI12126 1/2: Bilkul Sahih, yea ala-tareen darja hay ibadet ka, kay bila-gharz sajda-rez huwa aur Us ki tasbeeh ki jay, jo aky kaynat ka zarra-zarra ker raha hay, laikin yea bhi haqeeqat hay, kay hamara Rizq Khuda nay apnay hath main dabaya huwa hay, takay hem majboor-o-la-char rahain aur is terhan wo log bhi Khuda ki tasbeeh main shamil ho jain, jin ka Khuda say asl main koi lena-dena nahin hay, siway maddi mamlat kay. Yea Khuda ka self-interest hay, sath hi Khuda ki shikest ka izhar bhi, kay ab Wo aisay bachgana hath-kandon per uter aya hay, kay insan say majbooran tasbeeh hasil ker raha hay. Yea hi waja hay, kay Wo Logon ki duain qabool nahin kerta, aur un ki tasbeehat main say asr utha leta hay, takay wo azurda-dil aur umeed-e-farda kay maray log Us kay darbar kay mangtay banay, aur Us ki tasbeehat kay daur chaltay rahain.
mashallha sir ki batto m etni taseer hy k banda sunta jaye waqt tham jaye bs allha in ky leye hr qadam pr asania peda kry ameen suma ameen
Mashallah bhttttt zeyda achi bat krty hn nasir sir dil krta hy bus in ki batein sunti rhon Allah Tala Zindagi dy Ameen summa Ameen 🌹🌹🌹🌹🌹
Allah hamesha saath hota hai true 🕋🕋
Beshak
بہت آسان لہجہ،اسان گفتگو کر رہے ہیں
قرآن کو ترجمہ سے ضرور پڑھیں،سورۃ الزمر کا ترجمعہ پڑھیں
Lovely ayat 7,8,9
Kion, Surah Al-Zumar main aisi kia khas bat hay?
Jazak Allah Allah ka shukr mery tamam abhe tk KY sawaloon KY jawab mill gye😍
Great person Nasir Iftikhar
May Allah give him great success in both lives❤
اسلام وعلیکم ورخمتہ اللہ آپ کی ہر بات سے میں اتفاق کرتی ھوں اللہ آپ کو لمبی زندگی دے آپ کی کتاب ہر وقت میرے پلو کے ساتھ ھوتی ھے اللہ آپ کو آجر دے❤
Asslamualykum
Kitab kahan mile gi please batayein
Mashallah subhanallah aap ki speeches sun kar dil ko sukun mila
Quran e pak is a human guide message from almighty allah taala which is required at every step in the human beings life
کیا خوب باتیں ہے❤❤❤ صرف سکون بسس
Third kalima ka sawa lakh ka wazifa jb jb maine kiya hai .. 40 se 50,000 k qareeb mere ird gird khusbu ana shuru ho jati thi .. mere se jo dur jata tha khushbu khtm.. mere ird gird kafi der ati thi us wqt main darood ayatul kursi wagera prh k dua krti thi.. aur khushbu kafi der reh k khud hi khtm ho jati thi .
Jazakumulla
Sari bat thek hey ap ki problems k liye agar bat kare ap se log to fees len lekin Allah k liye ksi se fees na len.to bht acha ho ga Allah hi behter ajar ata karne wala hy
Mashallah alhamdulillah subhanallah ji excellent presentation ji
اللّہ پاک کے در کے فقیر بن کر مانگتے رہیں ۔اپنے اعمال ٹھیک رکھیں۔اور جائز دعا مانگیں۔اور یہ ضرور کہیں کہ اگر یہ چیز ہمارے حق میں بہتر ہے تو اللہ پاک عطا کریں۔❤
Yea faisla Khuda nay kerna hay, kay kia cheeze hamary heq main behtar hay? Usay insanon ki mehnatain zaya kernay ka heq kis nay dia? Akhret main hisab-kitab nahin kerna, isi dunya ko maidan-e-hashr bana dia gaya hay?
I wanted to extend my deepest gratitude for featuring Nasir Iftikhar on your podcast. Their wisdom and insights have resonated deeply with me and have provided a new perspective on my spiritual journey Alhamdollillaah heartfelt thanks Yasir Sir❤
Read his book" khud se khuda tak"... amazing
Beshak apki bate sch he mere sath bht brasla howa he drood pak prhti hon ab jadogro ne mujhe gher liya he 15 jadogr mujhpe jado kr rhe he Allah pak ke ahsan ke mujhe andaza ho gya ke jado he wrna to me smjh rhi thi drood pak ki wjh se ye sab howa he me bht bht mushqil me hon or meri 2 bchiya shuhr humpe bht jado ke war ho rhe he sir dua kijiye hmare liye Allah pak asania kre or sab mujhe pagl smjhte he atna jado he ke ksi ko bhi btati hon koi bhrosa nhi krta
Meri 1 dua h jiski qabooliyat k liye m tasbi b krti tahajood m b Dua kerti wazife b krti Lekin wazife ki mudad puri hone k bad m kbi b Allah s nh khti k m ne parha maqsad pura nh hua m khud ko blame deti k meri koi kotahi hogi mujhse koi galti hui hogi jo Allah ne qubool nh ki abi tk m wazife is niyat s kerti k is m b Allah k hi nam h Allah pak kb kese kis wasile s meri dua qubool krle mujhe nawaz de meri koi shart nh Allah s m to Allah k dar ki bhikaran hun dena nh dena bs Allah ki marzi h m razi krne ki har koshish krna chati bs yhi niyat h m koi galti to nh kr rhi na
I listened him like I never listen any1...in that easy way it's amazing MashaAllah
Many questions address in this podcast.very informative.Allah blessed
Thanks for listening
Salam
Sir your this podcast with Mr. Nasir bought tears in my eyes several times…! Almighty Allah is the only reality else everything is fake and illusion…!!!
These podcasts with nasir iftikhar is the only reason subscribing Urr channel. Thank you
Thank you for watching and subscription
Ye kia baat krdi apny ky mere nbi ny kitni tasbeehat btye h or due btye h khud quran mey Allah ny hazrat yonus ko dua sikhye ..sorah fatiha. Sura rehman bemario sey shifa h
To quran to pora shifa or mushkil sey niklny ka hul h
آج کا موضوع انتہائ اہم ہے مجھے ایک سوال پوچھنا ہے جب ہمارے پاس دین مکمل اللہ کے نبی نے پہنچا دیا تو اب سورتوں کو اور وظائف کو ایک سے دوسرے تک باقائدہ پہنچایا جاتا ہے جسکی مجھے کوئ شرعی دلیل نہیں ملتی مگر آج سورہ رحمان سورہ یاسین وغیرہ وغیرہ پڑھناعلاج کیلئے اور باقی کاموں کیلئے ٹرینڈڈ ہے مجھے تو پورا قرآن ہی ہمارے لیئے ہر مسئلے کا حل ہےمطلب اسکو سمجھ کر پڑھیں تو زندگی کا حاصل ہی اسکے ذریعہ سے ہے لیکن ہم نے اسکو کیوں فکس کر لیا سورتوں کی صورت میں مجھے یہ بتائیں کیا یہ درست ہے
No doubt
Logo ke kehne par na karen jo Allah ke nabi se sabit hai wo parhen, jese ek sahabi ne surah atiha kisi par dum ki or uske badle unhone 100 bakryan li thi (ya luch or) or quran to hai hi shifa .@@saminakiyani1865
اللہ کا شکر ہے الحمدللہ میں نے جب بھی کوئی وظیفہ کیا اللہ تعالی نے میری مراد ضرور پوری کی ہے کبھی میرا وظیفہ ناکام نہیں ہے
Dua qabool hony ka wazefa bta den
Aj se phle esa bayan kabi ni suna mane❤❤❤
Thank you for watching
اگر ناصر افتخار کو کچھ نہیں ہوا نا تو آپ کو بھی کچھ نہیں ہو گا❤
Sir Nasir You are a ray of light ❤
Maasha ALLAH Jazaka ALLAH khair
Excellent, wonderful podcast
Thanks to both personalities
Allah taala ap ko ese hi shee rasta dikhty rehny ki tofeeq deta rhy
ہمیں شدت سے اگلی کاسٹ کا انتظار رہیگا ۔جزاک اللّٰه
اسلام وعلیکم
یاسر بھائی آپ نے توکل کے بارے میں سوال کیا
ہم اپنے روزمرہ مسائل میں ایک دوسرے کو تلقین کرتے ہیں صبر کی توکل کی اور ایک اور بات تسلیم اور رضا جس کے بارے میں سر ناصر نے بات کی
ان تینوں ٹولز میں بنیادی فرق کیا ہے؟ اور سب سے افضل کونسا درجہ ہے؟
سر ناصر سے ہی سوال ہے
اور مثال کے طور پر اگر کوئی یہ کہے اللہ پاک میں راضی ہوا تو کیا وہ صبر اور دعا کے زون میں رہے گا؟
Sabr aur dua karte rahey
MashaaAllah Nasir iftikhat sir. What a amazing podcast. ❤
Mujhe aisa feel hua hai ke jab hum nabi pak s.a.w se sabit azkar karty hain to aisa feel nahi hota, or agar jab kahi se bhi sunkar azkar karo to dar laga rehta hai, ke ye me galat to nahi kar raha jese bid'at.22:00
SubhanAllah. V.importent video..good beta u are intelligent❤❤
MashaAllah Allah Bless Ameen
ما شاءاللہ ۔۔بہت خوب
O dear ❤ Sir Shukran JazakAllaha he is the best guest of All he is not missionary he is trying to help Ummat 🤲 Grate 19:40 Amazing😢😢😢🤲🤲
قرآن پڑھیں ترجمہ کے ساتھ
خوف کے لیے ۔ لا حول ولا قوۃ الا بااللہ
صبر کے لیے ۔ انا للّٰہ وانا الیہ راجعون
غم کے لیے ۔ آیت کریمہ
ڈیپریشن اور نروس سسٹم کے لیے ۔
یا سلام
علم حاصل کرنا ہے ۔ ربی زدنی علما
رزق کے لیے ۔ یا رزاق
فوبیاز کے لیے ۔ مسنون دعائیں
جزاک اللہ خیرا کثیرا استاد محترم
اس کو پڑھ کر ایسے لگا جیسے کوئی خزانہ مل گیا ہو الحمدللہ میں نے اس کی فوٹو کاپی کر کے اپنے پاس رکھ لیا میرے اللہ نے چاہا تو میں ضرور اس پر عمل کرنے کی کوشش کروں گی انشاء اللہ
Excellent
WAZIF KEYS HOTI HAIN UN INSTRUCTIONS KI JO SITAROUN KI ROSHNI SAY TAQDEER K LIE IMPLEMENT HOTI HAIN HUM PER
Bilkul theek baat hai i like this ❤
He is right... Maine pasand ki shadi k liye wazifa kiya wazifa kiya samjho wazife kiye... Din raat ek kar k daily bases p.. 4 sal se magar kaam na hua mgr jis ne wazifa dia unho ne apne channel p bht bola hua hai apne her wazifa p ke 100 ℅ kaam ho ga
Jin ka hua Jo gya Jin ka nahi un ka nahi tou wohi baat Allah chahe ga ho ga warna nahi
Yani, kisi zikar ki zarooret nahin hay. Jo hona hay, wo hona hay. Insan ko sirf dunya kay mamlat per tawajau deni chahyea.
AllahPak ap ko dheron izateen dy ameen
37:26 grate Great❤❤❤
Excellent boht a6a ap bta rhe hn
Maqsad to bs yad e haq
Razi ba raza hai..bakibsb Dil ki tasalli hai
Ma Shaa Allah bht zabardast
Kamaal krdya
Beshak Allah hamy bohat time bachata ga
Allah jaza day nasir iftikar sahib ko feel relaxed
وظائف کبھی ناکام نہیں ہوتے شرط یہ چھوڑیں نہ جائیں بس وظائف کو زندگی کا حصہ بنانا پڑتا ہے
Bulkl ap Sahi kh RY hn allha hum se rize ho jy😊
Wonder full interview
Thank you for watching
This podcast was made for me I think, I am in same situation. Thanks a lot
Thanks for listening
Us bat yaqeen kar lye ke jis bhi bat ka zikar Allah pak ki zaat se munsalik ho us mein barkat ho jati ha aur ap jit na bhi time suggest kry uper hi jay ga jese Bismillah se ha cheez mein barkat rakhi ha same Allah pak ki muhabbat ye discussion bhi barkat jo tha best nowklge mili sir aur ko uska ajar mily kafi baty to bilkul I feeling same to my life sir is rigth msg ke Allah se mage us pe hi tawaqal rakhy aur jo bhi kudh kry Allah aur taluq bany ❤dil se qu ke Allah pak sab janty hn ke mera banda kesa ha Allah hum sab hidayat de aur sabit qadam rakhy sehat salamati ke sath Ameen 🙏 ibadat tasbeeh karne ki tofeeq de Ameen ❤️
Bht he hoobsorti se her bat elaborate ke iftihar sb ny. Agrchaa kuch ehtilaaf hy.... Mgr he is soo honest ❤👍may b mery prospect ke dirction chnge ho.
بہت شکریہ اپ کا
Meri tabiyat kharab hogayi hai taqreban mahine bhar bad tasbih srou ki hai Allah mujh pe reham kare ameen
Aameen
اللہ اپ پر رحم کرے اور ہم سب پر رحم کرے امین
Aj se phle esa bayan kabi ni suna mane❤❤❤ 26:21
Beshak ❤Allah bohat maharhan ha
This is quite unfortunate that we are all after matter, we pray only for getting more and more to get a comfortable life, to me majority of us love matter instead of Allah SWT, which is a very bad. I agree with you on maintaining a balance in every thing.
❤🎉❤❤❤Khush ho Gia sun ker
Same such h ..mj tasbeeh krty bht time ho gya... or Allah mj hr preshani m sy aise nikal leta m khud heran hoti
AP Kya parhti ho
Mujhy boht Pasand ai bathy nasr sir ki
اللہ تعالی بہت مہربان ہے جس پروٹوکول سے وہ ایک بچی کو دنیا میں بھیجتا ہے اسی طرح پروٹوکول سے اپنے بندے کو لے کے بھی جاتا ہے
Sallallahu alaihi wasallam
Maine prhay hain wazaif.. aur wazifa ka asr b hua