Aap ka video bohot clear and informative sir.. But still i am confused which one should i go.. we have very hard water here.. please suggest the best one for hard water..
Hard water me chal jayega but other better options available kyuki Crompton arno neo polymer coated tank ka Geyser hai but glass coated tank ka Geyser bhi aa raha hai jo polymer coated tank se jyada better rahega isliye aap glass coated tank le sakte hai
@shraddhapandey2392 abhi bajaj me aapko sabse achchi quality aur warranty package mil raha jisme 4 years comprehensive warranty 6 years heating element warranty and 10 years ki tank warranty mil raha hai I think ye sabse better hai aur bajaj ki service bhi kafi achcha hai
Also cover importance of geysers safety features like earth leakage circuit breaker, fuse valve, fire retardant cable. Please suggest some geysers with in budget of 8k by having these features
Sir mere ghar ke water fe iron hae jiske karon ek tank kharap ho geya ,avi neya dega kon se best hoga please recommend and water pressure kam hae iske liye kon se achhe hoga
Iron jayada hai tab aapko bajaj ka Geyser laga lijiye best hai Aap ye bataye ki jahan pe geyser lagega wahan se water tank kitna height pe laga hua hai
Haa le lijiye lijiye abhi online me offer chal raha hai aapko best price me mil jayega 15 LTR capacity thik rahega aapke liye aur abhi bajaj ka Geyser jo aa raha hai wo best quality ka hai jisme warranty bhi kafi achcha mil raha aur price bhi best hai baki Lena chahte hai tab link bhi description box me de diya hu jise aap dekh sakte hai
@vpadvices ji mai Janna chahta hoo ki online lene par warranty card aaya hai par uspar kahi date of purchase , customer name mention nahi hota hai to phir kaise milegi warranty?
@bhavukverma2307 warranty ke bill ki requirement hoti na ki warranty card ki isliye aapko warranty bill se mil jayega kyunki bill pe purchase date mention hota hai isliye aap tension mat warranty 100% milegi
Ji bill saath me bill nahi aata hai aapko bill jis online website se buy karoge wahi pe aapke account me show karta rhega jise aap download karke company technician ko dikaana padta hai aur usi se warranty mil jaati hai
Aap shayad galat dekh rahe hai bajaj ke official website pe bhi ye model 5 star hi hai Aur aapko jankari ke liye bata du ki bajaj ka koi bhi geyser 3 star rating me nahi aata hai sabhi geyser 4 star ya 5 star rating me aata hai Isliye ki ko bhi baat likhne se pahle puri tarah usko check kar lijiye Vp advice chennal kabhi bhi galat information nahi deta hai Thankyou
Apne jo price diya hai lekin Amazon par to aur jyada price so kar hai.... Bajaj ka apne 6800 diya hai Amazon par 7649 Dikha rah hai.... Aisa kyon hai.. Apna contact no. Bhi daliye
Ji wo price jab tha jab ye video banaya tha aur us time festival session chal raha tha but ab price increase ho gaya hai Agar aapko kisi baat ka discuss karna hai tab aap call kar sakte hai mobile no pe 9266227070
6 person ke liye aap 25 LTR ka laga lijiye best rahega aur brands ki baat karu tab bajaj technology wise aur warranty wise best wo kafi best price me mil raha hai mai aal ready isko buy Kiya hun
Apka samjhane ka tarika bhot accha hai ❤ thankyou
Thankyou bhiya ji
Sir mere ghar par 7 log hain aur main bunglow main rehta hoon.. kaunsa electric geyser best rahega bataiye chahiye
25 LTR KA KOI BHI STROGE GEYSER AAP LAGA LIJIYE WARRANTY JAYADA HO AND SERVICE CENTRE HO AAPKE NEAR BY
Good keep it up 💯
Aap ka video bohot clear and informative sir..
But still i am confused which one should i go.. we have very hard water here.. please suggest the best one for hard water..
Ao smith ka le lo hard water ke liye best Geyser hai sds plus
Nice information sir aapne sabhi important point ke baare me bataya
Thankyou
Thanks sirr😊😊😊😊
Thanks & welcome
How is Crompton Arno Neo 25ltr gyser for hard water sir ??
Hard water me chal jayega but other better options available kyuki Crompton arno neo polymer coated tank ka Geyser hai but glass coated tank ka Geyser bhi aa raha hai jo polymer coated tank se jyada better rahega isliye aap glass coated tank le sakte hai
@vpadvices In glass coated, 25ltr which one is better then please suggest some I'm really getting confused!!?
@shraddhapandey2392 abhi bajaj me aapko sabse achchi quality aur warranty package mil raha jisme 4 years comprehensive warranty 6 years heating element warranty and 10 years ki tank warranty mil raha hai I think ye sabse better hai aur bajaj ki service bhi kafi achcha hai
@@vpadvices Thankyou for your advice. & what about orient??
Orient bhi thik hai but service jayada achcha nahi hai
Also cover importance of geysers safety features like earth leakage circuit breaker, fuse valve, fire retardant cable. Please suggest some geysers with in budget of 8k by having these features
Aap Haier ya Havells me kisi bhi brand's ke Geyser ko le lijiye dono hi company ke geyser aapke requirement ko full fill karte hai
Bajaj ke geysers me installation aur pipe free hai kaya please confirm
Ji nahi ye model surf online me hai aur iska installation & pipe free nahi hai agar aap company se lawate hai tab charge karti hai
Nice information ji
Thank you brother
Sir mere ghar ke water fe iron hae jiske karon ek tank kharap ho geya ,avi neya dega kon se best hoga please recommend and water pressure kam hae iske liye kon se achhe hoga
Iron jayada hai tab aapko bajaj ka Geyser laga lijiye best hai
Aap ye bataye ki jahan pe geyser lagega wahan se water tank kitna height pe laga hua hai
@vpadvices bottom of tank 1.5 m hoga 1000 lt tank
@@vpadvices Bajaj ke ek tank kharab ho geya 2 years se pehle tank leak ho geya,avi replace dega ish liye Janna chahtatu konsa best hoga Bajaj ka
Very good information
Nice information
Very Good
Kitchen ke iye kitne liter ka lena chahye ??
Kitchen ke 3 LTR ka geyser lijiye instant kaam karega
@@vpadviceskis company ka lena thi
Best rahega sir ?
Mera family me 4 members. Pls say which is best for my family?
Aap bajaj 25 LTR GEYSER le lijiye best hoga aapke liye
Nice 👍👍
Sir mai bhi apne ghar ke liye gyeezar lane ka plan kr rahi hu please suggest for 4 person
Haa le lijiye lijiye abhi online me offer chal raha hai aapko best price me mil jayega 15 LTR capacity thik rahega aapke liye aur abhi bajaj ka Geyser jo aa raha hai wo best quality ka hai jisme warranty bhi kafi achcha mil raha aur price bhi best hai baki Lena chahte hai tab link bhi description box me de diya hu jise aap dekh sakte hai
Hlo
Ekdum spasth aur sateek jankar. Dhanyawad. 🙏
Thankyou
2 logo ke liye konsa geyser best hai??
Aap 10 LTR YA 15 LTR ME KOI BHI LAGA LIJIYE DONO HI BEST RAHEGA
Sir havells monja ec boht time se out of stock hai. Uska upgraded version bata dijiye.
Market se out of stock hai ya online me out of stock hai
@@vpadvices online ki baat kar rha hu
@deepsiyan007 abhi ye model mil raha aap le sakte hai amzn.to/4e6pJjy
Sir Venus kaysa hogo plz ble..
Company kafi achcha hai but lene se pehle service centre ko jarur check kre
Free pipe and installation kiske sath hai?
Havells & Ao smith me installation aur pipe free mil rahi hai
Havells ka lena chahti hu to konsa model lu m bataiye best konsa aaraha h
Servokon ka geyser kaisa hai
Ye sab company ka bhrosa nahi kiya ja sakta hai
Online lene par warranty kaise milti hai?
Online buy kro ya market service company provide karati hai iske liye aap company ke customer care number pe call kar ke complaint karna hota hai
@vpadvices ji mai Janna chahta hoo ki online lene par warranty card aaya hai par uspar kahi date of purchase , customer name mention nahi hota hai to phir kaise milegi warranty?
@bhavukverma2307 warranty ke bill ki requirement hoti na ki warranty card ki isliye aapko warranty bill se mil jayega kyunki bill pe purchase date mention hota hai isliye aap tension mat warranty 100% milegi
@@vpadvices warranty ka bill online Bali company ka hi mana jayega jisse purchase karenge ji? Jo sath me aayega product ke
Ji bill saath me bill nahi aata hai aapko bill jis online website se buy karoge wahi pe aapke account me show karta rhega jise aap download karke company technician ko dikaana padta hai aur usi se warranty mil jaati hai
Link is not working for bajaj
Flipkart ya Amazon ?
Mujhe instant geyser Lena hai sir kaunsa lu ??
crompton or bajaj geyser 15 L??
Look wise Crompton better hai build quality bajaj ka best aur warranty bhi bajaj me sabse jayada hai isiliye bajaj better hai Crompton se
Apne jo price diya utne price me nahi mil raha hai
Ye price aapko abhi nahi milega ye price sirf sale jab ayega tab mil jayega
kitna jhoot bolo ge .....Bajaj website pe tou iss model ki rating Only 3 Star hai & U are telling 5 Star
Aap shayad galat dekh rahe hai bajaj ke official website pe bhi ye model 5 star hi hai
Aur aapko jankari ke liye bata du ki bajaj ka koi bhi geyser 3 star rating me nahi aata hai sabhi geyser 4 star ya 5 star rating me aata hai
Isliye ki ko bhi baat likhne se pahle puri tarah usko check kar lijiye
Vp advice chennal kabhi bhi galat information nahi deta hai
Thankyou
❤❤❤
Thankyou
Apne jo price diya hai lekin Amazon par to aur jyada price so kar hai.... Bajaj ka apne 6800 diya hai Amazon par 7649 Dikha rah hai.... Aisa kyon hai.. Apna contact no. Bhi daliye
Ji wo price jab tha jab ye video banaya tha aur us time festival session chal raha tha but ab price increase ho gaya hai
Agar aapko kisi baat ka discuss karna hai tab aap call kar sakte hai mobile no pe 9266227070
Nice information sir ji
Very good information
6 person ke according kitne ltr ka geezar lu m please suggest me
6 person ke liye aap 25 LTR ka laga lijiye best rahega aur brands ki baat karu tab bajaj technology wise aur warranty wise best wo kafi best price me mil raha hai mai aal ready isko buy Kiya hun