@@technicalaroraji fridge ka condenser kabhi garm hota h kabhi nahi hota aur jab garm bhi hota h to bhi cooling nahi Hoti bohot halka sa freezer thanda hota h touch karne par pata chalta h Kiya problem hogi sir bataiye.
अरे भैया क्या खूबी आपने समझाया है। बहुत ही अच्छा था। हमारा फ्रिज का एक आलग ही समस्या है की हमारा फ्रिज मे लैट डिम आ रहा है और फ्रिज चालु नही हो रहा है, direct चलाने से भी चालू नही हो रहा है। क्या करे गरु कृपया बताइए। आप की मेहरबानी होगी please.
Sir ji aapka tarika bahut acha laga samjhane ka or me to ek electrisian hu or mere pass ek deep fridge me aise hi problem aa rahi hai really or olp company ki lagakar chek kiya to compresser kuch second ke baad cut maar deta hai or hitt jyada hota hai or jaha uska condonser laga hai waha par koi bhi hitting nahi ho rahi agar hitting ho jaati hai to samjho fridge sahi kaam kar raha hai sir pls kuch aise tips bagaye ki me usko sold out kar saku pls
@@dhruvgakkhad9684 bhai mera fridge ki light tho jal rahi ha par Compressor ni chl raha ha . Switch on krne par bhaut halki se minor se awaj aari ha Tho relay set he khab hoga na.
Bhai hmne relay lagai h compressor ek baar chal deta h jb cut hokr phir se chalu hone ki awaz aati h lekin chalu nhi hota aur puri fridge bnd ho jati h aur relay kharab ho jati h??
videocon side bya side ka hai jaise aapne btaya hai is video me compressor ke pas me fan nhi hota but us side by side videcon fridge me fan bhi hai or chalta bhi hai lekin usme compressor me sound aata hai one time or colling less rehti hai
Arora ji mera samsung double door fridge dono portion ko thanda kar raha hai. Magar comprassor bahut garam hota hai or automatic band nahi hota.qia karan hai.
Sir mene 1 week phale me new fridge liya hai singal door whirfhool tuch balaka 1st day to 1 hours me barf jama diya tha ab 10 hours le rha hai aur fridge me cooling bhi slow hai kiya kare sir pls reply
350 ltr icecream deep fridge hai mere pas. start krne par 1 ghante tak achi cooling krne lagta hai. or body bhi garam hone lagti hai. lekin 1 ghante k baad ice or cooling dono khtm ho jaati hai. or fridge chalta rehta hai. plz kuch bataiye kya problem hai.
Hello sirji, mera LG ka double door fridge ka compressor bahot garm ho raha hai par cooling proper kar raha hai, relay aur capacitor dono change kiya fir bhi bahot garm ho raha hai, compressor me oil bhi change kiya par load me rukne ke baad start nahi hota, 30 psi me bhi start nahi hota.
Hi paji, mere pas videocon ecocool 95 ltr ka fridge hi... 2 problem hi.. 1st power bof jada consume karta hi n 2nd jab compressor on off hota hi to bot jada awaj karta hi fridge tak hil jata hii.. pls suggest.. thanks in advance..
Ek fridge hai jisme overheating se ampear badh rha aur trip kar de rha kya problem ho sakta hai Olp realy bhi chenge kar diya fir bhi problem vhi hai kya problem ho sakta hai
Respected Sir, Mujhe compressor oil change karna tha, maine compressor on kar ke discharge line ko band kar ke suction line oil dalna shuru kiya, kuch oil jane ke baad suction line se back pressure ane laga. Uske baad se compressor me pressure nhi buildup ho rha h. Kya mera compressor kharab ho gya hai?
compresser ke pass ya condensar ke pass fan laga hua hai kya. yadi laga hua hai to vahan per check karo vah fan proper chal raha hai ya nahin. yadi condenser ke pass bahut jyada dust jam gai hai to use Safai karo Aur pankhe Ke Upar bahut jyada dust jam gai hai to use bhi saaf karo fir Uske bad aapka compressor normal garam hoga. Baki aap ke fridge Mein Koi dikkat Nahin Hai
Sir freez me compressor bhi hitt ho raha he aur relay ke paas ki dono cable ko nikal ke vapas dalta hu to fir cooling chalu ho jati he thodi der baad firse vahi freez ke andar cooling kam ho jati he dobara fir vahi relay ke paas vali cable nikal ke dalta hu cooling chalu ho jati he““ sir mujhe bataye ke relay kharab he Ya compressor ya fir gase khatam ho gai he actually me aabhi shop khola he muje sikhna he please jaldi bataye
Sir ji please guide me🙏 I am getting confused. Mere fridge m lagbhag sab parts jaise ki fridger ,uske copper coil jo fridge k piche connect hota h vo Sab new lagwaye . Ab compressor m problem a rahi h . Ab kya compressor change karne ke b Baad bhi or koi problem a skti h . Mujhe toh itni jankari nahi h . Kripya guide kariye . Phle fridge bilkul thanda nahi kar raha tha. gas filling ke Baad yh sab kam karwaye. Ab compressor kharab h . Compressor change karne ke Baad kya fridge sahi chalega ? Please reply 🙏
Sir mera namaste india ka freezer hai uska compressor cut bhot lamba hota jab cut hota hai toh 4 se 5 gante me chalta hai toh kya problem hogaye hai or return me ice arahe hai
Bhai mera Whirlpool ki fridge hai (4star rating)... 13 saal ho geya fridge ko... kabhi kabhi compressor 1 hours tak continue chalta hi reheta hai aur kabhi kabhi uss se jyada bhi chalta hi reheta hai... Aur kabhi kabhi 15 minute chal ke 20 minutes ke liye band hoke fir chalta hai 15 minute.. aaisa kyun ho raha hai.... Aur ek aur sawal hai ki piche ki jali ko saaf na karne kya hoga
Sar main apna 10 Din pahle Videocon fridge repairing karaya tha 10 din tak fridge Achcha Chala Uske bad cooling ho rahi hai lekin Baat Nahin jamara compressor chal raha hai Garam ho raha hai lekin Jali Thandi Padi rahti hai kya Karan hai please bataen
Sir , Deep freeze का gas charging किया हु But -18C temperature देता है , अचानक discharge line पे vaccum आ जाता है। 20 - 30 min बाद on kiya toh normal working chalu ho jata hai
Resp. Sir, I have whirlpool Master mind inteli sence double door refrigerator, But due to electronic components shot circuit it's become unusable, Please guide me to Start it manually, As of now I have completely cut off its wiring harness
हम आपकी वीडियो से कुछ नही कमाते लेकिन फिर भी देखते हैं, क्योंकि आपकी वीडियो से अच्छी जानकारी मिलती है
Thank you so much.🙏
@@technicalaroraji Hii
@@technicalaroraji fridge ka condenser kabhi garm hota h kabhi nahi hota aur jab garm bhi hota h to bhi cooling nahi Hoti bohot halka sa freezer thanda hota h touch karne par pata chalta h Kiya problem hogi sir bataiye.
अरे भैया क्या खूबी आपने समझाया है। बहुत ही अच्छा था। हमारा फ्रिज का एक आलग ही समस्या है की हमारा फ्रिज मे लैट डिम आ रहा है और फ्रिज चालु नही हो रहा है, direct चलाने से भी चालू नही हो रहा है। क्या करे गरु कृपया बताइए। आप की मेहरबानी होगी please.
Aroda paji pe shak hohi nahin sakta .. thanks sir
Sir ji aapka tarika bahut acha laga samjhane ka or me to ek electrisian hu or mere pass ek deep fridge me aise hi problem aa rahi hai really or olp company ki lagakar chek kiya to compresser kuch second ke baad cut maar deta hai or hitt jyada hota hai or jaha uska condonser laga hai waha par koi bhi hitting nahi ho rahi agar hitting ho jaati hai to samjho fridge sahi kaam kar raha hai sir pls kuch aise tips bagaye ki me usko sold out kar saku pls
Sirjee... आपकी haming vali aavaj बहुत अच्छी लगी
Sar aap bohot jaldi our acchaa samjhate ho. Very good sir 👍😌
Ap ki video se bahut kuch knowledge mila
thank you so much
hii bro ap kamal ke tecnition ho maan gaya me
ak naya falt apne btaya ki relay agr nokal hogi tb bi copresher trip hoga.
Or me AP ke video se bahut kuch sikha hai
Sir agar capilary choaked hein toh cooling coil change karna padega ya phir koi aur tarika hein to batayie
Kis company ka RILEY OLP best hota hi btaiye
Rich
Offline kitna ka aata ha relay
@@shubhamsharma3_ set ata h bhai relay or olp ka 120 ka mistri rate pr
@@dhruvgakkhad9684 bhai mera fridge ki light tho jal rahi ha par
Compressor ni chl raha ha .
Switch on krne par bhaut halki se minor se awaj aari ha
Tho relay set he khab hoga na.
@@shubhamsharma3_ bhai relay olp change kr de hojyga thik
भाई आपका बताने का तरीका ठीक है लेकिन साथ अपनी वीडियो ना दिखा के जो प्रॉब्लम है उसकी वीडयो दिखाएं
Bhai hmne relay lagai h compressor ek baar chal deta h jb cut hokr phir se chalu hone ki awaz aati h lekin chalu nhi hota aur puri fridge bnd ho jati h aur relay kharab ho jati h??
Walhekar hanumant 👌. Good
Ek good video, high voltege, bhi ek karen ho sekta he,
Dry nitrogen method sahi hai ya compressor ka method leakage ko check karne ke liye sir isse related video banaye from nepal
Thanku sir mera sumsung double door ka refrigerator h aur garm ho kar ke do ghante chalta h fir band ho jata h
Sar aap jada se jada video banao please
Sir best front loaded washing Machine konsa acha hai.. 5 member ke liye 30000 ke andar
Samsung aur LG ine donon Mein Se Koi Bhi Ek Lelo bahut acchi hai
videocon side bya side ka hai jaise aapne btaya hai is video me compressor ke pas me fan nhi hota
but us side by side videcon fridge me fan bhi hai or chalta bhi hai lekin usme compressor me sound aata hai one time or colling less rehti hai
Nice jankari sardar ji
Dabal door firig ka comparesar me secson line ya cgarging line dono pipe me koyi bhi secsone line ya charging line bna sakte hai
सर मैंने तुम्हारी मदद से 1 साल में कम से कम डेढ़ लाख रुपए कमाए जालना
thank you paji jitey raho khush raho
thank you sir pataney key liey
Sir aap se mane bahut Kuch Sikhs hai Mai aap ko apna guru manta hu sir mere ek sawal ka jawab jarur dena please
thank you so much RO ka adapter se inverter compressor Ko Nahin check kar sakte
Bahut sahi Sar ji thank u
Sir thermostat full kr ke ke chalae to usse koi problem ho skti h kya
Very very nice video
280 litre ka samsung freeze ka compressor change karna h. Kya charge lagega sir
आप कहाँ के फ्रीज ठीक करते हैं?
Washing machine me palsetar and spider nikalne ke liye koi tools hai sir
please reply me
Cooling mast kr Raha lekin 15 min me over load trip ,, olp bhi acha wala dala ,, comp. Heat jyada ho rha plz reply?
Compressor ka valve leakge hoga ...
1 charging line me kitni gas ati h sir apne iske upar 1video bnaya tha bay waet
Arora ji mera samsung double door fridge dono portion ko thanda kar raha hai. Magar comprassor bahut garam hota hai or automatic band nahi hota.qia karan hai.
Uska thermostate check karo thermostate ka kam Hota Hai compresser Ko बीच-बीच Mein cut off karna
Sir agr 10-20volt drop hoga to cooling slow hogi kya
Sir Vacume Vacumepump se kara sahi hey ya Extra Compressor se is pe ek bar video banvo 🙏
Dhanyavaad guru ji
khubaj sars
Kya compressor chalane se pahle section Band Kar Le compresser Chal Na Chale to sahi hai ya kharab
Sat Sri akal paji ji
Very helpful video
Nice Vedio
Sir mene 1 week phale me new fridge liya hai singal door whirfhool tuch balaka 1st day to 1 hours me barf jama diya tha ab 10 hours le rha hai aur fridge me cooling bhi slow hai kiya kare sir pls reply
Sir you are right
350 ltr icecream deep fridge hai mere pas. start krne par 1 ghante tak achi cooling krne lagta hai. or body bhi garam hone lagti hai. lekin 1 ghante k baad ice or cooling dono khtm ho jaati hai. or fridge chalta rehta hai. plz kuch bataiye kya problem hai.
Hlo sir compressor ko derict hum kitni der tak mtlb kitne min tak chala skte hai
3 piece ke aisi Hain inverter AC theek kar paoge kya aap
Hello sirji, mera LG ka double door fridge ka compressor bahot garm ho raha hai par cooling proper kar raha hai, relay aur capacitor dono change kiya fir bhi bahot garm ho raha hai, compressor me oil bhi change kiya par load me rukne ke baad start nahi hota, 30 psi me bhi start nahi hota.
Compresser Agar oil Utha Raha Hai To garm Hoga yadi gas Chok ho rahi hai to bhi garam hoga yah donon chijon ko bhi check karo
डबल डोर फ्रीज में कंप्रेसर गर्म हे और हल्का हल्का ठंडा कर रहा है उपाय बताओ reply
Salaam o alaykum sir sir ye btay k filter q lagaty ha fridge ko
Sirji please reply , mera samsung refrigerator h jiska compressor kharab ho chuka h , to ky local mistry se lagwa lu la company se ?
Hi paji, mere pas videocon ecocool 95 ltr ka fridge hi... 2 problem hi.. 1st power bof jada consume karta hi n 2nd jab compressor on off hota hi to bot jada awaj karta hi fridge tak hil jata hii.. pls suggest.. thanks in advance..
Good ser
Sir R290 ke sath konsa oil dale
Sir invter compressor me bhi same samsya aati hai please🙏
Fridge ki gas kit ke bare mein video banaaiye aur usko kaise replace Karen kharab ho jaane per
Sir Jaipur me look Dwan ha keya
Sir Godrej D fridge 500 liter m konsa comparser legta h
Sir RO ke smps Yani adoptar se inverter compressor chek Kar sakte hai sir jawab jaru dena please sir
Nahin check kar sakte
Arora ji aap ki shop kahan hai
Bhetar jankari
sir samzo pahle compressor me r34 gas hai mere ko usi compressor me r134a bharna hai to yha ho sakta hai
Bhai ji mene apne fridgh m purana comrassior dalwaya tha lekin cooling Kam kr rha h barf nhi jmata or jaldi jaldi cut Marta h firdgh
Ek fridge hai jisme overheating se ampear badh rha aur trip kar de rha kya problem ho sakta hai
Olp realy bhi chenge kar diya fir bhi problem vhi hai kya problem ho sakta hai
Olp के बिना फ्रिज चला सकते है क्या
Respected Sir,
Mujhe compressor oil change karna tha, maine compressor on kar ke discharge line ko band kar ke suction line oil dalna shuru kiya, kuch oil jane ke baad suction line se back pressure ane laga.
Uske baad se compressor me pressure nhi buildup ho rha h.
Kya mera compressor kharab ho gya hai?
Kharab ho gya
Bhai compressor jyada hit ho rha hai Samsung double door ka but cooling bhi achi kar rha hai dono part mai aur ampire bhi 0.5 le rha hai
compresser ke pass ya condensar ke pass fan laga hua hai kya. yadi laga hua hai to vahan per check karo vah fan proper chal raha hai ya nahin. yadi condenser ke pass bahut jyada dust jam gai hai to use Safai karo Aur pankhe Ke Upar bahut jyada dust jam gai hai to use bhi saaf karo fir Uske bad aapka compressor normal garam hoga. Baki aap ke fridge Mein Koi dikkat Nahin Hai
@@technicalaroraji bhai vha pe koi fan nhi hai send your number
compressor oil kam ho to bhi yah problem aati hai kya sir garam hoke band Ho jaate Hain
nahi
Open pipe Deep friz k bare mei video banaye
Sir jankari bataye
Good video sir
Thanks
Frij ka gas charging ya frij ka repair ka bhi paisa batye
Sir freez me hass charge kiya hai lekin filter aur capplary over heat ho raha hai backpressor 8 hai 190 ltr hai
Sir freez me compressor bhi hitt ho raha he aur relay ke paas ki dono cable ko nikal ke vapas dalta hu to fir cooling chalu ho jati he thodi der baad firse vahi freez ke andar cooling kam ho jati he dobara fir vahi relay ke paas vali cable nikal ke dalta hu cooling chalu ho jati he““ sir mujhe bataye ke relay kharab he
Ya compressor ya fir gase khatam ho gai he actually me aabhi shop khola he muje sikhna he please jaldi bataye
Relay change karo relay ki samasya hai
Very good Veer ji. Well explained.
Sir ji please guide me🙏
I am getting confused.
Mere fridge m lagbhag sab parts jaise ki fridger ,uske copper coil jo fridge k piche connect hota h vo Sab new lagwaye . Ab compressor m problem a rahi h . Ab kya compressor change karne ke b Baad bhi or koi problem a skti h . Mujhe toh itni jankari nahi h . Kripya guide kariye . Phle fridge bilkul thanda nahi kar raha tha. gas filling ke Baad yh sab kam karwaye. Ab compressor kharab h . Compressor change karne ke Baad kya fridge sahi chalega ? Please reply 🙏
Compresser lagne ke bad Mein fridge Mein Ab Kuchh bacha hi Nahin. compresser Lagane ke bad bilkul sahi chalega
@@technicalaroraji
Thank you sir🙏
Sir discharge pipe se pressure nahi Nikal Raha plz batayen problem kia hosakti he
Subeh se 6pm fridge badhiya chalta hai par sham ko apne ap defrost hokar fir chalu
Good explain
Sir mera namaste india ka freezer hai uska compressor cut bhot lamba hota jab cut hota hai toh 4 se 5 gante me chalta hai toh kya problem hogaye hai or return me ice arahe hai
Nice
Sir wherpul ka dabul door frig 10 minutes on hota phirband hota hai or uske bad on hota hai kya problem he please reply
Bhai mera Whirlpool ki fridge hai (4star rating)... 13 saal ho geya fridge ko... kabhi kabhi compressor 1 hours tak continue chalta hi reheta hai aur kabhi kabhi uss se jyada bhi chalta hi reheta hai... Aur kabhi kabhi 15 minute chal ke 20 minutes ke liye band hoke fir chalta hai 15 minute.. aaisa kyun ho raha hai.... Aur ek aur sawal hai ki piche ki jali ko saaf na karne kya hoga
Sir. Good video
Samjanay ka asha tameka hay
Sar main apna 10 Din pahle Videocon fridge repairing karaya tha 10 din tak fridge Achcha Chala Uske bad cooling ho rahi hai lekin Baat Nahin jamara compressor chal raha hai Garam ho raha hai lekin Jali Thandi Padi rahti hai kya Karan hai please bataen
Sir deep fridge hai ak mene uski rely bhi change kr di fr bhi frdge thnda ni kr raha or amp le raha hai 0.1.7 kiya problem ho sakti hai
Sir ji hmare pass voltas ka 195 litar ka hai compressor garm ho rha hai or vh Tanda bhi nhi ho rha hai or please sar suggestions
Sir , Deep freeze का gas charging किया हु
But -18C temperature देता है , अचानक discharge line पे vaccum आ जाता है। 20 - 30 min बाद on kiya toh normal working chalu ho jata hai
Resp. Sir,
I have whirlpool Master mind inteli sence double door refrigerator,
But due to electronic components shot circuit it's become unusable,
Please guide me to Start it manually,
As of now I have completely cut off its wiring harness
Sir Maine LG ka compressor ko workshop banaya hai bo garm jyada ho raha hai to kya karna hai
Sir apka pass mera ak sawal he.split ac ka non invartar kuss unit ka outdoor me pcb meltahe.a pcb keyse kam kortahe ap bataiye sir plzzz❤️❤️❤️
Sir aap kha se ho mujhe kam sikha skte he 1 year to kar rkha he mene but kuch kamiya he jo dur krna he aap mere guru banoge
Sir campresr kitane ka atta ha
Good video sir very much
134 a से रिलेटेड कंम्प्रेसरो में 6से 8psi गैस डालना चाहिए मेरा एक्सपीरियंस है
Sar frij ka kampres 15 mint chalta fir band ho. Jata he
Uske relay check karo thermostate check karo aur gas Chauk To Nahin ho rahi vah bhi check karo
Compressor kitne me in change hota hai ..?
रिले चेंज करने के बाद फ्रिज हाय एंपियर ले रहा है दो सेकंद के बाद चलने के बाद बंद हो जाता है
Sar Main Apni Roji Roti Kama raha hun
but esi samsaya km ati hai but kbi hoga to apki yad ayegi