Ya haal bhi sab ka hai hero wale nahi sunta kisi ki baat uper sa bolta hai jaio consumer court vohi kara ge.hero walo nahi sunta uper sa fone par dhamki deta hai.hero wale kehta hai ki warrenty khali paper par likhi vais cycle china maal hai hum koi warranty nahi deta jao consumer court.
meri lector cycle ki display kaam nahi kar rahi hai. 3yr hue hain. hero wale ne kaha service center lena paedega. service center yahan se 40km dur hai. Abhi dekha to display Jahan joint hua hai wahan ke niche wale wire tut gayi hai. ab display change karne se bhi solve nhi hoga. service center leke bhi nhi ja sakte
Iska average throttle means only battery pr 20-25 km he h.. but loding capacity kaam nai h iska 150kgs aaram se kahi bhi khich lega in overbridges also...
Thank you
Bataiye bhaya mathura me kaha he service center
Ji
@@AashuBr06 ji ka means kiya he.bataiye kaha he address dijiye.mathura me kaha he
Google pe search kijiye
Go for emotor x series model best hai with budget friendly, mai x2 model use ker raha hu, aram se 30-40km chelega
Bahut badiya video
Ya haal bhi sab ka hai hero wale nahi sunta kisi ki baat uper sa bolta hai jaio consumer court vohi kara ge.hero walo nahi sunta uper sa fone par dhamki deta hai.hero wale kehta hai ki warrenty khali paper par likhi vais cycle china maal hai hum koi warranty nahi deta jao consumer court.
Aisa koi baat nai hai bro aap log review dijiye action hum logo lene ke liye hai na.. aap log support dijiye.. sb sudhregaa
Hero waise chor company hai warranty nai deta kisse bhi chiz ka..
Speedometer purchase link Dijiye
Ok
Mera c8i ka back wheel ek din me 4bar brust huya,. tyre ,tube change karna hai lenlkin nehi mil raha hai
Search in local market
meri lector cycle ki display kaam nahi kar rahi hai. 3yr hue hain. hero wale ne kaha service center lena paedega. service center yahan se 40km dur hai. Abhi dekha to display Jahan joint hua hai wahan ke niche wale wire tut gayi hai. ab display change karne se bhi solve nhi hoga. service center leke bhi nhi ja sakte
Call customer support or go to nearest service centre..
@@AashuBr06 they told to go to service center. Problem is service center yahan se bahut dur hai
Flipkart ka delivery 🚚 kar sakte hai 😐😐😐 with backpack 🎒
Go with commercial e-cycles
Iska average throttle means only battery pr 20-25 km he h.. but loding capacity kaam nai h iska 150kgs aaram se kahi bhi khich lega in overbridges also...
SELL KARANE KA PLAN HAI KYA BHAI
Nai
Is ke keemat
30k