Sir, me odisha se balo raihoo select me homara city nai to dusare Bala me homara city select Karne kiliye Kiya Karna padega.sri I hope you ,my problem is understand.
bhai i need help, mene bhi isi link se book kiya to sab ho gyaa payment ho gayi but mai application form ka pdf download nahi kr payaa aur achanak back ho gyaa, eecent tab me bhi nahi hai ab kise download karooo plz btaao bhaai
Bhaiya mera Adhaar card hai leking birthday date ni usme Or mobile no bhi link ni hai Adhaar m. Or mai ja ni sakta mujhe problem hai chalne m toh meri birthday date or moblie no link kaise hoga bta sakte ho aap
Mujhe adhar card me number link karna he.lekin pehele se hi kuch bhi number link nei huatha ta kese otp nikalaunga. And appointment ke bad kn kn sa document submit karana he aadhar center me.
भाई जान 4 दिन पहले मैने अपना आधार कार्ड बन वाया था मेरा आधार कार्ड जेनरेट तो हो गया लेकिन जब में उसको download करता हूं तो otp नहीं आता क्या दिक्कत है मोबाइल नंबर भी लगा हुआ हैं
Adhar Center madhe mobile number change karanyasathi line lavavi lagate. Kadhi laksha pan det nahi adhar center vale parat parat feri maravi lagate tyapeksha adhar card mobile number nasel kivha old mobile number nasel tar bank account mobile number adhar card mobile no Correction karata yenar tar sanga karan ata bank account mobile number first priority ahe
Sadi ke bad aadhar card me pahli bar pati ka nam aur address bhi Jodna ho to kya kare , iske liye kaun se documents ki jarurat padegi, kyo ki shadi se pahle hamare sab documents me father ka nam he,aur mere pas aisa koi document nahi he jisme mere sath mere pati ka nam ho, aur mujhe apne aadhar me pati ka nam jodna he to kya kare, apse request he ki aap iske jankari me ek video banay
very informative video ....thank you so much
Ekdm sahi information dete hai...
🙏🙏🙏thanku
Nice video big brother😘😘
Thank You
Sir mere pas Mantra device hai se
Uske shayta se kaie fon no. Chenging kre se
Acchi jankari
Thanks
Bhai Mere Aadhaar card Me Dusara Number Register Hai Vah Sim Kahi Kho Gaya Hai To New Number Kaise Register Kaise kare
Salute..,
Sir, me odisha se balo raihoo select me homara city nai to dusare Bala me homara city select Karne kiliye Kiya Karna padega.sri I hope you ,my problem is understand.
Please read English grammar
Thanks Bare Bhai
This guy is true
Very helpful bhaiya ji
Si maine Mobil main kiya hai auraine book bhee kar liya hai but main sirf bus screeshot liya hai sirf kyabyeah sahi hai hai
Ok hm to soch raha tha ki begar Aapatment book kiye Ho jayega thanks
bhai i need help, mene bhi isi link se book kiya to sab ho gyaa payment ho gayi but mai application form ka pdf download nahi kr payaa aur achanak back ho gyaa, eecent tab me bhi nahi hai ab kise download karooo plz btaao bhaai
Usefull video
Paynearby ke app ke bare mein bhi ek video Puri tarah se banaye
2:23
Sir adhar card home delivery ho sakta hai kya
Mena galti se mobile number link karna ki kosis kiya ab phone pa apointment korna kha raha ha to may apointment na kiya to ka problem hogi???
Aadhaar senter jana padega kya mobile number update karnevke bad
Sir jo mera aabhar card pe number link tha vo number abhi band ho chuka hai to kya karna padega
Mera mobile no. jo aadhar me update hai wo band ho chuka hai use change krna hai
Appointment book karle to fir hame kon kon se documents lekar center jana padega
Sir main resive lekar centar jakar card nikal ne keliya jaunga card nikalne keliya mera fingerprints dena pare ga plz tell me sir
Ok sir ji 👍👍
Good information
Kya ham ye nhi kar sakte sir slot book kyo kare sir sab to humne bhar diya to unko qr code kyo unko dikhaye vo kya karenge
For update mobile number how many days it will take for update
Aadhar registration mobile number ..bohat aga band ho gaya tha..Mai new number kyse link kara
Sir new mobile nomber kese karna batana sir Pehele se v nehitha to kesa kare
Direct aadhar center me jaye
Bhaiya mera Adhaar card hai leking birthday date ni usme Or mobile no bhi link ni hai Adhaar m. Or mai ja ni sakta mujhe problem hai chalne m toh meri birthday date or moblie no link kaise hoga bta sakte ho aap
Bhai ye video kaise banate hai, jaise aap information bhi de rahe ho and Screen bhi dikh raha jo bhi process bata rahe hai, please guide
sir ji bhut ache se apne samjhaya but mera no chori ho gya h to otp kaise ayega plz bataye mujhe
Mujhe adhar card me number link karna he.lekin pehele se hi kuch bhi number link nei huatha ta kese otp nikalaunga. And appointment ke bad kn kn sa document submit karana he aadhar center me.
SIM kho gya hai ,to kaise new mobile no. Update hoga
भाई जान 4 दिन पहले मैने अपना आधार कार्ड बन वाया था
मेरा आधार कार्ड जेनरेट तो हो गया
लेकिन जब में उसको download करता हूं तो otp नहीं आता क्या दिक्कत है
मोबाइल नंबर भी लगा हुआ हैं
Sir me online address change kiya hu 6 day ho gaya abi tak nahi huwa hai please help me sir 🙏🙏🙏
Adhar Center madhe mobile number change karanyasathi line lavavi lagate. Kadhi laksha pan det nahi adhar center vale parat parat feri maravi lagate tyapeksha adhar card mobile number nasel kivha old mobile number nasel tar bank account mobile number adhar card mobile no Correction karata yenar tar sanga karan ata bank account mobile number first priority ahe
आधार सेंटर पर आधार मे मोबाइल नंबर अपडेट करवाने पर रजिस्टर्ड मोबाइल नंबर पर ओटीपी नहीं आता पुराना सिम कार्ड बंद हों गया है तो परेशान न हों।
Bhai first time mobile no link krne k liye kya karna hai already koi no link nahi hai
Kya adhar no.badal sakte hain iske liye kya karna hoga
Sir
I don't no registered mobile number but
How will
Sir appointment book niii ho rha hn
Sir mere Aadhar me koi mobile no.nhi add h to kya kre 🙏🙏
Kya documents leke jane ke center pe?
old mobile number hi mere pass nehi hain to kya karna padega numbr change karneke liye
Dear iske liye aapko direct aadhar center jana hoga aur aap wahi jakar new aadhar card ke sath new mobile number update karwa sakte hain
Mera purana wala phone no. Nhi h Mere pass to kren Bhai batao plz
Dada main Jamuria ka hoon lekin city nehi araha he
Hamko mobile number added karna hai pahilase nahin tha Kaise otp aiyaga
Sadi ke bad aadhar card me pahli bar pati ka nam aur address bhi Jodna ho to kya kare , iske liye kaun se documents ki jarurat padegi, kyo ki shadi se pahle hamare sab documents me father ka nam he,aur mere pas aisa koi document nahi he jisme mere sath mere pati ka nam ho, aur mujhe apne aadhar me pati ka nam jodna he to kya kare, apse request he ki aap iske jankari me ek video banay
Sir plz purana number nhi hai to ham kaise otp dalenge 🙏
Are yaar bikaner city to show hi nhi ho rha h
Log in ka option hi nahi dikhayi de raha hai bhai.
Plz reply
Ek bar mai kitne addhr card mai ek hi mobile no link krwa skte hai
Jyse mere papa ka or mummy ka krwna hai ek hi sath book ho jayega appointment
Start se hi mobile no nahi hai
Aadhar hai per mobile no nahi hai pahli baar mobile no dalana hai
Bhai appointment book karne ke bad Aadhar centre nahin Khoj raha hai not found bata raha hai jabki state district town sabhi ka naam ham bhar rahe
2nd wala option use karo dear registerar wala
@@HumsafarTech bhai 2nd wala ka hi bata rahe hai 1st me hamara city hai hi nahi
Adhaar me address update karne me Rs200 lagta ha kya
Nice
aapne ye nai bataya ki jinka mobile number link hi nai h , unko agar new mobile number update krna h. Wo kaise krenge ?
SIR CSS ME KARANA JI
Mobile number nhi resistor..hai ...ye wala batao
Bhaiya me srinagar me rhta hu par jab myaadhar ki web side par aadhar card centor me srinagar ka option hi nahi aa rha to me kya karu
Sir phone se mobile number change nahi hota hai to aap kaise kar rahe ho
sir will a new aadhar card come after updatation of mobile no...or it will be same
It will be same
@@KAALIRATEIN ok thank you sir
@@chayanpathak you're welcome
Sir ji agar mano mene appointment book kar liya aur mein nehi jaa paya adhar center toh kuch problem hoga kya ...Plz reply sir ji
Problem kuch nahi hogi dear dubara book karna padega appointment
@@HumsafarTech sir, Agar mere Papa busy hai, toh kya unka aadhar mai update kar paunga?
Sir, main Asansol se hu, par city select nahi ho Raha hain
Waahh asansol kaha se..
Same
Tumhara hua?
Sir plzz paytm kyc ke liye pan card se nhi ho sakta h kiya mera 18 plus adge h but narega job card ya voter nhi h pan h adhaar h kaise kre kyc sir
Aadhar se aap direct kyc karwa sakte hain but mobile Number aadhar ke sath link hona jaruri hai
@@HumsafarTech ha sir mobile number link hai but khud se kar sakte hai ya cafe jaake
Sir mobile number kab tak update ho jaye ga
Haa sir capcha show nahi ho raha hai
Kitne din lagte h aahdar updated hone me
Bhai address change Bina kisi documents ke kaise Karen please bataiye
Mera purana number nahi hai
Sir o pepar ka time kitna din rehta hai please help me sir
Kitna din legseta update hone keliye
Above कैप्चर कोड nhi dal पा रहा हूँ
Mera city to mil he nahi raha hai...
कोई भी लड़की हो उसकी शादी होने के बाद आधार कार्ड में फ़ोटो बदलना जरूरी होता है
जवाब जरूर दीजिए
पता और उसके पिता का नाम चेंज हो गया है
Captcha show nahi ho Raha he
Sir time select ke 1-2 din late ho jay to koi problem hogi kya
New nambar kaise dale
Pahle bhi nhi dala huaa hai
Ghaziabad me govt aadhar center Kaha h
Aadhar ki website par visit kare dear
भाई ये बताओ मेरे आधार से कोई भी नंबर लिंक नहीं है तो क्या मैं घर बैठे लिंक कर सकता हूं🙄
Nhi
Sir
Can do anywhere
Purana number agar kho gaya hai to kaise hoga
Mene book ki hai abhi but fee 0 hai aisa ku mene 3 chize update dali hai jab bhi fee 0 hai or book ho gyi koi problem to nhi plzzzz reply
मोबाइल नम्बर ही लिंक करवाना है तो क्या करे 🙄🙄
Mera phele wala sim kho gaya to otp to nhi aya to kya kare?
Dear iske liye aapko direct aadhar center jana hoga aur aap wahi jakar new aadhar card ke sath new mobile number update karwa sakte hain
Ok thanks
Love..... you....sir
Online Service centre me jayenge
Rt bro
Mobile Number update hone ke liye kitna time lgta hai?
how many days!
7 day
Adhar card dat Barth kesa kra
Dusra method to bto
Kitna din mai hota hai
Capcha nhi a Raha hain
Thanku sir
भाई मुझे पेटीएम की फुल केवाईसी करनी है पर मेरी एज 18 कम हे पिल्ज मदद् करो
Iske liye aapki age 18 years complete hona jaruri hai iski jagah aap apni family me kisi other person ke name se kyc karwa sakte hain
How to get hard copy updated
Sir
मेरे आधार कार्ड में पहले से कोई मोबाइल नंबर जुड़ा हुआ नहीं है
Sir मेरे को मोबाइल नंबर जोड़ना है sir कैसे जोड़े
Fir aapko direct aadhar center jana hoga
Kese sir