*Sunnat Ka Source Hadeeth Hai. Jo Bewakoof Hadeeth Ka Inkaari Hai Vo Sunnat Ka Bhi Inkaari Hai Kyonki Bina Hadeeth Ke Sunnat Ka Koi Motbar Source Nahi Hai Aur Jisko Jo Dil Karega Vo Uss Kaam Ko Sunnat Bana Dega!*
@@WayOfJannah Hadith Rasool Allah S.A.W ki wafaat k 150- 200 saal baad likhi gai aap aj aik baat kahen kia wo 200 saal baad bilkul unhi alfaaz me bayan hogi? Or maani me koi confusion paida ho hi nahi skti? Uss k upar Rasool Allah ne uske likhne ki koi talqeen nahi ki. Jahan tak raha Hadith or Sunnat ka 1 hone ka sawaal to kia Rasool Allah deen na muqammal chor k gae the or Hadith likhe jane se pehle log Sunnat se mehroom the?
Quran kis Hadith me aya ha? Jese Quran Ummat me Transfer hua ha ussi tarah sunnat bhi amli tawatur se transfer hui. Rasool Allah Deen na muqammal chor k nahi gae k baad me muhaddiseen aake usko mukammal karenge.
Hassan Ilyas sahb ny bht acha jawab diya, in ko ye jwab b dayna chahye tha k Namaz to Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم k wisaal k bad b log parhty thy k jab tk Ahadees jama ni ki gayi thin, or isi ko Sunnat kehty han, Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم ka kiya hua Amal, Sunnat hai, jo Aap k bad Aap k Ashaab dohraty rahy, chahy jo usko tehreer mein laya gaya ho ya na ho. Tehreer mein laya gya ha to achi bat ha k log usko parh b sakein, lekin Sunnat Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم k Amal ka naam ha jo Aap ny bar bar dohraya.
Hasan bhy ne bada dil kar ke bol diya, warna engineer ek kitabo se lada jaanwar hay, jo kitabo ko saamney rakhta hay apni mez par, lekin jaanwaro ki tarah chillata hay. Oopar se chotey se shehr se honey ki kamtri ka ehsas bhi hay jis ka khud izhar bhi karta rehta hay. Engineer ek chotey shehr ka chota insan hay. Ghamidi sahab us se bhi chotey deyhati gaon ke badey aadmi hain.
@@BilluDon420 Baatey kaatna koi badi baat nahi hay. Faisal sahab ne ek kathputli TV Anchor ki tarah behave kiya un ke sath aor kisi cheez ka poora jawaab deney nahi diya. Wo sab kuch sun kar na bhi maantay to alag baat thi, lekin ek guest ko poori baat karney dena ek mezbaan ki zimmedari hay, jab ke hasan sb ne koi unpar zaati ilzaam nahi lagaaya.
1)@Awaz E Haq Uncensored Channel for Hinduism, Ariya Samaj & Atheism 2)@Qaiser Ahmed Raja Channel for Atheism, Agnosticism, Secularism & Liberalism 3)@Sam Stallone Channel for Hinduism & Christianity 4)@Awakening Channel for Hinduism 03.11.2024
I like your channel...... JazakAllah hu khaera for the update....... We are thankful to Allah for blessing us educated scholars like Hassan Ilyaas and Sir Engineer Ali .
Hadees is the written record of sunnah. Agar written record na hotaa tu aaj kal buht se log bedaat ko ijmaah se sabet karchuke hotei. Written record ensures what’s right and wrong.
Bilkul bhai. Fr hanfiyoo ne b apni nimaz pe ijma kiya hai jo ki kisi b sahi hadith se sabit nhi hai. Imam mehdi ur hazrat isa pe to ummat ka ijma hai ur tawatur se aya hai fr gamdi shb in aqeedoo ka inkar ku karte hai.
He did not say that Islam is complete only with the Qur'an, but he said that Islam is complete with the Qur'an and the Sunnah, and the source of the Sunnah is Amli Tawatur, not the Hadith. Also hadees is a ilm to improve our ilm towards Quran and Sunnah
Ilmi tawatur k hisab se to islam ki bohaat se chains ban jaen gi, faisal sahab ne bas namaz ki masal di, warna yahan to har masle mein har firqe ka apna tariqa apna aqida hai. To kiya sabi ilmi tawtur se a rahe hain? Agar ilmi twatur bhi maanna hai to phir arbio ka manna chaiye, kyon k sahaba ki auladen to wo hain, yahan braseghir k muslman jo bad mein muslman howe unka to nahi. Braseguir aur baki dunya k islam mein beshamaaar dfrnce hai. Usko door karne k liye hadis zarori hai.
Hasan Ilyas Sahb is 50% right here because Hadees Rasool Allah (S.AW) ne Jo kaha wo Sahaba ne yaad karlia ya likh lia baqi Hadees ki kitaben agarcha bad me likhi gai hai to liken usme jo ahadees hain wo bilkul wohi hain Jo Rasool (S.A.W) ny khud sahaba ko deen sikhanay ky liye samjhai thi
Quran = Word of ALLAH directly from the mouth of Prophet S.A.W and written down carefully by Sahaba under the guidance of Prophet S.A.W Hadith = Words/Actions of Prophet S.A.W by the mouth of Sahaba, Tabiyeen etc and written down by Scholars and a lot of scrutiny was performed on all sorts of Hadith to collect only valid Hadith Quran's authenticity can not be questioned because it is directly by Prophet S.A.W and is the word of ALLAH Hadith's authenticity can always be questioned because it reached to us by many people who are nowhere near the status of Prophet S.A.W. Even if all Hadith are proven wrong, no one can prove Quran wrong. I think it is enough to state that "Islam = Quran" and that's it.
رسول اللہ ﷺ کے عمل حکم اور اجازت ہی سنت کہلاتی ہیں جو اگر لکھی ہوئ ہو رو اسے حدیث کہتے ہیں کہ یہ عمل کیا یہ عمل کرنے کو کہا اس کام سے روکا وغیرہ یہ تو فتنہ ہی ہے اللّٰہ بچائے جسے دیکھو وہی دعوت دیتے دیتے کب فتنے میں تبدیل ہو جائے کوئ پتہ نہیں چلتا end time
@@zulqarnainmehmoodhanbli1016 To Bhai wo to baat krskta ha na kiuke wo america ma bheta ha or usko koi khatra nahi ha or engineer sb Pakistan ma sb molvio se panga le chuke he to ..
Ghamidi and his students should tell the criteria of taking knowledge oitside the Quran. If Namaz is known by tawatur then the coming back of Isa(as) should also be accepted. As that is known by tawatur aswell.
@ bilkul isi tarha jese hume ye tawatur se pata chalta hai k hindustan me mughlia saltanat qaim hui hai , pakistan quaid e azam ne banaya tha, karl marx ne das capital likhi thi , 9/11 hua tha , imam abu hanifa ek faqih guzre hain, yani logo ki itni bari tadaad kisi waqia ko bayan kare k jis ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho, usey tawatur kaha jata hai, hadeso ka tawatur muhaddiseen ki istalah hai k 70 bande agar ek baat bayan karen rasool allah ki nisbat se jo wo akhbar ko tawatur haasil hojata hai , tou usey hadees e mutawatir kehte hain. Kaha 70 bande or kaha puri ki puri naslen
@uzairhasan9515 tawatur ki koi bhi aik tareef nai. 9/11 hamarai samne TV pe hoa tha. Karl Marx kai shagird kai shagird kai shagird kai shagird mujood hain..unki baat aap mantai ho kai usne book likhi. Ye baat aap nai khud KHABAR se confirm ki. Aur in logon kai sachai honai ki koi daleel nai. Magar Hadith mai sachai aik criteria hai. Magar aap usay nai mantai. Ajeeb baat hai. Mughal empire ka bhi aap ko ur mujhai Khabar se pata chala. Phir try karo
@ khabar se tou pata chala hai lekin khabar dene walo ki tadad itni bari ho k jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho, 9/11 ka mamla tv per hua tou kiya tv bol bhi raha tha k twin tower per attack hua hai ? Tv me bhi insan hi khabar de rahe thy or khabar dene walo ki tadad itni bRi thi k jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho , warna twin tower girana video me koi bari baat nhi hai, lekin agar video ek camera ki dikhayi jayegi tou wo khabre wahid hojayegi jisey hadees kehte hain or ye yaqeeni ilm nhi hota lekin wohi video jab itne camero se dikhayi jaye jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho tou usey tawatur kehte hain, or ye yaqeeni ilm hota hai. Bikul isi tarha karl marx ek insan guzra hai humari tareekh me ye baat bayan karne walo ki tadad itni bari hai k aqlal maan nahi sakti k sab ne mil kar jhoot gharh liya ho , mughlia saltanat ka bhi yehi mamla hai . Jab k hadees ka mamla ye hai k khabar dena wala wahid hai , or agar in ki tadad 70 tak pohnch jaye tou muhaddisseen is per tawatur ka hukum lagate hain. Ye muhaddiseen ki ghalti hai unhy aesa bilkul nhi karna chahiye tha , in ki is ghalti se khalte mabhas peda hota hai haqiqi tawatur or akhbar k tawatur me , kio aam log is funni mozoaat se la aagaah nhi hote or mutawatir ka lafz sun kar samjhte hain k ye shayad wo tawatur hai jo puri ki puri generation bayan kar rahi hai .
Any one who wants the answer to the question engineer didn't respond can watch mufti Yasir Nadeem al wajidi response on this he has adressed this matter many times
میرا خیال ہے جو قران و حدیث کو ایک نہیں مانتا اسے اپنے ایمان کی فکر کرنی چاہیے کیونکہ اللہ قران میں فرماتا ہے اللہ کی اطاعت کرو اور اس کے رسول صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اور نبی صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اطاعت ہی اللہ کی اطاعت ہے اور بے شک دین محمد صلی اللہ علیہ والہ ظلم پر مکمل ہو گیا ہے
Jab Allah SWT ne Quran Pak me kh diya k mein ne deen mukamal kr diya Too debate kis bat ki oss waqt sahih bukhari muslim to ni thi. In my opinion hume koi bhi msala sab se phele quran or sunnat se solve krna chaihye second option kutbe Ahadees honii chahiye. ( I am not denying Hadees. It is only my opinion.)
"حسن الیاس کو اپنی کارکردگی میں بہتری لانے کی سخت ضرورت ہے۔ ان کے خیالات کو واضح الفاظ میں نہ بیان کر پانا اس ادارے کے لیے نقصان دہ ثابت ہو رہا ہے جس کی وہ نمائندگی کر رہے ہیں۔ بطور المورد کے عام طالب علم کے، یہ صاف نظر آ رہا تھا کہ حالیہ انٹرویو میں فیصل وڑائچ کے سوالات کا جواب میں جو حسن کے ذہن میں تھا، بتا نہیں پا رہے تھے۔حالانکہ انہی سوالات پر غامدی صاحب پہلے ہی نہایت وضاحت سے روشنی ڈال چکے ہیں۔ پندرہ سال سے زیادہ استاد کے ساتھ گزارنے کے باوجود حسن عام لوگوں تک ان خیالات کو موثر انداز میں نہیں پہنچا پا رہے۔
بہرحال غامدی صاحب نے تھانوی رسول اللہ والے معاملے کے حوالے سے تین اقساط میں جو باتیں کہیں ہیں، وہ انجینیر صاحب اور ان کے ماننے والوں کے لیے آنکھیں کھول دینے والا ہے
بہرحال آپ کے نام کے ساتھ اگر کوئی شخص عقیدت کی وجہ سے کلمہ پڑھے تو آپ کی غیرت ایمانی اس کو وہیں روک دے گی۔ ہے نا؟ لہذا ایسا کیا مقام ہے جس کی بدولت تھانوی جی نے اپنے پیارے بابی کو تسلی دی لیکن ایک عام مسلمان اس موقع پر روک دیتا ہے۔
I politely disagree, if sunnah is what you’re claiming as it transferred through generations and is still everyone is right on what they are practicing, then there isn’t any difference in ummah and whoever wants to practice whatsoever can? No, the sunna will now be verified through whatever preserved as Sahih Ahadith and is the only way as of this time and next that all Muslims of different sects can be called to a unanimous point of agreement.
Yeah to wohi baat hui ky Quran tehreeri shakal mae Nabi pak ky baad aaya. Ab kon keh skta hy ky deen nabi pak ny mukammal nhi kea. Deen mukammal kea lekin waqt ky sath Quran tehreer hona zaroorat thi. Bilkul issi trah sunnat mehfooz hony ky liay hadees ka hona zaruri tha.
بیشک لوگوں کی کتابوں میں سن سنا کر لکھی ھوئی باتوں کو حدیث رسول ص کہنا بہت بڑی جسارت ھے۔ اگر ایک لفظ بھی رسول اللہ ص سے ایسا منسوب ھو گیا جو آپ ص نے نہیں فرمایا تو اس کی پکڑ ضرور ھو گی۔ اب اس کی ساری کی ساری ذمہ داری کتابیں لکھنے والوں پر آئے گی یا ان سنی سنائی باتوں کو حدیث ماننے منوانے اور حدیث رسول ص کے نام سے مشہور کرنے والوں پر۔ ایک بات اور دوسری بات یہ کہ حدیث کی ان کتابوں سے سوائے دین میں فساد کے اور مسلمانوں کو آپس میں لڑوانے کے ھم نے لیا کیا ھے؟؟؟ کچھ بھی نہیں حسن صاحب ٹھیک کہہ رھے ہیں کہ ان کتابوں کے بغیر بھی دین مکمل ھے
I don't agree with Hassan Ilyas Bhai at all. Hadith is a very important thing for the Islam and for them, the way they are putting Hadith aside for Muslim affairs is not a good thing.
Abrar bhai phir saare "muhaddiseen" ka muaZ Allah dimaag kharab tha ki unhone apni zindagi Allah aur uske rasool ki farmabardaari mein khapaadi?kaise koi hadeeson ko seedha right off kar sakta hai?imam Bukhari, muslim,tirmizi,abu dawood,nasai etc
@ Hajj to hota raha tha quran said months of hajj means log jante they ke hajj kya hai aur us ke months kone se hain . Problem is we judge hajj to our current situation and in old time, we can never understand because we see everything happening is same in current situation. We need to go back and try to understand bro
@@shaha8783Han or hajj me kiya talbia kehna hota h wo bhi shirk ki milawat k sath janty thy Nabi Akram SAW se pehly to phr ijma or amli tawatur kaha gaya? Waha Nabi SAW ne amli tawatur ko ghalat sabit kiya or us tawatur waly talbiya ko shirk kaha
@da_reverted aap pehle ye batao ki SURAH FEEL mein wo kaun se HAATHI WAALE aur kaun se ABAABEEL the... Aur SURAH LAHAB mein ABU LAHAB kaun tha, wo RASSI kya the aur AURAT kaun thi... ??? Baaki baatein bhi karte hain aapke saath.. pehle is baat ka jawaab do
@@truthseeker6503 Musa a.s ne muka mara aur mar gaya tha, wo muka pet me mara tha ya sir pe?? dosra Musa a.s ki lathi konsi lkri ki bni hui thi pipal ki thi ya beri ki ya koi aur qism?? ye zara apni hadees ki kitabo se dekh kr btao?? wese ye sare sawalat deen ka koi sanjeda talib ilm nhi kr sakta ya koi jahil kr sakta ha ya koi zidi aur sarkash
@@da_reverted aapne mere sawal ka jawab diye bagair hi jahalat ka fatwa laga diya... Kya mein ne Yahood ki tarah aapse Musa(as) ki laathi ki rangat ya shakal puchi thi !!!! ya phir Qur'an paak ki aayaat ki sanjeedah tafseer o fehem ki maang ki thi ??? Apni galti tasleem na karna aur takabbur par jame rehna jahalat ki nishani hai jo aapke dajal o faraib mein saaf nazar aa rahi hai...kya hamare liye ABAABEEL aur ABU LAHAB ke waqiaat mein koi seekh nahi hai.. kya SURAH KAWTHAR mein ye seekh aur aqeedah nahi hai ki jab kaafir RASOOLALLAH (AS) ko ABTAR kaha karte the to ALLAH ne hamare NABI ki kya shaan bayan ki... Ye tafseelaat hamein kahan se milti hain.. zaahir si baat hai ki aap jaise munkir e Qur'an o Sunnah o Ahadith sab kuch samajhte hue bhi ibleesi takabbur ka shikaar ho... Allah hidayat de.. aameen
@truthseeker6503 jnab ne b tu mere swal ka jwb diye bina apna swal dagh diya. Pehle mere swal ka jwab do. koi ek Hadees btao jis k bina EMAN mukal ni hota?? phir aagy bat krte hen
MashAllah awesome update. Hasan Ilyas Rocks I like his honesty he has very positive opinion of Br. Ali Bhai and appreciate his services for Islam and Muslim
Agr ikhLak pr jao to waha kya baat ha hassan ilyas bhai ki but agr ILim pr jao to Hadees k bgair deen mukamaL ha yeh baat hazm nahi ho rhii... Me namaz me bhooL jao to sajda sahav kaisy nikalna ha agr me Hadees ko chod deta hn... Mera Roza kin chizoo ki wja sy tooty ga me hadees chod don to kaisy pta chly ga
Ghamdi sahib ke Apne nazriyat en 40 saalun mein kai baar badal chuke hain kyun ke yah kabhi kesi fikar ke ijma ko parh lete hain kabhi kesi fikar ke hades ki tarf nahi aty aur Deen enko samjh aya HOA hai wese.
Abrar Bhai , Hassan ilyas ne Jo kaha k Kon sa firqa hai Jo namaz Mai yeh yeh nai krta TU UN k liye information dy dun k .. Oman Mai hai khawaji type ibadi , firqa... Wo sary pehlaa rafaydain bhe nai krte or tashud MN ungli siray Sy nai uthaty... Is k Bry mn bhe kch bta dyn phir k inhain hm kesy kail krain k shuru wala TU rafaydain kr lo
5:32 یہ پوری کی پوری سنت پڑھ جائیں، یہ کہاں پڑھنی ہے سنت؟ سنت پڑھنا حدیث ہی تو ہے اور کیا ہے۔ دوسری بات، چلیں نماز کو تو آپ تواتر کا عمل بتا دیں گے، یہ زکوة کا نصاب، حج و عمرے کے مسائل، سجدہ سہو کے مسائل، یہ سب کہاں سے آتا ہے؟
Bhai agr ye hassan ilyas ki amli tawatur wali bat manli jaye to phr to har koi apna seena ba seena deen le kar ajaega balkey aesa hay bhi bht sarey log hadees ko nhi mantey or apny man gharat aqeedo py chal rhy hotey hn or phr jb hm unko khty hn k ye kha likha h to wo khty hn k hamen seena ba seena transfer hua h ...
Enemy of my enemy is my friend. The entire story of a few people. Why is Engineer being treated as an aalim. Hes a youtuber. Hasan ilyas kai kehnai se kuch nai hota.
Hasan Ilyas has to go back to the ghamdi centre, he has to defend his mentor anyhow, he has given a tricky answer like zakir naik gave when he was asked by a sister about paedofliia in islamic society.
Yeh kon si doghli policy hai Hassan ilyas saab ki. Ek taraf daleel ko mayyar banna rahe hai, aur dosri taraf hadees, jis se hum istidlaal karte hai, ussi ko side par kar diyya. Ajeeb baat hai.
Sunat kaha likhi hai Bhai sunat ki konsi books hain alag SE yeh bhondun hades ke lafz SE hi kyun chirta hai nabi a s ke farmeen nabi a s ke samne bhi lekhe jate thy Allah ne Deen ko mehfoz kia hai ghamdi Sahb ka ka Sara Kuch likha HOA hai aur nabi a s ke farmeen na likhe Hoon.
Tamam barlviyun ka shirk karne pe ghair Allah ko pukarne pe ijma hai tamam shia ka ijma hai ke imamt ke masla pe woh khalafat ko nahi mante tamam Hindun ka bhi ijma hai hai ke pathar ke butt es qainat ke banane wale hain to phir kes. Ijma pe chaen gay ap
Ye hasan ilyaas, youth club , iman younion aur Qasar raja ke saath kyon nai beth ta. Ye apny jesu ke hi sath beth ta hy . Secular liberals. Aasten ka chupa hwa sanp
@syedharis3235 kyu ki Sunnat yeh hai ki Allah ney Quran ma kaha ki... Debate Karo... Oor debate ki jaati hai baday logon k saath... Agr kisi gair Muslim ko apnay mazhab ki dawat deini hai tou vo debate karay Aalimo o saath.. Agr vo jeeta tou dawat khud b khud ho jayai gi... Kyu ki Rasoolulluh s.a.w. b pehlay badshaho oor sardaro ko. Khat likhtay thay ko deen kabool. Karo... Jab vo total inkaar kartay thay tou fir vo aam logou ma talbleeg ki ijazat maangtay thay... Oor agar dounou ki ijazat nahi jaati tou fir iss Allah k deen k liye Jang ki Jaati... Oor Jang k zariye fir ous badshah ya sardar ko samjhaya jata tha.. Aam tableeg ki ijazat k liye... . Tou aam halaat ma gair muslim ko. Aaam tablig ki ijazat nahi... Islamic mulk. Ma...
@@syedharis3235 tou na janay dey... Kya kisi jamat ney kisi mulq ko zabardasti sey visa leytay hai... Proper permissions sey sab kuch hota hai... Oun ki mazhab sey kya garaz... Majority of world is capitalist... Including muslim countries... . Oor agr vo na ijazat dey tou oun ka qanoon hai oun ka haqq hai... Lakin jab koyi b jamat powerful hogi tou vo government pr pressure karay gi... Jis tarah aaj k governments pressure karti hai muslim countries pay for liberalism and freedom...
@FeelMotivate-cm8zd اللہ فرماتا ہے اے نبی ان سے فرمائیے کہ سچے ہو تو دلیل پیش کرو کیونکہ ختم نبوت ہو چکی اور دعوت کی ذمہ داری ہم کو بطور امت دے دی گئی ہے اس لئے حوالہ پیش کرنا ہمارا فرض ہے اور مدارس میں پڑھ کر نکلنے والوں کا وہی حال ہے جو مفتی عزیزالرحمن جیسوں کاہے
@FeelMotivate-cm8zd yah batao dr israr ke pass kaun si degree thi degree ki to aukat yah hai ki bareillvi devbandi ahle hadees aur Siya aapas mein ek dusre ki degree Nahin mante ilm walon se vah ilm wale Murad Hain Jo Sach batate Hain naak ke vah Jin ko Apne maslak ke Siva kuchh dikhai Nahin deta
Hassan Ilyas Bhai ko samjna chahiye k Sunnat ka authentic Record Hadees Hain , warna phir Brelviyon ka ijma Qabaron sa mangnay Wala kidhar likha hua ha ? , Muawia ka difa krna aur Ahle e Bait A.S ka defa na krna ye Wahabiyon ka ijma ha 😅😅😅
*Sunnat Ka Source Hadeeth Hai. Jo Bewakoof Hadeeth Ka Inkaari Hai Vo Sunnat Ka Bhi Inkaari Hai Kyonki Bina Hadeeth Ke Sunnat Ka Koi Motbar Source Nahi Hai Aur Jisko Jo Dil Karega Vo Uss Kaam Ko Sunnat Bana Dega!*
Tauheen e Risalat ka source Hadees hai. Hadith provides that Qur'an is corrupted not complete. Don't pick n choose Ḥadīth..
@@WayOfJannah Hadith Rasool Allah S.A.W ki wafaat k 150- 200 saal baad likhi gai aap aj aik baat kahen kia wo 200 saal baad bilkul unhi alfaaz me bayan hogi? Or maani me koi confusion paida ho hi nahi skti? Uss k upar Rasool Allah ne uske likhne ki koi talqeen nahi ki. Jahan tak raha Hadith or Sunnat ka 1 hone ka sawaal to kia Rasool Allah deen na muqammal chor k gae the or Hadith likhe jane se pehle log Sunnat se mehroom the?
Quran kis Hadith me aya ha? Jese Quran Ummat me Transfer hua ha ussi tarah sunnat bhi amli tawatur se transfer hui. Rasool Allah Deen na muqammal chor k nahi gae k baad me muhaddiseen aake usko mukammal karenge.
Fassil Warrich the Legend of this Era.
@@techandgamingworld426 haha seriously bro 😂
@stacked-dev yeah fr but for those who are in seek of justice.
@@techandgamingworld426 He is a secholar am I wrong ?
Hassan Ilyas sahb ny bht acha jawab diya, in ko ye jwab b dayna chahye tha k Namaz to Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم k wisaal k bad b log parhty thy k jab tk Ahadees jama ni ki gayi thin, or isi ko Sunnat kehty han, Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم ka kiya hua Amal, Sunnat hai, jo Aap k bad Aap k Ashaab dohraty rahy, chahy jo usko tehreer mein laya gaya ho ya na ho. Tehreer mein laya gya ha to achi bat ha k log usko parh b sakein, lekin Sunnat Rusool e Karim صلی اللّٰه علیہ وآلہ وسلم k Amal ka naam ha jo Aap ny bar bar dohraya.
قرآن اور سنت دونوں دینِ اسلام کی بنیاد ہیں اور حدیث کی موجودگی دین کی مکمل سمجھ کے لئے ضروری ہے۔ (بھارت سے)
Brilliant answer by Hassan Ilyas sahab
ghanta, ragarr dia faysal ne usey
Hasan bhy ne bada dil kar ke bol diya, warna engineer ek kitabo se lada jaanwar hay, jo kitabo ko saamney rakhta hay apni mez par, lekin jaanwaro ki tarah chillata hay.
Oopar se chotey se shehr se honey ki kamtri ka ehsas bhi hay jis ka khud izhar bhi karta rehta hay. Engineer ek chotey shehr ka chota insan hay.
Ghamidi sahab us se bhi chotey deyhati gaon ke badey aadmi hain.
@@BilluDon420
Baatey kaatna koi badi baat nahi hay. Faisal sahab ne ek kathputli TV Anchor ki tarah behave kiya un ke sath aor kisi cheez ka poora jawaab deney nahi diya. Wo sab kuch sun kar na bhi maantay to alag baat thi, lekin ek guest ko poori baat karney dena ek mezbaan ki zimmedari hay, jab ke hasan sb ne koi unpar zaati ilzaam nahi lagaaya.
@@DwindlingLamp yes agreed. Faisal was being unprofessional. Hamari awaam ko sabr nahi.
@@BilluDon420
tera ye takky ka ancher 1 minute b Hasan ilyas k Samny Bethany k qabil nhi ha. Complete podcast dekho phir bat kro
قرآن اللہ کا کلام ہے اور اس کی بہترین اور صحیح ترین تشریح رسول اللہ ﷺ نے کی اللہ کے دیے ہوئے علم سے اور اسی علم کا نام حدیث ہے
1)@Awaz E Haq Uncensored Channel for Hinduism, Ariya Samaj & Atheism
2)@Qaiser Ahmed Raja Channel for Atheism, Agnosticism, Secularism & Liberalism
3)@Sam Stallone Channel for Hinduism & Christianity
4)@Awakening Channel for Hinduism
03.11.2024
I like your channel...... JazakAllah hu khaera for the update.......
We are thankful to Allah for blessing us educated scholars like Hassan Ilyaas and
Sir Engineer Ali .
Hadees is the written record of sunnah. Agar written record na hotaa tu aaj kal buht se log bedaat ko ijmaah se sabet karchuke hotei. Written record ensures what’s right and wrong.
Bilkul bhai. Fr hanfiyoo ne b apni nimaz pe ijma kiya hai jo ki kisi b sahi hadith se sabit nhi hai. Imam mehdi ur hazrat isa pe to ummat ka ijma hai ur tawatur se aya hai fr gamdi shb in aqeedoo ka inkar ku karte hai.
Maafi Wali Sarkar Miya Mufti Tariq Masood Sahab.
Jhoot wali sarkar engineer
@@zulqarnainmehmoodhanbli1016 Qabro ka haal batane wali sarkar. Miyaaa...
Fassil Warrich videos are very informative. thanks.
5:40 I completely disagree with Hasan Ilyas. Islam is complete with Hadees and the Quran. Islam can't be complete with alone quran
He did not say that Islam is complete only with the Qur'an, but he said that Islam is complete with the Qur'an and the Sunnah, and the source of the Sunnah is Amli Tawatur, not the Hadith. Also hadees is a ilm to improve our ilm towards Quran and Sunnah
Koi ek Hadees btao jis k bina Islam mukamal nhi hota ??
Ilmi tawatur k hisab se to islam ki bohaat se chains ban jaen gi, faisal sahab ne bas namaz ki masal di, warna yahan to har masle mein har firqe ka apna tariqa apna aqida hai. To kiya sabi ilmi tawtur se a rahe hain? Agar ilmi twatur bhi maanna hai to phir arbio ka manna chaiye, kyon k sahaba ki auladen to wo hain, yahan braseghir k muslman jo bad mein muslman howe unka to nahi. Braseguir aur baki dunya k islam mein beshamaaar dfrnce hai. Usko door karne k liye hadis zarori hai.
Muslim today ❎
Plumber today ✅
Hasan ilyas🎉🎉
Hasan Ilyas Sahb is 50% right here because Hadees Rasool Allah (S.AW) ne Jo kaha wo Sahaba ne yaad karlia ya likh lia baqi Hadees ki kitaben agarcha bad me likhi gai hai to liken usme jo ahadees hain wo bilkul wohi hain Jo Rasool (S.A.W) ny khud sahaba ko deen sikhanay ky liye samjhai thi
Hadees is manmade record
Sunnat is Heavenly acts (just like Zibah as Sunnat Ibrahimi)
Quran is also Heavenly guided
Kia aap ki updates srf ik dosre per laan taan ki hai...??? Gaza Palestine per b updates dia Karen..
Well answerd by emam❤❤
Kia baat he Hassan ilyas sahab ki. Javed Ahmed ghamdi sahab ke to ikhlaq se log impress hojaty he. MashaAllah
Ikhlaq wale to hindu bhi hote hain, is ka ye matlab nai k unka aqaid sahi hain
@Aoun-Hussain mene sirf ikhlaq ki bat nahi ki ilm ki b ki he
@@MRKING-jz1oq Wo is liye kyun k Ap nai doosri side ko kabi nai suna isi ghamidi koi bhara alim lagta hai.
Quran = Word of ALLAH directly from the mouth of Prophet S.A.W and written down carefully by Sahaba under the guidance of Prophet S.A.W
Hadith = Words/Actions of Prophet S.A.W by the mouth of Sahaba, Tabiyeen etc and written down by Scholars and a lot of scrutiny was performed on all sorts of Hadith to collect only valid Hadith
Quran's authenticity can not be questioned because it is directly by Prophet S.A.W and is the word of ALLAH
Hadith's authenticity can always be questioned because it reached to us by many people who are nowhere near the status of Prophet S.A.W.
Even if all Hadith are proven wrong, no one can prove Quran wrong. I think it is enough to state that "Islam = Quran" and that's it.
Emam sahib is great prsln we love him aloot 😢❤
رسول اللہ ﷺ کے عمل حکم اور اجازت ہی سنت کہلاتی ہیں جو اگر لکھی ہوئ ہو رو اسے حدیث کہتے ہیں کہ یہ عمل کیا یہ عمل کرنے کو کہا اس کام سے روکا وغیرہ
یہ تو فتنہ ہی ہے اللّٰہ بچائے جسے دیکھو وہی دعوت دیتے دیتے کب فتنے میں تبدیل ہو جائے کوئ پتہ نہیں چلتا end time
❤
Hasan sab ❤ love you
Hassan Ilyas ne Dil jeet liya🌹❤️
Engineer ali Mirza is a fitna of current world wide situation
We as Indian
Know him
Hassan Ilyas ka moakif sa strongly disagree karta hn 5:48
Jo disagree karta ha
👇🏻
Salam hai Faisal bhai apko
Ustad EMAM zinda bad
@@khizargee1496 😂😂😂😂 bechary truck ki batti ke pechy lagi hwe EMAM ki zuriyat
Subhan Allah 😂😂😂
#Amirhaq
#Awazhaq
3:01
Mufti yaseer nadeem alwajidi or qar or baki onki team se bhut bar ye question howa onne already jawaab de diya
kia jawab hai?
@syedharis3235 deklo
Mufti yaseer ko bro
Wajidi khud America rhta ha ....or QAR Netherland Ka nationality holder he
@@InspectorDirtyHarry to Kya hoa
@@zulqarnainmehmoodhanbli1016 To Bhai wo to baat krskta ha na kiuke wo america ma bheta ha or usko koi khatra nahi ha or engineer sb Pakistan ma sb molvio se panga le chuke he to ..
Mufti sahb. You are one of the most beneficiary of this social media. Video k begher aap bayan nahi kartay. Isay chor kyon nahi dete! 😂😂
عمل کی حیثیت کے لیے ھو اصتلاحیں ہیں جیسا فرض سنت واجب وغیرہ
انہیں کیا بنا دیا حان الیاس صاحب نے واہ
3:00 ey dar gya oye ey dar gya ay 😂😂 EMAM❤
That what he taught us....
May Allah protect mufti sahab. ❤
Ghamidi and his students should tell the criteria of taking knowledge oitside the Quran. If Namaz is known by tawatur then the coming back of Isa(as) should also be accepted. As that is known by tawatur aswell.
Wo akhbar ka tawatur hai , or ye amal ka tawatur hai , 2 alag cheeze hain
@uzairhasan9515 what makes something tawatur?
Kahan se pata chalai ga amaal ka tawatur hona?
@ bilkul isi tarha jese hume ye tawatur se pata chalta hai k hindustan me mughlia saltanat qaim hui hai , pakistan quaid e azam ne banaya tha, karl marx ne das capital likhi thi , 9/11 hua tha , imam abu hanifa ek faqih guzre hain, yani logo ki itni bari tadaad kisi waqia ko bayan kare k jis ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho, usey tawatur kaha jata hai, hadeso ka tawatur muhaddiseen ki istalah hai k 70 bande agar ek baat bayan karen rasool allah ki nisbat se jo wo akhbar ko tawatur haasil hojata hai , tou usey hadees e mutawatir kehte hain. Kaha 70 bande or kaha puri ki puri naslen
@uzairhasan9515 tawatur ki koi bhi aik tareef nai.
9/11 hamarai samne TV pe hoa tha.
Karl Marx kai shagird kai shagird kai shagird kai shagird mujood hain..unki baat aap mantai ho kai usne book likhi. Ye baat aap nai khud KHABAR se confirm ki. Aur in logon kai sachai honai ki koi daleel nai. Magar Hadith mai sachai aik criteria hai. Magar aap usay nai mantai. Ajeeb baat hai.
Mughal empire ka bhi aap ko ur mujhai Khabar se pata chala.
Phir try karo
@ khabar se tou pata chala hai lekin khabar dene walo ki tadad itni bari ho k jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho, 9/11 ka mamla tv per hua tou kiya tv bol bhi raha tha k twin tower per attack hua hai ? Tv me bhi insan hi khabar de rahe thy or khabar dene walo ki tadad itni bRi thi k jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho , warna twin tower girana video me koi bari baat nhi hai, lekin agar video ek camera ki dikhayi jayegi tou wo khabre wahid hojayegi jisey hadees kehte hain or ye yaqeeni ilm nhi hota lekin wohi video jab itne camero se dikhayi jaye jin ka jhoot per jama hona aqlan mahal ho tou usey tawatur kehte hain, or ye yaqeeni ilm hota hai. Bikul isi tarha karl marx ek insan guzra hai humari tareekh me ye baat bayan karne walo ki tadad itni bari hai k aqlal maan nahi sakti k sab ne mil kar jhoot gharh liya ho , mughlia saltanat ka bhi yehi mamla hai . Jab k hadees ka mamla ye hai k khabar dena wala wahid hai , or agar in ki tadad 70 tak pohnch jaye tou muhaddisseen is per tawatur ka hukum lagate hain. Ye muhaddiseen ki ghalti hai unhy aesa bilkul nhi karna chahiye tha , in ki is ghalti se khalte mabhas peda hota hai haqiqi tawatur or akhbar k tawatur me , kio aam log is funni mozoaat se la aagaah nhi hote or mutawatir ka lafz sun kar samjhte hain k ye shayad wo tawatur hai jo puri ki puri generation bayan kar rahi hai .
Ya ALLAH PAK My Respectable Teacher Ali Bhai Ko Hadeyat Atta Farma..
Yeh Seculars & Liberals Ko Sport Na Karein..
AmeeN Suma AmeeN 😞
Allah ne Deen mukmal kar diya Quran me bta diya gya TU isme shak nhi karna chahye hadees b boht zarori hai.
Any one who wants the answer to the question engineer didn't respond can watch mufti Yasir Nadeem al wajidi response on this he has adressed this matter many times
kia khubsurat jawab palestine wala aur shakespare wali baat bohat ziada na munasib thi ye hassan ilyas
میرا خیال ہے جو قران و حدیث کو ایک نہیں مانتا اسے اپنے ایمان کی فکر کرنی چاہیے کیونکہ اللہ قران میں فرماتا ہے اللہ کی اطاعت کرو اور اس کے رسول صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اور نبی صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی اطاعت ہی اللہ کی اطاعت ہے اور بے شک دین محمد صلی اللہ علیہ والہ ظلم پر مکمل ہو گیا ہے
اگر بخآری مسلم کی اطاعت رسول اللہ ص کی اطاعت ھے پھر آپ بلکل ٹھیک کہہ رھے ھو
اگر بخآری مسلم کی اطاعت رسول اللہ ص کی اطاعت ھے پھر آپ بلکل ٹھیک کہہ رھے ھو
Bhai aap ne hi btaia tha mufti Sahab par hamle ka
❤❤❤
Jab Allah SWT ne Quran Pak me kh diya k mein ne deen mukamal kr diya Too debate kis bat ki oss waqt sahih bukhari muslim to ni thi. In my opinion hume koi bhi msala sab se phele quran or sunnat se solve krna chaihye second option kutbe Ahadees honii chahiye.
( I am not denying Hadees. It is only my opinion.)
True
"حسن الیاس کو اپنی کارکردگی میں بہتری لانے کی سخت ضرورت ہے۔ ان کے خیالات کو واضح الفاظ میں نہ بیان کر پانا اس ادارے کے لیے نقصان دہ ثابت ہو رہا ہے جس کی وہ نمائندگی کر رہے ہیں۔ بطور المورد کے عام طالب علم کے، یہ صاف نظر آ رہا تھا کہ حالیہ انٹرویو میں فیصل وڑائچ کے سوالات کا جواب میں جو حسن کے ذہن میں تھا، بتا نہیں پا رہے تھے۔حالانکہ انہی سوالات پر غامدی صاحب پہلے ہی نہایت وضاحت سے روشنی ڈال چکے ہیں۔ پندرہ سال سے زیادہ استاد کے ساتھ گزارنے کے باوجود حسن عام لوگوں تک ان خیالات کو موثر انداز میں نہیں پہنچا پا رہے۔
@@alkkkkkk8369 he did it very well and bravely, I think you need to read things more deeply to understand these debates
Mujhy laga shayad mai me ne hi aesa feel kiya sirf,
اینکر نے جواب دینے ہی نہیں دیا اس لئے آپ کو ایسا لگا
بہرحال غامدی صاحب نے تھانوی رسول اللہ والے معاملے کے حوالے سے تین اقساط میں جو باتیں کہیں ہیں، وہ انجینیر صاحب اور ان کے ماننے والوں کے لیے آنکھیں کھول دینے والا ہے
اس واقعہ میں ایسا ہے ہی کچھ نہیں جس پر مرزا جہلمی صاحب نے طوفان کھڑا کر رکھا ہے
بہرحال آپ کے نام کے ساتھ اگر کوئی شخص عقیدت کی وجہ سے کلمہ پڑھے تو آپ کی غیرت ایمانی اس کو وہیں روک دے گی۔ ہے نا؟
لہذا ایسا کیا مقام ہے جس کی بدولت تھانوی جی نے اپنے پیارے بابی کو تسلی دی لیکن ایک عام مسلمان اس موقع پر روک دیتا ہے۔
I politely disagree, if sunnah is what you’re claiming as it transferred through generations and is still everyone is right on what they are practicing, then there isn’t any difference in ummah and whoever wants to practice whatsoever can?
No, the sunna will now be verified through whatever preserved as Sahih Ahadith and is the only way as of this time and next that all Muslims of different sects can be called to a unanimous point of agreement.
I Disagree, twater ( sunnat) need no written record
Yeah to wohi baat hui ky Quran tehreeri shakal mae Nabi pak ky baad aaya.
Ab kon keh skta hy ky deen nabi pak ny mukammal nhi kea.
Deen mukammal kea lekin waqt ky sath Quran tehreer hona zaroorat thi.
Bilkul issi trah sunnat mehfooz hony ky liay hadees ka hona zaruri tha.
❤😢
بیشک
لوگوں کی کتابوں میں سن سنا کر لکھی ھوئی باتوں کو حدیث رسول ص کہنا بہت بڑی جسارت ھے۔ اگر ایک لفظ بھی رسول اللہ ص سے ایسا منسوب ھو گیا جو آپ ص نے نہیں فرمایا تو اس کی پکڑ ضرور ھو گی۔ اب اس کی ساری کی ساری ذمہ داری کتابیں لکھنے والوں پر آئے گی یا ان سنی سنائی باتوں کو حدیث ماننے منوانے اور حدیث رسول ص کے نام سے مشہور کرنے والوں پر۔
ایک بات اور دوسری بات یہ کہ حدیث کی ان کتابوں سے سوائے دین میں فساد کے اور مسلمانوں کو آپس میں لڑوانے کے ھم نے لیا کیا ھے؟؟؟ کچھ بھی نہیں
حسن صاحب ٹھیک کہہ رھے ہیں کہ ان کتابوں کے بغیر بھی دین مکمل ھے
I don't agree with Hassan Ilyas Bhai at all. Hadith is a very important thing for the Islam and for them, the way they are putting Hadith aside for Muslim affairs is not a good thing.
Abrar bhai phir saare "muhaddiseen" ka muaZ Allah dimaag kharab tha ki unhone apni zindagi Allah aur uske rasool ki farmabardaari mein khapaadi?kaise koi hadeeson ko seedha right off kar sakta hai?imam Bukhari, muslim,tirmizi,abu dawood,nasai etc
پورا اسلام قرآن میں ہے ۔
Aqaid k liye Quran kafi ha no doubt, lkn sunnat b zruri ha baqi chezo k liye
@ Quran hi sab khuch hai .quran se pehle sunnat ka wajood bhi nahi tha .quran hi asal hain .Allah ke rasool ne khuch bhi nahi kiya quran ke siwa.
@@shaha8783 Rasool ullah. ne Hajj kese kia??
@ Hajj to hota raha tha quran said months of hajj means log jante they ke hajj kya hai aur us ke months kone se hain . Problem is we judge hajj to our current situation and in old time, we can never understand because we see everything happening is same in current situation. We need to go back and try to understand bro
@@shaha8783Han or hajj me kiya talbia kehna hota h wo bhi shirk ki milawat k sath janty thy Nabi Akram SAW se pehly to phr ijma or amli tawatur kaha gaya? Waha Nabi SAW ne amli tawatur ko ghalat sabit kiya or us tawatur waly talbiya ko shirk kaha
Islam Qur'an o Sunnah o Ahadith ke bagair mukammal nahi hai...
Konsi hades ha jis k bina Islam mukamal ni, koi ek btao
@da_reverted aap pehle ye batao ki SURAH FEEL mein wo kaun se HAATHI WAALE aur kaun se ABAABEEL the...
Aur SURAH LAHAB mein ABU LAHAB kaun tha, wo RASSI kya the aur AURAT kaun thi... ??? Baaki baatein bhi karte hain aapke saath.. pehle is baat ka jawaab do
@@truthseeker6503
Musa a.s ne muka mara aur mar gaya tha, wo muka pet me mara tha ya sir pe??
dosra Musa a.s ki lathi konsi lkri ki bni hui thi pipal ki thi ya beri ki ya koi aur qism??
ye zara apni hadees ki kitabo se dekh kr btao??
wese ye sare sawalat deen ka koi sanjeda talib ilm nhi kr sakta
ya koi jahil kr sakta ha ya koi zidi aur sarkash
@@da_reverted aapne mere sawal ka jawab diye bagair hi jahalat ka fatwa laga diya... Kya mein ne Yahood ki tarah aapse Musa(as) ki laathi ki rangat ya shakal puchi thi !!!! ya phir Qur'an paak ki aayaat ki sanjeedah tafseer o fehem ki maang ki thi ??? Apni galti tasleem na karna aur takabbur par jame rehna jahalat ki nishani hai jo aapke dajal o faraib mein saaf nazar aa rahi hai...kya hamare liye ABAABEEL aur ABU LAHAB ke waqiaat mein koi seekh nahi hai.. kya SURAH KAWTHAR mein ye seekh aur aqeedah nahi hai ki jab kaafir RASOOLALLAH (AS) ko ABTAR kaha karte the to ALLAH ne hamare NABI ki kya shaan bayan ki... Ye tafseelaat hamein kahan se milti hain.. zaahir si baat hai ki aap jaise munkir e Qur'an o Sunnah o Ahadith sab kuch samajhte hue bhi ibleesi takabbur ka shikaar ho... Allah hidayat de.. aameen
@truthseeker6503
jnab ne b tu mere swal ka jwb diye bina apna swal dagh diya. Pehle mere swal ka jwab do.
koi ek Hadees btao jis k bina EMAN mukal ni hota??
phir aagy bat krte hen
Bhai kisi din amir haq ke bare mai bhi news diya karo kise usne Muzammil ko jawab diya hai
intehai ghalat jawab diya 3:46 kash my hota faisal bhai ki jagah.
MashAllah awesome update. Hasan Ilyas Rocks I like his honesty he has very positive opinion of Br. Ali Bhai and appreciate his services for Islam and Muslim
Kitni namazin farz hain bager hadees k kahan sey Lao gey?????
😂
یقیناً دین احادیث کے بغیر بھی مکمل ہے
ٱلۡيَوۡمَ أَكۡمَلۡتُ لَكُمۡ دِينَكُمۡ ❤
Then how much rakat of fjr please give me reference 😊
@MTalha-b9o آپکا مطلب ہے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم جاتے وقت تک دین مکمل نہیں کر سکے؟؟
Or ek baat beshk quran per deen mukamal hai mgr us ki tfseel ahaadees hn
@MTalha-b9o باقی جہاں تک رہا تعلق فجر کی رکعت اور نماز کا وہ ایک عملی سنت ہے اس کے لئے احادیث کا ہونا ضروری نہیں
Ap baat ko or mere swaal ko ghlt rukh de re hn
Agr ikhLak pr jao to waha kya baat ha hassan ilyas bhai ki but agr ILim pr jao to Hadees k bgair deen mukamaL ha yeh baat hazm nahi ho rhii...
Me namaz me bhooL jao to sajda sahav kaisy nikalna ha agr me Hadees ko chod deta hn...
Mera Roza kin chizoo ki wja sy tooty ga me hadees chod don to kaisy pta chly ga
Kuran hadis ke references ko follow karna hai Ali Bhai ko Nahin Ali bhai kuran hadis ki vajah se ustad Hain disagreement har EK ka right hai
Jhooti khaber "phelai" jati h .... felai nahi ....
Read comments under fasil wraich video and see ur Hassans chitrool
Video men chhatrol kis ki hui wo matter krta ha😂
Ghamdi sahib ke Apne nazriyat en 40 saalun mein kai baar badal chuke hain kyun ke yah kabhi kesi fikar ke ijma ko parh lete hain kabhi kesi fikar ke hades ki tarf nahi aty aur Deen enko samjh aya HOA hai wese.
Abrar Bhai , Hassan ilyas ne Jo kaha k Kon sa firqa hai Jo namaz Mai yeh yeh nai krta
TU UN k liye information dy dun k .. Oman Mai hai khawaji type ibadi , firqa... Wo sary pehlaa rafaydain bhe nai krte or tashud MN ungli siray Sy nai uthaty... Is k Bry mn bhe kch bta dyn phir k inhain hm kesy kail krain k shuru wala TU rafaydain kr lo
5:32
یہ پوری کی پوری سنت پڑھ جائیں، یہ کہاں پڑھنی ہے سنت؟ سنت پڑھنا حدیث ہی تو ہے اور کیا ہے۔
دوسری بات، چلیں نماز کو تو آپ تواتر کا عمل بتا دیں گے، یہ زکوة کا نصاب، حج و عمرے کے مسائل، سجدہ سہو کے مسائل، یہ سب کہاں سے آتا ہے؟
5:49 Quran o sunnat main mukalamal hai aur us sunnat ka written record Ahadith ki kutub hain
Sunnat Kisi written record ki mohtaj nhi
Ulama ney to ghamdi sb k Eman k bary mey khadsha zahir kia hai
Ghamdi in ka baap to shey hi koi nai
علماء 😂
تیرے علماء اپنے ایمان کی فکر کریں
Bhai agr ye hassan ilyas ki amli tawatur wali bat manli jaye to phr to har koi apna seena ba seena deen le kar ajaega balkey aesa hay bhi bht sarey log hadees ko nhi mantey or apny man gharat aqeedo py chal rhy hotey hn or phr jb hm unko khty hn k ye kha likha h to wo khty hn k hamen seena ba seena transfer hua h ...
#NotMyEMAM
Har firqa apna tawatur aur apna ijmaah manti hai is liay Ahadees ko jama karna nihayat zaroori hai
hadeese b tu hr firqa apni apni manta ha
Age of J. A. Ghamidi
Enemy of my enemy is my friend.
The entire story of a few people.
Why is Engineer being treated as an aalim. Hes a youtuber.
Hasan ilyas kai kehnai se kuch nai hota.
Hasan Ilyas has to go back to the ghamdi centre, he has to defend his mentor anyhow, he has given a tricky answer like zakir naik gave when he was asked by a sister about paedofliia in islamic society.
5:57 propaganda se bache aur bachaye
Ji ji sachy talibe ilm hen mirza ji.
Asal me tum sab ek hi thaali ke chaty baty hu .
Abrar sahab aap kab porra tittar ya bater bano gay , kyon ke adha tittar adha bater , ye to munadiqat hy . Choose ur side
Yeh kon si doghli policy hai Hassan ilyas saab ki. Ek taraf daleel ko mayyar banna rahe hai, aur dosri taraf hadees, jis se hum istidlaal karte hai, ussi ko side par kar diyya. Ajeeb baat hai.
Sunat kaha likhi hai Bhai sunat ki konsi books hain alag SE yeh bhondun hades ke lafz SE hi kyun chirta hai nabi a s ke farmeen nabi a s ke samne bhi lekhe jate thy Allah ne Deen ko mehfoz kia hai ghamdi Sahb ka ka Sara Kuch likha HOA hai aur nabi a s ke farmeen na likhe Hoon.
Ainda agar ap ne Hassan Alyas ka zikar apni vedio main kiya to main apka chainal unsubscribe kr donga
Tamam barlviyun ka shirk karne pe ghair Allah ko pukarne pe ijma hai tamam shia ka ijma hai ke imamt ke masla pe woh khalafat ko nahi mante tamam Hindun ka bhi ijma hai hai ke pathar ke butt es qainat ke banane wale hain to phir kes. Ijma pe chaen gay ap
3:00 dar gya e thawada emam chak lo le jao enu
Ye hasan ilyaas, youth club , iman younion aur Qasar raja ke saath kyon nai beth ta.
Ye apny jesu ke hi sath beth ta hy . Secular liberals. Aasten ka chupa hwa sanp
Gair Muslim ko muslim mumalik ma Apnay deen ki tableeg ki ijazat nahi hai... Iss ma kon sa masla hai engineer mohammad Ali mirza?
kiun nhn?
@syedharis3235 kyu ki Sunnat yeh hai ki Allah ney Quran ma kaha ki... Debate Karo... Oor debate ki jaati hai baday logon k saath... Agr kisi gair Muslim ko apnay mazhab ki dawat deini hai tou vo debate karay Aalimo o saath.. Agr vo jeeta tou dawat khud b khud ho jayai gi... Kyu ki Rasoolulluh s.a.w. b pehlay badshaho oor sardaro ko. Khat likhtay thay ko deen kabool. Karo... Jab vo total inkaar kartay thay tou fir vo aam logou ma talbleeg ki ijazat maangtay thay... Oor agar dounou ki ijazat nahi jaati tou fir iss Allah k deen k liye Jang ki Jaati... Oor Jang k zariye fir ous badshah ya sardar ko samjhaya jata tha.. Aam tableeg ki ijazat k liye...
.
Tou aam halaat ma gair muslim ko. Aaam tablig ki ijazat nahi... Islamic mulk. Ma...
@@kashurmath497 to bhai unkay mulkon mai jamtain kiun laeh kar jatay ho? yehi options abhi hamain dain woh log to?
@@syedharis3235 tou na janay dey... Kya kisi jamat ney kisi mulq ko zabardasti sey visa leytay hai... Proper permissions sey sab kuch hota hai... Oun ki mazhab sey kya garaz... Majority of world is capitalist... Including muslim countries...
.
Oor agr vo na ijazat dey tou oun ka qanoon hai oun ka haqq hai... Lakin jab koyi b jamat powerful hogi tou vo government pr pressure karay gi... Jis tarah aaj k governments pressure karti hai muslim countries pay for liberalism and freedom...
Engineer kaha sy aalim ho gya yarr bs motivation speaker h
Bro Jo references Ali bhai dete Hain check kar liya karo na nikale to phirr disagree banta hai
@UsamaAli575 refrance k sath Banda aalim nai ban jata
@FeelMotivate-cm8zd اللہ فرماتا ہے اے نبی ان سے فرمائیے کہ سچے ہو تو دلیل پیش کرو
کیونکہ ختم نبوت ہو چکی اور دعوت کی ذمہ داری ہم کو بطور امت دے دی گئی ہے اس لئے حوالہ پیش کرنا ہمارا فرض ہے اور مدارس میں پڑھ کر نکلنے والوں کا وہی حال ہے جو مفتی عزیزالرحمن جیسوں کاہے
@@UsamaAli575 Allah ne ye b tu farmaya h k agr nehi pta tu ilam walo sy pochooo
@FeelMotivate-cm8zd yah batao dr israr ke pass kaun si degree thi degree ki to aukat yah hai ki bareillvi devbandi ahle hadees aur Siya aapas mein ek dusre ki degree Nahin mante ilm walon se vah ilm wale Murad Hain Jo Sach batate Hain naak ke vah Jin ko Apne maslak ke Siva kuchh dikhai Nahin deta
Engineer shb ka juwab denay sa inkaar krny ma hi sawal ka juwab ha 😂😂😂✌️
Bakwaas kar raha hai Hassan ilyaas
Engineer ne tameez nahi sikhayi kya
@@faizan_bin_akmalwo khud konsa tamezdaar hy , jo dosru ko tamez sikhaye ga
@@zahidaahmed2258 nahi engineer ke students bada Qur'an aur hadith ko follow karne wala bolte hain lekin sabse battameezi me bat karte hain
Hassan Ilyas Bhai ko samjna chahiye k Sunnat ka authentic Record Hadees Hain , warna phir Brelviyon ka ijma Qabaron sa mangnay Wala kidhar likha hua ha ? , Muawia ka difa krna aur Ahle e Bait A.S ka defa na krna ye Wahabiyon ka ijma ha 😅😅😅
Engineer fitna hai,
❤