kul mila ke emi credit card chtya logo ko chtya banta hai....follow only cash payment bro.... forgot loan emi concept.... . 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Waise toh mujhe kisi ki video utni informative nhi lagti but aapke iss video se jo information mili hai yeh bohot jyada helpful hai mere liye thanks a lot to you
Next day tak. Bill generate nhi hota hai balki repayment history wale tab me show karta hai ki kitna payment kata hai. Aur aapke amazon pay later ka balance bhi kal tak update ho jayega.
Amazon repayment history me next day update hota hai. So agar aaj apki payment aapke bank account se deduct hui hai to kal tak aapka balance bhi update ho jayega aur repayment history me entry bhi show karegi.
No. You can,t purchase anything using amazon pay later till then you set auti repayment. It's mandatory option. You EMI will be auto deduct from your bank if you buy something. You can also pay emi manual but you have to set auto repayment.
Sir maine Amazon pye later ka balance pye kar deya hai mira account se balance vi cut ho gya hai but balance avi vi wahi show kr raha Amazon pye later ka aisa q sit???
Sir capital flote vale bot heran karte he lon bharne ke liye or lon ke pse bhar ta hu fir bhi lon ke pese bad rhe he kam nhi hote he please batao na kya karu
Main pura samjha nhi, fir bhi batana chahunga. jab loan ki payment karte ho to paise badenge kaise? Mera Amazon pay later capital float Nach se hi approve hua hai. Agar aapne koi product suppose karo, 3599 ka liya, aur wo aapne 3 month ki EMI me liya hai aur aapko 1248x3 ki installment par liya jispar aap par 24% interest laga jo hai 145 rs. Yani ki aapne total 3744 pay kiya emi ke through. Wahi wo katenge par month rs 1248, 3 month tak. 3 emi Se jada nhi kaat sakte wo. Iska to record rehta hai Amazon pay later ki history me. Dusara jo bhi payment wo 5 tarik ko deduct karte hai uski Repayment history me click kar ke aap dekh sakte ho kis order ka payment unhone deduct kiya hai.
In any case, bank not able to deduct autocut then you can make manual payment. Cibil score effect only if you will not able to pay your due within one month.
After 5th march, panelty period start and after somedays like 20days after, They send your loan status report to cibil management. I will suggest you that You should have to try manual payment after 6th of due month if auto payment fail by any reason.
Usme aapke pan card ka jo number hoga usme Last me 4 digit honge wo dalna hai Like agar aapke pan card number for example BSYTU1934E hai to aapko 1934 jo 4 digit hai wo dalna hai. I hope aapko samaj aa gya hoga.
बहुत ही अच्छी जानकारी सर आपके माध्यम से में आज amazon पे लेटर एक्टिवेट करने की सोच रहा था लेकिन आपकी वीडियो देखने के बाद मैंने अपना विचार बदल दिया।।🙏🙏🙏
Main aapko sab clear kar deta hu. Jra dyan se samajna. Agar aapne koi product pay later se liya hai 1 oct se 15 oct ke bich to uski payment aapko 5 nov ko auto deduct hogi aur agar aap manual payment karna chahte ho to wo aapko 16 oct se kar sakte ho, 16 oct ko wo aapki upcoming outstanding me jud jayega is condition me. But agar aapne 16 oct se 31 oct ke bich me product buy kiya pay later se to uski auto payment 5 Dec ko hogi aur aap uski manual payment 16 Nov ke 30 Nov ke bich me kar sakte ho. tab ye aapke upcoming outstanding me jud jayega. Ab manual payment kaise karte hai Amazon pay later me jakar uska maine video banaya hai aap dekh sakte ho. th-cam.com/video/k42cAPTJ904/w-d-xo.html
Jab aap set repayment setting button me click karoge toh, agar aapne auto payment set nhi kiya hoga to wo aapko set karne ke liye bolega like through debit card Or Net banking. But agar repayment setting me click karne par wo aapke bank ka name show kare jo aapne set kiya tha aur repayment type show karega like debit card Or net banking sath me setup date bhi show karta hai ki kis date me set kiya tha. To samaj jana already set kar rakha hai. Sath hi usme Update Repayment Setting ka button bhi hoga agar mano aapko dusare bank account ko add karna ho toh.
Bhai isme bill generate nahi hota hai kya jaise paytm pay later ka hota hai 1 July se lekar 31 July tak ka bill banta hai fir mai 1 August ko koi bhi translation karta hu to generate bill me add nahi hota hai
Sir emi PR lene k baad 3ya 4 emi payment krne k baad bacha hua balence ek saath hi pay kr skte hai kya please reply kijiye ya video upload kijiye please 🙏🙏
Yes aap bacha hua balance ek saath bhi pay kar sakte ho. Mannual payment me dono option aate hai, ek current outstanding and second total outstanding amount ka.
Sorry bro, isme selected bank hi diye hai, agar aapka bank name nahi dikha raha to aise me aap ise use nhi kar paoge. Mere ek family member ko bhi yahi problem aa rahi hai uska Punjab & sind bank ka account hai but bank nhi show kar raha. Dusara tarika ye hai ki aap dusare bank me account khulwa lo jo list me diye hue hai but ye option sabke liye fir nhi bethta. 🙏
When I try to create auto debit options in Amazon pay later . It show mandate fail and describing your account type in mandate is different from cbs. Can you guide some solutions?
I have made manual payment and the amount deducted from bank but not adjusted on Amazon Pay Later acount. I made this payment on 13th of the month. What can I don now.?
Have you recieve any confirmation email regarding payment. Did you check on amazon pay later repayment history. Was there any payent entry. If your answer is no then call to the customer care.
maine amazon icici credit card application ke waqt office mail id( actually my school has no office mail id ) ki jagah friend email id diya hey aur meri video kyc honi baki hey to me ab kya karu video kyc ke waqt unhe batau ?
I had forgotten that yesterday was 5th & the day that money will get auto debited from my account. My balance was low so I immediately added remaining money for my repayment. But still I got message afterwards that payment declined because of insufficient balance, though I had added money. They charged 295/- penalty. So can I get that back ? Also does being defaulter affect my cibil score ?
If they deducted EMI actual amount then no need to worry. But if they just charged 295 penalty and your emi still not deducted then it may be problem, they may again deduct panelty charges as bounce EMI. Panelty charges will not be reversed.
Sir mujhe ye janna h ki agr Mai month k last me koi bill vaghira pay krti hu Amazon pay later se to uski repayment kb karni hogi like 30 oct ko koi chez li h or uski repayment 5 nov ko karni hogi ya 5 dec ko plz reply fast😢
Sir ji... Mere pay later account me 25000 ka limit available hai... Lekin auto repayment set up nahi ho rha... Bar bar invalid account show krta hai... Jabki KYC bhi huka hai... Bank account no aur sara details sahi hai... Amazon customer care se baat kiya to usne mujhe apne lending partner idfc bank se baat krne ko kaha.... Idfc ka kahna hai ki mere paas aapke regarding koi information hi nahi hai...... Aakhir dikkat kaha hain?? Plzz reply.....
Sir ji bahut bahut dhanyawad itni important jaankari dene ke liye.maine kal hi amazon pay later join kiya hai.air ek product bhi ish par liya hai.achcha hua aapka video dekh liya.
Aap aaj tak ka wait kar lijiye ho jayega. Aisa Autopayment ke case me hi hota hai. Manual payment me turant reflect ho jata hai. Don't worry ho jayega.
@@TechnoSanjiv bhai lekin repayment history me payment only 1 hi order ka dikh rha hai, jabki maine 6 order place kiye the amazon pay later se, aesa kyun ho raha hai
Agar month ke ek tarik ko product buy karoge to next month ke 5th ko pay karna hoga. Agar 1 sep ko buy kiya pay later se to 5 th oct ko payment karna hoga
Ye ECH bounce charges kate hai. Ye charges bank deduct karta hai. Agar 5 tarik ko aapki emi deduct honi thi aur aapke bank me unsufficient bal hone ke karan 5 tarik ko jab auto deduct bounce hua us karan aapke 590 bank ne ECH bounce charge cut kare aur fir next day dubara try kiya aur dubara deduct kiya. Ye paise return nahi karte bank. Return usi condition me ho sakte hai jisme aapki galti na ho.
Mere condition me maine 1 tarik se 5 tarik ke bich me payment kar diya tha. Aur is tarik me manual payment nhi karna chahiye kyuki 1 tarik ko ECH ki request bank ko chali jati hai aur fir 5 tarik ko bank us Auto ECH ko apply kar deta hai. Mere case me bhi manual payment karne ke karan bank me balance unsufficient ho gya fir 2 bar charges kate jo return nhi hue maine customer care me baar ki unhone kaha ye humne nhi bank ne late hai so bank me jakar baat koro aur koshish karo ki jab bhi manual payment karni ho to jis month payment deduct honi hai us month ke 1 se 5 tarik ke bich manual payment mat karna.
Bhaisahab maine Amazon pay later se smart watch lia kal hi aur mujhe product return karni hai to kya wo amount wapas aega Amazon pay later mae pls reply
Amazon pay later me jaoge to waha par aapko 'Repayment Setting' ka button milega. Us par jab click karoge to ek popup window show karega. jisme aapko 'Update Auto Repayment' ka option milega. Aapko usme click karna hai, then wo aapko repayment setting change karne ka option dega. 🙏
5 tarik ko aapko manual payment nhi karna hai. Dhyan rakhna. Payment aapke bank se automatic deduct hogi jis bhi bank ki setting aapne repayment option ne set kari hogi.
Please puri baat batayein. Aapke pay later me kitna balance tha and aapne koi product buy kiya tha kya? Konsa payment ki baat kar rahe ho.? Aapne amazon pay later ki emi ki manual payment ki thi kya? Jo bhi hai jra detail me batao to bta paunga.
@@TechnoSanjiv nahi sir maine abhi kuch bhi nahi kharida amazon pay later mein 10000 show ho raha hai or sath mein upar likha aa raha hai ki setup and main us se kuch nhi kharid pa raha hu failed ho rahi payment
5000 credit balance dikha raha hain to main uss main se agar 100 rupes spent karu to mujhe next month 100 rupes dena padega ya fir yea jo 5000 credit de rahe hain amazon pay later par wo pura dena padega
Maine 3 emi par purchase kiya tha par mujhe baad me bataya ki 3 emi cancel ho gaya hai aur single payment karna hai. Mai 3 emi me payment kaise kar sakta hun ? Mera limit 30000/- aur purchase 12000/- ka hai.
Agar aap amazon se amazon pay later lete ho to aapko capital first 15th ki date de raha ho magar amazon pay later ke liye sabhi financial partner ko amazon ke rules ko hi follow karna hota hai. Dekho financial partner time to time change ho sakte hain life me but amazon to sabhi ke liye ek hi rule rakhega.
Apka 290 rs something ka charge lga hoga insufficient fund ke karan. Ab 6th ko dubara try karega aur agar 6th ko bhi aapka insufficient fund rahega to 6th ko bhi charge lagega. Isliye aap apne bank me sufficient fund jarur rakhiye 5th se pehle.
Sir please is doubt ko clear kare... Agar koi product hum Amazon se emi per lete h aur uska payment hum Amazon pay later se karte h to suppose 5000 rs ka product h to purchase karne pe 5000 turant katega ya Jo b har month ki emi hogi utna hi katega... Please time nikal k iska reply kijiye 🙏
Uska payment har month ki jo emi hogi ushi time kategi. Product order karte waqt kuch nhi katega. But apki pay later ki limit utni kam ho jayegi. Yani ki agar aapki amazon pay later ki limit 10,000 hai aur aapne 5,000 rs ka product liya to aapki limit 5000 reh jayegi aur agar aap dusara koi product amazon pay later se lena chahate ho to 5000 ki bachi limit se hi le paoge.
If I ordered any thing by using Amazon pay later, and after that if I cancle that order then all the emi system automatically cancle ho jayga or kuch or process hai??
Bhai maine product buy kiya pay later se 3399 ka mujhe product damaged mila phir maine use vaapis kar diya to unhone mujhe refund 3299 kiya kioki 100 mujhe casback mil gya tha ab mujhe sirf 100 rupees dene the pay later ko lakin usme 152 rupees deposit karne ko aara why? 52 faltu kyo
3333 ya jitna bhi banega, utna hi katega har month. 3 months tak. Waise bhi jab aap amazon pay later se 10000 ka phone buy karoge 3 month ki emi me to wo buy karne se pehle aapko pura detail show karta hai ki kitni emi kategi aur first emi kab kategi aur kitni kategi. Kitna interest padega. Sab kuch so don't worry.
Amazon pay late se EMI me product le sakte ho. But Amazon me Down payment system nhi hai. Downpayment me aapko kuch paise product lete waqt deni hoti hai aur baki payment emi me. Aisa Amazon me nhi hota hai. Amazon me Amazon pay later se product emi me to le sakte ho but uski first emi next month ki 5th ko aapke bank account se deduct hogi. Aapne jitne month ki emi plan choose kiya hoga utne month tak emi deduct hoti rahegi.
Tell me one thing sir agar maine 1000 ki koi bill payment kiya amazon pay later se to one month baad mujhe 1000 hi pay karne honge ya kuch extra bhi pay karna hoga... Please tell me only this
Aapko 1000 hi pay karna hai. Sirf emi me product lene par interest ke sath pay karna padta hai. Next month Full payment wale option me apko exact amount pay karna hota hai.
Aap check kar lena kahi aapne koi product emi me to nhi liya tha? Aap meri dusari video dekha sakte ho jaha par maine detail me bataya hai ki aap kaise check kar sakte ho ki aapki upcoming due & overdue kaise dekhte hai. Aap manual payment bhi kar sakte ho. th-cam.com/video/k42cAPTJ904/w-d-xo.html
Google me capital float ko search karo unki official website me toll free number me call karke baat kar lijiye. Baki 295 rs jo aapke kate hai wo bank ne kate hai auto payment bounce hone ke karan. But fir bhi aap ek bar baat kar lijiye
amazon pay latter se ek product order kar diya uske baad amazon pay later ko repayment kar diya, ab wo product agar return kru to mera amount kaha jayega?
Waise to Amazon pay later me wapis add ho jata hai. Aapne manual payment kiya tha kya? Otherwise auto payment to products lene ke kafi dino baad hoti hai tabtak return period bhi niKal jata hai. But any way. Iske liye behtar hoga ki aap ek bar Amazon ke customer care se baat kar ke confirm kar lijiye.
Amazon pay later me apply karne k liye mera only Auto repayment show kar rha h, uske liye mujhe mera ATM pin mang rha h... Mai kya karu , please help kijiye
Sir,mein activation pay later karne ke badd...ek mail aaya ki...25k limit with rate of interest (p.a.)--13%....wo kiya hai.. Mein jab call kiya idfc 1st bank se to bole aapka koi loan nahi hai.myahan...
Agar aapko 25k ka limit mila hai to confirm karne ke liye apne amazon app me amazon pay me ja kar Amazon Pay Later Limit dekha lo ki wo 25k hai ki nhi. Ab baat karte hai 13℅ interest ka. Abhi aapne koi product Amazon se pay later me nhi liya hai to aapka koi loan start nhi hua hai. Jitne bari Amazon se pay later use karke order karte rahoge, utni bari loan create hota rahega, har order amount ke hisaab se. Ab baat kare interest ki, To wo tabhi padta hai jab aap ko product purchase karoge wo bhi EMI me, aur aap ye bhi check kar sakte ho bina product buy kiye ki aapko kitna interest padega. apko kya karna hai koi bhi 3000 ya 5000 se upper ka product choose karo aur buy now par click karke payment gateway wale page tak aa jao jaha par, credit card, debit card, upi ka option diya hota hai. Wahi par Amazon pay later diya hoga, aapko uspe click karke Emi choose karni hoti hai like ki 3 month ke emi par lena hai ya 6 month ki emi par. Unhi ke aage likha rehta hai ki 3 month ki emi par kitna interest padega, aur 6 month ki emi par kitna. Wahi se clear ho jata hai. Yaha se aapko idea lag jayega.
Thank you so much for this valuable information
Thanks
Koee extra charges lagta h kya??ye chodd k??
kul mila ke emi credit card chtya logo ko chtya banta hai....follow only cash payment bro.... forgot loan emi concept.... . 🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
@@TechnoSanjiv sir mene 2 sep. Ko Amazon pay later se order kiya h toh muje apni emi iss 5 sep ko pay krni h ya next month plzzz reply
Thank you
Waise toh mujhe kisi ki video utni informative nhi lagti but aapke iss video se jo information mili hai yeh bohot jyada helpful hai mere liye thanks a lot to you
Sirji auto repayment ka bil kab tak generate hota h
Next day tak. Bill generate nhi hota hai balki repayment history wale tab me show karta hai ki kitna payment kata hai. Aur aapke amazon pay later ka balance bhi kal tak update ho jayega.
Bank se mera pesa kat gaya lekin ammazon me show nahi hora or mene jitni limit use me li thi abhi b utni hi show hori h
Amazon repayment history me next day update hota hai. So agar aaj apki payment aapke bank account se deduct hui hai to kal tak aapka balance bhi update ho jayega aur repayment history me entry bhi show karegi.
@@TechnoSanjiv thanks sir ji
You're welcome
Ab tak ki sabse best information video no bakwas sidhi aur shi baat
I just used Amazon pay later and thank you so much for the valuable information
amazon pay letter activate karte hi 59 rs kat gaye
kyon
I am not set auto repaymet. What in this condition if i purchased something with amazon pay later?
No. You can,t purchase anything using amazon pay later till then you set auti repayment. It's mandatory option. You EMI will be auto deduct from your bank if you buy something. You can also pay emi manual but you have to set auto repayment.
Sir maine Amazon pye later ka balance pye kar deya hai mira account se balance vi cut ho gya hai but balance avi vi wahi show kr raha Amazon pye later ka aisa q sit???
Sir capital flote vale bot heran karte he lon bharne ke liye or lon ke pse bhar ta hu fir bhi lon ke pese bad rhe he kam nhi hote he please batao na kya karu
Main pura samjha nhi, fir bhi batana chahunga.
jab loan ki payment karte ho to paise badenge kaise?
Mera Amazon pay later capital float Nach se hi approve hua hai.
Agar aapne koi product suppose karo, 3599 ka liya, aur wo aapne 3 month ki EMI me liya hai aur aapko 1248x3 ki installment par liya jispar aap par 24% interest laga jo hai 145 rs. Yani ki aapne total 3744 pay kiya emi ke through. Wahi wo katenge par month rs 1248, 3 month tak.
3 emi Se jada nhi kaat sakte wo. Iska to record rehta hai Amazon pay later ki history me. Dusara jo bhi payment wo 5 tarik ko deduct karte hai uski Repayment history me click kar ke aap dekh sakte ho kis order ka payment unhone deduct kiya hai.
Why is the option not available from 2003 onwards:
if i purchage eg dec 17 when the auto payment happen on which day ?
5 February
@@TechnoSanjiv good what if bank or they face problem to deduct auto cut....simply my credit score will go down because of there mistake
In any case, bank not able to deduct autocut then you can make manual payment. Cibil score effect only if you will not able to pay your due within one month.
@@TechnoSanjiv with one month meaning march 5 ?
After 5th march, panelty period start and after somedays like 20days after, They send your loan status report to cibil management.
I will suggest you that You should have to try manual payment after 6th of due month if auto payment fail by any reason.
Sir ye Buy krty time transaction 4digit PAn mang rha hain us main kya dalna Hain please help kro
Usme aapke pan card ka jo number hoga usme Last me 4 digit honge wo dalna hai
Like agar aapke pan card number for example BSYTU1934E hai to aapko 1934 jo 4 digit hai wo dalna hai. I hope aapko samaj aa gya hoga.
the manual repayment info part is valuable as i too have experienced the same ,thank you for saving me from calling axio
बहुत ही अच्छी जानकारी सर आपके माध्यम से में आज amazon पे लेटर एक्टिवेट करने की सोच रहा था लेकिन आपकी वीडियो देखने के बाद मैंने अपना विचार बदल दिया।।🙏🙏🙏
Sir, amazon pay later se payment karne tunrant Baad main, Manuka payment Kar sakta hoon on pay later no amount use kiya due??
Main aapko sab clear kar deta hu. Jra dyan se samajna.
Agar aapne koi product pay later se liya hai 1 oct se 15 oct ke bich to uski payment aapko 5 nov ko auto deduct hogi aur agar aap manual payment karna chahte ho to wo aapko 16 oct se kar sakte ho, 16 oct ko wo aapki upcoming outstanding me jud jayega is condition me.
But agar aapne 16 oct se 31 oct ke bich me product buy kiya pay later se to uski auto payment 5 Dec ko hogi aur aap uski manual payment 16 Nov ke 30 Nov ke bich me kar sakte ho. tab ye aapke upcoming outstanding me jud jayega.
Ab manual payment kaise karte hai Amazon pay later me jakar uska maine video banaya hai aap dekh sakte ho.
th-cam.com/video/k42cAPTJ904/w-d-xo.html
Sir plzz help maira paisa bank sa cat gya bhai but amozon mai avi nhi bada limt bhai ka kru
Dont worry. Kal tak update ho jayega. Ek din bad update show karta hai jadatar
the manual repayment info part is very valuable as I did the same thing last month and suffered
sir meri auto payment set he ya nahi vo kese chek kare
Jab aap set repayment setting button me click karoge toh, agar aapne auto payment set nhi kiya hoga to wo aapko set karne ke liye bolega like through debit card Or Net banking. But agar repayment setting me click karne par wo aapke bank ka name show kare jo aapne set kiya tha aur repayment type show karega like debit card Or net banking sath me setup date bhi show karta hai ki kis date me set kiya tha. To samaj jana already set kar rakha hai. Sath hi usme Update Repayment Setting ka button bhi hoga agar mano aapko dusare bank account ko add karna ho toh.
Bhai isme bill generate nahi hota hai kya jaise paytm pay later ka hota hai 1 July se lekar 31 July tak ka bill banta hai fir mai 1 August ko koi bhi translation karta hu to generate bill me add nahi hota hai
Nhi bhai aisa system to nhi hai. Aapke sabhi orders dikhata hai and repayment history show karta hai
Sir emi PR lene k baad 3ya 4 emi payment krne k baad bacha hua balence ek saath hi pay kr skte hai kya please reply kijiye ya video upload kijiye please 🙏🙏
Yes aap bacha hua balance ek saath bhi pay kar sakte ho. Mannual payment me dono option aate hai, ek current outstanding and second total outstanding amount ka.
Aapka बहुत-बहुत Shukriya Itni mahatvpurn Jankari dene ke liye
Sir mene pament 30 tarik ko kiya the, mera paisa bhi katgeta Or payment bhi nehi huwa
Refund ke liye main kya karu
Bhai meri bank ka naam hi nahi dikh raha auto repayment bank list me kya karna chahiye ab
Sorry bro, isme selected bank hi diye hai, agar aapka bank name nahi dikha raha to aise me aap ise use nhi kar paoge. Mere ek family member ko bhi yahi problem aa rahi hai uska Punjab & sind bank ka account hai but bank nhi show kar raha.
Dusara tarika ye hai ki aap dusare bank me account khulwa lo jo list me diye hue hai but ye option sabke liye fir nhi bethta. 🙏
Sirji please please mujhe batae ki Amazon card mai apne sbi bank ko kaise link karu
Maine apne is video me step by step bataya hai. th-cam.com/video/yagUmsb4NlM/w-d-xo.html
Auto repayment ki jagah maine advance me paymnt kar diya to charge kate ga kya
Sir kyaa Amazon pay later se main loan repayment karr sakta hu jaise idfc loan ka repayment
How can i contact you had problem related Amazon pay later emi (accrued interest)
Sir kon se account se automatic katega ?
Ham online na kharid kr ager kisi store se lena cahe emi pr pay letter se toh ky mil sakta h
No.
Sir mere account se pese auto debit ho chuke hai phir bhi pay later me update nahi hua hai 5 ghante ho chuke hai
Update aapko next day show karta hai. Don't worry
Thanks Bhai ....
Agar hum Amazon pay later se 1 tareek ko koi product purchase krte hain to uski payment hme usi 5 tk krni hai ya next month ki 5 ko plzz ansr?
Next month ke 5th ko.
When I try to create auto debit options in Amazon pay later . It show mandate fail and describing your account type in mandate is different from cbs. Can you guide some solutions?
I have made manual payment and the amount deducted from bank but not adjusted on Amazon Pay Later acount. I made this payment on 13th of the month. What can I don now.?
Have you recieve any confirmation email regarding payment. Did you check on amazon pay later repayment history. Was there any payent entry. If your answer is no then call to the customer care.
Auto payment agar 5 tarikh pe ho lekin nahi cut hui to kya muze penalty lagegi.auto payment kitne baje tak cut ho sakti hai.
Kahi bar auto payment 6th ko deduct hoti hai. Amazon me next day update hota hai. Aap bank statement jarur check karein
maine amazon icici credit card application ke waqt office mail id( actually my school
has no office mail id ) ki jagah friend email id diya hey aur meri
video kyc honi baki hey to me ab kya karu video kyc ke waqt unhe batau ?
I had forgotten that yesterday was 5th & the day that money will get auto debited from my account. My balance was low so I immediately added remaining money for my repayment. But still I got message afterwards that payment declined because of insufficient balance, though I had added money. They charged 295/- penalty. So can I get that back ? Also does being defaulter affect my cibil score ?
If they deducted EMI actual amount then no need to worry. But if they just charged 295 penalty and your emi still not deducted then it may be problem, they may again deduct panelty charges as bounce EMI.
Panelty charges will not be reversed.
@@TechnoSanjivThey didn't deduct emi, just 295 penalty. I now have sufficient balance. Still will they deduct charge or will they now deduct the emi.
@@RogerThat21 kya cut kiya unhone?
@Rishav 49 Maintain sufficient balance in your account. Is you still have any dues then you have to do manual repayment using upi.
Sir mujhe ye janna h ki agr Mai month k last me koi bill vaghira pay krti hu Amazon pay later se to uski repayment kb karni hogi like 30 oct ko koi chez li h or uski repayment 5 nov ko karni hogi ya 5 dec ko plz reply fast😢
Sir agar haum wo balance ko kabhi use nahin karenge to bhi kya humko paisa dena padega
Thankyou for the information about the auto payment and manual payment 😊
थँक्स 🙏🙏🙏👍👍
Sir ji... Mere pay later account me 25000 ka limit available hai... Lekin auto repayment set up nahi ho rha... Bar bar invalid account show krta hai... Jabki KYC bhi huka hai... Bank account no aur sara details sahi hai... Amazon customer care se baat kiya to usne mujhe apne lending partner idfc bank se baat krne ko kaha.... Idfc ka kahna hai ki mere paas aapke regarding koi information hi nahi hai...... Aakhir dikkat kaha hain?? Plzz reply.....
Sir maine ek product buy Kiya Amazon pay later k emi p par mere se 3month ka hua muze 12 month ka chahiye tha kya ab ho skta 3month se 12month
Nhi. Ab nhi ho payega. Aapko product lete waqt payment page me Jitne month ki emi choose karoge wahi final hoga baad me change nhi hogi.
Sir ji bahut bahut dhanyawad itni important jaankari dene ke liye.maine kal hi amazon pay later join kiya hai.air ek product bhi ish par liya hai.achcha hua aapka video dekh liya.
Sir plzz tell me meri payment 5 tarik ko katni thi but ni kati?? What should i do??? Aj 6 date ho gai
Aaj kay jayegi. Kabhi kabhi 5 tarik ko to kabhi 6 tarik ko bhi kare hai. Suru suru me main bhi soch me pad gya ki kyu nhi deduct hua. Don't worry
@@TechnoSanjiv thx
Amazon pay leter par mannual payment v kar diye or auto payment v ho gya to kya kare ki paisa refund ho
Payment auto debit ho gaya a/c se lekin repayment history me show nhi ho raha hai, bataiye kya karun
Repayment history me 6th ko show karta hai
@@TechnoSanjiv lekin sir abhi bhi amount overdue me show ho raha hai
Payable amount 0 likh ke nhi aa raha hai. Bataiye kya dikkat ho sakti hai
Aap aaj tak ka wait kar lijiye ho jayega. Aisa Autopayment ke case me hi hota hai. Manual payment me turant reflect ho jata hai. Don't worry ho jayega.
@@TechnoSanjiv bhai lekin repayment history me payment only 1 hi order ka dikh rha hai, jabki maine 6 order place kiye the amazon pay later se, aesa kyun ho raha hai
Ager month ke 1 tarikh ko Amazon pay later use karte hai to bill kab payment karna hoga?
Agar month ke ek tarik ko product buy karoge to next month ke 5th ko pay karna hoga.
Agar 1 sep ko buy kiya pay later se to 5 th oct ko payment karna hoga
Autopayment bank se deduct hone ke baad pay later me update nhi hua instantly...time lgta h kya udhar update hone me
By using pay later can CIBiL Score will increase or will it generate CIBIL Score
Ecs mandate charge 59 kata hai ye kya hai aur kaise band hoga
Ye one time katega jab aap auto payment setup karoge yani ki apna bank add karoge sirf us time ek bar katega.
SBI
Bhai same mera bhi 590 rs ecs charge mar ra hai bar bar 4 bar to ecs cut hogay?
Aap na ky kiya is problem ka mujha reply karo
Ye ECH bounce charges kate hai. Ye charges bank deduct karta hai. Agar 5 tarik ko aapki emi deduct honi thi aur aapke bank me unsufficient bal hone ke karan 5 tarik ko jab auto deduct bounce hua us karan aapke 590 bank ne ECH bounce charge cut kare aur fir next day dubara try kiya aur dubara deduct kiya.
Ye paise return nahi karte bank. Return usi condition me ho sakte hai jisme aapki galti na ho.
Mere condition me maine 1 tarik se 5 tarik ke bich me payment kar diya tha.
Aur is tarik me manual payment nhi karna chahiye kyuki 1 tarik ko ECH ki request bank ko chali jati hai aur fir 5 tarik ko bank us Auto ECH ko apply kar deta hai. Mere case me bhi manual payment karne ke karan bank me balance unsufficient ho gya fir 2 bar charges kate jo return nhi hue maine customer care me baar ki unhone kaha ye humne nhi bank ne late hai so bank me jakar baat koro aur koshish karo ki jab bhi manual payment karni ho to jis month payment deduct honi hai us month ke 1 se 5 tarik ke bich manual payment mat karna.
Sir mujhe ye puchna h ki mene 1 may ko recharge Kiya to wo recharge ka payment 5may krna hoga ye phir 5 Jun ko please answer me😊
Bhaisahab maine Amazon pay later se smart watch lia kal hi aur mujhe product return karni hai to kya wo amount wapas aega Amazon pay later mae pls reply
I have made manual payment and the amount deducted from bank but not adjusted on Amazon Pay Later acount. I made this payment on 13th of the month.
Sir account kese change kare jo auto repayment me add kiya tha
Amazon pay later me jaoge to waha par aapko 'Repayment Setting' ka button milega. Us par jab click karoge to ek popup window show karega.
jisme aapko 'Update Auto Repayment' ka option milega.
Aapko usme click karna hai, then wo aapko repayment setting change karne ka option dega. 🙏
thnQ So mucH siR for this valuable knowladge.
jab main month 5 tarik main repement karogi tab extra charge lagy kea?
5 tarik ko aapko manual payment nhi karna hai. Dhyan rakhna.
Payment aapke bank se automatic deduct hogi jis bhi bank ki setting aapne repayment option ne set kari hogi.
Bhai 1 din pahele मॅन्युअल emi payment फिर bhi ECS capital float auto emi aya aur bounce huva
Lic premium भी bhar सकते हैं
Your experience is very important, thank you so much
Sir
13 parcent intrest lagata hai kya agar Amazon pay later use nahi karenge bhi
Nhi. Koi interest nhi lagta.
EMI money has been deducted from my account but not reflected on my Pay later option any reason??
Same issue bro
Bro did it get updated for you?
Sir I pay before 4th sep 2021 emi through. Upi manual , but my sbi account debited rs 295 ecs return charges
What to do sir repy me
Bhai same mera bhi 590 rs ecs charge mar ra hai bar bar 4 bar to ecs cut hogay?
Aap na ky kiya is problem ka mujha reply karo
thank you so much sir..... panalty lange se bacha liye.... agar aapka video nahi dekhtey to mera bhi panalty lag jaata ...
Bro Amazon pay later ka payment Amazon pay balance se kar sakte h????
Sir mene 2 sep ko Amazon pay later se order kiya h toh muje apni emi 5 sep. Ko pay krni h ya next month plzzz reply
Hello sir pls help me
Mere amazon pay later se payment na to bank mein gya or na mujhe show ho raha kyu ki mere bank ka debit card nahi hai
Please puri baat batayein. Aapke pay later me kitna balance tha and aapne koi product buy kiya tha kya? Konsa payment ki baat kar rahe ho.?
Aapne amazon pay later ki emi ki manual payment ki thi kya? Jo bhi hai jra detail me batao to bta paunga.
@@TechnoSanjiv nahi sir maine abhi kuch bhi nahi kharida amazon pay later mein 10000 show ho raha hai or sath mein upar likha aa raha hai ki setup and main us se kuch nhi kharid pa raha hu failed ho rahi payment
Thank you Sir.... Esi bate koi nhi btata .....
5000 credit balance dikha raha hain to main uss main se agar 100 rupes spent karu to mujhe next month 100 rupes dena padega ya fir yea jo 5000 credit de rahe hain amazon pay later par wo pura dena padega
Jitna aap spent karoge, utna hi dena hai. Aap ke case me agar aap ne 100 Rs ka product buy kiya to aapko 100 rs hi dene hoge.
Maine 3 emi par purchase kiya tha par mujhe baad me bataya ki 3 emi cancel ho gaya hai aur single payment karna hai. Mai 3 emi me payment kaise kar sakta hun ?
Mera limit 30000/- aur purchase 12000/- ka hai.
Sir 2 month ho chuke hai emi ke sir abhi kuch options hai kya ki sab loan pay kr saku direct or emi bada sake
⚠️Attention
You will be charged ₹59 in SBI 💰
And likewise charges in other banks
Once you setup auto renewal in amazon pay later
Yes. Ye first time auto repayment setting me bank account ser karte waqt lagra hai. Ye one time fees hai jo lagti hi hai.
Maine Axis Bank debit card ki details se auto debit chalu kiya tha to muje charge nahi laga ths
@@pareshparsiya8262 mene jio se kiya tha, mujhe bhi ni lga
mera v SBI se 59 charge kiya pta rhta to krta hi ni manual payment hi hi krta hai ye hidden charge kr rhe batate v ni
Capital first app m toh 15 ke date h or amazon5 m 5 ke esa ku?
Agar aap amazon se amazon pay later lete ho to aapko capital first 15th ki date de raha ho magar amazon pay later ke liye sabhi financial partner ko amazon ke rules ko hi follow karna hota hai. Dekho financial partner time to time change ho sakte hain life me but amazon to sabhi ke liye ek hi rule rakhega.
Order cancle kre to kya hoga
To apka jitna amout pay later se deduct hua tha wo wapis pay later me add ho jayega.
Good information thanks lot sir 👌👌
Sir iska bill generate kb hota hy.
Kya ek se jayda payment app use kr skte h like phonepe ,amazon pay , ek sath ek hi phone me use kiya ja skta h
Very good information 😊
Agar bank me insufficient fund ha to
Apka 290 rs something ka charge lga hoga insufficient fund ke karan. Ab 6th ko dubara try karega aur agar 6th ko bhi aapka insufficient fund rahega to 6th ko bhi charge lagega. Isliye aap apne bank me sufficient fund jarur rakhiye 5th se pehle.
@@TechnoSanjiv nai laga usme likh ke aya tha aj ki pay now nai to charge lagega to mene turant pay kar dia manually sir ab shayad na lage
Sir please is doubt ko clear kare... Agar koi product hum Amazon se emi per lete h aur uska payment hum Amazon pay later se karte h to suppose 5000 rs ka product h to purchase karne pe 5000 turant katega ya Jo b har month ki emi hogi utna hi katega... Please time nikal k iska reply kijiye 🙏
Uska payment har month ki jo emi hogi ushi time kategi. Product order karte waqt kuch nhi katega. But apki pay later ki limit utni kam ho jayegi. Yani ki agar aapki amazon pay later ki limit 10,000 hai aur aapne 5,000 rs ka product liya to aapki limit 5000 reh jayegi aur agar aap dusara koi product amazon pay later se lena chahate ho to 5000 ki bachi limit se hi le paoge.
Account change kaise kren
Processing fee kya hoti hai? Emi purchase pe
Sir ye jo plenty lagi hh usko kaha se dekhe?
If I ordered any thing by using Amazon pay later, and after that if I cancle that order then all the emi system automatically cancle ho jayga or kuch or process hai??
Apka pura amount wapis add ho jayega. Koi charge nhi lagega. Don't worry about it.
Bhai maine product buy kiya pay later se 3399 ka mujhe product damaged mila phir maine use vaapis kar diya to unhone mujhe refund 3299 kiya kioki 100 mujhe casback mil gya tha ab mujhe sirf 100 rupees dene the pay later ko lakin usme 152 rupees deposit karne ko aara why? 52 faltu kyo
Sir Amazon pay later credit Ballance mil jaye ,aor ham use na kare to ,
Koi charge lagega ya nahi
Sir maine abhi payment kiya hai magar amazon pay later mein add nahi hoa hai ab main kya karon
Kal tak ka wait kar lijiye. Kahi bar next day update hota hai.
10000 ka phone buy kar rahe hai emi 3month emi 3333 banta hai 1month to payment full karna padta 1st emi 3333 kathta hai please reply
3333 ya jitna bhi banega, utna hi katega har month. 3 months tak.
Waise bhi jab aap amazon pay later se 10000 ka phone buy karoge 3 month ki emi me to wo buy karne se pehle aapko pura detail show karta hai ki kitni emi kategi aur first emi kab kategi aur kitni kategi. Kitna interest padega. Sab kuch so don't worry.
Thksm sir ji aap ne bahot hi baat batai 🌹
amazon pay later se downpayment kr k Emi se
product le sakte hai ky.
Amazon pay late se EMI me product le sakte ho. But Amazon me Down payment system nhi hai. Downpayment me aapko kuch paise product lete waqt deni hoti hai aur baki payment emi me. Aisa Amazon me nhi hota hai.
Amazon me Amazon pay later se product emi me to le sakte ho but uski first emi next month ki 5th ko aapke bank account se deduct hogi. Aapne jitne month ki emi plan choose kiya hoga utne month tak emi deduct hoti rahegi.
kya hum apani product ki EMI credit card se kar sakte hai
Sir accrued interest kyu lagta hai
Tell me one thing sir agar maine 1000 ki koi bill payment kiya amazon pay later se to one month baad mujhe 1000 hi pay karne honge ya kuch extra bhi pay karna hoga... Please tell me only this
Aapko 1000 hi pay karna hai. Sirf emi me product lene par interest ke sath pay karna padta hai. Next month Full payment wale option me apko exact amount pay karna hota hai.
@@TechnoSanjiv thank u so much sir
Is month pay karne ke baad dusre month pay karne ka date show karega emi later mai
Maina ek glass mangwaya tha but pata nhi mera account sa 59 rupees e mandate ka kuch charge kat gaya pata nhi q
First time bank NACH mandate ke time par 59 rs charge deduct karte hain.
@@TechnoSanjiv apka hua tha kya
Sorry, Maine us time dhyan nhi diya. Sayad charge kiya hoga. But kafi Sare users ye keh chuke hai to confirm hai.
Sir,Mera Amazon pay later ka due 9063 tha,mere account me pure paise the,lekin auto debit ke madhyam se 5000 hi kata gya,kyu
Aap check kar lena kahi aapne koi product emi me to nhi liya tha?
Aap meri dusari video dekha sakte ho jaha par maine detail me bataya hai ki aap kaise check kar sakte ho ki aapki upcoming due & overdue kaise dekhte hai. Aap manual payment bhi kar sakte ho. th-cam.com/video/k42cAPTJ904/w-d-xo.html
@@TechnoSanjiv mujhe kal hi msg aaya,paise paid karne ke liye,Maine manual payment kar bhi diya,lekin aaj mere account se 295rs kat liye
Capitalfloat ka number jisse bat ho jaye, e-mail
Google me capital float ko search karo unki official website me toll free number me call karke baat kar lijiye. Baki 295 rs jo aapke kate hai wo bank ne kate hai auto payment bounce hone ke karan. But fir bhi aap ek bar baat kar lijiye
amazon pay latter se ek product order kar diya uske baad amazon pay later ko repayment kar diya, ab wo product agar return kru to mera amount kaha jayega?
Waise to Amazon pay later me wapis add ho jata hai. Aapne manual payment kiya tha kya? Otherwise auto payment to products lene ke kafi dino baad hoti hai tabtak return period bhi niKal jata hai. But any way.
Iske liye behtar hoga ki aap ek bar Amazon ke customer care se baat kar ke confirm kar lijiye.
Amazon pay later me apply karne k liye mera only Auto repayment show kar rha h, uske liye mujhe mera ATM pin mang rha h... Mai kya karu , please help kijiye
Sir,mein activation pay later karne ke badd...ek mail aaya ki...25k limit with rate of interest (p.a.)--13%....wo kiya hai..
Mein jab call kiya idfc 1st bank se to bole aapka koi loan nahi hai.myahan...
Agar aapko 25k ka limit mila hai to confirm karne ke liye apne amazon app me amazon pay me ja kar Amazon Pay Later Limit dekha lo ki wo 25k hai ki nhi.
Ab baat karte hai 13℅ interest ka. Abhi aapne koi product Amazon se pay later me nhi liya hai to aapka koi loan start nhi hua hai. Jitne bari Amazon se pay later use karke order karte rahoge, utni bari loan create hota rahega, har order amount ke hisaab se.
Ab baat kare interest ki, To wo tabhi padta hai jab aap ko product purchase karoge wo bhi EMI me, aur aap ye bhi check kar sakte ho bina product buy kiye ki aapko kitna interest padega. apko kya karna hai koi bhi 3000 ya 5000 se upper ka product choose karo aur buy now par click karke payment gateway wale page tak aa jao jaha par, credit card, debit card, upi ka option diya hota hai. Wahi par Amazon pay later diya hoga, aapko uspe click karke Emi choose karni hoti hai like ki 3 month ke emi par lena hai ya 6 month ki emi par. Unhi ke aage likha rehta hai ki 3 month ki emi par kitna interest padega, aur 6 month ki emi par kitna. Wahi se clear ho jata hai. Yaha se aapko idea lag jayega.
@@TechnoSanjiv if sir pay later ac mera close karunga to? Koi dikkat nahi hoga na?mein abhi tak kuch bi use nahi kiya hai...plz reply