Amazon Pay Later bill नहीं भरा तो क्या होगा ? | Amazon pay later disadvantages
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 3 ม.ค. 2025
- Topic covered :-
Amazon pay later
Amazon pay later bill payment
Amazon pay later bill kaise bhare
Amazon pay later bill not paid
Amazon pay later bill kaise bhare
Amazon pay later bill payment problem
Amazon pay later bill late payment
Amazon pay later bill due date
Amazon pay later late fee charges
Amazon pay later disadvantages
-----------------------------------------------------------------
My TH-cam Gears :-
My Camera - amzn.to/3lMAjo7
My Laptop - amzn.to/3xvEl6F
My Tripod - amzn.to/3Cunll1
My Studio Lights - amzn.to/3lIEf9i
My Camera Lens - amzn.to/3yw0O4I
My Video Mic - amzn.to/3fIIMVA
--------------------------------------------------------------------
Second Channel 👇👇
/ @thenameiskartik
Follow me on Social Media 👇👇
Instagram :- / iamkartiktomar
Twitter :- / iamkartiktomar
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
NOTE : All content used is copyright to Tech Rohit, Use or commercial display or editing of the content without proper authorization is not allowed.
Disclaimer This video is for educational purpose only.
Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.
Brother jo amount maine used kar lya hai Amazon pay later se . Ab mujhe ussey ek hi baar payment karna hai aur Amazon pay later ko band karwana hai.
Future pe mauj masti ka loan nahi milega to ye acchi baat hai
Defaulter is good, rather than received multiple sales calls for credit card & loan😂🤣
Amazon pay later se maine shopping kiya h aur ab mujhe return karna ho to refund pay later me hi jayga n kya uske bad v mujhe repay karna hoga
Pay later me hi ata h bro but fir apka limit km kr deta h to soch. Samjh ke by kro
Close pay leter for future
Bhai maine headphone return Kiya tha mere samne delivery boy ne return lgya ab Amazon se call aya ki apka jo product received hua h wo different h mene to 😢same headphones return diya tha ab usne pta na kya kra yr return denyd ho gya hai 4000 ka bill pay krne ke liye bola ja rha h aur isme mera koi fault hi nhi hai kya karu. Koi idea bro 😢mai ware house gya ab kal bulya h unhone
😢😢
Bhai payment Mt bharo sale Amazon bale defaulters h meri bhi bluetooth return le gya delivery boy fir mere sath bhi same hi bol rhe h abb m soch rha hu Amazon pay letter se 2000 ka manga lu fir jama hi ni krna jo mrji kre kr le
Mene Amazon se phone liya hai pr wo return ho nhi rha customer se bat kr rha hu to bol rha hai ap service centre jao abhi uska 6 day replacement baki hai phone liye 1 hi din hua pr wo return nhi ho rha bol rhe bus service centre wala apka phone thik krke dega return nhi hoga to uska bill na bharu kyoki phone sahi nhi hai to koyi dikkat nhi hoga n amazone account delet kr du to mene Amazon pay letter se liya tha phone account delet kr dunga to kya hoga
Bill mat vado
Kuch ghanta nahi kad payega
Mere sath b same problem hai
Aapne kya Kiya ???
Hii bro
Bhai 5 date me kitna interest dena hoga
Bahi mara Amazon pay later ka gmail account delete ho gaya to ma auto pay kare tha to mara bank sa cut jayega
Sir ji home loan aur car loan mil jayega secure loan milega
Agar mein amazon pay later galati se le loon aur usse return karna chahu kya main usse return kar skti hoon?? Please reply
Ha ji
Bro 6200 tak use kiya hai amount agar 1 week baad bharta hu toh total penalty 425 hi lagegi ya har din yeh penalty badhti jaayegi pls reply
Eska reply kariye
No only 1 time
Bhai mujhe batao ..
Amazon pay leter ka amount kab Dene main credit score accha hoga ... Matlab
Parches karne se 1,2 din main ya fir bill generate hone k baad ... Konsa time sahi rahega ... Thoda research karke batana... Main lagbhag 2 saal se use kar Raha hu 75000 limit hay... Mera 215 payment kia total
Bill generate honay baad thk rhega
The credit limit from Amazon is 75000 last
Bill generate hone bad pahle mat pay karo usse score aur badega
@@mohammadfaizan7981 Amazon main koi 1 rs wala product hay kaya
@@mohammadfaizan7981 Amazon main 1rs ka koi product hat to link do na
Bhaiya maine ek product order kiya tha Amazon se par woh khud ba khud return ho gaya aur mere paas nahi aaya fir bhi Amazon pay later se mujhe message aa raha hai ki 100 rupees pay karna hai. Please tell me some solution.
Unsecured loan nahi milega
Kya pay later ka late fees reverse ho skta hai?
Myra pan card koi use korkey Amazon pey leyliea band korney key liye koi solution hey kiea sir ji
Bhai hua
Sir mera Amazon pay later ka dues maine 4 mahine se nahi bhara ab bharunga toh Amazon pay later account activate rahega yaa block ho jaayega ?
Bhai koi agent aaya ghar
Bhai reply de koi agent aaya kya Ghar ya sirf sms hi aaya
@@GenZ_MantraMera 1month ka due hai, paise bhi nahi hai Dene ke liye
No tension bhai Agar Cibil Kharaab nahi karna hai to tension hai fir nahi to kuch nahi hoga😅
@@BosSFilmsAman Bhai aaya koi agent ghr ?
Agar hum Amazon pay later activate karke rakhe or kuch bhi shopping na kare pay later se tho kuch charges lagte hai kya plz reply sir
Nhi leta hai
Close pay later froud company
Bhai Kisi Parcel Ka Refund Amazon Pay Latter Ka Bill Pay Karne Ke Baad Kaha Jayega Means Jab Parcel Ka Payment Pay Later Se Kar Diya Ho To
Pay later account me create ho jayega refund
Agar 1 din bhi late ho jaaye toh bhi credit score par effect padega
Nhi
Nhii
Mai railway ka hoon... chutki m 50lakh loon mil jayega.... Pay latter se 6000 parches kiya tha December m bill completed kadneka phone m baat vi kiya tha lekin November m bar bar kad kadke dimag kha raha, account block kad diya... avi 3,4 month tak ghanta vi bill nahi vadunga, kya ghanta kadega dekhta hoon,penalty bill toh bilkul nahi vadunga👊👊👊
Update Karo Bhai Kya hua aage bill bhara ya nahi
Sir agar amezon pay later activate kra kr uska use na kre to kuch charges ya kuch hota hy kya use na krne pr reply
Kuch nhi katega
Me chahta hun 10 din bad payment karunga to kiya lete charge or badjayega
3000 me 400 ka lete fee lag raha hai
Sir mera 1900 loan liya Amazon pay letter se aur is time 6000 ho Gaya hai kya kru sab bharna hoga 😢😢😢😢😢
Bhai contacts pe call to nhi na krte amazon wale?
what will happen if i buy a product with pay later and use and return it with 7 day returnable refund 😂 toh ky hoga
Bhai 3000 ka bill 5 din se due ha messages aarhe ha koi recovery agent toh nhi aayega message aarhe ha please reply
No
@@Naveenbhuckalhow much day due agent visit home
@@Nothinshe aya kya agent😰
Aya kya agent
Maine 25k mese 18k use kar liya h Case toh nahi hoga na nahi bharne se
Kitne. Month ho gye due ko tmhare
@@seeker_shivank2 mahine
Kab use kiye the kitne din ho gay mene bhi yahi Kiya he
Kitna time huwa??@@sumitsahu1016
@@sumitsahu1016koi legal action hua?
Bhai late fee waived nhi ho sakta hai Kya ?
Bhai jiska account tha uski dath ho gai ....
To hum uska account karke pese ka use kar sakte hai kya ..
Pls reply
Ha
Bhai Aaj galti se activate ho gaya 25000 ka or ise use n karunga to kuch ho ga to n or ise band kaise karu please help bro
Kuchh nahi hoga jab use istemal karoge phir bharna padega
Kuch nahi hoga Bhai tension mat
Bro, maine ye galti se activate kar dia hai. Agar mai kuch purchase hi nahi karu using pay later fir bhi iska bill bharna pdega ? Isko close/deactivate nahi kar sakte bina kuch paise jaaye ? Please help ..
Agar use nhi karoge to koi charge nhi lagega relax
koi charge nahi lagega
Myne bi galti se le liya ab use n kru toh kuch ktega kya next date pe.. Mujhe dar lg rha
@@shivaniprajapati3747 no, nahi katega agar kuch purchase karte hai toh hi katega. So, no need to worry.
Bina overdue payment kiye hue uska principle amount payment kr denge to cibit thik ho jayega bhaiya
Ha bhai maine ek sal tak late fine nhi diya
Bhai mere 7400 ki payment katni thi lekin 3000 he kate wo bhi 1000 kar kar ke baki 4400 overdue repayment dikha rha hai plz rply
Sir meri sim card kho gya jis se ye bna hua tha ab
Mai new pay letter nahi bnaya ja rha kyuki repay nahi kar paya sir help me !!!
Gmail id se login ho jayega, aur usme andar phone number change ho jayega.
Bna bhi mat close kar wa de
Nepal se Amazon ka selling kar sakta hai Kiya ??
Jinka Amazon account he unki death ho gai h unka account to vese bhi band krna h to kyu nhi limits use krlu uske bad bhale hi account band ho karvana to he hi please reply asa kar skta hu kya??
Yes
Bhai maine 17000 used Kia hoon 7-8 month hogye paisa hai v nhi Cll aata tha no hi band kr dia maine
ghar ke Address pe visit huaa ky bhai apka bank ka agent ka
Agent aaya thaa kya bhai???
@@nisarali0927 koi n bc hm dusre game kr dia bola maine new no lia hoon kuch din phele mujhe yeh sb pta hi nhi 😅😅 fir band kr dia
@@nisarali0927 tension na lo number ho shkta hai to band kr do nhi to call msg aayega baar baar 😅
Bhai my tho 60k use kar rakha hoon kya hoga ab
Sir, recovery agent kis address pr ate h. Jis address pr product delivered hota h. Ya adhar vale address pr
Good question!! Mujhe bhi yehi jaanna hai.. bhai .. please tell !! Recovery agent ayega kya?? Maine 4500 ka bill nhi diya.. aaj 5 tarik ko date tha... recovery agent ghar ayega kya?? Aur aame se bhi konsa address pe ayega?? Aadhar card wala address yah phir product delivery address?? Please reply
@@RajibKumar-s3lkuch ni hota merw 8000 due hai 4 mhina ho gya
@@RajibKumar-s3lkitne din hua
@@RajibKumar-s3laya ky apke ghar pe recovery agent
@@RajibKumar-s3lbhai recovery agent aya thaa kya please reply kardooo 😢
Kya Amazon pay later reference number par call karega? Mere family dost lok ko call karega ??
30 din ke andr bharna h na
Great explaination
Bhai agar due date 5 date ke he or me 10 date ko bharu to chalenga me panlaty dene ko tayaar hu pr bhai ye ghar pr call to nhi karenge n 😢
5 din me nahi ayega koi, don't worry
5 sin mein kitna penalty pdega
3% +GST of generated bill@@deepaksaran8047
Accured interst kya h jo amazon emi pe ban raha h
Amazon pay later se mobile emi par liya tha kya wo mobile ko lock kr denga kya 😢
Nhi karega
@@ranveersingh422 lock to nahi hua ab recovery agent ka bata do bhai ate hai ki nahi agar ate b honge to kuch upay batana please
@@saurabhdhiwarbhai recovery agent aya ki nahi?
Due date 2 dil late ho to bhi penalty lagegi
Yes
Bhai 5000 liya hu 24 days hogya 10 din mein paisa ayega ghar pe agent nhi aata hai naaa
Kis address pr notice aayega
Bhai bol rhe hai ki vo log Ghar aayenge
Aate haii ky ghar ?
Thum bol kya vo log
Hello Sir
Amazon pay later ka 2000 rs bill paid nhi kiya hai
Kya iskeliye bhi recovery agent Ghar aa sakta hai kya
Aya kya koi??
Are bhai 1400 rs ka due hai 2-3mahineho gae hai bhara nhi kya hoga agent ghar aayega kya
Ayaa bhai agent ghr ?
Oo bhai me 25k kha ke betha hu bas call masg aate he koi agent nhi aata h ghr pr saal ho gya he
Bahut badhia..
Sach mein???
Bahut badiya ..agent nahi aaya kya kabhi ghar aapke?
Bhai sach Mai liya hai
Sach ma Bhai
ghar pe bhi aa jange kya
btao to do ji
Sir Mera 5 October account se paysa cut liya fir v abhitak Amazon pay later me updated nahi horay.. sir please help me
😢😢
1700 ka tha 3500 hogya agent ghr aajayega kya itne m 😂
😂😂😂😂😂
Agar me 3 months ke bad payment karne se ho jayega
Mene bhi liya tha 1 year se return nhi diya double ho chuka be
Amazon pay later sai mobile recharge nahi ho raha hai
Auto debited on karlo ho jaega
Good video 👍
Thanks 👍
What happens if pay 3,4 days late from due date
250 rupees penalty lag jayegi
2 bar kata hai bhai aj ke hi din me mere account se @@shivamsanam4627
One time setlment karne bol raha he kya karu??
Setlment hogya bhai?
Are Bhai kuch nhi hota loan nhi bhara to PTA hain ki nhi tere ko recovery Wale ko mar khani hain kya Jo gharpe aayega pagla kahika Bhai kuch Dena idia to thoda lohoko dilasa wala video Diya Karo 😅😅😅
Sahi me nahi aata koi?
Ha sahi baat h yaar mere pass kabse aa rhe hai bol kuch nhi rhe maine starting wale recovery wale ko aache se smja diya tha h to bhr do nhi to ganta kuch nhi hoga
Band karna hai kaise band karu
Due date ki kese ot kare
Nice information Bro
Nice sir
1 mahinai k baad bill bhar sakta hu
Nice, thanx
Dada ji ka account ha I phon laliya pay later sa padlo ka pado ga dada ko konsa loan lana h 😂
1 phone lene jitna limit nhi deta starting may.. majak mat kro bhai
Bhai pala kist bru ga
@@Pawan_live_ acha..
Sai h Bhai
Mera 499 ka due hai 3months s
To kuch hua nahi ky bhai ?
Kuch hua ya nahi abhi tak??
500 bhar de na
Bank charge karti hai due date par payment na kare to
Bhai police to hi aati hai na
No
Thanks sir
2000 k liy bhi ye sb hoga mtlb leagal notice n all
Nhi
Han hota hai bhai kya nhi...2000 lene ke lie ye log 15 calls, 20 texts, 25 whatsapp messages aur last me to Ghar ki visit ki dhamki vi dete 😅
❤❤
Hiiiiiiiii
Kya hoga,,,
Kaise hoga??
Jo hoga dekha jayega....
🙂
Bhai contact list ma call to nhi na karega?
Krege to bi kya yaar simple mere jaise status lga do mere naam se koi bi paise mange ya kuch bole ya aap paise dete ho to meri ko jwabdari nhi mere sabi dosto ki gaand fati PDI h call aate hi unko suntae h bss ek bar call krte hai papa k name se save h to