Chhote bacchon ka Aadhar banane ke liye nivas praman Patra kaise Banega uska kya upay hai Jaise pahle pita ka Aadhar aur Pradhan ka later pad lagakar nivas praman Patra banva lete the..... Kyunki 5 varsh se umra adhik ke liye birth certificate on domicile certificate lagta hai
सर यह बताइए कि जब हम इसे जन सेवा केंद्र लोकवानी केंद्र से बनवाते हैं तो वह वे लोग आखरी में लास्ट में इस कागज पर मोहर और साइन करके देते हैं क्या इसे मोहर और साइन को करवाना जरूरी नहीं है क्या उसके बिना मोहर और साइन के भी हम इसे कहीं पर भी अप्लाई कर सकते हैं इस जाति प्रमाण पत्र को या निवास प्रमाण पत्र को या आय प्रमाण पत्र को कहीं पर भी लगा सकते हैं
Sr Jo addhar me update karwa rahe hai to usme niwas praman patra laga rahe to yadi kisi ko address sudhar karna hai to kya address sudhar alag se karna padega please please.........jaldi reply kijiyega sr thankyou
Sir me ne caste certificate apply kiya tha 17 feb 2024 ko abhi tak bana nhi hai aap hi ka video dekha ke bhara tha me kuc help kriye kitne din me ban jayega
Sir mai bihar se hoon aur 8-10 saalon se yahi pe reh raha hoon mere saare documents bhi yahi ka hai aur rashan card abhi khuch dino pehle hi bna hai to kya mai apply kar sakta hoon?
Bhai maine 8 September ko nivas praman patra ke liye apply Kiya tha lekin payment nahi Kiya tha yadi me 24 September ko payment karta hu to reject to nahi hoga kyoki swa pramanik patra par to 8 September ki hi date hogi
Sir.. Payment ho kr diya h.. Receipt not generated show kr rha.. Kya kru.? Wait krna hoga generate hone ka ya vaps payment krna pdega??? Plz sir reply.. 🙏🏻🙏🏻
Sir may up se belong karta hu aur rehta hu uttrakhand may but sir mere father vaha se documents se name cut kara diye tha. And sir mere pass up ka purana gas bill connection or rashan card ki photo copy and books bhi or sir papa ki bank ki pass book bhi hai purani toh sir ban sakta hai domicile mera up ka
Mere saare documents aur me bhi dusre state se hu pr muje UP ka domicile banana h kyoki 5 year se yhi hu aur mera college hai to ho jayga? Konsa documents UP k hone jaruri h apply krte waqt..
Sir, Up ki neet counselling ke liye ye certificate manya hai ki nahi ? Ek dusare channel wale video me bol rahe hai ki sample alag hai. Please clarify sir
Sir mai bihar hu pr mera ghr up me hai to sir mughe scholarship ki labh uthani hI to sir other stare k lgo ka kya procces hoga.. Bta dijiye kese apply kre scholoeahip k liy ki mai bihar se hu or mera niwas bhi bihar ka h or ab mughe up ka bnwana hai to lese hoga plzz reply kree sir
आप बहुत अच्छी वीडियो बनाते है हमारी दुआ है आप ऐसी ही इनफॉर्मेटिव वीडियो हमारे लिए बनाते रहे आमीन
Aapka bhut bhut dhanyawaad aapne bahut ache se step by step btaya hai maine follow kr k fill kr liya thankyou so much
Please 🙏 help kro
@@ShonaJi-te7ps aap inhi ka btaya steps follow kro ho jaega laptop se kro
Ban gya kya apka ??
Bn gya kya aapka
Hello Sir.Sir mujhe apki har video acchi lagti hai aap bhott acche se samajhte ho har ek cheez Thankyou So Much sir ❤❤❤
Hii bro tumhara kitne din me ban gaya ❤
Sir ma Tripura se ho, Tripura ma online apply karke domicile certificate bana saktha ho ??
Very Good nice information 👍
@@rajmishra911- ghar par ban jata hai
सर शादीशुदा महिलाओं का जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाएं उसे पर भी कर एक वीडियो बनाया
Nice information ℹ️ℹ️
Very helpful video sir I'm so so happy ☺️☺️❤❤
Chhote bacchon ka Aadhar banane ke liye nivas praman Patra kaise Banega uska kya upay hai Jaise pahle pita ka Aadhar aur Pradhan ka later pad lagakar nivas praman Patra banva lete the..... Kyunki 5 varsh se umra adhik ke liye birth certificate on domicile certificate lagta hai
Bachho ka aadhar bane ke birth certificate chahiye nivas parman patr nhi
सर यह बताइए कि जब हम इसे जन सेवा केंद्र लोकवानी केंद्र से बनवाते हैं तो वह वे लोग आखरी में लास्ट में इस कागज पर मोहर और साइन करके देते हैं क्या इसे मोहर और साइन को करवाना जरूरी नहीं है क्या उसके बिना मोहर और साइन के भी हम इसे कहीं पर भी अप्लाई कर सकते हैं इस जाति प्रमाण पत्र को या निवास प्रमाण पत्र को या आय प्रमाण पत्र को कहीं पर भी लगा सकते हैं
Good information,
Thank you sir
Agar aadhar card nahi to kaise banega aadhar banvane jaye to nivas mang rahe hai
TQ Sir Wating for you Video
Sir caste certificate par bhi dedicated full process video banaye for apply online complete knowledge please Sir 🙏
Nice video 🎉❤🎉❤🎉❤ Hamne aapko kar liye h ❤❤❤
Sir pradhan ki mohar jaruri h ya nahi
sir ye saare states ke liye hai?
Sir apne whatsapp se TH-cam ka link send karne pe dusreka whatsapp pe link open nahi horaha hai ispe video banaiye
Sir certificate kitne din mein jaari hajata hai please answer sir😮
Aapke Lekhpal k survey karne pr depend karta hai.
Very nice sir thank you sir
sir domicile certificate rejected avedak bhag 2 ki prti saath me lagaye what is this please let me
Sir agar kisi ke adhar me Galt naam Hai mool me sahi naame karna Hai to kese kare
Pehle aadhar card me naam sahi keraiye....
Sr Jo addhar me update karwa rahe hai to usme niwas praman patra laga rahe to yadi kisi ko address sudhar karna hai to kya address sudhar alag se karna padega please please.........jaldi reply kijiyega sr thankyou
Address change karne ke liye niwas lagta ha
hamesha ki tarah shukriya bhaijaan
Cost certificate income certificate ka bhi video bhanawo
Good Comment
Sir me ne caste certificate apply kiya tha 17 feb 2024 ko abhi tak bana nhi hai aap hi ka video dekha ke bhara tha me kuc help kriye kitne din me ban jayega
3 4 mahine me ata hai
Sir mai bihar se hoon aur 8-10 saalon se yahi pe reh raha hoon mere saare documents bhi yahi ka hai aur rashan card abhi khuch dino pehle hi bna hai to kya mai apply kar sakta hoon?
केन्द्र का जाति प्रमाण पत्र कैसे बनाये कृपया बताये
Sir self deceleration ki jagah pr pradhan ka certificate lga sakte h
Sir jati praman patra, income certificate ka bhi bta do n
Good Comment I know
Sir ek baat batho ye kitna din lagta apply karne ke baad.. Aaya hai..
20 Din ke anter gat
Sir aapne to Residential certificate bataya pr hame domicile certificate banana hai Kya ye dono certificate same hota hai alag alag plzz reply
Great sir ji 🙏 👍
Apni user id se gharwalo ka document bana sakte hai..?
Ha
बिना आधार otp के बताओ बन सकता है या नहीं
Sir rent pr rehte apna mkan jameen nhi hai to kese bnega plzx reply sir 😢😢
Sabhasad se likhwa lo ki tum tumhare mentioned address (adhaar wala address) pe rehte ho...wahi attach karke lagwa do
Thank you so much 😊
Hii bro tumhara kitne din me ban gaya ❤
Bhai kya parshad se likhwana padega niwas parmad patr banwane ke liye please bataye
Nahi light bill or voter id important hai
@@CHANGEYOURLIFE7.1agar kiraye pe rehte ho aur bijli ka bill hamare naam pe na ata ho toh?...tab toh parshad se likha hua chal jayega n?
Bhai maine 8 September ko nivas praman patra ke liye apply Kiya tha lekin payment nahi Kiya tha yadi me 24 September ko payment karta hu to reject to nahi hoga kyoki swa pramanik patra par to 8 September ki hi date hogi
जाती परमाण पत्र कैसे बनाए उत्तराखंड में
excellent and support for viewer
Hello bro kitne din me ban gaya tumhara ❤
Address khud hi fill karna hai na sir
Sir.. Payment ho kr diya h.. Receipt not generated show kr rha.. Kya kru.? Wait krna hoga generate hone ka ya vaps payment krna pdega??? Plz sir reply.. 🙏🏻🙏🏻
Caste certificate kaise banaen Bina cast proof ke aur Bina ration card ke please ek video banaen kyunki Mera teen bar reject ho chuka hai Ghaziabad se
adhar card nahi hai kisi ka to kese banega kisi ka niwas pramna patra
सर जी डिक्लेरेशन फॉर्म को फोटो खींच कर रि साइज कैसे करे फोन से , और फोटो को भी
Thank You So Much Sir❤
State ka domicile h central ka krwane k liye kya kre
Rashan card or family id k bina b domicile certificate bn skta h kya?
Kya ye sabhi rajya me lagu hai, please comment me bataye sir ji
Nahi
स्वप्रमाणित घोषना पत्र kha se laye
Hum sabki sahayta kerte hai
Sir may up se belong karta hu aur rehta hu uttrakhand may but sir mere father vaha se documents se name cut kara diye tha. And sir mere pass up ka purana gas bill connection or rashan card ki photo copy and books bhi or sir papa ki bank ki pass book bhi hai purani toh sir ban sakta hai domicile mera up ka
ये पता है sir aadhar ke Bina wala प्रोसेस बताओ
Jaati praman patra or niwas praman patra dono equal hai ya hume dono individually rkhne hai if hum counselling ke liye appear kr rhe h to
Dono me diffrence hota hai,
Sir hum log citizen I'd se kisi ka bhi mool niwas bna sakte hai ????
Jiska benana hai uske aadhar card se apply hota hai.....
Bhai address proof bhi dena hota hai bijli ka bill ya ration card ya parshad letter ya pradhan ka letter ya fir ghar mai kisi ka niwas praman patra
Light bill, Rashan card, Voter id koi bhi ek lega ke try ker sakte aap....
Sir tahasildar seal ki aavashakta nahi he na
Sir certificate kab tk milega plz bato 😭😭
Hii bro tumhara kitne din me ban gaya mool niwas please reply ❤
Sir lebar ab kaise banega kiya ubdete huya
Uski bhi ek video upload karo bahut dikkat aa rahi hai new lebar card banane
Login nhi ho rha hai Id Password Sahi bharne ke bad bhi
Gao ka graam kaise malum karee😊😊😊
Mere saare documents aur me bhi dusre state se hu pr muje UP ka domicile banana h kyoki 5 year se yhi hu aur mera college hai to ho jayga? Konsa documents UP k hone jaruri h apply krte waqt..
Sir maine sab kr diya payment bhi kr di prr nistarit avedan pr gya to vahan no record found dikha raha h kya kron me ab...
Bhai 1hafte lagenge verification me😂😂
Bhai ham Gram se nahi hai to kya kare usme bina gram select kare aage nahi jaa raha 😢
Self Ghosda patra ka format nhi mil paya,Pls provide an exact link.
Minimum kitne varsh tak rehne k baad up ka niwas praman patra banwa sakte h sir please reply
Application ke kitne din baad certificate bnta h??
Sir muje Janseva kender kolna Hai Uske Video bnye Sir 🙏🙏
Without exam diye I'd agar lena hai to digital India se mil jaygi
sir rashan card mai spelling mistake hai jiska domicile banana hai uska ky koi problem ayegi ??
Sir jinke adar me hi correction krana hai to kaise bnega
Pehle Aadhar sahi kerna padega
Sir lake pal dwara verify hokar kab tak site pr Hamara domicile certificate chad jata h
Minor ka kaise banega domicile certificate ye batao na
Mere m nhi ho rha E3 error show ho rha h plz help
Caste and Income certificate kaise banaye???
Esaka bhi video banao
Good Comment
Aadhar card se domicile certificate ban sakta hai
Sir isme naam wahi aaega Jo adhar card me hai ya fir ham apne man se rakh sakte plz batao help me 😢
Sir I don't have ration card ,can I still apply
Mere adhar me dusre state ka address hai to kya me apply kr skta hu meri family up se hi hai
Sir Central level ka hai kya
Sir customer ka adhar ekyc hoga ki ham logon ka
Sir jiska aadhar card na ho bo kaise apply kare please suggest me..
Jiske pass adhar card nhi hai uska kaise banega reply please
Pehle aadhar card
Sir ration card mandatory ha kya?
Sir pm kishan yojna ke bare me video banao n
Pm kishan 16 installment 28 ko
Sir mere pass ration card nhi hai kya nivas ban jayega ki nahi
Bn jayega pradhan se
Likhwa lijiye bhaiya
@@nehaprincesingh8399 कैसे गांव के प्रधान बोलते है बन ही नहीं रहा है और और किसी के बना दे रहे हैं लेकिन हमारे समय बोलते हैं नही बन रहा है
Ban jayega
Citizen ya CSC kisse banway.Dono me kuch fark hota hai kiya.
जन सेवा केंद्र पर बनाए गए या स्वयं बनाए गए में कुछ फर्क होता है क्या सर
Nahi
Ab service plus se nahi banega kya!!!
Aadhar card banwane ke liye hi to nivas patra banana h😊
Kaise banega ?
😂😂 haa bhai ek chiz ke liye dusara chiz mangate h
😂@@ssc_chsl__target
Sir adhar oar address uttarakhand ka hai lekin mujjhe up ka domicile chaie , kuki mera up ka domicile pehle bana hua tha
Sir, Up ki neet counselling ke liye ye certificate manya hai ki nahi ? Ek dusare channel wale video me bol rahe hai ki sample alag hai. Please clarify sir
Bhai problem solve hua please Batana merko bhi main bhi neet counselling ke liye online domicile certificate banvane ki soch rha hu please reply
Bhaiya naam change karna caste certificate me kaise karu aadhar card ka hi utha raha hai kya karu
Sar yah red a raha hai nistarit aavedan mein yah green kab hoga download kab hoga nivas praman Patra
Ration card k bina bi bn skta h kya
Sir mai bihar hu pr mera ghr up me hai to sir mughe scholarship ki labh uthani hI to sir other stare k lgo ka kya procces hoga.. Bta dijiye kese apply kre scholoeahip k liy ki mai bihar se hu or mera niwas bhi bihar ka h or ab mughe up ka bnwana hai to lese hoga plzz reply kree sir
Please reply.. अगर सभासद का परमाणि पत्र से निवास बनाना है तो कोन कोन से डॉक्युमेंट अपलोड करने होंगे plz rply
Kya Bina I'd ke ban sakta hai
Hii bro tumhara kitne din me ban gaya ❤
आधार कार्ड पर एड्रेस कहीं और का हो तो कैसे अप्लाई करें
Sir MAHARASTRA ki website dijiye ye site uttar pradesh ki hay Esme hamare gaon ka name show nai kar raha
Ye sirf up wale ke hai