Bhai mai gramin kshetra se hu to usme jaise hi select karta hu apna gram wo bolta hai ki yeh kanooni badhyata ke karan sthaneeya nivasi praman patra jaari karne ke liye kisi bhi padbhihit adhikari (DO) ka karya kshetra aapke dwara software me darz nahi kiya gya hai
Mene class 4th tak MP mai padhayi ki hai fir hum migrate kar gaye the dusre state! Mera ban jayga kya domicile?? Mera samgra id adhar card aur voter id card sab MP ka hi hai!!! Bas domicile banawana hai!!
@@sarakariaavedan agar samagra id mein zone aur ward galat likha hai, to is domicile form mein sahi wala zone/ward likhein; ya fir wo zone/ward likhein Jo samagra mein likha hai(galat wala)? {Address sahi hai aadhar aur samagra dono mein}
Sir mujhe adhaar card m papa ka nam sahi krna h or address bhi esiliye mujhe niwas bnbana h to kya sir adhar pr jesa nam h besa hi aayga kya niwas m bhi ya phir hum use sahi kr skte h nam ko
@@sarakariaavedan ha to adhar me name change karne ke liye mool niwasi mang rahe par molnivasi me bhi to adhar se connect ho kar vo hi name ho jayega to fir bhi change ho jayega kya adhar me name?
Bhai please mujhe reply de dena meri chachi ka Aadhar card UP ka banaa hai Aadhar Card ka address change karne ke liye vah kah rahe hain nivas praman Patra lao aur nivas praman Patra wale jab banae jaate Hain to kaise samgra ID mein KYC hona chahie aur bahari rajyon ke liye KYC hoti hi nahin fir bhi 2010 se mp mai hai please reply
Ap samgra me kyc krva lo koi dikkt nhi h khi ke bhi nivashi ho aur apke chacha ka nivas hoga n usme to h ka nam hoga vha se aadhar card change ho jayega.
@@sarakariaavedan chacha nahi hai khatam ho isliye bol bol rahe the samagra id jab adharcard main yaha ka address Ho or address change karane ke liye nivas chahiye or nivas banane ke liye samagra id mai KYC hona chahiye
Nhi apne jo apply Kiya h usko cancel nhi kr skte h bt ap dusra apne lok seva Kendra se bnva skte h koi dikkt nhi hoga aur jyda kuch hoga to ap usko lok seva Kendra se hi cancel kra skte h.
Ha bn jayega form apply kr do aur usme option me dal dena ki ap 10 sal se mp me pdhai kr rhe ho. Aur apna permanent address jo aadhar me hoga vhi dalna chahe ho mp ka ho up ka ho ya khi ka bhi ho. Jo aadhar me h usi ko dalna aur residential me jha rhete ho vha ka dal dena. Bn jayega ok.
Unke husband ka bnega aur usme name add hota h. Ap apne husband ke nam se niwas bnao aur usme jb marriage ka puchhega to bol denge ki married h to unki wife ka nam aa jayega. Aur vo valid hota h wife ke case me.
Bhai mei Paida bhi bhopal mein hua hu aur reh bhi Bhopal mein raha hu but teen saal pehle hi shift hua hu doosri jagah Bhopal mein hi hai naya pata to phir konsa pata daalo paida hone wala ya present wala
@@sarakariaavedan Bhai Maine jaha paida hua hu waha ka daal diya kuch problem to kahi hogi aadhar mein to current address hai but vo declaration mein sentence tha ki mein Shivam Tiwari -------- staan par paida hua to mei just Ghar mei hua maine vohi daal diya
ye link hai CG ke liye niwas praman ptra bnane ka- edistrict.cgstate.gov.in/PACE/instructionPageHome.do?serviceId=7&OWASP_CSRFTOKEN=Y7BZ-KB8T-RRA4-WQS1-IQ1W-916T-V4DV-DZJ4
Bhai mai gramin kshetra se hu to usme jaise hi select karta hu apna gram wo bolta hai ki yeh kanooni badhyata ke karan sthaneeya nivasi praman patra jaari karne ke liye kisi bhi padbhihit adhikari (DO) ka karya kshetra aapke dwara software me darz nahi kiya gya hai
do reply if you know something about this
Eska mtlb h apke gav ko portal pr update nhi Kiya gya h ya to apke gav me certificate bnane pr rok lgaya gya hoga.
Mene class 4th tak MP mai padhayi ki hai fir hum migrate kar gaye the dusre state! Mera ban jayga kya domicile?? Mera samgra id adhar card aur voter id card sab MP ka hi hai!!! Bas domicile banawana hai!!
ha ban jayega koi dikkt nhi h agr aadhar mp ka h to usme dal dijiyega ki ap pichhale 10 sal se mp me hi rhte h bhale hi khi aur rhe hn.
@@sarakariaavedan matlab kuch verification nahi hota na? Sahi hai fir!!!👌🏽
Bhai mul nivasi me seal lagwani jaruri hai kya ya only sign chal jata hai
Agr online download kiye ho to kuch bhi lagwane ki need nhi h. Ayese hi har jagah kam krega.
agar samagra id m spelling mistake ho to wo domicile mein to nahi carry forward hogi?
Nhi hoga bt aadhar me shi hona chahiye.
@@sarakariaavedan agar samagra id mein zone aur ward galat likha hai, to is domicile form mein sahi wala zone/ward likhein; ya fir wo zone/ward likhein Jo samagra mein likha hai(galat wala)?
{Address sahi hai aadhar aur samagra dono mein}
Khud download kar sakte hai fir lokseva kendra Jana padegaa
@@rdxchirality5856 nhi ap khud se download kr lo koi dikkat nhi h.
Sir isme jo csc centre ki seal hoti he vo jaruri hoti he ya nhi
CSC se kyo kr rhe ho ap aur agr kr rhe ho to CSC ke login id se kroge to koi seal ki need nhi hota h.
bhaiya user I'd banane me password nhi le rha formet bataiye kaise dalna hai
Koi sa bhi dal lijiye eg. Shyam@20 es format me dalo le lega.
Sir mujhe adhaar card m papa ka nam sahi krna h or address bhi esiliye mujhe niwas bnbana h to kya sir adhar pr jesa nam h besa hi aayga kya niwas m bhi ya phir hum use sahi kr skte h nam ko
Ap niwas papa ka bnva lo usme apna nam dal dena fir apna aadhar sudharva ke fir khud ka niwas bnva lena
bhai mene apply kiya tha lekin unhone reject kr diya ab kya dubara se apply kr skte h kya
Ha bilkul kr skte ho aur dekh lena ki q reject kiya tha us glti ko dubara se nhi Krna.
@@sarakariaavedan bhai kuch age criteria bh hota h kya
@@Voice_of_singers nhi hota h
Lok seva kendra me banwaye toh kitne din ka time lagega?
Ji vha se 1 din me mil jayega
18 se kam Umar ke bachcho ka bhi domicile certificate ban sakta hai kya
Nhi 18 se km valo ke liye unke papa ka lgta h bt papa ke niwas me apka nam hona chahiye.
Hello sir meri samgra id me galti se aadhar d link ho gya to ab kya kar sakte he aage usko cancel karne ke liye
Apne apne samagra me aadhar ko fir se link kr lijiye.
@@sarakariaavedan par vo abhi request dali hui he usko cancel kaise kare
Adharcard ke name se thoda alga likhe to esliye kyo ki mujhe adhar me bhi name change kr vana hai
Ha to phle ap aadhar card me name change krao.
@@sarakariaavedan ha to adhar me name change karne ke liye mool niwasi mang rahe par molnivasi me bhi to adhar se connect ho kar vo hi name ho jayega to fir bhi change ho jayega kya adhar me name?
Form में नाम ,details English में लिख सकते है ?
या हिंदी में ही भरना होगा
English aur Hindi dono likh skte h
Bhai please mujhe reply de dena meri chachi ka Aadhar card UP ka banaa hai Aadhar Card ka address change karne ke liye vah kah rahe hain nivas praman Patra lao aur nivas praman Patra wale jab banae jaate Hain to kaise samgra ID mein KYC hona chahie aur bahari rajyon ke liye KYC hoti hi nahin fir bhi 2010 se mp mai hai please reply
Ap samgra me kyc krva lo koi dikkt nhi h khi ke bhi nivashi ho aur apke chacha ka nivas hoga n usme to h ka nam hoga vha se aadhar card change ho jayega.
@@sarakariaavedan chacha nahi hai khatam ho isliye bol bol rahe the samagra id jab adharcard main yaha ka address Ho or address change karane ke liye nivas chahiye or nivas banane ke liye samagra id mai KYC hona chahiye
@@ajaykumarrajpoot5248samgra I'd me kyc krva lo koi dikkt nhi hoga khi ke bhi rho qki niwas bina samgra I'd ke bnega nhi jb tk kyc nhi hota h.
Sir mere me sb submit karne ke baad end me aadhar no. Sahi dale show ho rha h or avedan ki sthithi check karne par avedan adhura dikha rha h kyu
Achhe se submit kro fir registration no. Aayega. Ya mujhe insta pr apna registration no. Send kro check kr lunga mai.
Hamare gav main moholla nhi hai to kya kare
Usko chhor do.
Sir mera to adhaar ka sahi krna h nam m correction par document h nahi marksheet h bs
Voter card ban jyega comment me
Aadhar me correction ho jayega marksheet se, aadhar center pr ja kr krva lo.
Ji ha voter card bn jayega aur maine video bnaya hua h ap channel pr ja kr dekh skte h
th-cam.com/video/X5280O0vwM8/w-d-xo.html
Es link se video dekh kr voter card bna lo apna
@@sarakariaavedan voter id h par usme bhi correction karana h name m to vo kitne din m ho jata hai
Jo apply Kiya he usko cancel kar skte kya
Mujhe urgent need he iski
Nhi apne jo apply Kiya h usko cancel nhi kr skte h bt ap dusra apne lok seva Kendra se bnva skte h koi dikkt nhi hoga aur jyda kuch hoga to ap usko lok seva Kendra se hi cancel kra skte h.
@@sarakariaavedan mujhe urgent need he me abhi dusri city me hu kuch solution he uske liye
Bhai mera birth UP me hua h.. 10th Gujarat se ki h aur abhi 12th MP se.. Toh mera MP domicile bn jayega kya..??
Ha bn jayega form apply kr do aur usme option me dal dena ki ap 10 sal se mp me pdhai kr rhe ho. Aur apna permanent address jo aadhar me hoga vhi dalna chahe ho mp ka ho up ka ho ya khi ka bhi ho. Jo aadhar me h usi ko dalna aur residential me jha rhete ho vha ka dal dena. Bn jayega ok.
@@sarakariaavedansamarg id me to kya dale
Wife k domicile me pattra kya daale
Apke domicile me unka nam rhega
M avi fill kr rha rha to usm.. papa k name ko jgh mera name hi ara h adhar se fetch krne k baad.. aisa kyu hora h
Kuch issue hoga portal me.
Bahar se aayi vivahit mahila ka niwas kese banayege
Unke husband ka bnega aur usme name add hota h. Ap apne husband ke nam se niwas bnao aur usme jb marriage ka puchhega to bol denge ki married h to unki wife ka nam aa jayega. Aur vo valid hota h wife ke case me.
Bhai mei Paida bhi bhopal mein hua hu aur reh bhi Bhopal mein raha hu but teen saal pehle hi shift hua hu doosri jagah Bhopal mein hi hai naya pata to phir konsa pata daalo
paida hone wala ya present wala
Jo apke aadhar card me h usi ko dalo, koi dikkt nhi hoga niwas mp me khi ka bhi ho valid hota h. To apko koi dikkt nhi hoga.
@@sarakariaavedan Bhai Maine jaha paida hua hu waha ka daal diya
kuch problem to kahi hogi aadhar mein to current address hai but vo declaration mein sentence tha ki mein Shivam Tiwari -------- staan par paida hua to mei just Ghar mei hua maine vohi daal diya
Koi dikkt nhi hoga approve ho jayega
@@sarakariaavedan theeke
Apka certificate ban ke aaya ki nhi @@CHANAKYA-TheManWhoUnitedBHARAT
14 kb me nhi ho pa raha quality blur ho jari kya karu 😢😢
Thoda bda kr ke dalo ho jayega
Bhaiyya reject kr dete h 2 baar koshish kr chuka hu bolte h incomplete h 😂😂 kyoki inko rishwat khaane ko nahi milti online 😂😂😂
Ek kam kro 181 pr call kr ke bnva lo vha se reject nhi pr payenge ye log aur 1 din me bn bhi jayega.
@@sarakariaavedanaise kar sakte hai process batado?
@@alivegamer6049 181 pr call kro vo khud bta denge process
सर मेरे मम्मी के आधार कार्ड में लीलाबाई है और मुझे निवास लीलावती कुशवाहा के नाम से बनवाना है बन जाएगा
Nhi phle apko aadhar card me name shi krana hoga eske bad bnega. Nhi to jo nam aadhar me h vhi aayega.
Bhai download kaise karte hain yaar
Aavedan ki sthiti dekho vha se mil jayenga.
@@sarakariaavedan apni id se aur dusre ka form bhar sakte hain Bhai
03/07/2024 last date ye likh ke aarhi h is date se phle nhi aayega kuch din
Usse phle nhi hoga bt jo apka receipt aaya h vo sbhi jagah work kr deta h.
@@sarakariaavedan last datetak to download ho jayega
@@AS297H ha ho jayega
@@sarakariaavedan thanks 👍
सेंट्रल लेवल का निवासी प्रमाण पत्र कैसे बनाएं
Ye apke lok seva Kendra se bnega.
Kitne din lagega ye ban ne mai??
7 days max
Kha pe ayega online
Kitne din me Aya h
7 days me
thanks vro
Welcome 😊
Cg walo ke liye link dona
ye link hai CG ke liye niwas praman ptra bnane ka-
edistrict.cgstate.gov.in/PACE/instructionPageHome.do?serviceId=7&OWASP_CSRFTOKEN=Y7BZ-KB8T-RRA4-WQS1-IQ1W-916T-V4DV-DZJ4
Bhai Email par OTP nhi aa rha hai 3 din se try kar rha hu
Rat me try Krna aa jayega.
मैं रायपुर छत्तीसगढ़ मे पढ़ाई कर रहा हूं और आधार में रायपुर का पता है लेकिन mp me समग्र id बनी हुई है तो मेरा मूल निवासी बन जायेगा
Nhi apka nhi BN payega mp se ap cg se hi bnva lijiye