@@nishapihal6899 khud saja dena law ke according crime h, lekin moral ethic ke hisab se shi h, esliye dhoka dene walo ko saja dekar sabak sikha kar, saja mile bhi to koi dar nhi koi gum nhi, bhad me jaaye law, dhoke dene wale ladka ho ya ladki, salo ko tapda tadpa ke mar dena chahiye, bhayank se bhayank saja dena chahiye ki uski roo kanp jaaye ,
Sahi bat hai.... Kyoki log marital affair to ashani se kar lete hai ...But jab unki bahan ya beti aisa karti hai to unki kud ki haalat patli ho jati hai.....Tab unka kud ka budhhi vivek mar jata hai..Lekin jab unse milo to gyan ki baate karte firte mil jayege.
कानून व्यवस्था होनी चाहिए को कड़ी सजा होनी चाहिए दोनो को अगर एक्स्ट्रामैरिटल अफेयर करते है तो अगर एक साथ खुश ना हो तो डायवोर्स ले लो। कानून तो बच्चों पर भी होना चाहिए क्योंकि आज मै समाज शहर गली मोहल्ले में देखता हु तो ऐसा लगता है की ईशान और जानवरों में अंतर कुछ ही बचा है। क्या सोचते है लोग क्या कानून व्यवस्था क्या चल रहा लोगो में मेरे तो समझ से बाहर है। लोगो का डर कानून अच्छे ना होने के वजह से आज समाज किस और जा रहा हैं बस को लोगो प्यार सम्मान को मगने में लगे हैं लेकिन ये मिलता नही कमाया जाता हैं कर्मो से।
एकदम सत्य! ज़ब से स्मार्ट फोन हाथ में आया है तब से , क्या बच्चा और क्या बुड्ढा कैसी को भी अपनी गरिमा कि परवाह नहीँ . चार दिन के चार दिन इश्क पार्टनर बदल रहें है..
Indian law mai divorce kai saalo tak sirf case chalta hai per divorce hota nahi court jaake pending case dekhlo....court sirf mahila ki sunti hai purush ke nahi kadva hai per sach hai. mai extra marital affair ka samarthan nahi karti per kai case dekhe hai jismai mahila sirf maintenance le rahi hai or pure pariwar per dahej ka case kiya hua hai DV ka bhi false case kiya hai. To aase shaadi mai pyar or respect kaha se hogi. 90 % DV case false hai. Court ko divorce easy karna chahiye taki saalo saal kisiki life kharab na ho. Court ko ek limit frame dalna chahiye. Kisi ki wife ya husband missing hai to 7 saal ke jagah 2 se 3 saal hona chahiye taki wo aage badh sake. America mai ek saal mai divorce ho jata hai chahe con. ho. 2 se 3 saal try karo per jub saath nahi rehna to zindagi kharab maat karo....
Boy and girl are in relationship but couldn't do marriage. If boy denies - Girl files rape case on account of "false promise of marriage. If girl denies - Boy can't do anything, it's her choice. Ye wala gender bias law kab khatam hoga??
Aapki mata bhi ho sakti hai vo mahila plus ,dude males ko bhi bohot dukh hoga bro kyuki 💯 tage mai se 65%males hote hai ,males majority mai hote hai ,toh Bhai samjh ja tu kia sajhe ga tu kahi khud cheat na karde
What about toxic relationships? Life is not a movie which should be discusses in a group. It's a personal matter between two individuals. If couple is not okay with each other or even if only one not willing to live together with other then he / she must be allowed to get separated immediately. It is the Indian Law which is responsible for extra marital affairs because it has made divorce complicated and has imposed one gender (female especially) on other gender (male especially). Life is short and because of toxic relation someone can't spoil whole life. If he / she is getting right companion then they should be free to chose that. We can't link marriage with religion because it has nothing to do with religion. There are different religion and different theories for marriage. It is Personal decision to get married and it must be personal decision to get separated. Fake feminism not accepted at all. Faminism doesn't mean exploitation of males.
@nivi chauhan But you have to go to the court for that marriage is toxic.you have to defend yourself first.there are many aspects which has to clear before law formation.
If the marriage is toxic, go to courts, or inform the partner and family before getting into another affair. But, toxic relationship is not a justification for cheating, betraying the trust. It must be punished harshly. Today marriages and families are breaking like biscuits. Divorce should be made the last and rarest choice. All avenues for solution must be sought out before divorce. Otherwise the whole family institution and society will get destroyed within few generations.
Ldki ladka dono k saja milna chahiye or extra marital affair ko offence ke categories me dalna chahiye or aise logo ke liye strict action lena chahiye without kisi gender discrimination ke
CJI Chandrachud had commented'husband is not the owner of his wife's sexuality"what implications will it have on the new dispensation?obviously to be gender neutral wife too cannot be be the owner of her husband's sexuality.Then how do we ensure sanctity of the marriage unless it just remains a marriage of convenience.
Option b ryt❤.. जोसेफ शाइन वीएस यूनियन ऑफ़ इंडिया 2018 केस में दीपक मिश्रा की अध्यक्षता में संवैधानिक पीटने धारा 497 को अपराध की श्रेणी से रद्द कर दिया था.. जिसे आप उन्हें भारतीय न्याय संहिता में शामिल करने के लिए सलाह दी गई है
Bahut bahut dhanyvad bhai sahab sar ji bahut jaldi Kanoon banaya jaaye aur aurat aadami donon ko Saja di jaaye jo bhi relationship mere identity mein rahe Jo bhi ek dusre ko Dhokha de turant usko jail mein dal do Jahan aurat Ho jaaye aadami yah Bharat ki sanvidhan aur sabhyata bachi rahegi bahut bahut dhanyvad aur baap Ko bete se dur na kiya jaaye aur purush aayog banaya jaaye mahila aayog khatm kar diya jaaye yah bahut jaruri hai bahut achcha Laga sunkar Desh mein bahut jyada case ho raha hai ghar ghar mein hi kahani hai aur police thana court koi sunta nahin hai bahut bahut pareshani hai log aatmhatya kar rahe hain main bhi aatmhatya kar lunga meri bhi do beti lekar aurat bhag gai hai madrachod usko bhi jail mein Dala jaaye aur aurat ke Mai baap bahan Bhai sab Ko jail mein Dala jaaye bahut jaldi Kanoon Bane mere bhi do beti lekar bhag gai hai aurat madrachod main bhi bahut pareshan hun kya Karun aatmhatya kar lun bus yahi chara
Joseph Shine जोसेफ शाइन Christian Community ईसाई समुदाय से बिलॉन्ग करता है। वह सनातन हिंदू धर्म की सभ्यता संस्कृति को समाप्त करना चाहता था बर्बाद करना है। अमेरिका यूरोप में जाकर देख लेना ईसाइयों में नाजायज संबंध सबसे ज्यादा होता है। एक Christian Woman एक ईसाई महिला होगी Divorced तलाकशुदा जिसके पांच बच्चे होंगे लेकिन पांचो बच्चों के अलग अलग बात होंगे। वहां की सरकार उन महिलाओं को सब्सिडी देती है। अमेरिका यूरोप में जाकर देख लेना। ईसाइयों का धार्मिक संस्कृति कलर बहुत ही अलग है।
Extra marital ki wajah se innocent patni / pati ko barbaad Kiya ja raha hey tou divorce milna bahut tough hona chahiye badmaashi par Jeet nahi honi chahiye
हर चीज के 2 पहलु होते हैं , कुछ मामलों में व्याभिचार करना गलत है जैसे की जो पुरुष या महिला अपने संबंधों को लेकर ईमानदार है अगर उनका पार्टनर का दूसरी जगह सम्बन्ध है ,एक तरीके से धोखा दिया जा रहा है , वहां व्याभिचार गलत है और आजकल बहुत से मामलों में कोई महिला या पुरुष अपने पार्टनर से प्रताड़ित है वो चाहे मानसिक हो या शारीरिक जिसकी वजह से उसे झूठे प्रकरणों में फसाया गया हो और उनके बीच वैवाहिक संबंधों की की गुंजाईश ही न बची हो बस कानूनी मामलों में लटका के रखा गया हो तो उस इस्थिति में व्याभिचार जैसे कदम उठाना मजबूरी बन जाती है
Relation dono galti dono par sirf Men zimmedaar think mindfulness emotional and behavioural action not words not verbal or one moment interaction no everything is crime even it's consensual ok😢🙏😿😞😼💪
Extra married afair eak aparadh hi hona chahiye,varana aane vale time me koi shadi nahi karega. Dono ko saja milani chahiye. Kanoon lao marriage institute bachao.yahi hamari Indian sanskruti hai 🙏🙏🙏
Aj mere sang v aasa horha mere husband khula aam extra marital affair kar rha ha ur koi v kuch nhi kar pa rha ha shrif ak hi bat bolte ha crime nhi ha aarah crime nhi ha tu kisi ladki ke sath saddi kar ke ushke life barbad karne ka v hak nhi ha... Mere yahi request ha jtni jldi hosake crime kre adultery ko nhi tu ak haste hue v ghar tut rha ha
I don't know why people don't support extra marital affairs because if you don't support you will force the person to live with you who doesn't love you and there is no sense in that Only solution is to get divorced and get the right partner
Koi ladki agar jaanbujhkar sirf maze lene ke liye kisi married couple ke beech ghuse..aur husband bhi is affair ko continue kare...to innocent wife aur bachon pe to ye torcher hua... zindagi to unki kharab hui... isliye aisi ladkiyon ke liye bhi sakht saza honi chaiye...warna kare koi bhugte koi wali situation hai
Der se sahi kuchh toh sahi kiya law n order se , jail ki sajja ho toh thoda Darr aur sharam rahegi aise affairs karne vaalo ko ,paise deke baat solve karnaa galat hai
Jb tak do generation ek sath rahengi ek gr me koi married life me happy nai rah sakta. Husband should also leave their home as wife do. Uske liye koi law kyo nai aata. Isme to koi equality ki baat nai karta. 99% ladai in laws ki vagha se hoti hai
@@abhishekG5423 Achha esliye 202 country me only 34 country hai jaha par marital rape ko rape nahi mana jata hain wo sare developed countries C hai na aur Pakistan Afghanistan India jaise humari country me marital rape hota hi nahi kyunki wife to husband ki property hain.
@@guddukumardas1456 acha ye batao jitni country me lagu hai unme se kitne me 7 fere hote hai aur shadi ki value sabse jyada kaha hai aur kitni hindu country hai.... chalo ye bhi chod do agar ye maan bhi le ki marrital rape hote hai yaha par to kya jaruri hai usko life time ya lambe time ke liye jail me dalna aur daal bhi diya to kya surety hai ki lambi saja katke aane ke baad wo apko ache se khayal rakhega ya pyar dega.... dekho marrital rape ho ya rape ho pahli baat aisa har mard to karte nahi aur jo ek do karte hai unse divorce lena hi uchit hai kyuki iska misuse jaroor hone lagega..... aur wo ladkiya hi jyada karengi jo kai jagah muh marne wali hongi jinko pati ka naam aur ghar to chahiye hoga but pati ke sath sone me jinko achha nahi lagega..... warna pyar wale rishto me pati patni dono hi nibhate hai..... aur jis hisab se ladkiya atank kar rahi hai ab 10 jagah muh maarke aur ulte sidhe case karke us hisab se ye kanoon aisi ladkiyo ke liye hi pati ko kuch saal ke liye door karke ladki ko ayashi ke liye free kar dega..... jaise pati ke liye sirf itna kanoon hai ki patni had se jyada atank kare to divorce le sakta hai waise pati bhi jab had se jyada kharab ho to chod do na usko.... property ke liye itna girna thik nahi.... ki gande pati ke sath raho
@@vishalporwal36517 phere nahi lete hain esliye itna developed countries hain na sayad aur humare yaha 7 phere lete hain esliye 140 corore pahuch gaye hain sabhi jagah shadi ka utna hi value hain jitna India me par developed countries me vastu nahi insaan rahte hain esliye waha par marital rape ko bhi crime mana hain married women Karnataka High Court ka marital rape par verdict hai aur usko crime bataya gaya hai waisa rape ko tarah marital rape ko nahi treat kiya jayega jaise rape ko dekha jata hai aur ye divorce ka aadhar bhi hota hain aur rahi bat extra affair ki kitna shadi shuda affair chalate hain na almost utha hi aurate lekin women ka affair ko bahut jyada highlight kiya jata hain patriarchal society ki wajah se
Dono ko saja ka pravdhn hona chahiye kyo ki isse shadi jese rishto ka koi mtlb hi nhi raha or is me bachcho ko safr karna padta h aane wali pidi kya sikhegi in sab se
Extra matrial affair crime hona chaiye dono ko saja barabar milne chaiye agar aasa nhi hua tua saddi jaise pavitra rista khtm hogaye ur din bhar din divorce ka malma bharte jayega ur apradhi crime krte jayenge
Kanoon donon ke liye barabar hona chahie aur adultery ka Kanoon wapas aana chahie jisse ki lakhon bacchon ki jindagi ya bahut se purushon ki jindagi hai aur bahut si mahilaon ki jindagi hai barbad ho rahi hai isase lakhon Parivar bachenge lakhon bacchon ki jindagi ya bachegi man baap ke bich mein vah kiske rah jaate Hain bacche unki jindagi barbad Ho jaati hai
Sir ji aaj ke Daur mein ham log social media ko band kar dena chahie jisse ki ladkiyan bahut hi barbad ho rahi hai aise Instagram Ho Gaya Facebook jaise ki bahar ki ine companiyon ne Bharat ko Jaise nacha rahe hain vaise log Bharat ke nach rahe hain unke Instagram aur Facebook ke aaj ke Daur mein ashlil photo ashlil video aajkal social media per hai
Hamare kanoon k mutabik, extra martial affairs walo ko zinda jalana chahiye bakiyou ko lesson milega. Aise sab ko lagta hai court kya karega zyada say zyada divorce hoga. Kiseke life ka sawal hota hai. Even divorce case mai jo galat hou, male or female jisne apni spouse k life kharab k ab divorce chahiye useh fansi k saza hone chahiye. Jab kanoon sakat hoga tabhi yeh samaj k gandagi rukhege. Aise sabko lagta hai, zyada say zyada divorce hoga aur koi dekh k rakhi b hote hai. Kanoon kya karega. Kise k life k saath, emotions, feelings k saath khelne walo ko mooth k saza milne chahiye. Tab samaj k gandagi kuch rokhi ja sakte hai.
Naa gender equal law hoga . Naa Men's rights aayega . Naa shaadishuda jindegi me wafadari nivaayi haayegi . Naa divorce leney yea naa leney ki koi ahemiyat bechegi . Naa shaadi ka matlab mardo ke liye kuchh beneficial rahega . Naa aurato ko kaam karke apna aur bachcho ki dekhvaal karne ki zarurat parhegi ( divorce ho naa ho paise aur property toh patio ko hi dena parhega shaadi karne ki jurm me ) . Chalega toh bas shaadi karke dhokhadhari karna kisi aur ke saath aur patio se paise hasil karke yea patnio se seva lete hue bewaafi ki Aazaadi ka maza lena . Prastavo me se adultry kanoon ka rectification ki sujhao hata liya gaya hai . Ab sabko auro ki pati yea patnio se sexual pleasure vog karne ki aazaadi mil gaya hai . Jao bhai jao . Sansad karikarta aur judges ki biwi aur shoharo se naata joro aur mazey karo . Adultry ke liye dono zimmedar hotey hai aur dono ko same saza de kar shaadi jaise pavitra rishtey ko byavichaariyo se bachaana chahiye . Nehi toh kisi bhi waqt aap ki patni yea pati adultry kar sakte hai aur aap se, kanoon se bina darey maritorial benefits bhi vog karna jaari rakh saktey hai . Kanoon aur sarkaar naa suney vugat rahe mard aur aurato ki awaaz yea dard ; samajik pratibandh laga dena chaahiye oon papiyo pe . Oonki chaaya bhi socialy prohibited karar kar dena chaahiye . Papiyo ko bahishkar kar dena chaahiye samaaj se keu ke court aur sarkar wafadaro se injustice karke byavichaariyo ko support aur panaah de raha hai . Ab sab kuchh society ke haatho me hai ke shaadi ki pavitrata ko bachaane ke liye woh strict actions le yea sotey rahe ghorey bech ke . 😢
Islaam me illegal marriage he hi nahi...... Pehle ladki ko bola jata he....... Islaam me aane ke liye....fir nikaah. Agar nahi ati fir bhi physically intimate hoti he to usko na naam milega na hi support..... Roti kapda or makaan khud karo arrange............... Pregnancy cansive ho jaye to rule alag he fir..........
Ho gya iss Desh ka future barbad.. beda Garg hone wala hai... acha khasa adultery ban kar Diya tha phir bematlab le aaye.. agr koi pati ya patni apne partner ko adultery ke case mai 2 saal jail ke andar karwa de to aur ye soche ki 2 saal jail mai rah ke wo sudhar jayega ye galat fahmi hai sabki ulta wo uss se nafrat karne lagega aur jail se chut te hi divorce le legi/lelega aur uska jis se affair chal Raha tha usi se Jake married nhi to live in relationship mai rahne lag jayegi/jayega... aur iss baat ki kya guaranty hai ki jis ne apne pati ya biwi ho adultery ke case mai jail karwayi ho wo 2 saal Tak kisi se sex na kare uske na hone par.... ulta jab kisi ka pati ya patni 2 saal ke liye jail mai honge to wo idhar udhar hi muh marenge kyuki body needs sabko hoti hai... bakwas rule hai... ek baar aa gya to divorce case 70% badh jayenge aur log shadi karne se dur bhagenge... aur ab ye ghatiya law ki teacher bacho ko daat nhi sakti agr Aisa hua to kar li bache ne padhai... ye Desh barbad ho jayega
Islaam me illegal marriage he hi nahi...... Pehle ladki ko bola jata he....... Islaam me aane ke liye.... Agar nahi ati fir bhi physically intimate hoti he to usko na naam milega na hi support..... Roti kapda or makaan khud karo arrange..........
Agar koi garib ki ledki ko koi bade ghara ka, ledeka sadhi karke ledki garib samjhke bahuta aryacharackaraxraha he and wo garib ledki ko koi support nehin kara rehe he. And lediki court Or police ke pass janeki sakhyama nehin he. Is jaga, me agar lediki ko our kisi re pyar hojata he and wo kisike satha reheta he to sabko adhikaar hota he ki wo uski life me khusi, secrehena, chahiye. Koi pati yaa patni dabuume rehena, nehin chahiye. Sadhi karliya to kya gunha, kiyaaxkyaa jo pati and patni jesa vi ho jindegi bhara saath me rehe nachahiye. Kounsa, dharam me likha, hua, ki ek bar sadhi karilya to pati our patni bura ho yaa criminal ho yaa repist ho yaa mare kate kuchh vi hio pati ke pass hi patni rehega our patni ke pass hi hi pati rehega. Chahe mar bi jae. Isiliye 2018 ka jo kannon me badlau kiya wohi kanoon sehi ye. And isiko badalna nehin chahiye.
Pati patni ke bich mein jab koi teesra a jata hai to kya vah ek Parivar ka maulik halan nahin hota chahe vah aurat ho ya aadami kya Kanoon yah nahin sochati ki isase lakhon Parivar lakhon bacchon ka maulik adhikaron ka Hanan hota tab yah maulik Adhikar kahan chala jata hai jismein sirf adultery mein Rahane Wale Ko bachane ke liye uske bacchon ko Puri jindagi gaon per lagani padati hai chahe vah aurat ho ya aadami
हर महिला बेचारी नहीं, हर पुरुष अत्याचारी नहीं...
कानून सबके लिए बराबर होना चाहिए ...
अवैध संबंध अपराध और धोका है, कोर्ट सजा नहीं देगा,तो लोग खुद सजा देगें
Bilkul sahi bola, or loh dete bhi hain
अपराध है सही है। लेकिन खुद सजा देना भी एक अपराध है और जो लोग ऐसा कर रहे है वो भी एक तरह से सजा के हकदार है
@@nishapihal6899 ye baat bhi sahi boli aapne
@@nishapihal6899 khud saja dena law ke according crime h, lekin moral ethic ke hisab se shi h, esliye dhoka dene walo ko saja dekar sabak sikha kar, saja mile bhi to koi dar nhi koi gum nhi, bhad me jaaye law, dhoke dene wale ladka ho ya ladki, salo ko tapda tadpa ke mar dena chahiye, bhayank se bhayank saja dena chahiye ki uski roo kanp jaaye ,
Sahi bat hai.... Kyoki log marital affair to ashani se kar lete hai ...But jab unki bahan ya beti aisa karti hai to unki kud ki haalat patli ho jati hai.....Tab unka kud ka budhhi vivek mar jata hai..Lekin jab unse milo to gyan ki baate karte firte mil jayege.
कानून व्यवस्था होनी चाहिए को कड़ी सजा होनी चाहिए दोनो को अगर एक्स्ट्रामैरिटल अफेयर करते है तो अगर एक साथ खुश ना हो तो डायवोर्स ले लो। कानून तो बच्चों पर भी होना चाहिए क्योंकि आज मै समाज शहर गली मोहल्ले में देखता हु तो ऐसा लगता है की ईशान और जानवरों में अंतर कुछ ही बचा है। क्या सोचते है लोग क्या कानून व्यवस्था क्या चल रहा लोगो में मेरे तो समझ से बाहर है। लोगो का डर कानून अच्छे ना होने के वजह से आज समाज किस और जा रहा हैं बस को लोगो प्यार सम्मान को मगने में लगे हैं लेकिन ये मिलता नही कमाया जाता हैं कर्मो से।
एकदम सत्य! ज़ब से स्मार्ट फोन हाथ में आया है तब से , क्या बच्चा और क्या बुड्ढा कैसी को भी अपनी गरिमा कि परवाह नहीँ .
चार दिन के चार दिन इश्क पार्टनर बदल रहें है..
Indian law mai divorce kai saalo tak sirf case chalta hai per divorce hota nahi court jaake pending case dekhlo....court sirf mahila ki sunti hai purush ke nahi kadva hai per sach hai. mai extra marital affair ka samarthan nahi karti per kai case dekhe hai jismai mahila sirf maintenance le rahi hai or pure pariwar per dahej ka case kiya hua hai DV ka bhi false case kiya hai. To aase shaadi mai pyar or respect kaha se hogi. 90 % DV case false hai. Court ko divorce easy karna chahiye taki saalo saal kisiki life kharab na ho. Court ko ek limit frame dalna chahiye. Kisi ki wife ya husband missing hai to 7 saal ke jagah 2 se 3 saal hona chahiye taki wo aage badh sake. America mai ek saal mai divorce ho jata hai chahe con. ho. 2 se 3 saal try karo per jub saath nahi rehna to zindagi kharab maat karo....
Boy and girl are in relationship but couldn't do marriage.
If boy denies - Girl files rape case on account of "false promise of marriage.
If girl denies - Boy can't do anything, it's her choice.
Ye wala gender bias law kab khatam hoga??
Yhi तो देश की दुर्भाग्य है कि sudo feminist ke rah pr chalta h देश
Don’t know how many such cases are pending
एक्स्ट्रा मैरिटल अफेयर को जनरल न्युटल कानुन ओर दोनो को सजा होनी चाहिए
कई महिलाओ को बहुत दुख होगा व्यभिचार को वापस अपराध घोषित करने से।😂
😂
Aapki mata bhi ho sakti hai vo mahila plus ,dude males ko bhi bohot dukh hoga bro kyuki 💯 tage mai se 65%males hote hai ,males majority mai hote hai ,toh Bhai samjh ja tu kia sajhe ga tu kahi khud cheat na karde
इन विषयों पर प्रतिक्रिया होनी चाहिए तभी चर्चा में आएगा...
और जब तक चर्चा में नहीं आएगा इसका समाधान भी नहीं आएगा...😢😢😢😢
@@H.fray1-_-yrusne kayi mahilaye bola hain na ki sabhi mahilaye. To uski family ko kyu ghasit rahe ho?
Kushi hogi bhot si married mahilao ko jinke husband extramarital affair chalate hai
Extra marital affair mein mahilaon ko bhi arrest karo, kebal purush ko arrestckarne se nahi hoga.
Bilkul sahi bola apne supreme court bus aurato ka hi sochti hai
Bilkul sahi kaha apne mahilayo ko bhi punishment hona chahiye
What about toxic relationships? Life is not a movie which should be discusses in a group. It's a personal matter between two individuals. If couple is not okay with each other or even if only one not willing to live together with other then he / she must be allowed to get separated immediately. It is the Indian Law which is responsible for extra marital affairs because it has made divorce complicated and has imposed one gender (female especially) on other gender (male especially). Life is short and because of toxic relation someone can't spoil whole life. If he / she is getting right companion then they should be free to chose that. We can't link marriage with religion because it has nothing to do with religion. There are different religion and different theories for marriage.
It is Personal decision to get married and it must be personal decision to get separated.
Fake feminism not accepted at all.
Faminism doesn't mean exploitation of males.
@nivi chauhan But you have to go to the court for that marriage is toxic.you have to defend yourself first.there are many aspects which has to clear before law formation.
If the marriage is toxic, go to courts, or inform the partner and family before getting into another affair. But, toxic relationship is not a justification for cheating, betraying the trust. It must be punished harshly.
Today marriages and families are breaking like biscuits. Divorce should be made the last and rarest choice. All avenues for solution must be sought out before divorce. Otherwise the whole family institution and society will get destroyed within few generations.
Toxic marriages should be dissolved
Ldki ladka dono k saja milna chahiye or extra marital affair ko offence ke categories me dalna chahiye or aise logo ke liye strict action lena chahiye without kisi gender discrimination ke
Excellent information given by you sir...🎉
Extra marital ko crime mana Jana chahiye ,society bahut Ganda ho raha hai
Dushman mile hazar par biwi na mile chinnar
Extra merital affair na jane kitno ki zindagi barbad Kiya h.
Chahe wife ka extra merital affair ho ya husband ki extra merital affair 😢😢😢
💯
Cheating of all sorts must be a crime.
Jald se jald extra marital ko crime man ker saja di jaye
Thoda Pariwarik mahol ban raha tha, inhone wapas rules change kar diye😅😂
Agar wo Ghar me khush hote to wo bahar apni khushiyan nahi dhundte
CJI Chandrachud had commented'husband is not the owner of his wife's sexuality"what implications will it have on the new dispensation?obviously to be gender neutral wife too cannot be be the owner of her husband's sexuality.Then how do we ensure sanctity of the marriage unless it just remains a marriage of convenience.
Option b ryt❤.. जोसेफ शाइन वीएस यूनियन ऑफ़ इंडिया 2018 केस में दीपक मिश्रा की अध्यक्षता में संवैधानिक पीटने धारा 497 को अपराध की श्रेणी से रद्द कर दिया था.. जिसे आप उन्हें भारतीय न्याय संहिता में शामिल करने के लिए सलाह दी गई है
प्रिय व्यूअर, आपका प्रयास बहुत अच्छा है, ऐसे ही प्रयास करते रहें। शुक्रिया
🧐🤓
Bahut bahut dhanyvad bhai sahab sar ji bahut jaldi Kanoon banaya jaaye aur aurat aadami donon ko Saja di jaaye jo bhi relationship mere identity mein rahe Jo bhi ek dusre ko Dhokha de turant usko jail mein dal do Jahan aurat Ho jaaye aadami yah Bharat ki sanvidhan aur sabhyata bachi rahegi bahut bahut dhanyvad aur baap Ko bete se dur na kiya jaaye aur purush aayog banaya jaaye mahila aayog khatm kar diya jaaye yah bahut jaruri hai bahut achcha Laga sunkar Desh mein bahut jyada case ho raha hai ghar ghar mein hi kahani hai aur police thana court koi sunta nahin hai bahut bahut pareshani hai log aatmhatya kar rahe hain main bhi aatmhatya kar lunga meri bhi do beti lekar aurat bhag gai hai madrachod usko bhi jail mein Dala jaaye aur aurat ke Mai baap bahan Bhai sab Ko jail mein Dala jaaye bahut jaldi Kanoon Bane mere bhi do beti lekar bhag gai hai aurat madrachod main bhi bahut pareshan hun kya Karun aatmhatya kar lun bus yahi chara
Joseph Shine जोसेफ शाइन Christian Community ईसाई समुदाय से बिलॉन्ग करता है। वह सनातन हिंदू धर्म की सभ्यता संस्कृति को समाप्त करना चाहता था बर्बाद करना है। अमेरिका यूरोप में जाकर देख लेना ईसाइयों में नाजायज संबंध सबसे ज्यादा होता है। एक Christian Woman एक ईसाई महिला होगी Divorced तलाकशुदा जिसके पांच बच्चे होंगे लेकिन पांचो बच्चों के अलग अलग बात होंगे। वहां की सरकार उन महिलाओं को सब्सिडी देती है। अमेरिका यूरोप में जाकर देख लेना। ईसाइयों का धार्मिक संस्कृति कलर बहुत ही अलग है।
Extra marital ki wajah se innocent patni / pati ko barbaad Kiya ja raha hey tou divorce milna bahut tough hona chahiye badmaashi par Jeet nahi honi chahiye
हर महिला बेचारी नहीं, हर पुरुष अत्याचारी नहीं...
कानून सबके लिए बराबर होना चाहिए ...
पुरुष और महिलाओं में बराबर का कानून होना चाहिए अगर नही है तो वो कानून घटिया निहायती है
Extra marital affair me koi kanoon nahi hona chahiye khush rahna har wyakti ka adhikar hai
हर चीज के 2 पहलु होते हैं , कुछ मामलों में व्याभिचार करना गलत है जैसे की जो पुरुष या महिला अपने संबंधों को लेकर ईमानदार है अगर उनका पार्टनर का दूसरी जगह सम्बन्ध है ,एक तरीके से धोखा दिया जा रहा है , वहां व्याभिचार गलत है और आजकल बहुत से मामलों में कोई महिला या पुरुष अपने पार्टनर से प्रताड़ित है वो चाहे मानसिक हो या शारीरिक जिसकी वजह से उसे झूठे प्रकरणों में फसाया गया हो और उनके बीच वैवाहिक संबंधों की की गुंजाईश ही न बची हो बस कानूनी मामलों में लटका के रखा गया हो तो उस इस्थिति में व्याभिचार जैसे कदम उठाना मजबूरी बन जाती है
Ek dm shi nirnay ye niyam bn gya to sb dhoke se bach jayenge
Thanks For Our Indian Administration
option b will be the correct answer 😊😊
Relation dono galti dono par sirf Men zimmedaar think mindfulness emotional and behavioural action not words not verbal or one moment interaction no everything is crime even it's consensual ok😢🙏😿😞😼💪
Option B will be correct 💯
Option B will be the correct
Abaidh sambandh ek apradh aur chhal hai aise mamle me punishment hona chahiye
Extra married afair eak aparadh hi hona chahiye,varana aane vale time me koi shadi nahi karega.
Dono ko saja milani chahiye.
Kanoon lao marriage institute bachao.yahi hamari Indian sanskruti hai
🙏🙏🙏
Gender Neutral Laws के basic पर कार्य होना चाहिए...🎉🎉🎉
THANK GOODNESS!! HOPEFULLY THESE PPL WOULD NOW BACK OFF
Extra marital affiar me dono kohi saja honi chahiye. Yesa kanoon turant hi lana chahiye.
Option no 2 is currect
External affairs keliye chahe sadhi sudha ho yaa, nehin ho. Koi saja, nehin hona, chahiye. Chahe sadhi dudha ho ya bagara sadhi sudha, ho. 2018 ka, hi kanoon ko continue karna chahiye.
sir agar ladka single h aur ladki already married h
to kya ladke ko saja mil sakti hai...?
Yhi to ho raha h aajkal..😅
@@Dharmendra32014but do logo ki sahmati ho to ladke ke paas right hai kuch bhi karne ka. It's human right
@@technicalgamers7324 it may be a individual right not human right......human right is broad term buddy.
Aj mere sang v aasa horha mere husband khula aam extra marital affair kar rha ha ur koi v kuch nhi kar pa rha ha shrif ak hi bat bolte ha crime nhi ha aarah crime nhi ha tu kisi ladki ke sath saddi kar ke ushke life barbad karne ka v hak nhi ha... Mere yahi request ha jtni jldi hosake crime kre adultery ko nhi tu ak haste hue v ghar tut rha ha
Mem up kun se ukil le hi
कानून न्यायसम्मत नहीं है तो लोगों को चाहिए कि कानून अपने हाथ ले और न्याय करे
Good come back 497
Sir bahut tough law hone chahiye..... Puri marriage kharab ho rahi aise situation ke karan
I don't know why people don't support extra marital affairs because if you don't support you will force the person to live with you who doesn't love you and there is no sense in that
Only solution is to get divorced and get the right partner
Give your sister number 😊😊😊start from your self
Charity begins from hime. You should first encourage your mother and married sisters to indulge into extra marital relationship.
Adultery mai raho fir shadi karne ki kaya jarurat shadi ke baad kuch bhi nahi hona chahiye
@@DINESHSHARMA-hx5mh lekin kisi ki shadi jabardasti ki gyi ho to
Zabardasti shadi jisne kar wai uspar case karo na fir
Great decision
Sir fir janvro our ensano mai kya anter rhe jaeyga saja honi chahiye
Super....👌
nice sir..
Affair krma jis din crime hogaya us din se ladkiyan ya toh kitchen me hongi ya jain me . This is true.
Ek moka milna chahiye extra marital affair ke liye koi saja nahi honi chahiye
Koi ladki agar jaanbujhkar sirf maze lene ke liye kisi married couple ke beech ghuse..aur husband bhi is affair ko continue kare...to innocent wife aur bachon pe to ye torcher hua... zindagi to unki kharab hui... isliye aisi ladkiyon ke liye bhi sakht saza honi chaiye...warna kare koi bhugte koi wali situation hai
Sir, agar extra merital afair b apradh hai to koi women agar extra merital affair rakhti h to kya us purush ko nyaay milega or agar milega to kaise.
Should be under criminal activity
Thank you
Police act me bhut sudhar ki jrurat h,
Saja dono ko honi chahiye
Actually ground for divorce is best option or both should be punished in a way that they should realize that family matters
Der se sahi kuchh toh sahi kiya law n order se , jail ki sajja ho toh thoda Darr aur sharam rahegi aise affairs karne vaalo ko ,paise deke baat solve karnaa galat hai
Extra marital affair 90 parcent hota hai is liye ye apradh nahi hai har insaan Azad hona chahiye apni khushi pane ke liye
Kab se lagu hoga yah kanoon ki adultary crime h
Jb tak do generation ek sath rahengi ek gr me koi married life me happy nai rah sakta. Husband should also leave their home as wife do. Uske liye koi law kyo nai aata. Isme to koi equality ki baat nai karta.
99% ladai in laws ki vagha se hoti hai
Aisa kanoon nikaliye har insan khush rah sake dukhi hone par koi kanoon nahi aur khush hone par kanoon ke niyam ye kaisa niyam hai
Marital rape bhi crime ka category me aana chahiye us topic pe bat kyun nahi hota
@@abhishekG5423 Achha esliye 202 country me only 34 country hai jaha par marital rape ko rape nahi mana jata hain wo sare developed countries C hai na aur Pakistan Afghanistan India jaise humari country me marital rape hota hi nahi kyunki wife to husband ki property hain.
@@guddukumardas1456 acha ye batao jitni country me lagu hai unme se kitne me 7 fere hote hai aur shadi ki value sabse jyada kaha hai aur kitni hindu country hai.... chalo ye bhi chod do agar ye maan bhi le ki marrital rape hote hai yaha par to kya jaruri hai usko life time ya lambe time ke liye jail me dalna aur daal bhi diya to kya surety hai ki lambi saja katke aane ke baad wo apko ache se khayal rakhega ya pyar dega.... dekho marrital rape ho ya rape ho pahli baat aisa har mard to karte nahi aur jo ek do karte hai unse divorce lena hi uchit hai kyuki iska misuse jaroor hone lagega..... aur wo ladkiya hi jyada karengi jo kai jagah muh marne wali hongi jinko pati ka naam aur ghar to chahiye hoga but pati ke sath sone me jinko achha nahi lagega..... warna pyar wale rishto me pati patni dono hi nibhate hai..... aur jis hisab se ladkiya atank kar rahi hai ab 10 jagah muh maarke aur ulte sidhe case karke us hisab se ye kanoon aisi ladkiyo ke liye hi pati ko kuch saal ke liye door karke ladki ko ayashi ke liye free kar dega..... jaise pati ke liye sirf itna kanoon hai ki patni had se jyada atank kare to divorce le sakta hai waise pati bhi jab had se jyada kharab ho to chod do na usko.... property ke liye itna girna thik nahi.... ki gande pati ke sath raho
@@vishalporwal36517 phere nahi lete hain esliye itna developed countries hain na sayad aur humare yaha 7 phere lete hain esliye 140 corore pahuch gaye hain sabhi jagah shadi ka utna hi value hain jitna India me par developed countries me vastu nahi insaan rahte hain esliye waha par marital rape ko bhi crime mana hain married women Karnataka High Court ka marital rape par verdict hai aur usko crime bataya gaya hai waisa rape ko tarah marital rape ko nahi treat kiya jayega jaise rape ko dekha jata hai aur ye divorce ka aadhar bhi hota hain aur rahi bat extra affair ki kitna shadi shuda affair chalate hain na almost utha hi aurate lekin women ka affair ko bahut jyada highlight kiya jata hain patriarchal society ki wajah se
Jaake apne maa se puchh uske saath kabhi tere baap ne rape kiya kya.
Martial rape jesa kuchh hota hai to app divorce le Lena bat khatm
Crime ke chochle krne ki kya jrurat hai
Aapki branch kha kha hai
Divorce ke bad Alimoney pay karna ye kanoon band karo
1 right😊
Good
Ye kanoon kob se lagu hogi..?
Dono ko saja ka pravdhn hona chahiye kyo ki isse shadi jese rishto ka koi mtlb hi nhi raha or is me bachcho ko safr karna padta h aane wali pidi kya sikhegi in sab se
Extra matrial affair crime hona chaiye dono ko saja barabar milne chaiye agar aasa nhi hua tua saddi jaise pavitra rista khtm hogaye ur din bhar din divorce ka malma bharte jayega ur apradhi crime krte jayenge
Aaj k date me shadi ko crime manna chye ya ek se adhik shadi ka rule banao
Jara bolche crime noi ata tara charector less. Ate bachara sobcheye safar kore..
Sar y dhara kab tak lagu ho jayegi
Kanoon donon ke liye barabar hona chahie aur adultery ka Kanoon wapas aana chahie jisse ki lakhon bacchon ki jindagi ya bahut se purushon ki jindagi hai aur bahut si mahilaon ki jindagi hai barbad ho rahi hai isase lakhon Parivar bachenge lakhon bacchon ki jindagi ya bachegi man baap ke bich mein vah kiske rah jaate Hain bacche unki jindagi barbad Ho jaati hai
Chalo Silsila movie dekh liya😊
Sir mere wife dusre er fnd ke sath extra marital affair kar raha hai es time me kya karu..
Agar karna hai to tab kariye unke liye jab wo khush nahi rahte hai apni zindagi me
Sir ji aaj ke Daur mein ham log social media ko band kar dena chahie jisse ki ladkiyan bahut hi barbad ho rahi hai aise Instagram Ho Gaya Facebook jaise ki bahar ki ine companiyon ne Bharat ko Jaise nacha rahe hain vaise log Bharat ke nach rahe hain unke Instagram aur Facebook ke aaj ke Daur mein ashlil photo ashlil video aajkal social media per hai
B only two
प्रिय व्यूअर, आपका प्रयास बहुत अच्छा है, ऐसे ही प्रयास करते रहें। शुक्रिया
Hamare kanoon k mutabik, extra martial affairs walo ko zinda jalana chahiye bakiyou ko lesson milega.
Aise sab ko lagta hai court kya karega zyada say zyada divorce hoga.
Kiseke life ka sawal hota hai.
Even divorce case mai jo galat hou, male or female jisne apni spouse k life kharab k ab divorce chahiye useh fansi k saza hone chahiye.
Jab kanoon sakat hoga tabhi yeh samaj k gandagi rukhege. Aise sabko lagta hai, zyada say zyada divorce hoga aur koi dekh k rakhi b hote hai. Kanoon kya karega.
Kise k life k saath, emotions, feelings k saath khelne walo ko mooth k saza milne chahiye. Tab samaj k gandagi kuch rokhi ja sakte hai.
Chote chote sabhya pariwar se hi samaj bnta h .... Agr pariwar hi khrb h to samaj ka pata. Nisichit h
B
Wapas shamil karo
Option b
B✅
Naa gender equal law hoga .
Naa Men's rights aayega .
Naa shaadishuda jindegi me wafadari nivaayi haayegi .
Naa divorce leney yea naa leney ki koi ahemiyat bechegi .
Naa shaadi ka matlab mardo ke liye kuchh beneficial rahega .
Naa aurato ko kaam karke apna aur bachcho ki dekhvaal karne ki zarurat parhegi ( divorce ho naa ho paise aur property toh patio ko hi dena parhega shaadi karne ki jurm me ) .
Chalega toh bas shaadi karke dhokhadhari karna kisi aur ke saath aur patio se paise hasil karke yea patnio se seva lete hue bewaafi ki Aazaadi ka maza lena .
Prastavo me se adultry kanoon ka rectification ki sujhao hata liya gaya hai .
Ab sabko auro ki pati yea patnio se sexual pleasure vog karne ki aazaadi mil gaya hai .
Jao bhai jao .
Sansad karikarta aur judges ki biwi aur shoharo se naata joro aur mazey karo .
Adultry ke liye dono zimmedar hotey hai aur dono ko same saza de kar shaadi jaise pavitra rishtey ko byavichaariyo se bachaana chahiye . Nehi toh kisi bhi waqt aap ki patni yea pati adultry kar sakte hai aur aap se, kanoon se bina darey maritorial benefits bhi vog karna jaari rakh saktey hai .
Kanoon aur sarkaar naa suney vugat rahe mard aur aurato ki awaaz yea dard ; samajik pratibandh laga dena chaahiye oon papiyo pe . Oonki chaaya bhi socialy prohibited karar kar dena chaahiye . Papiyo ko bahishkar kar dena chaahiye samaaj se keu ke court aur sarkar wafadaro se injustice karke byavichaariyo ko support aur panaah de raha hai .
Ab sab kuchh society ke haatho me hai ke shaadi ki pavitrata ko bachaane ke liye woh strict actions le yea sotey rahe ghorey bech ke . 😢
Dono ko saja honi chaiye
👍👍👍👍👍👌🙏
Extra marital affair should be a crime
सजा बराबर होनी चाहिए दोनों को
Dono ko saja ka pravdhaan hona chahie
Agar extra marital affair se dono khush hai to kya galat hai
Islaam me illegal marriage he hi nahi...... Pehle ladki ko bola jata he....... Islaam me aane ke liye....fir nikaah. Agar nahi ati fir bhi physically intimate hoti he to usko na naam milega na hi support..... Roti kapda or makaan khud karo arrange............... Pregnancy cansive ho jaye to rule alag he fir..........
Ho gya iss Desh ka future barbad.. beda Garg hone wala hai... acha khasa adultery ban kar Diya tha phir bematlab le aaye.. agr koi pati ya patni apne partner ko adultery ke case mai 2 saal jail ke andar karwa de to aur ye soche ki 2 saal jail mai rah ke wo sudhar jayega ye galat fahmi hai sabki ulta wo uss se nafrat karne lagega aur jail se chut te hi divorce le legi/lelega aur uska jis se affair chal Raha tha usi se Jake married nhi to live in relationship mai rahne lag jayegi/jayega... aur iss baat ki kya guaranty hai ki jis ne apne pati ya biwi ho adultery ke case mai jail karwayi ho wo 2 saal Tak kisi se sex na kare uske na hone par.... ulta jab kisi ka pati ya patni 2 saal ke liye jail mai honge to wo idhar udhar hi muh marenge kyuki body needs sabko hoti hai... bakwas rule hai... ek baar aa gya to divorce case 70% badh jayenge aur log shadi karne se dur bhagenge... aur ab ye ghatiya law ki teacher bacho ko daat nhi sakti agr Aisa hua to kar li bache ne padhai... ye Desh barbad ho jayega
Singal ladka ladki pe bhi bnna chahiy jo 1 se jayda girlfriend or boyfriend bnate hai😊😂😂
Bilkul sahi kaha aapne😅
Shadi ka kya vajudd rhh gya ji 21 century mei jb tum aapne riste mei hi waffadar nahi ho 😂😂😂
Extra martial affairs chaiye kyun jab shade shuda ho toho...!
Sar 497 of supreme court ko dobara Lana chahie ismein jo bhi person galat kam Karta hai to usmein donon person ko hi Saja Milani chahie 5 sal ki
Islaam me illegal marriage he hi nahi...... Pehle ladki ko bola jata he....... Islaam me aane ke liye.... Agar nahi ati fir bhi physically intimate hoti he to usko na naam milega na hi support..... Roti kapda or makaan khud karo arrange..........
Agar koi garib ki ledki ko koi bade ghara ka, ledeka sadhi karke ledki garib samjhke bahuta aryacharackaraxraha he and wo garib ledki ko koi support nehin kara rehe he. And lediki court Or police ke pass janeki sakhyama nehin he. Is jaga, me agar lediki ko our kisi re pyar hojata he and wo kisike satha reheta he to sabko adhikaar hota he ki wo uski life me khusi, secrehena, chahiye. Koi pati yaa patni dabuume rehena, nehin chahiye. Sadhi karliya to kya gunha, kiyaaxkyaa jo pati and patni jesa vi ho jindegi bhara saath me rehe nachahiye. Kounsa, dharam me likha, hua, ki ek bar sadhi karilya to pati our patni bura ho yaa criminal ho yaa repist ho yaa mare kate kuchh vi hio pati ke pass hi patni rehega our patni ke pass hi hi pati rehega. Chahe mar bi jae. Isiliye 2018 ka jo kannon me badlau kiya wohi kanoon sehi ye. And isiko badalna nehin chahiye.
Pati patni ke bich mein jab koi teesra a jata hai to kya vah ek Parivar ka maulik halan nahin hota chahe vah aurat ho ya aadami kya Kanoon yah nahin sochati ki isase lakhon Parivar lakhon bacchon ka maulik adhikaron ka Hanan hota tab yah maulik Adhikar kahan chala jata hai jismein sirf adultery mein Rahane Wale Ko bachane ke liye uske bacchon ko Puri jindagi gaon per lagani padati hai chahe vah aurat ho ya aadami
Koi kisi ke sath forcefully life Kyu kate jis ko jis ke sath rahna h rah sakta h ye saza dena is bt ke liye glt h itna he h to divorce krw do