BAJAJ AUTO 4 STROKE starter problem and noise engine not start , solution how to repair

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 ก.ย. 2022
  • BAJAJ MAXIMA AGAR AP KI AUTO MAI STARTING PROBLEM ARA HAI ,starter awaz kara hai par engine ghuma nahi raha hai ,armature ki speed slow ho jane pai starter load nahi laira hai toh yai kare , genuine bajaj ka armature or brush with brush plate replace kare

ความคิดเห็น • 9

  • @salimshaikh7949
    @salimshaikh7949 ปีที่แล้ว +1

    Bhai video to bahut hi badhiya banaya hai aapane aur verox ki Puri tarah se maa behen ek kar Di hai aapne
    veri good

    • @automotivetechnologyteach5871
      @automotivetechnologyteach5871  ปีที่แล้ว +1

      Agar ap ko aesa problem ara hai toh ap phele Bendix replacement karo fir armature dalo , ok direct armature replacement mut karo or bendix bajaj ka original he dal na varroc ka nahi dal na ok

  • @pagalcomedy.3821
    @pagalcomedy.3821 6 หลายเดือนก่อน

    Good bhai

  • @automotivetechnologyteach5871
    @automotivetechnologyteach5871  19 วันที่ผ่านมา +1

    Mai ayan qureshi owner of the channel , Pata hai but battery sab sai phele change kiya toh bhi same problem , or mai ek car mechanic with electrician who , toh battery gravity sai lai acid quality sab cheak kiya woth battery load test fir bhi battery mai kuch problem nahi tha

  • @rajujoshi4060
    @rajujoshi4060 ปีที่แล้ว

    🙏...नमस्कार सर आप कहा से हाे ? मे आपकाे मीलना चाहता हु ...🙏

  • @rajpatil3422
    @rajpatil3422 ปีที่แล้ว

    same mera bhi yahi ho raha hai...
    main naya bandex dala
    naya carbon dala fir bhi same aisehi avaj aaraha hai... muzhe bhi new armichar dalba hoga...

    • @automotivetechnologyteach5871
      @automotivetechnologyteach5871  ปีที่แล้ว

      Ha ap ko original armature or bendix dal na hai bajaj ka Q ki kabhi kabhi varroc ka part bhi faulty hota hai . Ek baar bus original brush armature or bendix dal doh or battery cheak kar wah loh fir dekho kya hota hai .

  • @teemathisuryawanshi762
    @teemathisuryawanshi762 5 หลายเดือนก่อน

    Aisa problem battery ki wajah se bhi ata hai kya

    • @automotivetechnologyteach5871
      @automotivetechnologyteach5871  19 วันที่ผ่านมา

      Pata hai but battery sab sai phele change kiya toh bhi same problem , or mai ek car mechanic with electrician who , toh battery gravity sai lai acid quality sab cheak kiya woth battery load test fir bhi battery mai kuch problem nahi tha .