bhai mere pass core 2 duo processor or ddr2 2gb ram hai or usme maine abhi evm ki ssd install kari with windows 10 tab bhi mereko juada fark nhi lga par pehle se thoda smooth chalta internal bhi or boot bhi to kya me windows 7 install karna safe rahega kya? aur app live aya karo
@@techsolwin Ji, Aapka Bahut Bahut Dhanyawad. Mere Paas Jo Desktop Hai Kaafi Purana Configuraion hai, Dual core 2nd generation ka CPU hai pahle 2GB ka RAM tha Ab 10 Gb kar diya hai mera main problem hai Capcut aur Canva par mai kuchh short video banate rahta hun jo ki bahut hi kharab chalta hai baar baar hang ho jaata haicanva chalana bilkul naamumkin hai capcut pc ke version me chal raha tha abhi uska naya version update kiya jabse kisi tarah edit to kar leta pae export nahi ho pata ek minut se jyada ka video ho gaya to export(rendor) hone me ek ghante se jyada ka samay lag jaata hai aur pc me dusra koi kaam nahi kar sakta , main abhi kuchh bhi kharch karne ki haalat me nahi hun.baar baar pc clean kar karke chalata hun.vise mujhe ye puchhna bhi nahi chaahiye qki mai samajh sakta hun bina kharcha kiye kuchh bhi nahi ho sakta. fir bhi aapne meri samasya sun ne ki koshish ki iske liye ek baar aur dhanyawad.
Very useful video sir ❤❤❤❤
Thanks for the compliment ☺️
Thankyou for such information
Please make some more videos
It's really helpful us .
Sure I will, thanks 😊
❤
Jawab nai bhai ❤
Thanks 😊
Sir how to solve vga light and no signal problem
sir pls solve
Ms word free mai kaise dawonload kare ak vedio bana do sir🙏
Try Karunga Bro 👍
Sir bootable pendrive kaise banaye
@@rict_education_saidpur_gzp dusari video me bataya gaya hai
i used arch btw
bhai mere pass core 2 duo processor or ddr2 2gb ram hai or usme maine abhi evm ki ssd install kari with windows 10 tab bhi mereko juada fark nhi lga par pehle se thoda smooth chalta internal bhi or boot bhi to kya me windows 7 install karna safe rahega kya? aur app live aya karo
Core 2 dua hai to ssd ke sath window 7 se jyda achha performance milega, aap win 7 try karke dekh sakte hain
@@techsolwinsafe hai na
mujhe aapse kuchh suggestion leni hai. desktop ke sambandh me , kya aap salah dena chaahenge.
Ji bilkul apna sawal puchhiye
@@techsolwin Ji, Aapka Bahut Bahut Dhanyawad. Mere Paas Jo Desktop Hai Kaafi Purana Configuraion hai, Dual core 2nd generation ka CPU hai pahle 2GB ka RAM tha Ab 10 Gb kar diya hai mera main problem hai Capcut aur Canva par mai kuchh short video banate rahta hun jo ki bahut hi kharab chalta hai baar baar hang ho jaata haicanva chalana bilkul naamumkin hai capcut pc ke version me chal raha tha abhi uska naya version update kiya jabse kisi tarah edit to kar leta pae export nahi ho pata ek minut se jyada ka video ho gaya to export(rendor) hone me ek ghante se jyada ka samay lag jaata hai aur pc me dusra koi kaam nahi kar sakta , main abhi kuchh bhi kharch karne ki haalat me nahi hun.baar baar pc clean kar karke chalata hun.vise mujhe ye puchhna bhi nahi chaahiye qki mai samajh sakta hun bina kharcha kiye kuchh bhi nahi ho sakta. fir bhi aapne meri samasya sun ne ki koshish ki iske liye ek baar aur dhanyawad.
@@vairalcreations Agar aapko aapke PC ki speed Badhani Hai To SSD Laga Lo usmein apne pc me
Aisa krne Se koi problem to ni hogi
Hm logo Ko itni knowledge Nhi hoti
Please confirm?
nahi koi problem nahi hogi