Bhayya, aapne jaankaari to bahut achhi di hai, dhanyawad , title me sudhaar kar lo 'Deducting' galat hai waha 'Detecting' Hona Chaahiye tha. Abhi bhi aap sudhaar sakte hai. aapko aise ki service ki zarurat ho to bataye. mai sab thik kar deta hu video ko attractive bana dunga editing karke upload karne se video me jaan aa jati hai.
@@techsolwin aapka video sach me achha tha aapki di gayi jaankari ekdam sahi hai isliye aap dhanyawad ke paatr hai, mere anubhav me aap jaise youtuber bahut kam , aap jaise logon ki wajah se youtube par thoda bahot bharosa kaayam hai, warna aap jante hi hai , mai shaayad jyada likh raha hu. dhanyawad😀
Sata SSD ka windows reinstall karne se problem solve ho jayega Maine bhud karke dakha hai .. But agar SSD purana ho to SSD mein problem hai zyadatar case mein reinstall karne se hojata hai
sir plz help......mera B550m Ds3h motherboard mai wd blue sn580 pcie4.0 nvme ssd lagayi hai..lekin oo nvme nehi show horaha hai...bios mai no nvme device found dikha raha hai
Sir ap ki video se mai notes bana raha hu isliye aur bhi important problems ki video chiye daily 😊
Okay 👍
Super sir 👌
Thanks 😊 for your lovely comment
Good 👍👍👍 sar
Thanks 😊
Bhayya, aapne jaankaari to bahut achhi di hai, dhanyawad , title me sudhaar kar lo 'Deducting' galat hai waha 'Detecting' Hona Chaahiye tha. Abhi bhi aap sudhaar sakte hai. aapko aise ki service ki zarurat ho to bataye. mai sab thik kar deta hu video ko attractive bana dunga editing karke upload karne se video me jaan aa jati hai.
Dhanyawd Bhai, support ke liye
@@techsolwin aapka video sach me achha tha aapki di gayi jaankari ekdam sahi hai isliye aap dhanyawad ke paatr hai, mere anubhav me aap jaise youtuber bahut kam , aap jaise logon ki wajah se youtube par thoda bahot bharosa kaayam hai, warna aap jante hi hai , mai shaayad jyada likh raha hu. dhanyawad😀
Sata SSD ka windows reinstall karne se problem solve ho jayega Maine bhud karke dakha hai ..
But agar SSD purana ho to SSD mein problem hai zyadatar case mein reinstall karne se hojata hai
Good suggestion, Thanks Bro
Hello
sir plz help......mera B550m Ds3h motherboard mai wd blue sn580 pcie4.0 nvme ssd lagayi hai..lekin oo nvme nehi show horaha hai...bios mai no nvme device found dikha raha hai
Bina check kare nhi pata chalega, nearby kisi technician ko dikha do bro
Bhaiya Akhilesh yadav wale leptop HP Pavilion g4 me kya kya upgrade ho sakta hai.. Mujhe Upgrade karana hai..❤❤
Ssd and Ram
@@techsolwin processor and Motherboard change Nhi ho sakta kya.??🙌
@@xtylishrajyt laptop me CPU rarely upgrade hota hai, aur same laptop model me same motherboard hi fit hota hai
Update bios its a bug
May be Bios update can help, I had to try
Bhaiya mera to fan bhi on nhi ho raha
Reboot and select boot device bata raha hai
Power cable ya power supply check karao bhai pahle
Bhai first time pc assemble kar raha hoon
Select boot device bata raha hai