MG Astor पछता रहा हूँ 😡 इतने सारे problems है इस कार में 😱 Must Watch Before Buying MG Astor Car

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 มิ.ย. 2024
  • MG Astor Problems | Pros and Corns | Features | 2024 | Milage | Review | Owner Experience
    Mg Astor delivery video, mg astor pros and corns,mg astor problems, mg astor milage test, mg astor buy or not, mg astor accident, mg astor new features, mg astor 2024 model, mg astor vs creta, mg astor vs seltos, new car buying tips

ความคิดเห็น • 19

  • @sameeraggarwal8689
    @sameeraggarwal8689 8 วันที่ผ่านมา +2

    Bhai maine bhi chalaya hai ye car, 18kml/l mil rahi
    and abhi tak koi issue nhi aayi hai 2022 se ab tak!

    • @rajushaikhvlog
      @rajushaikhvlog  8 วันที่ผ่านมา

      Bhaai mereko bhi koi as such bada issue nahi aaya.. chhote chhote problems aate hai.. wo to har ek car me aate hai.. but jo bhi hai wo maine genuinely bataya..

    • @stutibhatia
      @stutibhatia 7 วันที่ผ่านมา

      18 km/l nahe milta city me fake hai aur car me Sensors related Faults code ate hai bohat

  • @abhishekrajvaidya88
    @abhishekrajvaidya88 2 วันที่ผ่านมา +1

    I have MG Astor 1.3 Turbo 2021 model. It does not feel underpowered. I have driven it in hilly area too. Its quick to overtake , has good mid range and on expressway ADAS features are quite useful. Only issue is fuel efficiency but i have made my peace with it. 🙂

  • @praveengaraga6224
    @praveengaraga6224 3 วันที่ผ่านมา

    I own a Astor no problem
    It’s naturally aspirated engine 1.5 it has decent power with this car I feel safe and I can reach home safe

  • @thakkarsumitsachdev2588
    @thakkarsumitsachdev2588 2 วันที่ผ่านมา

    kitna mileage dedegi mujhe delhi jaisi city me, mujhe booking karwani hai

    • @rajushaikhvlog
      @rajushaikhvlog  2 วันที่ผ่านมา

      Muzhe pune city me 10-12 ka average mil jata hai bhaai

  • @rajatbansal6716
    @rajatbansal6716 8 วันที่ผ่านมา

    no issue, koi underpower issue nahi aya, araam se chal rahi hai.

    • @rajushaikhvlog
      @rajushaikhvlog  8 วันที่ผ่านมา +1

      But creta, seltos se thoda underpower laga hai muzhe .. ye muzhe feel hua to bol diya

  • @stutibhatia
    @stutibhatia 7 วันที่ผ่านมา

    Mg ki koi b car mat lena bhai Sensors related issue bohat hai kisi b semsor ne Communication nai kia to Bohat sare faults ane lagte hai mid screen pe

  • @dharamshibhai.
    @dharamshibhai. 9 วันที่ผ่านมา

    40000 KM dec 2021 MG ASTOR CVT. ZEROOOO problem..
    Done

    • @rajushaikhvlog
      @rajushaikhvlog  8 วันที่ผ่านมา

    • @stutibhatia
      @stutibhatia 7 วันที่ผ่านมา

      Apko comment dalne ka paisa mila hai kya bhaii ….. problem hai cars me mg ke screen b lag karta hai aur sensors related issue b hai mai new lia hai cvt pareshan hu bohat

  • @amrindersingh3933
    @amrindersingh3933 6 วันที่ผ่านมา +1

    Mere pass hai MG Astor. Koi power ka issue nahi hai. Koi dabb ke nahi chal rahi. Haan agar gaadi chalani nahi atti toh baat alag hai. Iska engine high RPMs mein reh ke bohot khush hai. Suzuki swift jaise 1700 rpm se torque band start nahi hota.. 2300 rpm ke upper jaa ke acha torque hai... "Rev Happy engine hai"
    Safe and heavy car hai. 1700 kgs weight hai lag-bhag. Indian Roads ke liye ek bohot hi safe gadi hai. Aur indian roads ke liye bohot hai power. 130-140kms achive karna koi badi baat nahi hai aur itni speed par ache se cruise karti hai. Kahi underpower feel nahi hoti.
    Hamare jaha ek adat hai har driver ki jaldi jaldi gear change karne ki. 50-60kms tak pure 5 gear laga dete hai log. Yeh ayese nahi chalti.
    TH-cam jaise platform par videos daalna hai, hazaro logo ne dekhna hai. At least proper information provide karo. Jo logo ke liye useful bhi ho.

    • @rajushaikhvlog
      @rajushaikhvlog  6 วันที่ผ่านมา

      bhaai maine sirf negative hi nahi bataya hai.. dusre video me iske positives bhi bataye hai.. mereko jo bhi 17000+ km chalane baad experience aaya wo bata rha hun bhaai.. power ka bologe to creta seltos se to kam power hai bhaai.. and its fact.. maine khud chalai hai creta and seltos.. aisehi hawa me baat nahi kar rha hun.. mg astor mere khud ki car hai.. mai q burai karunga mere car ki aisehi.. but muzhe jo laga wo bata diya.. thats it.

    • @amrindersingh3933
      @amrindersingh3933 6 วันที่ผ่านมา

      @rajushaikhvlog Creta yah Seltos se kum hai power yeh ek alag baat hai. Lekin jo aap ne kaha ayese feel hota hai ke gadi dabb ke chalti hai woh baat galat hai. Creta aur Seltos ke Diesel engines se power kum hai. But woh fir ek alag segment ho gayi na. Diesel models ki. Diesel aur Petrol compare hi nahi ho sakte. Seltos aur Creta ki safety ka kya? TH-cam par Creta ke videos mil jayenge.. check karna. Rahi baat Seltos ki, meri 2012 model VW Polo thi jiska accident huya tha Seltos se meri Polo palat gayi thi uss accident mein. Seltos ko pishe se mara tha meri gadi ne uski halat dekh ke mera dil nahi mana kabhi Seltos wagera ki test drive lene ko. Personal experience hai yeh toh.
      Power ke sath Safety bhi matter karti hai bohot.
      Coming back to the point jo tha "POWER" to woh theek thak hai Astor mein..
      Polo ke accident ke baad maine 2020 swift rakhi hai. Rocket bolte log usko india mein. Weight kitna hai? 900 kgs ke range mein.
      1700 kgs ki Astor, muje swift se 10 to 15% kum laggi power mein. Dabb ke toh bilkul nahi chalti boss.

  • @stutibhatia
    @stutibhatia 7 วันที่ผ่านมา

    Apne sahe kaha bhai mujhe bohat gussa laga hai mg walo pe bakwaas car hai sab lag karta hai syatem inka

  • @stutibhatia
    @stutibhatia 7 วันที่ผ่านมา

    Bohat issue hai cars me Dont buy not worth car