Video mai samjhane ka tarika accha laga jo new Techniquition ko bhout kaam aata hai kripya video mai jo kit aap 24v ki repair karte dikhaya mujhe bhi yahi pcb 1650 va ki 2 pcb chahiye sath mai drive ic or regulator ic and micro processor ic sabhi 4 nose chahiye .
Sir drive ic nikalne k baad side me lage capacitor bhi change kiye hain uske baare me nahi bataye hain. Ki kab aur kiyun badla jaata hai,aur gupt raaz bhi bataiye ki kya hai is pcb me Thankyou
Jab drive sahi na aay + side ko drive galat aay tabhu capistal badalte h Or overload pe bhi badalte over load pe do option hota h no 1 358 ic or 25 v capistal drive ic ke bagal me lage hote h bhai
Sir mairay paas be yahi 24v kit hai ek +ve chennel aur ek - ve chennel kai mosfet, drive ic aur resistors burnt ho gai they, sabi part laganay kai baad be drive ic pin 14 par drive nahi aarahi hai kya problem hogi
Mere pass same board hai but + side dono channel par same drive nahi aarahi ek channel par 15v aur dusre channel par 10v aaraha hai aur dusre dono channel par 2.70v aaraha hai ise solve karne keliye kya gupt Raj hai batao plz
क्या 12 बोल्ट और 24 बोल्ट की किट में चैन्ज ओवर ट्रान्सफार्मर अलग अलग वैल्यू के लगते हैं।माइक्रोटैक 24/7 सिंगल वैटरी लोकल किट में चैन्ज ओवर ट्रान्सफार्मर कितने वोल्ट का लगेगा और माइक्रोकन्ट्रोलर आई सी किस नम्बर की लगती है।
Sir namaste main aapko apna Guru manta hu sir aapke wajah se inverter ka repairing Kam karne laga hu thank you ji
Video mai samjhane ka tarika accha laga jo new Techniquition ko bhout kaam aata hai kripya video mai jo kit aap 24v ki repair karte dikhaya mujhe bhi yahi pcb 1650 va ki 2 pcb chahiye sath mai drive ic or regulator ic and micro processor ic sabhi 4 nose chahiye .
Very good sir maine aaj 12 volt 24×7 ki pcb repair Kiya hu
Nice video sir 👌
Nice video sir👏👏👏
Nice Video thanks sir Kya hey gupt Raj 🙏🙏🙏
Nice video thank you sir kya hey gupt Raj. 👏🌹👍👍👍
Gate ragister jalne ke vajah se mosfet jalte hai bhai
Agar value shift ho jayegi to jal jata hai MOSFET
Sir drive ic nikalne k baad side me lage capacitor bhi change kiye hain uske baare me nahi bataye hain.
Ki kab aur kiyun badla jaata hai,aur gupt raaz bhi bataiye ki kya hai is pcb me
Thankyou
Jab drive sahi na aay + side ko drive galat aay tabhu capistal badalte h Or overload pe bhi badalte over load pe do option hota h no 1 358 ic or 25 v capistal drive ic ke bagal me lage hote h bhai
83202 ic se aage 2 diode aur 2 zener ke beech mai kis value ki resistance lgi hai sir
सर नाइस वीडियो हमें गुप्त राज देखना है
Sir Raj jarur bataiyega please
Sir jee R 57 me kitna valu ka resistance laga hua he
Thankyou sir gupt vedio
Very nice gupt raj kya hai
Nice video sir ji
Sir msfat shi mosdraib bhi sahi ha ic83202bhi hay PR mosdraib nhi Aa rhi hay kiy kru
Sir mairay paas be yahi 24v kit hai ek +ve chennel aur ek - ve chennel kai mosfet, drive ic aur resistors burnt ho gai they, sabi part laganay kai baad be drive ic pin 14 par drive nahi aarahi hai kya problem hogi
Gupt raj ka video banaie plz
Already use per video ban chuki hai
@@KanhaElectronicsGenius tq ❤
@@KanhaElectronicsGeniusMicrotek 24×7 par microcontroller ok driver IC ok mosfet ok 358 ic ok firbi overload dikhata he. Upai bataie plz
Sar is board mein kaun kaun sa MOSFET lag sakta hai
Good sir
Sir kya aap ne oringe coular ke capctior chang kiye h...
Namaste sir
sir esme mospet kon sa lgaye hai
2300 sw ke board main 40 ohm ke registens ke jagah 4.7 ohm chal sakta hai kya
Ji sir gupt raj kya h bataye
Jayho gurudev
Sir humne pahechan liya gupt Raj.driver IC ke paas ke capacitor change karne hai.
Bilkul sahi
Log vidio dhyan se nahi dekhte
Jai Hind 🇮🇳
Gupt raaz ke baare me bhi jarur se explain kare sir
Sir is board me kon kon sa MOSFET lga sakte hai
jii 24x7 negative side 0 votl why ji new driver ic and mosft change but gate no volt
zener kitne volt ki h sir
Gupt raj kya hai sir batay
Sir drive ic 83202 smd ki jaghi dep ic 83202 laga sakitay hi please help me
Gupt Raaz bhi bata dijiye sir
1550 va 24 volt inverter me drive volt 14 volt and 26 volt bata raha sahi hai kya
Mere pass same board hai but + side dono channel par same drive nahi aarahi ek channel par 15v aur dusre channel par 10v aaraha hai aur dusre dono channel par 2.70v aaraha hai ise solve karne keliye kya gupt Raj hai batao plz
क्या 12 बोल्ट और 24 बोल्ट की किट में चैन्ज ओवर ट्रान्सफार्मर अलग अलग वैल्यू के लगते हैं।माइक्रोटैक 24/7 सिंगल वैटरी लोकल किट में चैन्ज ओवर ट्रान्सफार्मर कितने वोल्ट का लगेगा और माइक्रोकन्ट्रोलर आई सी किस नम्बर की लगती है।
Sar gup raj kya hai batana jarur
Nice sir
Bhai ji masfet kitne na. Ka lagega mere card me 7545 laga hay kya isme 12v ya 24v hota hay kya
7545 hi h
Good teach
Mosfetलगाने के बाद bacakp pe sahi चलता है और mens dene pe mosfet fat जाता है क्यों
Sir Gupt raj to bataye
Thanku sir
Sir apne shop ko bi dekhy??
Good
Sar gupt Raj kya draiv na milane par
Sir namaste, aapka Spare items ka web site ho gya sir ji please link dijiye thank you sir
Dusre fault ki video banao
Micro 24 v konsa no Mosfat lagana chahiye
Thanks sir
Mere ko raj pata chal gya h 4082 ic ke pass 2 capeciter new laga h tb hi drive aayegi
Kya sir ji ye to normal hi tha
24volt microtek me MOSFET kon kon no lagega
Gupit. Raj ha paji
Sir gupt raj bata di jiye
सर इस बोर्ड में R 67 का क्या वैल्यू है बताइए please
Sir 24×7 12v invater PCB me DIY ok hi .ups mode par bhi working ok hi but transfer dran lagate hi overload s hi show Kar Raha hi
Lm358 change kar lo
Sir is PCB me r20 aur r12 ka man kitna h
Kaise karna hai sir
Sar ji double battery mein kaun sa number MOSFET lagaen
Exide 1450 12volt pcb all fault batao bhai
🙏👍💯❤️
Mai same problam me fasa hu please help me
Sir is card me 832021 hit ho rhi hai kese sahi kare
Kay hey Gupta Raj Sir
sir ! mosfet ka no kya he jara batayenge...
Sir please raz bata dijiye 👍
24/7 24v mosfet chenge gupt raj bataye
सर जी गुप्त राज बताए
Sir ji MOSFET ka no. Bhi bhaye konsa hi
+chaneel mai kori dive mila.
1 saal se baithey hai gupt raaj jaane ke liye kaha gaye sab
Sir gupt raaj Kya hai?
Gupt Raj video 📹❤
aapane to drive IC ke pass capacitor bhi change kar diya oi kya Gupt Raja aapka
Gupt Raj bataiye sar
Gupt Raj mujhe bhi jana
Gupt raaj btaye sar
Gupt raj batso bhai
कोंन सा गुप्त राज ह जी
Full video Dekne ke bat gupt raj nhi bata.. A keya bat huya sir
Sir ji bta dena gupt raj ji
Sir plz Raj jarur batana
Raj kiya hai bhai
Sir please bataey
sir zenar 4748 to 22v ka hota n aap use 15v bta rhe hai
Check R57, R67, (10 ohms each), MBR Diodes also.It's the secret.
Gupt Raj main batata hu drive ic ka agal bagal ka kandesar
माइक्रोटेक 24 वोल्ट इसके पल्स नहीं आ रही और इसका गुप्त राज बताएं
Sir ji raj bataeye
Place sir
Sir gupt raaj btaiye
Sir aapne ye pcb me 4 MOSFET kiu lagaya
25 v 47 uf capsater
Batoo sir ghupt raj
Sir kya h gupt raj
Sir video open nhi ho rhe hai
Ab open hua na
47uf 25 volt capacitor . Gupt raj malum hi
Gupth raaz Kya hai guru ji video b
10 ohm resistance yahi kharab rahata hai drive nahin aata iske alawa aur koi Raj hai
Kaha laga rahata ha bhai ye