Sir aapne sahime bahut badiya aur clear video banaya hain. Aapka ye video dekhne ke baad isi problem ke bareme dusara video dekhne ki jarurat nahi hain. Thank 🙏 Sir aise hi problem ke liye video banate raho.
06n06na mosfet hai p80nf55 lagane ke bad 9w led jhal rhai bat 100 w bulb lod dene par mosfet sot horha hai Karan problem mosfet ka hai kon number lagana hai 1 chenal ka 4 mosfet barn
Sir ye bataye mera 24 v mictotek 1650 va sine wave hai to ek electrician ne bola ki wo nahi banega. Pura pcb change hoga. Ye sahi hai? Plzzz bhaiya bataye
Sir namaskar mera maicrotek inwarter 925e2+ h jo ki Ups on me lod dete hi dabane lagata h phir normal ho jata h...ak baar mosfet jal jane ke baad se ho gaye the
Sir PCB inverter Bord main No.1 Anode + Hoti Hai Ja No.3 C + hoti hai. Main SMD ki jagah simple ZD Lgana hai. 2 pin wala... Waha lgana hai jaha mosfet hote hai. Please help me thanks.
Sir Microtek 1400eb me bar bar MOSFET jal jate h driver okkk hai drin ke wair connect kar ke on karo MOSFET jal jate h mos num irf 540n kya problem ho sakti h pls help
भाई हमारे पास भी microtek jm1250 है उसके 2 मोसफीट टूट गये है उसको मेने एक mechanic पर दिखाया था तो बो बोल रहा था कि मोसफीट टूटने के कारण उसका पुरा बोर्ड change करना पड़ेगा तो क्या बो दोनों मोसफीट change ho सकते है या नही या फिर पुरा board change करना पड़ेगा ( और बो new board change ke 1700rs ले रहा है) अगर दोनों मोसफेट change ho जाते है तो उसके कितने rupees honge ये भी बता देना भाई जिससे कि बो ज्यादा rupees na माग सके Please🙏 भाई बता दो
Aapki video to achi h lekin apne video banate Samay Mata Lakshmi ji ki photo par kit or apna hath raha bo bahut jayda galat h aap or Kisi gatte ya putthhe ka istemal kar sakte thhe aage se yad rakhe Jay Mata Laxmi maaf kare
Bhai ji aapka number chiye mera inverter ko 3 saal hogaye hai usme overload aur batry low aur beep ki problam aagyi thi batry to check karwai thi thik hai batry too mistri ke leker gya tha usne whi plate repair kardi aur bol rha hai ki new plate hai wo zidd kr rha hai ki company se hi aati hai aisi plate main soch rha hu ki paise to lage ge hi kyu na media bula liya jaye humming blast hogya tha inverter ka mere samne hi maine khud dekha tha abb usme 2 humming hi hai jo bade size ke hote hai maine photo bhi li hui hai plate ki microtek inverter eb 900 abb kya kiya jaye company ka jaloos nikala jaye ya uska. Ek baar aap bhi dekh lena plate ki photo number rply kr dena bhai ji Emergency hai bhai ji rply kro
Microtek EB 800 inverter battery mein lagane ke badd ups on hojata he switch kam nehi karta he switch on off karne mein relay off hoke firse automatically on horaha he aur mains on bhi nehi ho raha he charging bhi nehi karta he Please 🙏 help me
@@KanhaElectronicsGenius switch thik he check karliya hun The problem is ups battery mein lagane ke time ups on show Karta he per output nehi deta switch on karne se output nikal ta he switch off kardene se output band ho jata he but relay ka sound aakr fir ups on show Karta hai Aur mains totally on nehi ho raha he
Thank you ❤sir aapki video 100%real hai
Dono chanel me alag alag no ka mousfeat kam kr sakta hai kya
Sir aapne sahime bahut badiya aur clear video banaya hain. Aapka ye video dekhne ke baad isi problem ke bareme dusara video dekhne ki jarurat nahi hain. Thank 🙏 Sir aise hi problem ke liye video banate raho.
Tq
Aap ke teaching ka tariqa bht hi lajawab h
100 ohm ki jagh resistance 75 ohm. Ka lga sakte kya
Very very nice video thank you sir 👏👍🌹💕👏
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👌👍👌👌👌
Thankq so much vest video
सुपर जानकारी के लिए धन्यवाद
Very help full vedieo bro thanks same problem ak inverter me ai ti
Sir u are really genius
Very easy solution very thank you
Microtek eb 900 me z44n mosfet laga sakte hai ya nani
sir mosfet k gate wale razitance 100 om k h sir kitne wat ka h please btao
Sr invertor me new mosfet daalne ke baad ..200 waat bulb series me lga sakte hai..Taki mosfet na jale
Very good sar ji
100 om ke jgh 120 om dal skte hai please bataeye
Sarji maicrotek invadtar 600eb me sabse acha mosfet kaonsa dale aapke hisabse ki longlaif chale
sir zinar diod usi me lga rahta uska bhi watt kitne ka hota h sir btao
Very good
Bhai mera microtek ka ups ka morphed jal gaya hai misplaced no he-p80nf55-08. Us ke badle me konsa mosphed lagayee
Thankyou sir
Eb ka charging fault vala video dalo tcnl100 fault nahi 555 scr fault vali banke dalo
Already bna hua hai
Link dena
@@karunakarreddy1987 mere channel par jake check karo
16 volt dc de kr chek kr sakte hai kya.
Sir namaskar ji sir 1500 watt microtek me kon se mospet lagege or baar baar DC fuse jalta
Thank you sar jiii
Sir 83202 ki jagah kon sa ic lagaye
Good video sir
Sir ji dono said driv volt brabar n aayen to kya kren
Sir sinvave inverter fan sence pe ek video banao na
Ac volt bnta hai ya dc.
Hello sir how to check fault by multimeter in any circuit card all electronic components 👍
Sir eb1100 me MOSFET ke gate pe jo jiner laga h uska number kya h please sir answer mujhe no samajh me nhi aa rha h
Charging on kar ne par mosfet phat jate hai kya problem hai sir ispar video banaye
121 card ko 24 volt double bettery me convert kare vidio banao
Nice
Bhai MOSFET konsa lgaya hai new and old konsa lga tha bich me je to btaya nhi kine watt ban gya jab MOSFET change krte hai
In 6 MOSFET ki rating kya hai,kon se hai mosfet please tell me
Sir ji is ka Kristel kharab ho jaye too kya problem aye gi sir ji
Aapka inverter hang karega
Hello sar mere pass maikrotek ka envatar he usme ak Maspet par 7 vollt aarahe ak aaur ak par 3 vollt aarhahe kayse thik gare
Microtek men kon sa model
MOSFET ke number bhi to btaiye sir ki konse number ke mosfet kidhar ki side dalne han
7545
Jinar kitne volt ka hota hai
Good
Micro tek 925e2+ k mosfit change krne ki cost kya h
Sir ek MOSFET Miter se chaik karne par fault ho gaya. Kya ek MOSFET ke bina inverter Start nahi hoga
06n06na mosfet hai p80nf55 lagane ke bad 9w led jhal rhai bat 100 w bulb lod dene par mosfet sot horha hai Karan problem mosfet ka hai kon number lagana hai 1 chenal ka 4 mosfet barn
Sir mosfet change kiya tha 12 v dene par fat ja raha hai solution dijiye
Sir ye bataye mera 24 v mictotek 1650 va sine wave hai to ek electrician ne bola ki wo nahi banega. Pura pcb change hoga. Ye sahi hai? Plzzz bhaiya bataye
Mosfat jal gaya hai
Ban jayega aapka pcb sir
@@KanhaElectronicsGenius mai varanasi se hu. Aap kaha se
Luminous eco watt misfit drive problem misfit ok drive section par video banana
Next video me kosish karunga
Very good sir but missed no. Kya hai sir please🙏
Sir namaskar mera maicrotek inwarter 925e2+ h jo ki Ups on me lod dete hi dabane lagata h phir normal ho jata h...ak baar mosfet jal jane ke baad se ho gaye the
7545 ki jagah kone sa lagae bhai
bhai g MOSFET ke sath Wale rasistor ki value kya kya h
Or transistor ke pass Wale rasistor ki value bhi btana
Maicrotek inverter 1250 hai jisme drai volt aane ke bad bhi ac nahi ban raha hai to kya kare
100 ohm ki jagh 75 lgate to kya problem h
Sir PCB inverter Bord main No.1 Anode + Hoti Hai Ja No.3 C + hoti hai. Main SMD ki jagah simple ZD Lgana hai. 2 pin wala... Waha lgana hai jaha mosfet hote hai. Please help me thanks.
Sar Microtek inverter hai uske 26 number per phone per v jyada a rahe hain uska kya Karan ho sakta hai uska solution jarur dijiye
Irfb 7545 ka mouse pad Na Mile To Kya Karen
Avon side ke mospet fat rahe aur main usko clear kar raha to vah nahin ho raha clear kya faad Dunga batao
Inverter ko 12 volt supply kaise connect Karen inverter board mein
Bhai MOSFET kitne rupe ke dalte hai
MOSFET kharb hone ka kya karan hota hai please batye ya kis karan se kharb hota hai
Sir Microtek 1400eb me bar bar MOSFET jal jate h driver okkk hai drin ke wair connect kar ke on karo MOSFET jal jate h mos num irf 540n kya problem ho sakti h pls help
🙏👍❤️💯🙏🙏🙏
Bhaiya ji Niche Se tasvir to Hata Do Lakshmi Ji ke upar hi rakhiye aapane PCB
Sar parsanal nambar milega kaya ham kam sikhane jate hai roj 35 kilo mitar dur aaur mai pankha motar ka kam karta hu
SAR अलग-अलग company ke inverter mein jo MOSFET lagte Hain vah kaise pata Karen ki किस-किस number ke lagte Hain
Sir ek side drive volt nhi aa rha h
भाई हमारे पास भी microtek jm1250 है उसके 2 मोसफीट टूट गये है उसको मेने एक mechanic पर दिखाया था तो बो बोल रहा था कि मोसफीट टूटने के कारण उसका पुरा बोर्ड change करना पड़ेगा
तो क्या बो दोनों मोसफीट change ho सकते है या नही
या फिर पुरा board change करना पड़ेगा ( और बो new board change ke 1700rs ले रहा है)
अगर दोनों मोसफेट change ho जाते है तो उसके कितने rupees honge ये भी बता देना भाई जिससे कि बो ज्यादा rupees na माग सके
Please🙏 भाई बता दो
Microtek inverter me charging hota hai par charging light direct ratan hai
माइक्रोटेक 875 ओवरलोड बैटरी लो दिखा रहा है क्या फॉल्ट हो सकता है सर झुका और फ्यूज ऐसी ऊ ड रहा है
Sir MOSFET ka number to bataya hi nahin aapane kitne number ke dalenge ismein
26 number per jyada voltage kyon a rahe
Sir please
Battery charger nahin kar raha hai battery charge de rahi hai per charge nahin kar raha hai
सर मासफेट का कौन सा नमबर का है
maine MOSFET chenge kiya hai mera inverter supply to de raha hai but inverter hunnig kar raha hai aur transfer magn bna raha hai
Agar 1 .30 volt aaye to ok h sir
Aapki video to achi h lekin apne video banate Samay Mata Lakshmi ji ki photo par kit or apna hath raha bo bahut jayda galat h aap or Kisi gatte ya putthhe ka istemal kar sakte thhe aage se yad rakhe Jay Mata Laxmi maaf kare
Micro tech micro IC charging. 26 pan. 4.5v
फीडबैक का ट्रांजिस्टर लगाने पर मस्कट का पल्स नहीं आ रहा है
1kva me ak side ke hi jyada khrab hota hai kyu
Mai nahi samjha sir
Mosfet ka number nahi bataya
P8 yaar 🎉
MOSFET ka No kiya hai sir
Iinveter charching nahi karta to
1Side mosfect hit hota hai
Namste ap apna Adress bataye ap se mujhe kam sikhna hai
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Nambar bhejo sir
Apko chahiye to Mai no send kar sakta hoon sir ka
@@RajeshKumar-wd2ze Bhai bata de okk
भाई टेबल पर ही रख कर वीडियो बना लेते ,अपना खाता, और लक्ष्मी जी की तस्वी पर रख कर वीडियो बनाना ठीक नही है
Charging jyada kar raha hai
Bhai ji aapka number chiye mera inverter ko 3 saal hogaye hai usme overload aur batry low aur beep ki problam aagyi thi batry to check karwai thi thik hai batry too mistri ke leker gya tha usne whi plate repair kardi aur bol rha hai ki new plate hai wo zidd kr rha hai ki company se hi aati hai aisi plate main soch rha hu ki paise to lage ge hi kyu na media bula liya jaye humming blast hogya tha inverter ka mere samne hi maine khud dekha tha abb usme 2 humming hi hai jo bade size ke hote hai maine photo bhi li hui hai plate ki microtek inverter eb 900 abb kya kiya jaye company ka jaloos nikala jaye ya uska. Ek baar aap bhi dekh lena plate ki photo number rply kr dena bhai ji
Emergency hai bhai ji rply kro
Aap apna no send karo main khud se call karunga no ke bich me or or karke send kijiy tabhi no send ho payega
Sir please please please please please please please please
Kya please please (any problem sir)
Amit
Microtek EB 800 inverter battery mein lagane ke badd ups on hojata he switch kam nehi karta he switch on off karne mein relay off hoke firse automatically on horaha he aur mains on bhi nehi ho raha he charging bhi nehi karta he
Please 🙏 help me
Pahle aap switch ko check kijiy
@@KanhaElectronicsGenius switch thik he check karliya hun
The problem is ups battery mein lagane ke time ups on show Karta he per output nehi deta switch on karne se output nikal ta he switch off kardene se output band ho jata he but relay ka sound aakr fir ups on show Karta hai
Aur mains totally on nehi ho raha he
@@adityatripathy3232 aap apna no send karo main khud se call karunga no ke bich me or or karke send kijiy tabhi no send ho payega
@@KanhaElectronicsGenius 9or3or3or7or7or 4or1or4or8or6
Good video sir