24×7 Microtek Sine Wave Inverter Drive Volt Problem Diagram Ke Sath Solution! पछताओगे वीडियो नहींं
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Microtek inverter e2+ charging problem video link 👇
• Microtek inverter e2+ ...
polar induction display problem video link 👇
• polar induction displa...
Microtek inverter fuse blown problem video link👇
• Microtek inverter fuse...
Microtek inverter MOSFET change karne ka Tarika video link👇
• Microtek inverter mein...
Microtek inverter men's problem video link👇
• Microtek inverter e2+ ...
luminous inverter Electra Plus full dead condition no input and output video👇
• luminous inverter Elec...
Microtek inverter hanging problem video link👇
• Philips LED TV 32 inch...
Philips LED TV power problem no display video link👇
• Philips LED TV 32 inch...
Microtek SMD board microcontroller or driver IC ka data sheet video link👇
• maicrotek sine wave in...
maicrotek smd kit ka maicrocontroller or drive ic ka datasheet video link👇
• Microtek new digital S...
New smd inverter MOSFET drive problem video
link👇
• New digital SMD Microt...
luminous inverter full dead repair video link👇
• luminous inverter Shak...
Microtek SMD inverter kit kit problem video link 👇 • Microtek sinewave inve...
other social link 👇
TH-cam- / kanhaelectronicsgenius
#kanhaelectronicsgenius
#driveproblemdiagramsolution
24×7 Microtek Sine Wave Inverter Drive Volt Problem Diagram Ke Sath Solution! पछताओगे वीडियो नहींं, how to repair Microtek inverter sine wave drive problem, 24×7 Microtek sine wave inverter output problem, 24×7 sine wave Microtek inverter drive problem diagram ke sath solution,
🙏thanks for watching video🙏
please subscribe my channel👇👇🙏
Kanha electronics genius
Realy u r explained with circuit diagram nicely. I have done repaired being electronic engineer. Pls explain charging fault with diagram.
Aap ka video asani se samajh jate hain
Sar aapane Humko bahut Kuchh Sikhaya uske liye dhanyvad..❤🙏🙏🙂
Thank you bai not understand language your explain is very good .I'm identi my inverter problem bai..
Bahut bahut khubsurti se apne samjhaya.
THANKS
अच्छा समझाया, transistor Q19 and Q20 ke no kya hai aur iske kharab hone par kya fault aata hai pls bataye
Bahut clear,high abaj he sir good
Bhai mja aa gya video m dak k
Mere + chanal m dry voltage to aa ra pr 3 -15 v or 3 -6 volt or Amp 70 la ra or voltage 60 nikl ra
Bahut badhiya bhaiya love you
Super explation 👌👌👌👌👌👌👌👌👍 ......
Very very nice video thank you sir 👏👏👍🌹💕
namaskar sir very very useful video
Bahut accha video sir ji thank you
Very good explanation sir
Supar jop sir❤❤❤❤❤❤
Hello sir Main autoelectration hu mai inverter repairing karta hu HB950 me ek problem dekhi hai jo mere pass repairing ke liye aaya tha usme UPS mode me output aa rahi hai but jaise hi main 220 dete hai output bandh ho jati hai main on or charging LED show karta hai...
। Please help me in this problem.।।
I am your Fan.। Mai aapki video se Inverter repairing sikh raha hu
Relay change kijiy
Nice sir yek folti card me drive bana kar samjha dijiye na sir hamare pas yek invertor aaya hai usme drive hi nahi aa rahi hai
Very nice sir
Sir R53 or R63 location ka resistance kitne value ka hai please reply
How much value is the resistance for fan?
Sir over charging ke ic ke side me Jo register Laga hai uska value kya hai please reply bhai
Sir mujh ko yah plate chayia kha milyga
Very nice vidio
Very nice video👌
Sir ups mode par nutral ma phase atta hai aur tnasfomer pura heat hota hai kui
MOSFET 90n55f4 ke jagah par p55 laga sakte hai ya nahi
Microtek xp 1400 par bhi isi tarah ka video banaye
Sukem shyne 250 va par bhi complete video banaye please aaj tak kisi ne bhi video nahi banaya
Really you are genias
Very good trick
Good Video... Schotkey Diode and Zener Diode ka number bathayiye !! also its not 10 ohm.. its 10 K ohm !!
Dear sir. App ki shubhkamnaye. Mera problem hai microtek 1100va inverter pe . Backup pe power out hora tha 220 Dene se output band ho Raha tha . Bad me Maine battery hatake main supply 220 input Diya tha uske bad ekbar output huya 5sec ki andar Sara MOSFET blust hogaya or battery line short circuit dikha Raha hai.. please sir me give solution..
Micro ic ma volt na baney to
Jay ho kk khana ji
Nice video sir 925 e2 sw ups me driver ic change kiya but positive side me ups mode me ek taraf 15.75 volts dusri taraf 16.5 volt aarahe .is baja se high amps load lerahe and out put low voltage aarahe mosfet bi badal kiya but same problem please giveme instructions to me aapki videos se kam sikha hu mein pls support me
Sir mare pas microtek inverter 1115va e2 puls model h sine wave h.... Usme spike voltage problem h.. Esi liy mobile charger kharb ho jate h... Drein wire shi h chek kar liya... Sir eske alwa or kya chek karu wo btay... Microcontroller ki wjh se spike voltage problem ho skti h ky
Nice Video
Bina MOSFET lagaye drive ko kaise chak kia ja sakta hea , iss card keliye kon se MOSFET lagane chahiye
7545
Nice sir
Bhai 83202 aur 33883 ek dusre ki jgah lg jayegi kya
Nahi 83202 ke jagah par 4082 dal sakte hain
Sir aap ke leye hamse jo ho sakata hai vo aap ke liye karege
Sir 16 v ke jaga 18 v nikal raha he .kya problem ho sakta he
Sir isme hum kon kon sa MOSFET lga sakte hai 24 volt sine wave me
irfb7545 mosfet ki jagah par dusra konsa laga sakte he bhai irf3205 chalega kya
Sir Drive ic market me nahi mil raha he kaya kae thank you sir
MOSFET kob se kaam karenge
Is PCB main
Super video sir
iss kit mey kounsa mosfet lagayee. ic se koi mosfet drive volt nehi aa raha hai.
Can you please arrange for the circuit diagrams of different inverters ( earlier BPB, Galgotia publications used to make available the complete circuit diagrams and PCB layout) so that people like me can avail them paying the price?
Sir microtck 1500sevz giving output 110v 95v with load or without load kindly suggest wthe problemhat is tov
Sir inverter mai kaise ac se dc banta hai aur dc se ac banta hai sir please bataie
Agar board mein 83202 dip driver ic kharab hojaye to konsa lagaye kyu ki 83202 ye sirf smd mein aati hai dip mein nahi
Aur 4082 ipz Jo iski equilant hai wo match nahi karti
So solution kya hoga
Hi sir pls bataye ki kaise thi karu microtek EB1600 24 voltage inverter ups output 280 voltage aata hai. Jab ki minimum 230 voltage aana chahiye
Sir ji mera ak 24×7 me ups on nai ho rha h iska ak video banaye
how can I get sw12-sgd-v1r3 micro controller, or witch version can used for this controller??
Sir 47 oms ke sath jo ziner laga hai uski value kya hai???
Pura heatsink open karne ke badvi drive short dikha rahaihai. iska upar main ek video banye..
R67 restance no please sir
Kon sa resistance laga tha pata chala
Sir microtek 24v sine mai ak side mai ak msf.lagate hai drive shi ati hai or tino most. Lagate hai to drive gayab ho jati hai
Sarile ke pass Jo five pin socket hai uska supply Bata dijiye transformer se Kitna Kitna volt lagega sar
🙏🙏 sar
24 volt me + par kitna draiv volt niklenga
Sir,
luminous Electra PCB ka bhi drive diagram banaye 🙏
Ok kosish karunga
Sir ek problem aaya hai HB950Model me
Sir ji AAP se bat ho Sakti h?
Sir mera ek inverter me 24#7 me 832021 hit ho rhi hai sir aap ispar ek video banayo
Is card me charging problem aa rha hai kya kre ic 358 change ker diye hai fir bhi
Ye hb 950 ka board ka kitna price hoga
❤❤❤❤
Namaste bhaiya, mere paas ek 24×7 hybrid 1125 inverter Aya hai jiska +side ke 3 MOSFET aur -side ke 3 MOSFET jal Gaya tha. Maine driver ic zener change karne ke baad jab MOSFET laga raha hun to - side ka 1mosfet short hojata hai . Krupaya solution bataye.
Microtek 24 into 7 ek number pin par 5 volt laane ki video banaen Sar piree shet cheng kar ne ke bad bhee 5volt nhi ate sari pilig
Sir mera name sonu sarma he or .m 24×7 .HB725 .12v he sir problem .2fan se 3sra fan chalate he to. Over lod ho. Jatata he pz riplay
Sir eska zener diode ka valu kia hai
Hlo sir ek video microtek new inverter smart hybrid 875 inverter ki driver volt and micro ic ke bare
iss kit ke mcu kharab hone par programmed mcu kaha milega?
24×7 sine wave microtek output problem hai kya kharab hoga bataye
Sir microtek sinewave invereter mains pe outpute voltage kam deta hai
Sir mere pass 24x7 inverter hai wo output pr DC 30amp le rha hai fir low battery’s dikha deta hain
Hello Sar ji
Sir ji jese hi ac volt dete he mospet fat jate he
can i re-please SW12-SGD-V1R3 with SW12-SGH-V1R6?
Sir Exide 850ka pulse ke bare main cantro card se mosfate tak ke drive volte ke bare main details video banaiea
Thank you sir
Thanks sir.
Sir Mera microtek HB1125 model me charging cutoff nahi horaha hai. Full solution.
सबकुछ अच्छा है अपने बोलने की चाल कम कीजिए
Microtek 24 x 7 kold testing ek channel per nahin a rahi hai
Sir driver volt ok fir bhi high ampere le raha hai inverter on karne par
Mekrotek 340volt nikal raha hain jab ki riley sahi hain to kayakrain sir ji
Bro
Slowly slowly bath karo
Kya ithna speed
Sir mere pas 24×7 HB950 h jisme men line dene par output band ho jata aur charging nahi kar rha h
sir isma hum grid charging ko kase off kar sakte ha.
Sir Ji kuch resistances ka value aap ne galat bataya.
Inverter mode me output light 5-6sec bad bad halka flikar hotahai. Yea problem kaise solve hoga? Inverter input me back current nahi ata hai check kiya
Luminous eco volt and eco watt overload problem video upload
Maicrotek 24*7 kit me 250v envrtar out hota hai kam kaise hoga
Sir 24×7sine wave 🎉me mains se output de rha h but battery pe output nhi de rha h
24×7 DG900 microtec maine charging problem hai relye ki awaz nahi aa raha hai charging indikator bhi nahi jal Raha hai
Sir inverter mode mein 260v araha hai
Is per ek video banye
Sir ek mosfet per drive nahi pahuchati to kya hoga.please reaply
Aap kya kya chenge kar diya h
पिन 10और16 पर24 v आ रहे क्या ख़राब हो सकता सर
Hi Sir hamare pass ek inviter hai uspe hi voltage par mostfad aur fuse kharaab ho gaya tha par Maine use change Kar liya hai lekin change Karne ke baad bettery connection to thik ho gaya lekin jab us par ac supply Diya to uska sound continue beep Kar Raha hai aur display ka light sab continue jal Raha hai aur inviter ka switch bhi katne par beep to band ho Raha hai lekin light lagatar hi jalta rehta hai us light ko band Karne ke liye mujhe bettery ka connection ko hatana padta hai to ise thik kaise karen