Geyser is fitted by the majority of people on top roof which is a very big mistake. The warm water rises up with the rise in temperature and can easily reach to upper storeys contrary to the cold water which needs to be filled in water tanks on the top pf the roof.Cold water flows downward due to gravity.In European countries the boiler or geysers are usually fitted in the underground cellars.
Bhai hmaray geezer main aik rusty sa rod daal gye hain k bill kum aye ga gas ka is sa geezer ka dhakan bhi bund nhin hota is sa geezer main rust to nhin lgg jaye ga plzzz iski bhi video bnayin
bhai aj kal ki sardio mai very hot he kaam kerta hai kyo kay gas he late ati hai or jaldi chali bhi jati hai. so pani nay sahi say garam he nahi hona. at least very hot per oani zyada garam to hoga tory zyada istemal kay liye
Mai super asia ka ye 35 gillon wala gyser lekar aai hon liken wo sirf pilot jal raha hai full burner nhi jal raha warm or hot dono par but jab very hot karo to thori der burner on hokar band hojaraha hai pani garam he nhi hoparaha , neeem garam pani hota hai bus , kindly reply karde ke ye koi setting karwani hogi ya kya?
Bahi mein plumber 👨🔧hoon is ko first time very hot per chalein aur phir werm per ker dain ager gas ki bachat kerni hai to gezer ko very hot per rakh ker pain garm karn aur burner band ker dain ik din mein 2 ganty gizer chalta hai total koi itna masla nahin hai
@@usman3824 bahi shower mixer ki jab thandi side open rahe gi to pani jaldi thanda ho jaye ga kiyn k app ne open shower ke 4 tap mein say uper aur niche wala tap band kerte ho aur hot& cold tap open rahta hai is ki wajha say pani thanda ho jata hai kiyn ke pani mix hota hai ager gezer 35 gallon ka hai to is mein120 liter pani ata hai aur thanda mix ker ke 360 liter pani use ker skate hain
geyser jab auto per on hota hai tu foran nai jhalta hai balkay kuch dair us kay under gas jama hoti rahti aur phir aik dum blast mar ka burner on ho jata hai . jis say geyser ka door open ho jata hai . pehlay is tarah nai hota tha abi yeh masla aa raha hai kia waja ho sakti hai
A nice video you have made and in great detail you have explained how to do it, thank you
nice video.
aap ne shi trahn gaide kia ha.
hm ne apna gezar ise hi on kia ha 👍🏻👍🏻👍🏻
Jazzaq Allah bhai mera geazar chal gaya
Ma Sha Allah, very nice
Geyser is fitted by the majority of people on top roof which is a very big mistake. The warm water rises up with the rise in temperature and can easily reach to upper storeys contrary to the cold water which needs to be filled in water tanks on the top pf the roof.Cold water flows downward due to gravity.In European countries the boiler or geysers are usually fitted in the underground cellars.
Good information bro
Bhai jo sath wala geyser pra h... Us pay b smjha day.... Hmara Wo wala h
Sir kya warm pe chula nhi chalega kya
JazakALLAH Khair bhai
JAZZAKALLAH ❤
Bhai hmaray geezer main aik rusty sa rod daal gye hain k bill kum aye ga gas ka is sa geezer ka dhakan bhi bund nhin hota is sa geezer main rust to nhin lgg jaye ga plzzz iski bhi video bnayin
Bhai jab thermostat ko aag dikhatay hen to termostat ki position cool , warm ya very hot, in theenon main kis position per hone chayeh?
Bhai aap nay waqae bhot achi info dee.
Muje yeh bata dain k gas ka kon sa geyser zada gas khata hy
Instant ya yeh bara wala?
Big one
Mera gyser ka chula warm or hot pe chalta hi nhi sir hot pe chalta hae or automatic bnd tu hota hae mgr chula on nhi hota
Geyser ka sirf flame on ho jata hai stove few minutes baad off ho jata hai. Charges bohat zyada hain bhai kay.
Aoa sr mene apny geyser me conical baffle lagwai hay os say pahly or oskay lagwany kay bad geyser ka burnal bohat dar tak chalta hay
Bhai bara geyser laga h or 1 banda nahata h to pani thanda ho jata h or kafi dair tk geyser mein garam b nhe rehta pani na use ho to any solution?
jnb thand me kon neem gram pani use krtav hai or jadr gr k 6.7 bnde ho udr kya fada is sting ka
bro warm py to burner band ho jata hy is ka kia hall hy ? hot tal to chalta hy jysy e warm py kry burner band ho jata hy
bhai electric gesar 40degree temp sai hai?
bhai aj kal ki sardio mai very hot he kaam kerta hai kyo kay gas he late ati hai or jaldi chali bhi jati hai. so pani nay sahi say garam he nahi hona. at least very hot per oani zyada garam to hoga tory zyada istemal kay liye
thermostat very hot per na rakhy to pani ni garam hota to pher 1 point kam per rakh len sir?
Rawalpindi mein Kia????
Zabardast
gizaer koi bhi linn khyal rakhinn warani sky flam ki na linn
Electric kaise use krty
Aoa
Bhai bra gyzer hai lkin jb koi tap kholti hai tu tik tik ki kafi awaz aati oski. Wu kese khtm hu skti
Eska kya hul hai?
Agar warm per geyser set kre to wo automatically very hot par jasakta hein?
JUB TAK VERY HOT PAR KARO GE NAHI HO GA WARM PAR HI RAHE GA
thermostat very hot per na rakhy to pani ni garam hota to pher 1 point kam per rakh len sir?
Mai super asia ka ye 35 gillon wala gyser lekar aai hon liken wo sirf pilot jal raha hai full burner nhi jal raha warm or hot dono par but jab very hot karo to thori der burner on hokar band hojaraha hai pani garam he nhi hoparaha , neeem garam pani hota hai bus , kindly reply karde ke ye koi setting karwani hogi ya kya?
Yes Setting Only
Thank you bro
VEER JI DASSO KARACHI ECH KIS TAREKAY NAL RABATA HOE GA KOE ADREES DASSO JI
Plz Call at 03004708863
اچھا مناسب قیمت کا بہتر thermostat کتنے کا ہے کونسا ہے کس کمپنی کا ہے کہاں سے ملتا ہے لاہور میں ؟
Best bro
Bahi mein plumber 👨🔧hoon is ko first time very hot per chalein aur phir werm per ker dain ager gas ki bachat kerni hai to gezer ko very hot per rakh ker pain garm karn aur burner band ker dain ik din mein 2 ganty gizer chalta hai total koi itna masla nahin hai
Bhai bara geyser laga h or 1 banda nahata h to pani thanda ho jata h or kafi dair tk geyser mein garam b nhe rehta pani na use ho to any solution?
@@usman3824 bahi shower mixer ki jab thandi side open rahe gi to pani jaldi thanda ho jaye ga kiyn k app ne open shower ke 4 tap mein say uper aur niche wala tap band kerte ho aur hot& cold tap open rahta hai is ki wajha say pani thanda ho jata hai kiyn ke pani mix hota hai ager gezer 35 gallon ka hai to is mein120 liter pani ata hai aur thanda mix ker ke 360 liter pani use ker skate hain
sir agr very hot per gyzer ko reney do to koi nuqsan to nahi ha?
@@usman3824 sir agr very hot per gyzer ko reney do to koi nuqsan to nahi ha?
sir agr very hot per gyzer ko reney do to koi nuqsan to nahi ha?
Excellent 👍👍👍👍👍
Please give Rawalpindi address
bhai men chahta ho mera geyser trip na ho chalta rhy. ismai kia kre plz tell
Video m wo apna number bta ra hay us per call krayn
Bhai hamara geyser thk krne wala bnda 8000 mang raha ha qk pipe pr matti jum gi ha Sarya Marna ha sirf
geyser jab auto per on hota hai tu foran nai jhalta hai balkay kuch dair us kay under gas jama hoti rahti aur phir aik dum blast mar ka burner on ho jata hai . jis say geyser ka door open ho jata hai . pehlay is tarah nai hota tha abi yeh masla aa raha hai kia waja ho sakti hai
Thermostate chk krwayn
❤
Bhai ap kis city rehtay hain lhr?
Ser mere gizar ka pilot hi nai jalta kya masla ho sakta he
open and clean it from inside, it will work again.
Keya piolet hm 24 hour chala skty?mtlb agr piolet bnd e na krn???plz ans
piolet band nhi hota 24 gantay hi chalta ha auto kam karta ha
@@shahzaib1245 pilot ki nob ki position kahan honi chahiyay
Bahawalpur city?
Wo apny temperature tk bohat late pohanchta hay
Warm pe or hot per gezer band q ho jata ha?
same question
👍
Is ka koi hal hosakta hay
Do you work in isb
بھائی کراچی والوں کے لئے بھی کوئی نمبر دے دو یا یہاں بھی ایسی مستند سروس کا آغاز کر یں تو مہربانی ہوگی.
Agar VERY HOT par chalanay se sab kuch kharab ho jata he gass ka bill bhi ziada ata hs to bhai VERY HOT ka option diya hi q he is men...
For Skardu
Beshak skrdu k liye hoga but har jaga yahi system hota he to mere pyare bhai kia ye kharab honay wala chakkar sirf skrdu k liye he.
@@imwasi car have 5 gears mostly, you select one as per your circustances. Not every time in 5th Gear.
Bhai mujhe geaser ki maloomat chahiye thi ap Car ki info de rahay hen. Geaser men car ka engine fit karwa liya kia ap ne
@@imwasi buy new one n enjoy your life.
any outlet in peshawar i need help
03004708863
Lekin ap tu lahore me o na
Yes
3000 too much costly it's one year previous video too high rate
اصل وجہ تو اپ نے بتائی ہی نہیں۔
Hi
😅😅
Apka adress kia h ???
Johar Town Lhr
@@EXPONEWS m kot abdul.malik s hu hmy help chahyi gezer check krwana h new liya h lkn uski smjh nhi arhi or setting bi krni h kia ap kr skty
@@mianshahzad8384 ji sure
@@mianshahzad8384 MIAN ABID GYSER & COOLING CENTRE JOHAR TOWN : 03004708863 03094708863
@@EXPONEWS sherq pur khurd kot abdul malik .hafiz chonk
😂
You didn't give any useful how to fix it your self, information.
Burnal. ?? 😂😂😂
Burner
You are not professional person.
Thermostate ki setting kerna bataoo.
Tu tub pata chaly ga.
Asal baat aap chupa gy ho.
Aur upni makering ker rahy ho.
Hi