mera 40k ka limit hai.. 900 rupay ke product ke liye bhi 17.7 charge kar rhe hai lootre flipkart wale 😅 matlab koi 1000 limit wala 200 rupay ka bhi product kharidega toh uss se bhi 17.7 loot lenge ye log 😅
Suppose agar rs 100 ka saman leti hu toh mujhe 100 k sath 17 dena hoga flipkart pay later use karne ka matlab 117 dena hoga sirf product k toh extra charges nahi dena padhega na
Plz sir reply jarur krna muje is bare me ni pta tha maine bank details dal di pay later avtivate ho gya may be kuki 7000 amount show ho rha hain but muje ye use hi ni krna kya iska effect pdenga bank account pr??? Or pdenga to plzz solution btaye ki negative effect na ho
Koi effect nahi para ga hm loan Lata hai to usko use karna par na koi interest Dana parta hai simple hai mai filpkart customer agent bhe hu😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊 it's ok
इसके लिए हमसब को मिलकर फ्लिपकार्ट से खरीदारी बंद करना होगा और हमे आंदोलन करना होगा तब जाके ये कंपनियां सुधरेगी नही तो आने वाले समय में ये लोग और ज्यादा चार्ज लगाएंगे ✊✊
Sir mai 1 month ma jitna bar pay later use Karu ga utna bar processing fee Dana ho ga ya 1 month ma bas 1 bar Dana hoga please help me sir reply ❤❤❤❤❤❤❤
Whats the use of pay later jab extra charge dena padh raha ha. Banda credit card na use karle. Why user are using pay later then. Samaj nahe aya concept
Sir Mera phone ka emi bill 14048 tha wo v 6 month k liye. Order karte samay no cost emi likha hua tha 6 month k liye. Lekin 6 month k 2508×6 = 15048 rupya gya. Ye Mera extra 1000 rupees kyu le rha hai sir jabki order krte samay no cost emi likha hua tha. Please help me sir . Please help me Please see my comments Please see my problem
mera toh 15 days late hua toh 70 rupya extra lga diya h 😢aaplog koi use mt kro ye sab kuchh v charge lga de rha ekdum khtm h policy i hate Flipkart cheater 😡😡😡😡😡
Bhai..meine olx se ekk 2nd hand realme 11 pro liya Flipkart pay later se purchase kia hua hain....incase owner future mein emi payment kaarna bad kaar de...aur due rakhe...to kya phone lock kaar dega company? Ya jo hoga owner ke saath hoga...mere phone mein koi issue nehi ayega?
Rs 18 Flipkart pay later use karne ke dene honge aur jo product hoga uska toh otna hi charge dena hoga ya product ke v extra charges lagte h ya sirf flipkart pay later use karne ka charges lagte hai
My items was defective but Technician not agreed for returned. I purchased the product on Flipkart Pay later EMI. So, now should i pay balance EMI as the product was truly defective.
Merko flipkart pay later se bss isliye mtlb h kuki wo 500rs gift card dera , merko kbhi use ni krna h pay later , kya m. Lelu kya ki extra monthly charge legega ?? Pls solve my query??????
Koi fayda nhi hai bakwaas hai ye Flipkart Pay Later do not use this useless feature isse acha hai ki jaise shopping karte the pehle vaise hi Karo jaise debit, credit, etc me to activate karne lga tha abhi but ye video dekhne ke baad ab nhi karunga
Agar apka pay later account ka limit 3000 rs se jada he to apka 17.70 rs ka charge lagega, jitni baar aap pay later se payment koroge . Chahe aapka order 10 rupees hi kyun na ho . Sorry for those typing mistakes, i didn't know proper Hindi . 😊
Bhai , maine Ek phone order kiya EMI par aur balance deduct bhi hua paylater se then, delivery late hone ki wajah se cancel kardiya , Uske baad sare refund bhi hogye lekin charge laggay (rs 404) one time fee processing wala Ye mujhe dena padega ?? Maine toh saman liya hi nahi
Flipkart pay later se pay krne pr agr prodect return kre or jo refund ayega vo pura ayega or jo refund ayega vo bank me ayegi ya Flipkart pay later me hi Jyega?
Bhai mujhe prime membership ship chaiye vo Flipkart pay later Activate karne par mil rhi hai or me Flipkart pay later use nhi karunga to pese to nhi katenge na
Sir ji ye 15/- +18%gst per month emi ke sath dena hoga?
Yas jis month order karoge usi month dena hoga
mera 40k ka limit hai.. 900 rupay ke product ke liye bhi 17.7 charge kar rhe hai lootre flipkart wale 😅 matlab koi 1000 limit wala 200 rupay ka bhi product kharidega toh uss se bhi 17.7 loot lenge ye log 😅
Maine ₹400 ka liya aur 17.7 extra
Bhai 17.7 daily lgta h ya month me ek bar
Bro, tm bht ache se and simple way me explain krte ho. Gud
Thanks bro
Does Flipkart Pay Later uses charge applied on every transaction?
Yess
@@User____404bhai agr 500 ka order Kiya fer usjo pay karke agr oder nhi Kiya tu bhi charge Dena hoga ky
isme one time processing fee charged on each* emi transaction likha h to sari emi me dena hoga processing fee ya only first me??? please suggest
1 baar
Maine 299rps ki sandal pay later se order ki thi usme bi 17rps extra charge.. Ab flipkart bi logonke loot rahe hai.. Aj se pay later deactivate..😡
Agar ham 3000 ka purchase kartey hai to kitna dena padega
17 rupees
Suppose agar rs 100 ka saman leti hu toh mujhe 100 k sath 17 dena hoga flipkart pay later use karne ka matlab 117 dena hoga sirf product k toh extra charges nahi dena padhega na
Plz sir reply jarur krna muje is bare me ni pta tha maine bank details dal di pay later avtivate ho gya may be kuki 7000 amount show ho rha hain but muje ye use hi ni krna kya iska effect pdenga bank account pr??? Or pdenga to plzz solution btaye ki negative effect na ho
Koi effect nahi para ga hm loan Lata hai to usko use karna par na koi interest Dana parta hai simple hai mai filpkart customer agent bhe hu😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊😊 it's ok
@@fff5830 gst k sath sath product k v extra charges lagte h kya ya sirf flipkart pay later use karne k rs18 dene hote h
इसके लिए हमसब को मिलकर फ्लिपकार्ट से खरीदारी बंद करना होगा और हमे आंदोलन करना होगा तब जाके ये कंपनियां सुधरेगी नही तो आने वाले समय में ये लोग और ज्यादा चार्ज लगाएंगे ✊✊
😁😁😁😁😁
Bro meri 35k ki limit he to har baar product pe Dena hoga 17.7rs ya ek baar
Har baar
Bhai plus member ko bhi agar product below 499/- hone par kisi kisi product par 40/- delivery fee lg rha hai
Same her
Sir mene activate kr lia he account pr ab muje bnd krwana he to ho jaega kya. Mene kuch bhi order nhi kia he isse abtk
Flipcart ke pass bhi iska clear answer nhi hai vo to bol rhe hai ki kuchh products pr extra fees deni pdti hai 🙄
Bina pay later ke bhi Flipkart par sale fees 10₹ kyon le rahe hai ab
Agar product defects nikala ya clothes me size change karna ho to bhi return fee lagega?
Nai lgega
Agar activate karke koi order na kre to charges lgega?
No
1277 rs emi hai meri 5 fab. Ko deni hai
Mai 15 fab ko agar payment kru toh
Kitna charge lagega??
Sir ji iska matlab agar 20k ka mobile leta hu to 300/- charge dena hoga😮.
No bhai mera 496/- laga
@@karankani1562 😮😥
Bhai jo flipcart pay later me payment h vo bank account se aate h ya alag h
Loan
Agar pay later use kbhi nhi kiya to fees lgega ki nhi or bill kahan ayega
Mujhe samaj nai arha pay later use Kia mene but paise apne aap kat te he ya khudh se pay. Karna hota he samay Ane per ?
Khud se pay karna hoga aur khud se pay nahi karoge ap toh paise nahi katenge har mahine ap pe charges lagenge
One time proccessing fee monthly or annually?
One time fees only one time deni hogi, 1st emi ke sath
Bhai emi ki limit alag hoti hai kya
Bahut acche se samjhaya thanks❤🎉
Keep it up bruh.... U Explained it in easy language.....❤️🔥
Glad to hear that
Sir mai 1 month ma jitna bar pay later use Karu ga utna bar processing fee Dana ho ga ya 1 month ma bas 1 bar Dana hoga please help me sir reply ❤❤❤❤❤❤❤
Ek baar 1st emi k saath
Bhai emi ki limit bhi bad thi hai kya
EMI pe bhi charge lagega ydi no cost emi product ho tho
When will I have to pay my pay later fees ? Exact one month later of placing order or anytime within that month? Plz answer
₹1999 ka saaman, ₹17 extra luth liya 😤 pehle show nhi kiya lekin baad mai extra ₹17 dikha raha hai 😾🤬
Loan loge to dena hi padega
डिलेवरी k bad return krne pr charge wapas milega kya ki 18 rupye wapas no milega
Brother means jab tak hum purchase nhi krnege kuch tab tk koi bhi fee nhi lagegi right
Right 👍
Whats the use of pay later jab extra charge dena padh raha ha. Banda credit card na use karle. Why user are using pay later then. Samaj nahe aya concept
Jiske pass credit card na ho uske liye beneficial hai
1.5% processing fees sirf ek baar deni hoti hai ya har month dengi hoti hai 🙏🙏🙏 HELP
1 bar
Sir Mera phone ka emi bill 14048 tha wo v 6 month k liye.
Order karte samay no cost emi likha hua tha 6 month k liye.
Lekin 6 month k 2508×6 = 15048 rupya gya.
Ye Mera extra 1000 rupees kyu le rha hai sir jabki order krte samay no cost emi likha hua tha.
Please help me sir .
Please help me
Please see my comments
Please see my problem
what about processing fee ha....
mera toh 15 days late hua toh 70 rupya extra lga diya h 😢aaplog koi use mt kro ye sab kuchh v charge lga de rha ekdum khtm h policy i hate Flipkart cheater 😡😡😡😡😡
Agar mein kharida hua product ko cancel kar doon to kya extra charge dene parega???
Nahi
Bro active karne bad use nhi kya to kuch problem nhi hai na
Plz reply
@@rakeshmuni6118hey did u got ur ans ? Kuch problem hoga ?
Bhai..meine olx se ekk 2nd hand realme 11 pro liya Flipkart pay later se purchase kia hua hain....incase owner future mein emi payment kaarna bad kaar de...aur due rakhe...to kya phone lock kaar dega company? Ya jo hoga owner ke saath hoga...mere phone mein koi issue nehi ayega?
Suppose my limit is 5 thousand. I shopped like three thousand. So how much should I pay?
17.7 ₹
18 rs extra dena hoga agle month
Rs 18 Flipkart pay later use karne ke dene honge aur jo product hoga uska toh otna hi charge dena hoga ya product ke v extra charges lagte h ya sirf flipkart pay later use karne ka charges lagte hai
Ek month late hua payment krne mai tho kitna fine lagta hai?
My items was defective but Technician not agreed for returned. I purchased the product on Flipkart Pay later EMI. So, now should i pay balance EMI as the product was truly defective.
One time processing fee means we have to pay that much extra amount on every month till the emi is not complete
No, only one time 1st emi ke sath
They are charging processing fee every month
@@sajalsaxena4188are u sure, they charge processing fee each month for the emi
@@sajalsaxena4188phir mtlb hi kya rha product ka agar har mahine lge to
@@sajalsaxena4188Really bro? I think they are taking one time processing fee on the first month
Kitne din tak yea emi processing fee dena parega plz tell me
For every transaction
Bro. Agar ham phone le aur uss me no cost emi ho. Pay later ki toh kitna intrest hoga
15000 limit hai saaman 17000 ka kharidte hai to kaise hoga
Are there any charges if we don't use flipkart pay letter?
There is no charge if u don't use
Mere ko 25000 ka phone lena h please total extra charges bta do kitna dena hoga total
18 rupees agar use karoge toh
Agar me realme gt 2 / 25000 me kharidu to kitna lag jayega plz 😢
The usage fee is only paid when you ise flipkart pay later. If you do not use flipkart pay later then you not have to pay 15 rupees
Bhai mai Emi Pe smartwatch lena chahta hu 1800 ki h to intrest aur charges kitna lagega bta do pls
Only 2500rs above
But credit card ka maintenance charge vi hota hei
Mene 190 ka order Kiya uspe 18rupey charge Kia 😮😢
Processing fees one time lagega ya har month lagega
Please reply
1 time
Processing fee har mahina lagega kya
1st time only
@@TechRohitt 12 month ki EMI per bhi 1 time hai
Maine EMI per order karke cancel kar Diya hai tab se unavailable bata Raha hai
Kab tak start hoga ab
Accha hua video dekh liya me active krne hi wala tha..bahut bahut dhanyawad 😂😂😂🙏🙏
bro if i delayed in pay pay later amount on 5 of may what will be the charges
Refund karege to kya ho jayega product
Mujhe 1 phone kharidna he...please koi check karke do...pay later pay kitna padhega ..please koi check karke do please vai..
Mera 2299 headphones ka extra 18 rupess lg gya pay later mei🤦🏻♂️🤦🏻♂️🤦🏻♂️
Pura cash deke lo nhi lgega
Bhai log emi pe minimum kitne ka product le sakte hai
2500 rps
It is one time payment or monthly payment?
Processing fee one time.
1200 ka saaman 17rs extra laga hi. Yaar sb lutne me laga hua hi. Pahle aisa nhi tha😮😬☠️😈 Ab kabhi use nhi karenge paylater.
Mere to 400 rupees k order me bhi 17.7 rupees lga diye 😅
Bhai mere to 150 pe 17 charge lagega hai
@@rishitiwala328 same bhai mere bhi ...468 ki purchase main
Mere saath bhii hua hai ...phle to pay later use krne pe to discount milta tha ab to extra charges Dena padta hai 😮
Mere ko b 17.7rs extra liya
Products return karne ke baad v usage charges Flipkart leti hai... Boycott Flipkart
Mera 80k limit he mujhe per month kitna dena parega sir
Rs.17.5
Usage fee 17.70 laga hai har mahine lagega ya har order per
Har mahine
@@TechRohitt agar use nehi Kiya tab bhi kya charges Dena padega
@@souravpaul675 naa
Mujhe to samjh hi nhi 250 ke saman me 18 ruoaye charge le liya
Boycott Flipkart pay later!!
If I cancel my order ... will I get my payment charges back?
I'm also confused??
Bhai ham use nahin Karega to charges katega
Bhai 5 sal se chala Raha ho par aj tk ek rupee vi nhi kara😂😂
1tarik me bay karne k bad kab payment konsi date hogi ?
Agle mahine hogi
Bhot ache se samjaya bhai good video good 👍
Thank you
20000 ka lene pr kita lage ga
Bhei no cost emi se order Kiya fir bhi intrest le raha hai
Merko flipkart pay later se bss isliye mtlb h kuki wo 500rs gift card dera , merko kbhi use ni krna h pay later , kya m. Lelu kya ki extra monthly charge legega ?? Pls solve my query??????
Bhai apke smjhane ke trika bahut achha h thanks bhai
One month dena padega kya jitne month EMI hai dena padega
One time
Sir order cancel kar de tab v Dena padega
Matlab 17-18 rs dene hi honge agar use kiya to minimum 5000 limit to sabko de deta he Flipkart
Boycott modi har jagha GST laga Diya hai 😢😢😢
Maine 600 ka saman mangaya aur 17.7 rs lut liye mujhse
😂
Koi fayda nhi hai bakwaas hai ye Flipkart Pay Later do not use this useless feature isse acha hai ki jaise shopping karte the pehle vaise hi Karo jaise debit, credit, etc me to activate karne lga tha abhi but ye video dekhne ke baad ab nhi karunga
kuch fees nahi deni agar use karoge tab fees deni hoti h
Bhai maine bhi payleter se 2 mobile EMi pe kharidne the kiya mai parchash kru ja nhi?? 😮😮
under 1000 use krne pe bhi 17.7 usage fee kyu lag raha hai bhai?
Agar apka pay later account ka limit 3000 rs se jada he to apka 17.70 rs ka charge lagega, jitni baar aap pay later se payment koroge .
Chahe aapka order 10 rupees hi kyun na ho .
Sorry for those typing mistakes, i didn't know proper Hindi . 😊
@@dmondal2647 thank you brother
Bhai , maine Ek phone order kiya EMI par aur balance deduct bhi hua paylater se then, delivery late hone ki wajah se cancel kardiya , Uske baad sare refund bhi hogye lekin charge laggay (rs 404) one time fee processing wala
Ye mujhe dena padega ?? Maine toh saman liya hi nahi
sir mera pay later cloge ho gaya 24 ghante me thanks 🙏🙏
Processing fee har month lage gyi yha one time
Flipkart pay later se pay krne pr agr prodect return kre or jo refund ayega vo pura ayega or jo refund ayega vo bank me ayegi ya Flipkart pay later me hi Jyega?
Bekar ha Flipkart pay later isse acha to Amazon pay later ha
Bhai mujhe prime membership ship chaiye vo Flipkart pay later Activate karne par mil rhi hai or me Flipkart pay later use nhi karunga to pese to nhi katenge na
Thank you so much for the information bro
Always welcome
ltf card k zamaane paylater kon lega
Sir mobile recharge krne per bhi fees deni hogi kya Flipkart pay later per
Bahai 12700 KA purchase Kiya 900 extra lagaya charges
Humko malum nahi ta har chez ka interest lera with GST
How to deactivate it plzz sir btaiye
Pay later close kaise kare
Nice explained 👏 👌 👍
Thank you 🙂
27000 poco x 6 pro 12 mahne emi gst 563 total 27563