Bhai isme battery charge k liye alag se inverter ya delimiter lagana padega...ye device I think sirf output load k liye use hga..battery charge ni krga...ye lauda hai lene se...
40 watt solar panel se or motorcycle ki leptop charge ho sakta hai please reply 300 Watt vala power inverter lu ya 1000 watt Please reply sir I am waiting
Nicely explained Mohit. Small inverter but big performance and Made in China product. So you can't rely on it . Chinese products don't work for long time.
HI Tushar, Can you please share the link.. I have serached it but I got 300Watt Rs 3100. Pls share it (Rs. 1250) the link . This is helpful for me for place the order.
आपका विडिओ मुझे बहुत अच्छा लगा, मुझे ये ये इन्वर्टर पसंद आया, क्यूंकि 200watt का बल्ब जला सकता है तो इमरजंसी में 200 watt काफ़ी होता है | ये इन्वर्टर चाहे 300watt का हो लेकिन 200watt आराम से दे सकता है, इसको पर्चेज करनेमे नुकशान नही है, सवाल सही इस्तमाल करनेका है | ज्यादा लोड देने से हिट होके खराब हो सकता है |
मोहित भाई....नमस्कार जी । आपका इन्वर्टर के बारे मे विडियो बोहत अच्छा और काम आने वाला है...आपको धन्यवाद करते है। -- ईस में ज्यादा से ज्यादा कितने वाॅट तक का आता है...???Ⓜ
Sir mai aapse ek bat janna chahta hu ki mere paas 100 amp ki solar battery hai or converter bhi hai lekin usse ceiling fan nhi chalta hai kya power inverter se celing fan chalgea kya please reply
@@MohitSagar thanks Bhai plz ek baar isko open karke video dikha di Kyun ki bas isme dekhna hai AC Output me koi condenser laga hua hai kya Kyun ki Rs400 wala converter v 150 watt tak hota hai bass usse DC output ke wajah se LEd lights v high frequency ke wajah se jaldi kharab ho jata hai. Bas isme v dekhna hai output me condesor laga hai ya nhi agar condsensor hoga to output stable hoga. Aur ek cheez dikhana bhai waisa hi normal inverter jasa dual channel mosfet hai kya and common +ve 12v ke saath transformer ke centre tap coil pe gya hai kya. Bhai isko kharidna hai isiliye itna query kar raha hoon ki ki mera load bas 10-15 LED hi use hota hai FAN sab Directly BLDS 12 v ceiling fan hai, so big inverter ki zaroorat nhi hai kyun ki uska self load current 1.8Amp rehta hai , bas yahi wastage ke wajah se ye inverter lena hai
Bhai ceiling fan bhi chala ke dikha dete
Ok bro
Very good small instrument DC to AC converter 👈
Ye wali battery se ek ceiling fan 75 watt ka , 3 led bulb 9 watt ka or ek battry charger 22 watt ka total kitna hour tak backup dega plz tell..
55 watt solar panel hain .kitna ah? battery use karaga?
how to charge the battery after getting low?
बॅटरी कशी चार्जिंग करायची ते सांगा
Superb demonstration Mohit Bhai. Bahut hi besabri se intejaar hain ki ye kab ayae Amazon pe. Thanks a lot.
Thanks bhai,
Milaga kha. Par
abhi available ni hai bhai
Pawarinoter
Iss inverter se battery charge nhi ho sakta kya 🙄🙄❓❓
150Ah battery 50w ke 3 ceiling fan chale gaye kya
3 fan 600 wat ho jayga bro
Bro ek fan 70 watt ka hota hai to 3 fan ka load 210 watt hoga na ki 600 watt @@SumitKumar56605
Kya yeh direct solar panel se chal paayega , aur isski price kya hai
Car battery Pawar Invartar se 300 Watt Tak backup milega, Lekin battery charge keise hoga.
Bhai isme battery charge k liye alag se inverter ya delimiter lagana padega...ye device I think sirf output load k liye use hga..battery charge ni krga...ye lauda hai lene se...
Nice but again battery how will charge?
I do charge my batteries with solar panels
40 watt solar panel se or motorcycle ki leptop charge ho sakta hai please reply
300 Watt vala power inverter lu ya 1000 watt
Please reply sir I am waiting
han, motorbike battery se power inverter lagakr, laptop charger use kro
Can I use a 12v 7.2 amp UPS Battery
भाई विडियो बहुत अच्छा हैं
Thanks bhai,
Can we connect the Solar panel directly to this converter ?
Solar ki power 12v se kam hoti hai...Bidu😂
Sir agar men tar ko bettery me nhi jod ke solar me Direct jod de to balb jalega .
Please reply.
inverter kharaab ho jayega, direct mat lagana
Nahi jlega
बैटरी चार्ज कैसे होगी
Sahi baat
@zigzak9794 :)) solar se
Bahut accha video banaya bhai👍👍. Thanks
welcome bhai,
@@MohitSagar sir yeh pure sinewave hai ya nahin
Modified sine wave hai bhai
@@MohitSagar kya yeh battery ko charge kar sakta hai ya phir sirf charge le sakta hai
battery charge nahin krta ye bhai,
How to charge the battery then??
Again connect with car
😂@@Shubhu22275
Solar mai chalega. Kitna watt ka panel lagana parega
Nicely explained Mohit. Small inverter but big performance and Made in China product. So you can't rely on it . Chinese products don't work for long time.
Thanks bro,
@@MohitSagar বাইনারারদীবা
hindi or english please
@@MohitSagar aap k namber pls
24volt 80watt solar with this inviter work or not
500rs wala microtek 200watt converter jal d kharab ho jata hai kya??
Nahi hota
Jaldi kharaab ni hota bhai, 50 watt tak ka load chalao
Ek sath keya keya salega owr kitna time sal sakte hain
*कमाल का इन्व्हर्टर है भाई,* 👌
*अब बस इंतजार है एसके पोस्टमोटर्न का.!* 🛠️ 😂
Kal milegi video 😂😂
🤣🤣
😊😊
🤣
bro i have pure ev epluto . i am not using it properly, i want to use its battery. which inverter is best for it ?
Sir conversation loss Kitna hai esme
Loss nahi hota
90% + efficient hai bhai
Sir 5 led balb 9 watt ke 20Ah ke battry se kitni ghante chalega ple sir reply de
very detailed video you have made ...my all doubt cleared ...thanks....aur iska price abhi 1250 chal raha hai amazon pe
Thanks bhai, aapko video acha laga
HI Tushar, Can you please share the link.. I have serached it but I got 300Watt Rs 3100. Pls share it (Rs. 1250) the link . This is helpful for me for place the order.
भाई बैटरी को चार्ज कैसे करेंगे, और अगर बैटरी चार्ज नही कर सकता तो इन्वर्टर क्यो बोल रहा है इसे
Whi na bhai ye converter hoga solar lagao charge karo
Bhai yhe car k liya hota hai
Ye power inverter hota h
ye square wave deta hai ya modified sine wave deta hai ya sine wave deta hai
modified sine wave
Batry pic up. Full batry charge par kitni der Tak chalega
Wiring me connection de shakte he kya
Isme connection to normal hai, Bus plug lagao aur chalao
Hi mohith..did you find any pure sine inverters like this in India? Where can is that available..?
may be
आपका विडिओ मुझे बहुत अच्छा लगा, मुझे ये ये इन्वर्टर पसंद आया, क्यूंकि 200watt का बल्ब जला सकता है तो इमरजंसी में 200 watt काफ़ी होता है | ये इन्वर्टर चाहे 300watt का हो लेकिन 200watt आराम से दे सकता है, इसको पर्चेज करनेमे नुकशान नही है, सवाल सही इस्तमाल करनेका है | ज्यादा लोड देने से हिट होके खराब हो सकता है |
Sar iska kya fayda 200 wat ka bulb to Aapka converter bhi Jala deta hai jo ₹210 Ka Aata Hai
Ceiling fan, aur table fan to chala sakte hain isse
Can we use 12v 8ah battery in power inverter?
yes can be used
Desktop computer Run hoga?
200 watt tak hai, to chalega
bhai iska input voltage range kitna hai? kitne voltage down hone par off ho jata hai? kya ye 18650 battery pack ke liye best hai?
Low voltage cut off - 9.5 volt
Maximum input voltage - 15 volt
Lithium ion phosphate battery pe kaam karega?
Hii sir , solar panal se direct chala sakte hy kya please bataeye or k ha se purchase kr sakte hy .
direct solar se nahin chala sakte
कहां से मीलेगा?
এটার দাম কি আছে
HAMKO ENVATAR CHAIA
Amma jaan se mil jayega 200watt ya 300 watt ka car inverter,amma jaan matlab amazon
@@naviahmad4962 bhai bola to amma jaan se mil jaega
Kahan se Milegi yah
Sir luminous inverter or ye apka power inviter me same Ah ki battery m same load m jyada bachup kisse milega
Power inverter se jyada backup milega
You have not told about battery charging by this mini inverter. What is solution for charging the battery if your product doesn't charge.
It can't charge battery, it is only inverter gives 220 volt output
😂😂😂 than its totally waste
how to charge battery after usage ? kya ye charging bhe kar letha hai?
ye battery charge ni krta, main apni battery solar panel se charge krta hun, mere channel per isse related bahut si videos hain
यह कन्वर्टर हमें भी चाहिए
Battery charger kese hogi per
Battery charger
Bhai ye 60amp battery ka load le skta he ya nhi
Can i use 12 volt battery 35 ah?
yes can be used
Love your video but I can't understand Hindi. I'm from Northeast.. ❤❤❤❤
Kya yeh inverter direct 12v kesolar panel se chala sakte hain
no
Kitani der tk chalega 120 w per
Sir mere pass 375watt ka solar panel hai to use a chalega
Bhai 12 volt battery se chalta h ye
Ishe Direct solar se connect karke use kar sakte hai.
no, bhai, solar se direct kharaab ho jayega, Battery se chalao,
Sir hame excide 60ah ki baitry ko kitna percentage tak descharge kar sakte hain
10 volt tak use kro
My battery ki over discharge protection hai ya na.@@MohitSagar
Solar 👉 Dc Buck converter to output 12volt lakar connect to 👉👉inveter
Is tarh se load Run Karega kya ye ?direct solar se dinme
Han, krega bhai, 20 amp ka buck converter use krna chhiye
Oven and otg chal skti h ??
No
Bhaiya 12v 10ah battery se chal jayega ki nahin?
Please bataiye... Very urgent
Han chalega bhai
Thank you sir 🙏
Bro is me pani ki motor chala sakte kya?
No
What are protecting features in this inverter.?
Overload, low battery voltage cut off, high battery voltage cut off
Bro, pure sinewave and minimum and maximum battery ah?
Kya isko direct solar se connect kar sakte he ?
no
Is kya home theatre bhi chal sakta hai kya
thank you bro super
Sir mere pas 450 watt ka solar penal hai kya yah kam karega
Bhai, direct solar se nahin chala sakte, battery use kro
@@MohitSagar ok sir
Sar invator मे 5Ampr का battery हे 15Ampr का fuse हे अगर उस्के output मे सर्टसर्केट या ओभरलोड होजाऐतो invator के fuse उडताहे की नै???🤔
Kya ye bettery ko charge bhi kr sakta hia
No
Car wala battery ko kiss se charge karange ?? Plz reply.......
main to solar panel se charge krta hun,
Bhai ise kitne hours 100wat ki do balb jla sakte hai plz reply
Badi battery use kro, jyada der chalana hai to
Is inverter ko solar charge controller ke 12V DC output mai connect kar sakte hai kya?
50 watt tak load chala sakoge, direct battery se lagaoge to 200 watt tak ka load chala sakoge
12 volt DC chahiye ise,,, bas ,,220 A C nikal dega,,,,,ab,,balb,fen TV, मिक्सर ये चलाओ,,,,,
बैटरी भी इसी से चार्ज होगा क्या
Kay isme Epson ka printer chala sakte hain
han chala sakte hain
Kya ise direct ebike kit chalegi?
Hitar सिगाडि chal sakati ha kya
Sir kya hum running car se connect karke tv chala sakte hain car me
han chala sakte hain
Es inverter se battary charche huta kia?
nahin hoti
Bike ki battery se chal jayega kya ye bike me sath ke sath battery charging par rhegi bike se
Han, bhai chalega
Mohit sir Kiya hum 24 volt battery laga sakte he
24 volt battery ka alag aata hai
@@MohitSagar please bataye konsa he please
24 ka kya keh ker magaye
Bhai is inverter se beattry charged bhi kr sakte h kya
No, bro
Dear Mohit ..kya ise direct solar pe chala sakte hae kya?
no bhai
ghr ka pani wali tillu chal sakta hai kya
no
Is it work for welding machine
🥵🥵
Sir mujhe 50watt ke 4 led blub chalana he to kya isse chal jayenge our backup kitne time ka hoga
han chal jayega, backup battery Ah per depend krta hai
Ye bike ki bettery se chal paega ??
Printer chalega sir or kitna der chalega btaiye
BLDC fan ac.power .wala chal jayega is inverter se
han chalega
@@MohitSagar thanks
मोहित भाई....नमस्कार जी ।
आपका इन्वर्टर के बारे मे विडियो बोहत अच्छा और काम आने वाला है...आपको धन्यवाद करते है।
-- ईस में ज्यादा से ज्यादा कितने वाॅट तक का आता है...???Ⓜ
Thanks parmar ji, ye power inverters 6000 watt tak aate hain,
ISE 100AH BATTERY PAR LAGA SAKTE HAI BHAI PLEASE BATAO
Han, bhai, 7 Ah se lekar 200 Ah battery tak laga sakte hain, lekin ye battery ko charge ni krta hai
Sir mai aapse ek bat janna chahta hu ki mere paas 100 amp ki solar battery hai or converter bhi hai lekin usse ceiling fan nhi chalta hai kya power inverter se celing fan chalgea kya please reply
Han bhai, power inverter se chalega fan
Inverter ko charging lagana padhta hai kya
Wo battery kaise charge hogi magar?
Main solar panel se charge krta hun
@@MohitSagar ok
Iska self load kitna amp leta hai plz reply karke bata do
0.25 Amps no load per
@@MohitSagar thanks Bhai plz ek baar isko open karke video dikha di
Kyun ki bas isme dekhna hai AC Output me koi condenser laga hua hai kya
Kyun ki Rs400 wala converter v 150 watt tak hota hai bass usse DC output ke wajah se LEd lights v high frequency ke wajah se jaldi kharab ho jata hai.
Bas isme v dekhna hai output me condesor laga hai ya nhi agar condsensor hoga to output stable hoga.
Aur ek cheez dikhana bhai waisa hi normal inverter jasa dual channel mosfet hai kya and common +ve 12v ke saath transformer ke centre tap coil pe gya hai kya.
Bhai isko kharidna hai isiliye itna query kar raha hoon ki ki mera load bas 10-15 LED hi use hota hai FAN sab Directly BLDS 12 v ceiling fan hai, so big inverter ki zaroorat nhi hai kyun ki uska self load current 1.8Amp rehta hai , bas yahi wastage ke wajah se ye inverter lena hai
Kal video milegi, usme is inverter ke ander kya hota hai sab dikhaunga
Sir isse computer chalega??
Sar table pankha isase Kitna der tak chalega
Sir mujhe solar system ke liye lithium battery banani h 3s banau ya 4s
3s banao bhai
Ak satha kitne pankhe chala sakata hai
Battery ko charge kaise kare...pani wala battery se chal sakti hai
Han, battery ko solar se charge kro
Bina battery ke solar plate se direct kya Ham Chala sakte hain
Ni bhai
Battery kaise charge hogi
Kya bhai hm 65 watt ke solar ko direct jor sakte haiii
no
70 ah ka battery se 32 inch ka led tv or tata sky set top box kinta hours chalega...please reply
7-8 ghante se jyada chalega
150 Ah ke battery se connect kr chala sakte h
Han chala sakte hain bhai
Sirf ac celling fan 75w chalana hai mujhe wo vi 16hr per day... Possible hai kaya ?? Kuch dikkat to nehi ayega ..
yes, possible hai
Kya cooler chala sakte hai?
yes 200 watt tak ka