Hi Santosh bhai, Mai hamehsa tumhara sab videos dekhta hu to maine socha ki yeh alesis ka video jo tumne aur Bittubhai ne banaya uske bare me tumlogo ko thoda jaankari du. Mai bhi yeh pad ke liye kafi der se intezaar kar raha tha aur invest karne se pehle thoda research karna behtar samjhta hu. Mai Melbourne me rehta hu aur yaha par SPD SX and Alesis Strike Multipad dono bhi available hai. Actually, Alesis to SPD SX se cheaper hai. Recently Alesis ne Version 1.2 release kiya hai jisme 5 major improvements diye gaye hai. Jaise ke- 1. Setlists - SPD30 me jo Kit Chain feature hai ise Alesis ne Setlist maan diya hai jo abhi version 1.2 me available hai. 2. Improved Kit Navigation and Loading Times - Abhi tum easily Main Encoder button se koi bhi Kit ko browse karke turant hi load kar sakte ho. Maine yeh feature dukan ke demo unit me try kiya to SPD SX jitna hi fast loading time hai. Really improved feature. 3. Hi-Hat Playback Mode - Abhi tum koi bhi pad ko open and closed Hi-Hat sound assign kar sakete ho. 4. Footswitch Playback Mode - Abhi tum koi bhi pad ke Wave A and Wave B sounds ko footswitch ke dwara switch kar sakte ho. 5. Quick Wave Copy - Abhi Sound menu me jaake, tum F1-Wave button ko press and hold kiye to easily sound ko ek wave se doosra wave me copy kar sakte ho. Darasal me, maine abhi tak buy nahi kiya kyu ki mujhe aisa lag raha hai ke shayad Roland ek naya Sampling pad jaldi hi launch karege Alesis ke competition me. Maine kafi emails Roland ko bheja lekin ab tak koi reply nahi mila isiliye abhi kharid nahi raha hu aur intezaar jaari hai.
Do you think the cons can be fixed later through firmware update. Because this is a new product and just one year old. The cons you pointed out is really serious and matters to the Indian way of playing live on an orchestral platform. Thank you for your review and waiting for your comments.
Sir ur review is very useful Does alesis strike multipad has built in speakers or is it compulsory to connect it to amplifier I am willing to buy one electronic drum. So which is better 1. Alesis strike multipad 2. Yamaha multi DTX 12 3. Roland SPD SERIES
latency issues ka solve kaise kare?matlab ek patch ko play karte karte doosre patch mei jane ke time thoda late response agar aye toh woh latency kaise change kare?
Hi Santhosh bhai, Tumhara video me Alesis Strike Multipad ke jo problems baya hai jaise ke Live Tuning, Live me Tempo change, Quick Editing button muje lag raha hai jaldi hi next release me available hoga. Loading time ka problem to Version 1.2 me solve ho gaya hai. Sirf hadware itna acha hai isiliye muje lag raha hai ke yeh lene se paisa vasoon hoga.
and agar wav loops kisiko chahiye then bata sakhte hai.Indian western cinematic middle east western rhythm synths wagera etc all wav samples agar chhaiye kisiko toh bataiyega.loops collections more than 400gb
Thanks brother 👌🏼 Good information. Bhai spd sx me agr kisi tone ki pich change karte h to uski letensi change Ho jati h. Mtlb bhai Congo ki tone Ya table ki tone Upar ya niche krte h to pad ko hit krne pr awaaj der se aati h ye problem h kuch bataiye. 🙏🏻
Go to menu then kit then jo tone sett karni hai vo lgao sath me quik button press kro last me option ayegi wawe pitch usme ap up down kro latency nai ayegi but ie sath sath sun nai hoga kar kar dekhna hoga
Bhaiya mere pass 20x hai ore bhai Iska pach Mai jab ghar me banata hnu ore bajata hnu to bohot achha bajta hai magar satej me bade box me aisa lagta hai jaise Mai pad nahi Baja raha balki teen baja raha hnu to bhaiya solusn bataiye ki mare pach Mai kis chij me bananu
Sir..Mene Jise socha ise es Multipad Nahi nekla..sir.. Me Confused horaha hu.. Mujhy Alasis..ya .. SPDSX Lena he.. So Sir Apka Opinion keya he sir ap bataye.. Q ke me ap se he me bahut kuch sekha...
Sir me pura video dekha..apka harek video me pura he dekhta hun.. Lakin Spdsx ke bare me kuch jada malum nahi he.. Bas apse jo sekha oohe.. Esleye apse Opinion leraha hun...
Hi Guys, Now we have the firmware updates 1.4 for the same, Could you please do an new video with the latest updates. We would like to know whether the cons that you have mentioned has being solved. Also please send me your WhatsApp no so that I can directly contact you.
Hi Santosh bhai, Mai hamehsa tumhara sab videos dekhta hu to maine socha ki yeh alesis ka video jo tumne aur Bittubhai ne banaya uske bare me tumlogo ko thoda jaankari du. Mai bhi yeh pad ke liye kafi der se intezaar kar raha tha aur invest karne se pehle thoda research karna behtar samjhta hu. Mai Melbourne me rehta hu aur yaha par SPD SX and Alesis Strike Multipad dono bhi available hai. Actually, Alesis to SPD SX se cheaper hai. Recently Alesis ne Version 1.2 release kiya hai jisme 5 major improvements diye gaye hai. Jaise ke-
1. Setlists - SPD30 me jo Kit Chain feature hai ise Alesis ne Setlist maan diya hai jo abhi version 1.2 me available hai.
2. Improved Kit Navigation and Loading Times - Abhi tum easily Main Encoder button se koi bhi Kit ko browse karke turant hi load kar sakte ho. Maine yeh feature dukan ke demo unit me try kiya to SPD SX jitna hi fast loading time hai.
Really improved feature.
3. Hi-Hat Playback Mode - Abhi tum koi bhi pad ko open and closed Hi-Hat sound assign kar sakete ho.
4. Footswitch Playback Mode - Abhi tum koi bhi pad ke Wave A and Wave B sounds ko footswitch ke dwara switch kar sakte ho.
5. Quick Wave Copy - Abhi Sound menu me jaake, tum F1-Wave button ko press and hold kiye to easily sound ko ek wave se doosra wave me copy kar sakte ho.
Darasal me, maine abhi tak buy nahi kiya kyu ki mujhe aisa lag raha hai ke shayad Roland ek naya Sampling pad jaldi hi launch karege Alesis ke competition me. Maine kafi emails Roland ko bheja lekin ab tak koi reply nahi mila isiliye abhi kharid nahi raha hu aur intezaar jaari hai.
Do you think the cons can be fixed later through firmware update. Because this is a new product and just one year old. The cons you pointed out is really serious and matters to the Indian way of playing live on an orchestral platform. Thank you for your review and waiting for your comments.
You can overcome the problem of live pitch setting by saving multiple kits of the same song with different pitches and use it whenever you want!!..
Please guys watch the whole video 🎥
If video is good please Like it 👍
And do comment your views
And yes if you are new please subscribe
🥰🙏
Sir ur review is very useful
Does alesis strike multipad has built in speakers or is it compulsory to connect it to amplifier
I am willing to buy one electronic drum. So which is better
1. Alesis strike multipad
2. Yamaha multi DTX 12
3. Roland SPD SERIES
Bhai alesis ya yamaha dtx multi.. Which is best.. Pls comment.. Make a video on dtx multi lks
Sir, spd 30 vs Yamaha dtx multi 12 ka ek video banaiye please.
sir latency issues kaise fix kare?latency settings kaha hota hai aur correct latency setting kitna hona chhaiye 192?
Right way of octopad guidance *Rhythmhouse* chenal
Bhaai great video
Santosh bhaiya aap ache insan ho sabke liye acha Kam karre ho aap aapka bohut bohut sukhriya
Jankari se bhra video.Roland is boss in India.thanks bro
🙏
Correct. Bhai mujhe please bataye me neya hun kaunsa pad lun? Jo kam pese me accha ho
Bittu bhai ne jo bjaya patch usme sab internal tones hai ya wawe tones the
latency issues ka solve kaise kare?matlab ek patch ko play karte karte doosre patch mei jane ke time thoda late response agar aye toh woh latency kaise change kare?
As a sempling use kr skte hai ya nahi sirf sempling
Hi Santhosh bhai,
Tumhara video me Alesis Strike Multipad ke jo problems baya hai jaise ke Live Tuning, Live me Tempo change, Quick Editing button muje lag raha hai jaldi hi next release me available hoga. Loading time ka problem to Version 1.2 me solve ho gaya hai. Sirf hadware itna acha hai isiliye muje lag raha hai ke yeh lene se paisa vasoon hoga.
BHAI MUJHE DRUMS KE SATH SAMPLER BAJANA HAI, TO "ALESIS SAMPLE PAD 4" LU YA "ROLAND SPD SX" LU?
Roland SPD Sx ka video jarur banayega please tone 1 pese pe 2 nambur kaise laye or pad
Me aditing karna sikhayega
Thank you so much Sar ji aapane jo itna Jankari Di बहुत-बहुत dhanyvad Dil Se dhanyvad
Roland spd 20 pro kaisi pad hai bataiye na sar
Tunning ki problem to sx me bhi hai हाँ letancy है decay muffling नही है लेकिन sx से बेस्ट है सेकेंडरी pad के साथ बहुत अच्छा है
Vai Yamaha dtx multi 12 pad ka video banao
I love spd 30
I love also..
बहुत अच्छी जानकारी दिए भाई हम भी लेने वाले थे धन्यवाद आपदोनों का ❤
and agar wav loops kisiko chahiye then bata sakhte hai.Indian western cinematic middle east western rhythm synths wagera etc all wav samples agar chhaiye kisiko toh bataiyega.loops collections more than 400gb
Thanks for ur opinion
Bhai Roland spd sx ka new model kab aa raha hai
Kya tempo aur pitch ka update aha hain
भाई बहोत सुन्दर वीडियो बनाये आप आपका दिल से धन्यवाद.
Thanks brother 👌🏼 Good information.
Bhai spd sx me agr kisi tone ki pich change karte h to uski letensi change Ho jati h.
Mtlb bhai Congo ki tone Ya table ki tone Upar ya niche krte h to pad ko hit krne pr awaaj der se aati h ye problem h kuch bataiye. 🙏🏻
Go to menu then kit then jo tone sett karni hai vo lgao sath me quik button press kro last me option ayegi wawe pitch usme ap up down kro latency nai ayegi but ie sath sath sun nai hoga kar kar dekhna hoga
main kolkata se hu maine bhi liya hai yeh 3 4 cheese hi kam hai.. but yeh update se thik ho sakta hai...lets hope for the best..
bhai apka no do my no 9439965878,8789294160
Apna mob no dedo
9930378793
Thanks for the honest review.
Bhaiya mere pass 20x hai ore bhai Iska pach Mai jab ghar me banata hnu ore bajata hnu to bohot achha bajta hai magar satej me bade box me aisa lagta hai jaise Mai pad nahi Baja raha balki teen baja raha hnu to bhaiya solusn bataiye ki mare pach Mai kis chij me bananu
SX is best ...thanks bhai. Naeem jhansi up.
Ram Ram sir
Ek Naya pad dekh Raha hun
Carl's bro Akto pad A Model
Kaisa h
Our editing video bhi banao
Hiii santosh bhi mein aap ka sara video dekhta hu kuch yamaha dtx multi pad ka video shear kren
Bahut badhia review
Sir Yamaha dtx multi 12 ke bare me 1 video banaye plzzzz
Version update karke dheko phir boleinge kya sahi hai kya galat hai
Spd 20 and 30 is super brother
Pad pro acha hoga boro????
Bhai dtx or 30 dono se kon achha he
Yamaha DTX M 12 ka riviwe video banaiye
Sir ji SPD 20 pad ki audio aap record Kasi karthe hai
video bahot achhi banai he aur us se b jada achhi jankari di he tnx
bhai spd20X ki bhi vedio bana do
Alisis company ko bhi rolend ki spd20 ke tarha ek ni fitcher ki alisis pad nikalna chhiye taki rolend spd ko bhul jaye
santosh sir alesis ka india me kya price hai
54000
bach gaya bhai mein to spd 30 bech kar aleses strik multipad lene ja raha tha ye problem he to ham nahi le sak te
Sir SPD 30 ki editing me nai or easy cije batai ...
Thanks for the video
Thanks sir Acha jankari diya hai👌
Sir mere pass roland sp555 kya me is samplar me peach chanj kr skta hu kya. Plis help mi sir.... Kyuki muje option nhi mil rha he isme...
dekhna padega
@@RhythmHousesantoshgupta sir plis aap help kijiye
Thanks sir 👍👍
Awesome job bro.
Spd SX prr bhi video banay bro.
Dada price kya hai iska.
Sir padstar sx 51 ka video banaya
Dtx m12 Yamaha ka bhi video banao Bhai ji
Thank you bhai.
बढ़िया है जो आपने बताया खुल के बताया
Sir man Yamaha sapling kese hota hai
Bro mujhe kuch wav toses chaiye Duff ka
Or copy karke dusri kit pe paste bhi nahi hota he bro
Dhamal ka editing please bhaiya ji
Supper more video
🙏Thanks sir ji itni jankari dene ke liye🙏
Thank you Bhai ji jankari dene ke liye
Sir..Mene Jise socha ise es Multipad Nahi nekla..sir..
Me Confused horaha hu..
Mujhy Alasis..ya .. SPDSX Lena he..
So Sir Apka Opinion keya he sir ap bataye..
Q ke me ap se he me bahut kuch sekha...
pura video dekho sab bataya hoon bhai video nahi dekhoge aur msgme puchoge to kaise chalega bhai pura video dekho plz
Sir me pura video dekha..apka harek video me pura he dekhta hun..
Lakin Spdsx ke bare me kuch jada malum nahi he..
Bas apse jo sekha oohe..
Esleye apse Opinion leraha hun...
sx lelo
Thank you sir
Bhaiya ji dhamal ka editing dijye please
Santosh bhai Kya Is pad ka update aha hain
Sar Ji ek bar SPD 20x ke bare mein Jankari De sar ji
Thanks sir
Sir.eska price kya hai alsis multiple ka
pura video dekho sab pata chal jayega
Sir YAMAHA DTX ke bare me me bataye
Nice video bhaiya
Sir please Yamaha dtx sampling kasa ha sir please bataya bahut jaruri ha sir
Sir Yamaha dtx sampling pad ka video banaya sir
This pad is not good...! So many software bugs. Pitching in real-time not possible.
👍
Spd sx pro review please..
Sir m studio kese hai
sir 2nd hand sx simpling pad hai kya sir
Hai call9439965878
Call me... Spd sx 16gb..... 1 year old only... Call me... Or whatsapp.. 8107799914...
9785485985
Aap logo ne sahi bataya he
Spd 20 is best ever for ever
Thik he bhaiya. To kon SA pad le bhaiya
Vvvv nyc sir
Hi Guys, Now we have the firmware updates 1.4 for the same, Could you please do an new video with the latest updates. We would like to know whether the cons that you have mentioned has being solved. Also please send me your WhatsApp no so that I can directly contact you.
Thank you
Thanks bhai
it is not good sir price
Bahut achcha video hai bhaiya ji
Very nice Vai g
👍👍👍
Bahut complicated pad hai re baba ,hath jodta hoon eshe pad ko
Do more playing alone.,.
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Plz sir banao
Sir video is very good
Thanq
Virigud