Sir fir isme bahr ki air undar chali jayegi to fir chocking ki problem aa jayegi apne apni phli video m bola tha ki flex to fridge krna hi nhi h..bahr ki hawa se
Dekhiye aap compressor ko air men 2 - 4 minute chala sakte hain usmen koyee problem nahi kaun ki agar ye nahi chalayenge to na compressor ka pressure check kar payenge nahi kaun si pipe choke hai ye check kar payenge Lag raha hai ki aap choking ki aur video nahi dekhi Neeche 2 video ka link de raha hoon use dekh lo sara dout khatam m.th-cam.com/video/s22GRZHsGw0/w-d-xo.html m.th-cam.com/video/ZBa71m4W31c/w-d-xo.html
Choke nahi ho raha hoga miner leakage hoga aap pressure ek din ke liye holf kar do Aagar leake mila to theek warna compressor ka oil change kar dena problem khatam ho jayegi
Sar ek fridge hai Samsung double door usmein kabhi bhi gas charge Nahin Hui hai ab problem yah hai sar ki uski section pipe barf jam jaati hai aadha ghante 10 minut chalne ke bad dusra service ka tyre filter bahut jyada garm ho raha hai kya Karan ho sakta hai kya compresser kharab hai ya choking ki problem hai please reply
Sir mera question window ac se hai Pinching line agr cut krte hai To keshe pta chalega ye choking ki gas nikal rhi hai ya lekage ki vapur gas preser Mtlb liquid ya vapor ko bina gauge ke pta chal sakta h
Chahe liqvid me nikle ya vepar me iss se matlab nahi hai Bas itna dekhna hai gas kitna nikal rahi hai agar gas bharpoor nikal rahai hai to gas leake nahibhai choke hai Aur agar gas nahi nikalti hai ya thoda bahut nikalti hai to gas leake hai yahi pahchan hota hai
Ampere meter se uske compressor ki main line ke kise bhi wire ku check kr ne ka agr frige 5 ya phir us se upar lera to gas hai agr kam lera 2 3 1 to gas nahi hai
Sir maine ek double door fridge me gas charging kiya cooling aa rahi hai condenser bhi proper heat ho raha hai lekin driyer fillter garm ho raha hai iska reason kya ho sakta hai please reply
Sar fridge 6 ghante chalta hai barf bhi jamta hai piche ghante ke bad mein barf jamna band ho jata hai compresser chalta hai kya problem hai condensar bhi Thanda ho jata hai filter bhi Thanda ho jata hai
Sir mane ek fridge simpal dubl door ke sare parts badal diye h fir bhi aadhe pip par ice aa rhi h or niche sanction pip par ice aa rhi h hass bhi jyada nhi h or pressure bhi 500 se bahaar h sir m kya kru
बहुत ही अच्छी तरह से बताया है
Very good information.Thanks.
Sir fir isme bahr ki air undar chali jayegi to fir chocking ki problem aa jayegi apne apni phli video m bola tha ki flex to fridge krna hi nhi h..bahr ki hawa se
Or na hi on krna h.. compressor
Dekhiye aap compressor ko air men 2 - 4 minute chala sakte hain usmen koyee problem nahi kaun ki agar ye nahi chalayenge to na compressor ka pressure check kar payenge nahi kaun si pipe choke hai ye check kar payenge
Lag raha hai ki aap choking ki aur video nahi dekhi
Neeche 2 video ka link de raha hoon use dekh lo sara dout khatam
m.th-cam.com/video/s22GRZHsGw0/w-d-xo.html
m.th-cam.com/video/ZBa71m4W31c/w-d-xo.html
Sir whirlpool double door inverter fridge me ek din ice jamne ke bad fir se chock ho jata hi . 3 bar bar Return call Aaya hi
Choke nahi ho raha hoga miner leakage hoga aap pressure ek din ke liye holf kar do
Aagar leake mila to theek warna compressor ka oil change kar dena problem khatam ho jayegi
Sir ji fridge on condition me ya off connection check kare
Sir, डबल door frize का & cirkitvale frize का भी पोर्शन लिजिये ना
Freeze mein inbuilt stabilizer kaha lagata hai air kaise kaam karata hai
Sir jb poora refrigerator system kafi din se band hae to bhi jb capallary todne pr capalarry ke end pr evaporator ke paas pe ice jm sakta hae?
No
Sar ek fridge hai Samsung double door usmein kabhi bhi gas charge Nahin Hui hai ab problem yah hai sar ki uski section pipe barf jam jaati hai aadha ghante 10 minut chalne ke bad dusra service ka tyre filter bahut jyada garm ho raha hai kya Karan ho sakta hai kya compresser kharab hai ya choking ki problem hai please reply
Bahut dhanyawad Bhai
Frige me churi dar filtar ko kaise alag kare welding gan se isme to welding nahi hai
Sir ac agar chok hai to kaese pata kare ap ne fridge ka to bata diya ac ki choking ke upar bhi video bana do sir
Kon pipe remove karain
Discharge ya suction
Fifty litar Wale minibar ka ful vedio daliye sir ❤
isme filtar ko garm kar ke nikal te hai to iske phom me aag lag jati hai
Sir koi bhi freez choking hai o kaysa pata kara asani se pata kara uska kuch resion batayo please
Sir mera question window ac se hai
Pinching line agr cut krte hai
To keshe pta chalega ye choking ki gas nikal rhi hai ya lekage ki vapur gas preser
Mtlb liquid ya vapor ko bina gauge ke pta chal sakta h
Chahe liqvid me nikle ya vepar me iss se matlab nahi hai
Bas itna dekhna hai gas kitna nikal rahi hai agar gas bharpoor nikal rahai hai to gas leake nahibhai choke hai
Aur agar gas nahi nikalti hai ya thoda bahut nikalti hai to gas leake hai yahi pahchan hota hai
Compressor ma CTC chalagiya to ky Krna.... New compressor hai
Thoda bahut gaya hai to koyee baat nahi wo ud jayega
Jada gaya hai to compressor ka oil change kar denge
Sir agar purana compressor oil throw kar raha ho
Aur freezer me oil chad gaya ho to naya compressor lagate samay tab bhi flexing karni chahiye ?
Flaxing karne ki koyee jaroorat nahi hai compressor lagayiye filter lagayiye vaccum kariye gass charge kariye
Sir self vacuum shi h ya phir vacuum pamp se..pls.reply
Nyc video
Fifty litar Wale minibar ka ful vedio daliye sir
Good job 👍
Freeze ki ki si bhi line ko Kate Bina. Freeze me kya folt hay kaise Jane.1 gas like.2.gas chok ..3 pumping fal
Ampere meter se uske compressor ki main line ke kise bhi wire ku check kr ne ka agr frige 5 ya phir us se upar lera to gas hai agr kam lera 2 3 1 to gas nahi hai
Sir maine ek double door fridge me gas charging kiya cooling aa rahi hai condenser bhi proper heat ho raha hai lekin driyer fillter garm ho raha hai iska reason kya ho sakta hai please reply
Filter garm hona hi chahiye
Good bro 👍👍👍
Thanks sir
Sir leakege ka best tarika kya h technician bevkuf bana k jate h
Very good sir
Sar fridge 6 ghante chalta hai barf bhi jamta hai piche ghante ke bad mein barf jamna band ho jata hai compresser chalta hai kya problem hai condensar bhi Thanda ho jata hai filter bhi Thanda ho jata hai
Same problem
Thanks so much Sir
frij ke cooling coil ka oil kaise nikle
Good ❤
Great
Thanks you sir ji
Sir gas charge ki gase kaysa paychina bata di na please sir
Blue color ka rahega gause
@@kareemtechnicalmind8172 sir kap kaya what app nomber mill saktiya
Nice
Agar capillary chauk nikale to iska kya upay hai
Change karo aur koyee upaye nahi hai capilary saaf nahi hoti hai
Sir firij chok kaise samjhe
Very good
Sir technician bahut froud Kar k jate h mere fridge me gas thi vo chok Tha vo leakages bol k 3000 le k gaya gas k nam per
Sir mane ek fridge simpal dubl door ke sare parts badal diye h fir bhi aadhe pip par ice aa rhi h or niche sanction pip par ice aa rhi h hass bhi jyada nhi h or pressure bhi 500 se bahaar h sir m kya kru
Baat samajh me nahi aa pa rahi hai fir se likhiye uska reply karte hain
@@kareemtechnicalmind8172 sir please share WhatsApp no or contact no. Please 🙏
❤❤
Agar choke ho to kaise nikalte
Good
❤️❤️
Gas charge krne k baad 5. 10. Minutes chalta h freeze fir choking aati h aisa q flasing bhi achhe se ki h mane tb bhi dikkat h
Nami ki wajah se choking huyee hai
Vacuum sahi se nahi hua hai
Vaccum pump se vaccum karo problem khatam ho jayegi
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Signal door freez hai burf nahi jam raha inverter freez
Gas ka isu hoga
Too sir caplary se air kyou nahi aya
Hlo vai
good idea bhai
Haf chok सकता है
Ap ki mob_no
Half choke and full choke
Ok
aapka mobil nambar kya hai....
aapka mobail number kya hai ....
Aap apna number dijiye aap se baat kar lete hain
Hello sir
Aap apna number dijiye sir please
Fifty litar Wale minibar ka ful vedio daliye sir
❤️❤️
Nice
Good
Nice