Thank u sar itni badhiya jankari dene ke liye aapki har ek video ekadam badhiya aur lajawab hoti hai aur sar aapane jaisa ki bola ki fridge mein dudh ki gas use ki jaati hai jyadatar 600 aur 134 lekin sar aur bhi do teen gas hai jinko fridge mein Dala jata hai jaise ki 290 aur hydrocarbon 290 a gas sar aapko sirf Godrej ki fridge mein hi milegi vaise sar aap kaun si company ki fridge koi pyar kar rahe Hain
Bhai r600 ges charging aag bhot jaldi pkdleti hai aap ges charging krte hue cooling coil ko heat dete ho freeze m aag lgne ka khtra bhd jata hai kisi wjh se minar leak ho aag pkki lg jaygi oir freeze ko nitrogen se flesh krne se bhot acha rizald ajata
Very informative video sir thanks
Good guru ji ❤

Use vacuum pump, i like your filter idea for cleare the cocking problem
Thank you for your help and your videos
Very nice sir ji ❤
Kaam accha kar rahe ho but cumpaund gause use karna chahiye aur gas ko waight karke charge karna chahiye
Nice ❤❤❤❤
Tre nikal ne me kitna time lagta i
Bro evaporator ko heating vacuum k time dete hai
Right
Bhai double door fridge ke andar wiring Ke andar se current a raha hai use Kaise Sahi Kiya ja sakta hai Bhai
aage se khola Kaise ja sakt 19:05 a hai
Chan sir🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌👌
Drayer gharam hone ki badh ghila kapra laga ne se kiya problem hogh???
Kuch bhi nhi
Gela kapde se undar black colour ka padarth chhut ta h aur choking problem
Koi bhi bhai iska Tarika istemal na Karen nahin to jindagi bhar iski tarah anadi rah jaaoge
Self vacuum kuch bhi nhi hothi
Sar double door refrigerator ka evaporator fileshig karna bataen
Evaporator ko flush karne ke liye n2 use kare
Compresor ke paas brezing kartey waqt drain pan nikaal lena chahiye nahi toh pighal jayga
Bhai inse nikalna nahi ata😂
Tabhi Aise bande 1000/1200 lete hai friz ki gas charge ke... Jab ki 2000/2500 rate hona chahiye friz ka
Yeh friz kea hota hai bhai
Are bhai dry nitrogen istemal kiya karo
Frizer ko garam nahi kiya jata hai yeh bilkul ghalat tareeqa hai balki dry nitrogen se flush kartey hain
Bhai vaccum ke time garam karne se bahut accha result aata hai jaise 500 micron par -12 degree par pani ubal jata hai 1500 micron par30 degree par
N2 use karna chahiye hamesha
Wealging torch ker Company tha ha sir
PKL - Clix
Kha se ho bhai
Tum dalo bhi ham to simpal vale hay
Iska tarika use mat karna warna anda ho jaogi
Kam barabar nahi hai.. Ulta sab kam hai.. Shikh lo pehle...
Pehle Kam ache se sikhlo fir kisiko sikhana bhai
Bhai Kiya chutya banateho Bina vequm ke koi bhi ac ya frez nai Kam karega
Koi noob ye process follow na kare warna jinda nhi rahoge😂😂
😂
Kha se ho aap
Tum dalo bhi ham to simpal vale hay