AP lemon juice ke replace me amchur ka use kar sakte hai bhatiyare amchur slice hi use karte hai but mujhe amchur se pain hota hai so me use nahi karti
mashallah original batiya re jaisa daal chawal palida main try kara tha Jani meri wife net Rai karata mashallah bahut badhiya test aaya main to Taras gaya tha batiya jaisa dal chawal khane ke liye lekin main aap ke tarike se manaya bahut bahut badhiya Mana thank you so much Allah aapko bahut kamyabi Dena Amin
Original ahmedabadi bhtiyara jesi recipe hai mene ise banaya and very happy and thanks a lots mene isme lemon juice ke replace me whole dry mango slice dali and very nice rest me janti ki.apko ek painful disease hai or ap amcodi ko use me nahi leti lekin apne video me bhut dafa amcodi ke replace me lemon juice use kiya hai tabhi mujhe laga ki ap ko kuch problem hai or aapke channele jaker surch kara tab apki bimari ke bare me pata chala ap ko kitna jyada pain hota hoga phir bhi aap.vidieo banate hai salute ho apko and all the best because your all recipes to good
Alhamdulillah very very delicious and unique recipe hai jab mene ise banaya tab sab puchte ki ye konse biryani hai hamne kabhi nahi khaye very testy hai dar15 din me ye banati hu thanks for amazing recipe
Mashallah fantastic and awesome mouth water original Ahmedabad bhatiyara style daal chawal palida banaa hai yahi iska original tarika hai aapki dusri Jo chicken daal chawal palida hai aur mutton daal chawal palida bhi bahut hi fantastic recipe hai me kab se is recipe ko earch kar raha tha thank u so Mach dusri bahut sari daal chawal palida ki recipe Dekhi per maja Nahin aya aapki recipe original recipe hai
Thanks alot Tanvi recipe ko try karne ke liye or mujhe sUpport karne ke liye me jo bhi recipes banati hu wo mere ghar ke liye hi banati hu or ghar per sab wahi khate hai ap meri dusri recipes bhi try karna insha Allah apki recipes acchi banegi Thanks again
Ok sure ap please channel ki playlist me dal chawal palida ke dusre videos dekhe, mutton palida, chicken palida and Chinese dal chawal palida thanks a lot for suggestions Jajakallakhu Khairan
Mutton add nahi kare baki same process hai meri beti ko dal chawal palida bhut pasand hai par wo mutton nahi khati to Bina mutton ke bhi bahut testy lagta hai try jaroor kare vese inshaallah me veg dal chawal palida ki recipe bhi upload karungi thanks for comment and support
@@Mummyszaykabysultana sukriya baaji mujhe gosht to pasand hai lekin hamare yaha abhi sab band hai aur mujhe iftaar me banana hai isliye mene socha bina gosht ke banayenge to achcha lagega ya nahi isliye pahle puchna behtar samjha
Yes ofcourse,ye Ahmedabad ki famous recipe hai khaliya ki recipe mere channel ki playlist me already hai ap wahan dekhna inshaAllah 15,20din baad naan ki bhi banaungi because me Ahmedabad se bahar hu mayke me thanks for comment
Of course Bohra log besan dalte Hain ya FIR tuvar ki daal ka aur swargwa ka banate hain yah recipe meri ladki ke haldi mein jab bhatiyara ne banai thi tab Maine sikhi thi aur meri SAS dadi SAS bhi bajre ke aate se hi yah palida banate hain yah ek new aur different recipe hai isiliye maine ise banai hai ISI tarike se Maine chicken palida bhi banaya tha thanks for comment
Mene amchur wale dal chawal palida ki recipe bhi abhi kuch time pehle upload ki hai or dal chawal palida ka new version bhi kiya chicken dal chawal palida bahut hi badhiya test aata ap meri playlist mein dekhen ok thanks for suggestions
Mene jab channel start Kiya tha tab ramzan ka mahina tha or mujhe rheumatoid arthritis ki vajah se bolne me bhut takleef ho Rahi thi kyuki medicine ke side effects se mere jubaan dry rahti hai mujhe laar Kam banti hai kahi dafa galat words bhi nikal jate hai koi nahi Allah bas mujhe hamesha apna mohtaaz banaye makhluk ka nahi bas me Allah se yahi dua karti hu or bhi bahut region the sorry mere baad Wale video dekhe usme thoda improvement hai inshaallah or kosish karungi thanks for support and comments dua ki request
Mashaallah sach yahi tarika he ahmedabadi palide ka
Thank you
Yes meri mom ka bhi yahi tarika h so yami...aur aj me bana rahi hu
@@Mummyszaykabysultana I'm
@@Mummyszaykabysultana oj ooonI'mq
Absolutely fantastic and tasty recipe dal chawal palida mein dal khili khili bani aur bilkul bhatiyara style look aur test aaya
Masaalah bahot he lajavab..thenks for shering
Thanks a lot
Zabardast....... Ahmedabad yaad aa.gaya.......🥰
Thanks
Masha Allah original Ahmedabad famous recipe I make this recipe and lajawab and testy bani thankyou so so much for sharing this testy recipe
Masha Allah bhut shandar recipe 😋👍👍 hai original ahmedabadi bhtiyara jesi thanks a lots
Subhanallah Alhamdulillah superb recipe 😋 Mene try kiya and very testy recipe bani thanks
Mashallah original Ahmedabadi bhatiyara style recipe hai I try it and mind blowing testy thank you so so much
Very nice original ahmedabadi bhtiyara jesi recipe 😋👍
Ma'sha Allah 👍🏻
Thanks
MashaAllah I will ask my wife try this recipe I like it being a Dawoodi Bohras I m very fond of Dal-chawal palida
Thanks a lot
AP lemon juice ke replace me amchur ka use kar sakte hai bhatiyare amchur slice hi use karte hai but mujhe amchur se pain hota hai so me use nahi karti
Oh...Very nice recipe....
Thanks
masaallh bhot hi achi lagi ye recipe aaj sam ko hi me tray kru gi
Thank you so much
Wow superb recipe 😋😋👍👍
mashallah original batiya re jaisa daal chawal palida main try kara tha Jani meri wife net Rai karata mashallah bahut badhiya test aaya main to Taras gaya tha batiya jaisa dal chawal khane ke liye lekin main aap ke tarike se manaya bahut bahut badhiya Mana thank you so much Allah aapko bahut kamyabi Dena Amin
Original ahmedabadi bhtiyara jesi recipe hai mene ise banaya and very happy and thanks a lots mene isme lemon juice ke replace me whole dry mango slice dali and very nice rest me janti ki.apko ek painful disease hai or ap amcodi ko use me nahi leti lekin apne video me bhut dafa amcodi ke replace me lemon juice use kiya hai tabhi mujhe laga ki ap ko kuch problem hai or aapke channele jaker surch kara tab apki bimari ke bare me pata chala ap ko kitna jyada pain hota hoga phir bhi aap.vidieo banate hai salute ho apko and all the best because your all recipes to good
Thanks
Wow amazing awesome easy and unique recipe original Ahmedabad bhatiyara style daal chawal palida banaaya hai mam thanks I try it
Thanks
Masha allah
Thanks
Boot Jabardast recipe h
Shukariya
Original Amdabadi bhatiyare ke jese hi apne banaye hai perfect and perfect
Thanks
My wife says very very thankyou and Allah bless you
Alhamdulillah very very delicious and unique recipe hai jab mene ise banaya tab sab puchte ki ye konse biryani hai hamne kabhi nahi khaye very testy hai dar15 din me ye banati hu thanks for amazing recipe
I will try ur recipe
Thanks alot
Yammi
Thank you
V.good proper recipie ekdum best👍
Thanks alot
Mashallah fantastic and awesome mouth water original Ahmedabad bhatiyara style daal chawal palida banaa hai yahi iska original tarika hai aapki dusri Jo chicken daal chawal palida hai aur mutton daal chawal palida bhi bahut hi fantastic recipe hai me kab se is recipe ko earch kar raha tha thank u so Mach dusri bahut sari daal chawal palida ki recipe Dekhi per maja Nahin aya aapki recipe original recipe hai
Thank you so much
Masha allah👌👌👌🌹🌹🌹
Thanks a lot
Nice Receipe
Thank you
Supr
Bajri k aate k saath beef k qime k kbaab ki recipe share kren
Inshaallah
Very nice recipe mam
Thanks a lot
Masha allah aunty thank you💖
Thanks 😊
Welcome
Super recipe 😋👍
MashaAllah...mouth watering dish u made..thank you
Thanks alot Tanvi recipe ko try karne ke liye or mujhe sUpport karne ke liye me jo bhi recipes banati hu wo mere ghar ke liye hi banati hu or ghar per sab wahi khate hai ap meri dusri recipes bhi try karna insha Allah apki recipes acchi banegi Thanks again
@@Mummyszaykabysultana inshaAllah will try other recipes..I tried ur kadi khichadi recipe..it was very delicious
Good
Thanks alot
I am saina from gujarat ahmedabad , we have this famous here, once in 8 day, we need this😍😋
Thanks for comment in my recipe
Very nice
Thanks a lot
Testy
Really great recipe
Mash Allah bless you👍
Thanks
👍
Thanks
Mam aaj aapki ye recipe try kari it was so delicious..thank you..🥰🥰
Thanks
Boot tasty recipe hai
Thank you
100%Ahmedabadi style awesome❤
Thank u
Nice recipe I will try...and plz send bhatiyara style kadi khichdi
Thanks a lot, ok sure, channel ki playlist me search kare please Ahmedabad ki famous kadi khichdi
Mouthwaterig😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋❤❤❤❤
Thank you
MashaAllah very delicious
Thanks for all comments
Can I use Besan instead of jawar?
Yes but maybe taste is change
Tasty
Thanks a lot
Nice video didi ❤😊
Thanks a lot
Kadi kichdi
Me kadhi or khichdi ka video upload kar chuki hu please mere chennal ki playlist me dekhe thanks a lot for comments
MashaAllah. Very tasty recipe. 😢😂
Thanks a lot for liking
Nice work...
Thanks for liking
Dabba gost batae
Please watch dabba ghost and like, share, subscribe thanks
Can you pls post recipe for chicken khaliya bhatiyara style. Thanks
Yes, thanks a lot. please see my playlist. already uploaded this video
New friend here
Thanks a lot
Nice recipe
But
रेसिपी बनाते हुये ही सब मसाले क्वांटीटी बताये .
पहले सब बता दिये
Ok sure and thanks for suggestions
Video thodi short banaya kare plz
Ok sure ap please channel ki playlist me dal chawal palida ke dusre videos dekhe, mutton palida, chicken palida and Chinese dal chawal palida thanks a lot for suggestions Jajakallakhu Khairan
y u r stressing. u r a very good cook.
Thanks I sufuring big health problems but still alhamdulillah fit
may Allah bless you with perfect health
Thank you so much
Bina gosht ke banana ho to kese banaye
Mutton add nahi kare baki same process hai meri beti ko dal chawal palida bhut pasand hai par wo mutton nahi khati to Bina mutton ke bhi bahut testy lagta hai try jaroor kare vese inshaallah me veg dal chawal palida ki recipe bhi upload karungi thanks for comment and support
@@Mummyszaykabysultana sukriya baaji mujhe gosht to pasand hai lekin hamare yaha abhi sab band hai aur mujhe iftaar me banana hai isliye mene socha bina gosht ke banayenge to achcha lagega ya nahi isliye pahle puchna behtar samjha
Mashallah
Thanks a lot
Masaallah.. aap Ahmedabad se ho ?
Ji
Agar bajri ka atta na ho tou kya daale?
Bajre ke aate ke replace me besan (chana daal ka flour) dry roast karke dal sakte hai sirf २ minute hi bhune ok thanks
Can you make naan and gosht ka khaliya?
Yes ofcourse,ye Ahmedabad ki famous recipe hai khaliya ki recipe mere channel ki playlist me already hai ap wahan dekhna inshaAllah 15,20din baad naan ki bhi banaungi because me Ahmedabad se bahar hu mayke me thanks for comment
Why you added bajra flour? Normally bohri log is nahi dalte?
Of course Bohra log besan dalte Hain ya FIR tuvar ki daal ka aur swargwa ka banate hain yah recipe meri ladki ke haldi mein jab bhatiyara ne banai thi tab Maine sikhi thi aur meri SAS dadi SAS bhi bajre ke aate se hi yah palida banate hain yah ek new aur different recipe hai isiliye maine ise banai hai ISI tarike se Maine chicken palida bhi banaya tha thanks for comment
Amchur to aapne liya nahi sis wahi tast aata he jyada
Ji me amchur ka kam use karti hu mujhe join pain ka problem hai thanks a lot
Mene amchur wale dal chawal palida ki recipe bhi abhi kuch time pehle upload ki hai or dal chawal palida ka new version bhi kiya chicken dal chawal palida bahut hi badhiya test aata ap meri playlist mein dekhen ok thanks for suggestions
Muje ye recipe bana Ni he
Ok thanks
I I
Thanks
Ap itna hanp q rahi he apki vice se lag raha
Mene jab channel start Kiya tha tab ramzan ka mahina tha or mujhe rheumatoid arthritis ki vajah se bolne me bhut takleef ho Rahi thi kyuki medicine ke side effects se mere jubaan dry rahti hai mujhe laar Kam banti hai kahi dafa galat words bhi nikal jate hai koi nahi Allah bas mujhe hamesha apna mohtaaz banaye makhluk ka nahi bas me Allah se yahi dua karti hu or bhi bahut region the sorry mere baad Wale video dekhe usme thoda improvement hai inshaallah or kosish karungi thanks for support and comments dua ki request
Zabardast, Ahmedabad yaad aa gaya .....🥰
Thanks