Hi Sir Many Thanks For Your Explaination Very true we have basement in SE its been 20 Years We are living in this house ...life is hell just fall down debts loans court cases litigations no peace all losses 🙏 Can we refill the basement with mitti please suggest
uttar me kab mana kiya otherwise na banyen toh achha hai kyonki ye decide karna kathin hota hai ke uttar ke kis part me banayen , sirf uttar hi theek hai basement ke liye
baat badya krne ki ni hai agr batana chahiye to pura sach batana chahiye adha sach pure sach se kharnak hota hai q ki logo ko pata nahi hota to yaha pe jan ne k liye baithe hai
Hi Sir
Many Thanks For Your Explaination
Very true we have basement in SE its been 20 Years We are living in this house ...life is hell just fall down debts loans court cases litigations no peace all losses 🙏
Can we refill the basement with mitti please suggest
Ghar Mai Saptic tank kaha banayange batayai
Sir, road se basement ka base neeche hona chaheye, ya basement ka roof, ager basement ka roof road se uper hai to chalega kya
Sir sse extence hai isko keya remedy hai
Ager north me besment hai to kya band karva skte hai pliz bataey
no, nahi band na karvayen
सर बेसमेंट उत्तर मे ठीक है 🤔🤔
yes
@@rashmiguptavaastu3044 जी और वास्तु मे भूमि की ऊर्जा को कितने परसेंट महत्व है?
@@SantoshAgrawal4 ji 100%
Mujhe basement banani hai business purpose ke liye
Basement kha banaye phir ye btaye
Uttar me aap mana kar rahe ho
uttar me kab mana kiya otherwise na banyen toh achha hai kyonki ye decide karna kathin hota hai ke uttar ke kis part me banayen , sirf uttar hi theek hai basement ke liye
Uttar me Pani ka under ground tank Bana sakte hai
@@RahulDadhih ji yes
adhi adhura batana to batate hi q basement na banaye to ghar kya kacchi jagh pe banaye kya meaning less batate ho
sir aap bana sakte ho kisi ko badhya nahi kiya ja raha
Thnx n Reg
🙏🙏
baat badya krne ki ni hai agr batana chahiye to pura sach batana chahiye adha sach pure sach se kharnak hota hai q ki logo ko pata nahi hota to yaha pe jan ne k liye baithe hai