HAMESHA KE LIYE PRESERVE AUR YAAD RAKHNE WALA EK CLASSIC PRESENTATION. Bilkul nayi remedy, self tested with very successful results. Thanks for sharing. 👏👏👏👏👏👌👌👌👌👌👍🌹❤️👍🌹❤️ Lekin mujhe ye samajh nahi aa raha dear ki aapki gardening chhatt ki khuli dhoop aur hawa mein hai phir scales kaise lag gaye ?
Abhi 3 saal purane rose plant ko repot kiye h uski jade sad gyi h aur aapne jaisa dikhaya h video mein waisa hi plant h to kya hamein abhi iski hard pruning kr deni chahiye ya nhi?
Ji Thank You. Bahoot saal pehle - Google se pehle - Lycos search mein dekha tha yeh upchar. Lekin woh tha 50-50 dettol / savlon / betadine aur H2O2. Suryast ke baad shaam ko laganeke liye kaha gaya tha. Ek sawal hain bavistin ko lekar. Aisa koi log kehte hain ki saaf bavistin ke jagah tricoderma behatar result dega. Yeh sahi hain ki galat?? Thank You 😇 👍👍🏆🏆🎉🎉🤗🤗
Trichoderma ek bio fungicide hota hai isiliye trichoderma dalne par chemical fungicide bilkul bhi nhi dal sakte sare beneficial bacteria fungus kill ho jayenge. Itna agar dhyan rakhein toh wakai trichoderma kafi achha result deta hai
@@GardeningUpdate Thanks Ji. Mere nursery walo ko puchha tha - - kuchh bhi samajh na paya tha tab kya keh rahe the woh log 🙄 ab jake clear hua. Chemical fungicide yah fertilizers se darr hi lagta hain mujhe. Kab overdose ho jaye aur plants marr jaye - - yeh ek tension laga rehta hain 🙄 Thank YOU 😇
Great video!! Kya mai September month mein abhi hard pruning kar skta hun mere English hybrid rose plant par aur phir aapke baatey hue tarike use karun in fungus ko hatane k liye?? Aur mere idhar sirf hydrogen peroxide ki bottle mil rahi hai..usme cubical Solution nai hai likha hua.kya mai wo use kar skta hun??
Hello sir mainay aaj tak ya nahi dekha mare kai gulab isi tarhe sa kharab ho gay hai mai bhi isko try karunga super idia 👌👌👌👌 thank you sir bavestin ki jaghe saaf de saktay hai kya
Sir mere do hybrid grafted rose plant hain jo ki achi thi kall hi uska new shoots jal gaya, mene ushe bina mitti k saath ukhad liya dono ko toh kya wo bachngi aur ushe mene pure grafted node tak pruning kar di h , wo green v dikh rahi h uska ek chhota sa stem aur roots bhi hain usme, mene ushe chhaon me v rakhi , kya ushe daily pani du,??? kya wo bach jayengi ab mujhe kya karna hai unhe kese bachaun plzz batayiye plzzzz sir plz batayiye
sir maine mony plant pani may aik branch lga rakhi hai iski comple to nikal rahi pr is ki jhar yellow ho rahi hai or new jhar b nae nikal rahi kya kron kindly tip bta den plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
अद्भुत🙏 जादूगर हो आप, वो गुलाब का पौधा लगभग मर ही गया था, जिसे आपने पुनर्जन्म दिया🙏 आपके विडिओ एक पुरी पाठशाला होते है, धन्यवाद के लिए शब्द नहीं🌹🌹
Thank you 🙏🙂
Thanks for information I will do it tomorrow
Same issue mere plants me bhi he.....but ab solution mil gya 😃😀😃 thanku 😇😇❣️
Did you try it .....???
Find helpful or not ??? Plz let know ... I am facing the same problem
😢
Very good 👍🏼❤
Thank you!
Kindly type the chemicals or the manures you mentioned on the screen.Your advice is very encouraging.
Thanks
See, he didn't tell here either. Apni local boli me name lekar chhor diya. English or hindi dono naam batane chaiye
Very useful information on rose plant care, thanks for sharing 🙏🙏🙏
Thank you so much 🙏
Nice sharing 👍👌
Thank you too
This trick is very nice n succesful i tried it with in 10 day new shoots grow
Great 👍
Sanjivni buti de diya bhai 😍😍😍👍👍👍
आपके विडियो में कौनसा कॅमिकल किसलिए इस्तेमाल किया गया है कृपया लिखित रूप में नाम बताएं ?
Bahut badhiya jankari
बहुत अच्छा
बहुत बढ़िया बहुत अच्छा
Thank you 🙏🙂
Bahot hi badiya transformation 😍😊
Thank you 🙏🙂
Very nice information
Thanks
Same oleander m tha
Lekin mene pura kat diya phir rainy season m new growth aa gyi niche se
Very good bhai .. very well
Thank you 🙏🙂
HAMESHA KE LIYE PRESERVE AUR YAAD RAKHNE WALA EK CLASSIC PRESENTATION.
Bilkul nayi remedy, self tested with very successful results.
Thanks for sharing.
👏👏👏👏👏👌👌👌👌👌👍🌹❤️👍🌹❤️
Lekin mujhe ye samajh nahi aa raha dear ki aapki gardening chhatt ki khuli dhoop aur hawa mein hai phir scales kaise lag gaye ?
Winter mei abhi niche kar diya hoon
Kyunki winter seasonal flowers ke liye space nhi hai isiliye.
Thankyou sir ji🙏
Beautiful friends
Thank you 🙏🙂
Nice video good
Thank you 🙏🙂
Very useful video sir thank
Abhi 3 saal purane rose plant ko repot kiye h uski jade sad gyi h aur aapne jaisa dikhaya h video mein waisa hi plant h to kya hamein abhi iski hard pruning kr deni chahiye ya nhi?
Very nice brother 👍
Thank you 🙏🙂
dettole ki jagah spirit use kar skate hai?
Sir, screen par chemical ka nam bataeya. Pls. 🙏
Sir mere red hibiscus plant ki saari patiya bro w n ho jati hai phir yellow banker gir jati hai sari any guidance plz suggest thanks
Thank you for the helpful instructions.
You are welcome!
Very nice video
Thank you 🙏
Ji Thank You. Bahoot saal pehle - Google se pehle - Lycos search mein dekha tha yeh upchar. Lekin woh tha 50-50 dettol / savlon / betadine aur H2O2. Suryast ke baad shaam ko laganeke liye kaha gaya tha.
Ek sawal hain bavistin ko lekar. Aisa koi log kehte hain ki saaf bavistin ke jagah tricoderma behatar result dega. Yeh sahi hain ki galat??
Thank You 😇
👍👍🏆🏆🎉🎉🤗🤗
Trichoderma ek bio fungicide hota hai isiliye trichoderma dalne par chemical fungicide bilkul bhi nhi dal sakte sare beneficial bacteria fungus kill ho jayenge.
Itna agar dhyan rakhein toh wakai trichoderma kafi achha result deta hai
@@GardeningUpdate
Thanks Ji. Mere nursery walo ko puchha tha - - kuchh bhi samajh na paya tha tab kya keh rahe the woh log 🙄 ab jake clear hua.
Chemical fungicide yah fertilizers se darr hi lagta hain mujhe. Kab overdose ho jaye aur plants marr jaye - - yeh ek tension laga rehta hain 🙄
Thank YOU 😇
Wonderful video 🤟🤟👌👌🔥🔥🔥🔥
Thank you 🙏🙂
The names of the chemicals are not clear otherwise great video thank you
Ok, thanks
Very useful vdo.Thanks.
Thank you 🙏🙂
Great video!!
Kya mai September month mein abhi hard pruning kar skta hun mere English hybrid rose plant par aur phir aapke baatey hue tarike use karun in fungus ko hatane k liye??
Aur mere idhar sirf hydrogen peroxide ki bottle mil rahi hai..usme cubical Solution nai hai likha hua.kya mai wo use kar skta hun??
abhi hard pruning kr sakte hain
@@GardeningUpdate thank you
Aur ek chiz ..koi sa bhi hydrogen peroxide liquid jo mil raha hai market me wo us kar sakte hai?
@chandreshwar9572 hn kr sakte hain
@@GardeningUpdate thanks a lot dear!!
Thank u sir iss bimari ki wajah se Mera kitna paudha gulaab ka kharab ho gya ....
Sir mene gulab khi se ukhadk lgaya h to uski jade tut gai thi or niche ki jad sukhi hui h to kya bo grow krega ya jad k sath podha sukh jayega
maybe grow kr jayega
Very nice
Thank you 🙏🙂
Mera bhi plant good ho gya
bahut badhiya
Hello sir mainay aaj tak ya nahi dekha mare kai gulab isi tarhe sa kharab ho gay hai mai bhi isko try karunga super idia 👌👌👌👌 thank you sir bavestin ki jaghe saaf de saktay hai kya
Hn saaf bhi use kr sakte hain
Bavistene ki jagah saaf use kar sakte ain kya
hn
Sir is podhe ki mitti kaise honi chahiye
Super
Thanks
Thanks Bhai Mera bhi Desi rose par scale attack huwa he👍
Try kijiye plant revive ho jayega
Sir mere gulab ke plant me gulabi keede lg rhe he kya karna chahiye
Sir mere do hybrid grafted rose plant hain jo ki achi thi kall hi uska new shoots jal gaya, mene ushe bina mitti k saath ukhad liya dono ko toh kya wo bachngi aur ushe mene pure grafted node tak pruning kar di h , wo green v dikh rahi h uska ek chhota sa stem aur roots bhi hain usme, mene ushe chhaon me v rakhi , kya ushe daily pani du,??? kya wo bach jayengi ab mujhe kya karna hai unhe kese bachaun plzz batayiye plzzzz sir plz batayiye
sir maine mony plant pani may aik branch lga rakhi hai iski comple to nikal rahi pr is ki jhar yellow ho rahi hai or new jhar b nae nikal rahi kya kron kindly tip bta den
plzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
water week mei 2 baar change kijiye
what is BAVESTIC ?? Described in your video??
Bavistin fungicide.
Thank you, aap pls bataiye ki wah white and brown liquid ka name kya hai.
sab bataya hua hai
Achu chachu phir lekhe deo G.
Y apne bataya y kaha milega or kitne tk aayega
Medical shop mei
mere se sadabahar plant ki root ke pass ki stem chil gyi galti se plant sukhne laga ab kya kru plss help 🙏
Hibiscus plant me insect k liye ye kar sakte hai?
insecticides ka spray kijiye
Pani m kya kya daala h apne plz yha bta dijiye cmnt box m
Sir apne ye jo do acid ke naam bataya h uskA nam aap fir se batadijiye mujhe samjh nhi aaya h
Humic acid
Thank you mara bhi gulab marhi gaya tha
Mere rose plant ke branches me white-white lines jesa kuch aa gaya hai aur jab se vo aaya tha tab se thik se growth nhi kr rha plant
same treatment
@@GardeningUpdate ohk thanks 🙂👍
Soil k undr insect hy to
Nice
Thank you 🙏🙂
શેમ્પુ मिट्टी मे डालूँ?
👌👌👌👌👌
thank you 🙏♥️
Plz type kariye chemical name jo aapne kaha mujhe samajh nahin aaya
Wow
thank you 🙂🙏
👍😍
Plz write down the names of additional chemicals which u pit in after cow dunk we must know the correct spelling to buy
👌👌👌👌👌👌
Thank you 🙏🙂
Mera bhi ek gulab ka poda pura ka pura mr sa hi gya h plz ap mujhe btaiye m kya kru
same treatment
Apane kya kya use kiya hai?
video mei bataya toh hai
Hmara gulb bhi mer gya bikul kuch btay
बालसम में फुल नही खिलते क्या करू उपाय बताये
potash daliye
mites k liye kya karna h video link de agar h to rose pr ?? plz
th-cam.com/video/3omxRdMQqsY/w-d-xo.html
Meine Bougainvilla plant ki jad ko miti se nikal diya aur uski jgh change ki toh ab plant sookh Gaya..ab is problem ko kaise theek kru...plz suggest 🙏
Abhi winter mei aisa nhi karna tha.
@@GardeningUpdate ab kya kru.. suggest
Ab koi solution nhi hai agar survive krna hoga toh kar jayega.
Winter se protect kijiye.
what are the chemicals u used it please list it?what is bab acid?
4:09
POWDER KO AP MILAYE HAI USKA NAAM BTAYE PLEASE
Bavistin fungicide
Hydrogen peroxide कितनी % का लिया है आपने? Please बताएँ ।
15-20 rs mei aa jata hai
@@GardeningUpdate मैंने रुपये नहीं पूछे थे। Hydrogen peroxide की strength पूछी थी। 3% or 6% etc.
Oh sorry maine itni bariki se aapka comment nhi padha tha🙏.
3%
@@GardeningUpdate thank you very very much.
ह्यूमिक एसिड के साथ आपने ने जो फर्टिलाइजर बोला है वह क्लियर समझ नहीं आ रहा है क्या आप कृपा करके उसको लिख कर बता सकते हैं
Mare hue gulab ko kaise jinda kare???
मरे हुए को सिर्फ भगवान ही जिंदा कर सकते हैं
Sir mere rose mai die back ho gaya hai vo pura kharam par hai mai kaise thik karu
same try kijiye
सर मेरे पास हुमिक ऍसिड नही हे सीवीड लिक्विड हे दाल सकती हू मेरे भी पोधे की ऐसी हालत हे
Hn dal sakte hain
Plant agar dieback ho Raha ho to kya kare ?
Mitti m kya milaye
Gobar ki khad
In the above process, can we use Vermicompost in place of cow dung compost? pls reply
Yes
Bavistin means
Ek fungicide hai
इंग्लिश प्लांट में ये मैथड काम करे गा? प्लीज हेल्पमी 🙏
Sabhi plants mei karega
Maine video ke last mei english gulaab bhi toh dikhaya hai
@@GardeningUpdate धन्यवाद आपका
मिट्टी में मिलाने वाले केमिकल के नाम फिर से बतायें प्लीज़ और कहां मिलेंगे
humic acid and bavistin
Abhi do teen din pehle hi lagya hai aur phul murza hua hi aaya hai Kya karu?
garmi bahut jyada hai
I'll try sir
sir mera rose plant totally soikh chuka h😢😢😢😢😢
plant agar survive kr rha ho yoh aap bhi try kijiye
Naam kya h chemical ka pls batai
Dettol and hydrogen peroxide
Mere plant m dyback hota ja tha h
Chemicals used :
1. bavistin
2.humic acid
And cow dung manure or vermicompost also cn b used
But what about flowering?
1 dettol 3 h2o2. Bavistin
👏🙌
Dawaao ka naam likh kar bata dejey.
Dettol and hydrogen peroxide
ये सब चीजे मिलती कहा पर है प्लीज बताये
medical shop pr
Sir aap camical ka naam batyae
bataya hua hai
mujhe ye solution smjh nhi aaya please explan on message
Medicine ka name screen par written mai bhi de pls.
kabhi kabhi clear samaj nhi aata hai
Hydrogen peroxide hai jo medical per mil jata hai
Chemical ka name and milne ki jagah hi nahi bataya aur log unhi wah wah kar rahen hai iska matlab logon ka is se koilena dena nahin hai
Humic acid ke saath aur kya daala tha aapne main samajh nahi paya
bavistin fungicide
Kuch b nahi hota h .mene Kiya .plant sukh gya
Chahe plant 100 bar mar jaye...but don't use camicals...
tab toh aap ayurvedic dawa ke sahare zinda hoge?
plant ho ya koi bhi jiv zinda rhna important hai,ye mera manna hai.
Hi . Kuch nhi hua mera rose plant pura died hogya 😢